50 hp main ye tractor 1200 se 2100 rpm tak apna peak torque 198nm ka nikalta hai vo bhi bina turbo k. 3054cc engine, 89.9mmx110mm ka bore stroke jo ki isko ek idle short stroke high speed engine bnata hai. Iske agy deakha jaye to baki companies ka chahe vo MF9500 hp jo ki 238nm torque k sath 58hp main, NH 3630 SE jo ki 212nm torque 55hp, JD 5310 jo ata hai 216nm torque 55hp, ye sab bhi 1800 rpm par is se torque main niche hain, vo is liye kyu ki har koi kitna torque hai ye to deakhta hai magar kitne rpm par nikalte hai ye koi nahi dekhta, ab ye 198nm torque nikalta hai 2000 rpm tak aur 9500,3630,5310 ya jitne bhi aur long stroke engine hai, sabka maximum torque nikalta hai 1000 se 1200 rpm tak aur koi company ka engine koi bura nahi hai, unka bore jayda badaa honey ki vajah se unka stroke lamba is liye hota hai ta ki uska diesel ka kharch bhi uski engine hp k anukool ho, yaha par main engine ki banavat ki baat kar raha hu aur baki jaise ek category k engine hoty hain to apni puri hp to 2100 se 2300 rpm tak nikalenge magar is rpm par ye sabhi apna torque 35% se lekar 38% tak giraa denge jaise 9500 jo hai vo 2100 rpm par 58 hp to nikalega magar us rpm pe torque hoga tab lagbhag 175nm, yani ki jahan par kisi implement par ye 585xp plus 100 se 150 rpm drop karke chalega vahi baki ye tinno aur dusre long stroke wale engine 250 se 500 rpm tak drop karke chalenge full rpm par jaha ye sabhi ek nishchit hp category wale apni puri hp nikalenge. Iska udhaaharan deakhna hai to haulage yani trolle par ya kiraya karte kisano ko deakho aur 100 main se 90 tractor 575,585,arjun 555,arjun 605 honge aur sab k rpm 3500 se 4500 tak khol kar chalate hain kyu ki jahan par baki engine 3000 rpm k upar apna torque adha kar dete hain vahi mahindra ki ye khubi hai ki iska chota stroke upar se 4 cylinder engine, matlab back to back power stroke jan ek piston BDC par hoga tabhi dusra piston TDC par fire karne k liye taiyar hoga, matlab crank ki har 90° ghumne par piston fire karega aur isi kaaran mahindra itne high rpm par jaha apni 5 se 7 hp jayda nikalega vahi iska torque kum hone ki jagah aur 21 se 30% jayda niklega aur isi vajeh se hi 13 saal se duniya main sabse jayda bikne wala tractor brand hai mahindra.
@Noorvlogs0007 Жыл бұрын
आपने अपने कमेंट के माध्यम से बहुत से किसान भाईयो को बहुत ही सटीक जानकारी दी धन्यवाद ❤️
@harwindersandhu7561 Жыл бұрын
@@Noorvlogs0007 welcome my friend 🙂
@sukhrajsinghsukhi1745 Жыл бұрын
mobile number
@Commentreading4211 ай бұрын
Bhai kya jankari di hai Etna to mai pure video dekh leta KZbin me tab bhi sayad naa milte Dil se thanks bhai❤
@surendragour92713 ай бұрын
Nice 👍👍👍👍👍
@sanjeetbhoker90382 жыл бұрын
Lag bhi rha khi seeder towa toh ghumta hi ni🤣🤣🤣
@Noorvlogs00072 жыл бұрын
कलहड खेत में तवा नहीं घूमता
@RadhesyamLodha-wu5eu Жыл бұрын
इसकी जगह तो मासी 50HP
@shobhityadav97612 жыл бұрын
Good
@moasif52962 жыл бұрын
पहले के लोग में चलाओ
@Noorvlogs00072 жыл бұрын
ये harrow निकला खेत है इसमें 2L में ही सही है मूढ़े में चलता है 1L
@gindajatt39962 ай бұрын
Driver takda samjhta hai aur Clutch pe se per to utha le
@nitinahlawat135613 күн бұрын
सुपर सीडर के हिसाब से टैकटर भी छुटा है ओर सुपर सीडर भी बेकार है ,यो सब बकवास है
@saabsingh6008 Жыл бұрын
Jhuth bolte kyu ho 7ft ka superseeder
@Noorvlogs0007 Жыл бұрын
8ft hai ye Landforce ka purana model hai pipeo se pata na chalne ka 8ft ki plate hai seeder per
@rinkulatther1051 Жыл бұрын
😂😂😂😂 bakwas bhai , kyu nas kar re ho zamindar ka
@Noorvlogs0007 Жыл бұрын
Kyu k hoya
@jeetsingh44132 жыл бұрын
बिल्कुल बकवास जुताई 🤣🤣
@Noorvlogs00072 жыл бұрын
खेत की हालत देख लो पहले बिल्कुल सूखा ओर कलहड खेत है भाई एक no seeder चला रहा है ये
@s_dharni24832 ай бұрын
Hamre punjab me driver ke thapad lagege agr aise koi superseeder se jutai kare……total bakwaas