Graduation me kitni percentage honi chahiye scholarship k liye.... llb course me admission liya hai
@Rahulkumarji-y7s24 күн бұрын
Mere form m you have already done this same lavel course in session 2021-2022 please tell me but mer scholarship nhi aayi thi
@ApplyOnlineWithShikhar24 күн бұрын
Nahi aayi thi matter nahi kerta.... Aapne fill kiya hoga kisi other course ke liye... Ek hi same level course ke liye bar bar apply nahi ho pata hai
@ADITYABABU-o1n7 күн бұрын
Aadhar card verification nahin ho raha hai
@RaviVerma-qp6nj15 күн бұрын
Sir..गत वर्ष वाले विवरण में थोड़ी प्रॉब्लम आ रही है मेरा स्नातक लखनऊ यूनिवर्सिटी से था तो सेमेस्टर wise tha To sir...2 गत बर्ष की अंक प्रणाली में किया भरना है
@ApplyOnlineWithShikhar15 күн бұрын
Semester प्रणाली
@Study_withsona4 күн бұрын
Mere foam.pr sr bank details show nhi ho rhi na foam bharte tym thi lekin blank option aa gya final.print pr
@ApplyOnlineWithShikhar4 күн бұрын
Npci se linked bank per aa jayega automatic.. Us se koi dikkat nahi jai
@akaskkumar244714 күн бұрын
सर मेरे फॉर्म में शैक्षिण वाले फॉर्म में कम ऑप्शन वाला आ रहा है क्या उसी कोई दिक्कत होगी । कृपया मार्ग दर्शन करे
@ApplyOnlineWithShikhar14 күн бұрын
Aapke second comment me reply ker diya hai
@theziamachenism16 күн бұрын
सर मैंने एलएलबी के लिएं आवेदन किया था फाइनल प्रिंट की जगह you have already same level cource in the session 2017-18 लिखा aa रहा है किंतु 2017-18 में मैने बीएससी फाइनल किया है जो के एलएलबी की पात्रता है तो फिर यह सेम लेवल कोर्स कैसे हो गया कृपया मार्गदर्शन करें।
@Shreeji1958219 күн бұрын
LLB 5 year wale kaise bhare.....kyuki BA LLB ka koi option hi nahi hai kahi..... Thoda guide kare .....🙏🙏
@ApplyOnlineWithShikhar19 күн бұрын
Ap apna college select kijiye jisme ballb hai... Sahi name wala collegg select kro.. Registration time me aapko appke college ke name ke 2-3 college name dikhenge... Sahi college choose kijiye... Tabhi ballb (bachelor of law) dikhega Baaki apne college se sampark karein
@architgupta563Ай бұрын
Sir Mera npci link mene last year karwaya tha tabhi status not received from npci server dikha raha
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Check status per click kerte rho 4-5 bar... Aur tab nhi na ho to dobara bank me jaa ker check kerwa lo
@architgupta563Ай бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar when we do npci it says we are sorry
@greatestlearner1869Ай бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar sir wahan to cgpa likh denge but jahan pr 10th,12th,graduation ka likhna wahan kaise likhe wahan to cgpa ka koi option hi nhi h????
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
@greatestlearner1869 aapka reply aapke second comment me full explain ker diya hai
@Inspirationalbeing9 күн бұрын
में लब 1stर ईयर का स्टूडेंट हूं हमारी यूनिवर्सिटी ने अभी एनरोलमेंट नंबर नहीं दिया है केवल कॉलेज का रोल नंबर है
@ApplyOnlineWithShikhar9 күн бұрын
To scholarship ke liye ap kya puchna chahte ho wo to pucho....
@Inspirationalbeing9 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar मैं वही पूछना चाहता हूं कि स्कॉलरशिप के उस कॉलम में मैं क्या भरूं या फिर उसको खाली छोड़ दूं,,,
@ApplyOnlineWithShikhar9 күн бұрын
@Inspirationalbeing agar ap rmlau k student hai to aapko UIN bharna hoga... Because usme aapko 3 detail me se ek dene ka mauka milta hai... To ap uin de sakte ho... Baaki apne college me pta kijiye...
@Unknown-dz8mo24 күн бұрын
Sir mere college mein pehle se niyamit nhi aarha hai pehle se hi self pr selected hai or is vajh se ba llb ka option nhi aatha
@ApplyOnlineWithShikhar24 күн бұрын
Apne jo college select kiya hai scholarship reg. me usme niyamit nahi kerwaya jata hoga... Isiliye auto selected hai स्व वित्तपोषित.... Aur jaruri nahi hai ki BALLB niymit me aaye... Koi bhi course kisi me bhi aa sakta hai.. Depend kerta hai ki college usko kis type me rakhta hai... Agar aapke me niyamit nahi aa rha hai to aapke college me niymit nahi chalta hoga... Aur agar ballb aapke college me hai to wo स्व वित्त पोषित में hoga... Agar nahi aa rha hai option ballb.. To shayad aapne galat college select ker liya hoga.. Ek hi college me kafi name hote hai registration me list me... Check ker lo ek baar
@Unknown-dz8mo23 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar to sir ab mujhe scholarship nhi mil payegi?
@ApplyOnlineWithShikhar23 күн бұрын
Abhi aapne complete hi kidhar kiya hai... Sahi college choose kijiye new registration me... Wha per form complete kro... Jab tak lock nahi kiya jata hai tab tak ap second registration ker sakte ho
@shivanigupta8556Ай бұрын
Fantastic video with proper information.....one question If someone has taken one year gap last year, can they enter the details of the previous to previous year as well?
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Jaisa ki ye video LLB student ke scholarship ka hai.. Agar ap LLB 1st sem/year me hai aur ap last year gap kiye hai to aapko गत वर्ष के विवरण में apni previous essential qualification dena hai... Bhale hi apne kitna hi gap de diya ho... Essential qualification detail hi dena hoga गत वर्ष के विवरण में Aur agar other course wale hai ap to bhi aapko other course ke essential qualification detail hi dena hoga
@shivanigupta8556Ай бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar aur agr kisi ki matric/graduation other than UP Board/University se hui ho aur wo UP ka hi resident ho to aage kaise proceed kre...kyuki waha other board ka option nahi aarha!
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Registration time me 3 board ka name milta hai... Usme ap select ker sakte ho
@shivanigupta8556Ай бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar other than UP se mera matlab Other state board se tha....Agar kisi studies apart from CBSE/ICSE/UP BOARD ho to kya kiya jaye!
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
@shivanigupta8556 to apko registration kerte time other state wale option ka selection kerna hoga aapko... Sc/st/gen/obc/minority ke alawa last wala option other state wale me aapko reg. Kerna hoga
@satyaveer0720 күн бұрын
Sir mera LLB ka hai scholarship esme high school ka pta v sthan bharne ka option nahi aa raha hai kaise bhare
@ApplyOnlineWithShikhar20 күн бұрын
Highschool ka pta?? Means? Kis step ki bat kar rhe..?? Pura explain karo
@yuvraajyadav215824 күн бұрын
Sekshik yogta mai inter dal diya hai jabki snatak dalna tha kaise change kre (Llb Ka form hai)
@ApplyOnlineWithShikhar24 күн бұрын
Final lock nahi kiya hai to step 5 per aapko आवेदन में संशोधन ka option dikh jayega
@NikhilGautam0709Ай бұрын
Hello Bhai, Maine apna graduation BA 2017 me pura kiya tha uske baad maine ITI kar liya Electrician Trade se to Mai Scholarship form bharte samay kiski details fill karu ITI ki ya BA ki Aur second sawal ki Scholarship kaise aayegi bank details to usme kahi fill karne ka option Aa nhi Raha hai . Isme mai confused isliye hu ki mere jo Aadhar Number se Jo mobile number link hai wo ek alag number hai Aur Bank Account se Jo Mobile Number link hai wo ek alag mobile Number hai to isme Mai kya kar sakta hu
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Apka total confusion dur ker deta hu brother.... Read carefully Pehli baat ki ap is samay kya course kar rhe ho aapne upar btaya nahi comment me... Lekin ye video LLB k liye tha to hum LLB man ker chalte hai... To aapko पाठ्यक्रम की पात्रता me GRADUATION dena hoga.... BA (2017) wala.... Agar aur koi course ker rhe ho to wapas se puch lena... Humne LLB ka soch ker reply diya hai... Ab apka adhar aur bank aur mobile number wala doubt clear ker deta hu.... 👇👇 Adhar se alag number hai... Bank me alag number hai... Koi matter nahi kerta... Up scholarship form registration time me mob number wo wala dena jo adhaar se link hai... Digilocker verification ke liye... Baaki bank se koi matlab nahi.. Koi bhi number usme lga ho... Koi dikkat nahi... Ab apka last doubt... Ki bank ki detail to pucha hi nahi...scholarship aayega kisme?? 😂 Iska answer👇👇👇 NPCI satyapan ka ek option hai.. Dekha hoga aapne... Wo npci aapke adhaar card se linked Sare banks ko check kerta hai... Aur NPCI DBT(direct benefit transfer) keval ek bank me active rehta hai... To automatic aapka NPCI us bank se satyapan ho jayega... Aur usi bank me aayega... Apka agar ek hi account hai... To aur bhi achi baat hai... Tab usi me aayega automatic... Lekin NPCI kisi kisi ka link nahi rehta hai... To aapko scholarship me NPCI wale step per green tick nahi milega... Agar green tick na mile to ap apne bank jaiye... Single account hai to usi bank jaiye... 2-3 account hai to kisi bhi bank chale jana jaha per amount recieve kerna chahte ho... Wha per jaa ker NPCI link kerwa lena apne account se... Aur agar NPCI green tick mil gya aapko up scholarship ke form me... To apko kuch kerne ki jarurat nahi... Automatic aapka scholarship aapke bank me aa jayega... Multiple bank hone per kaise check kerna hai ki kis bank me NPCI active hai aur Kis bank me scholarship aayega?? Iska video bhi 5 din pehle upload kiya hai... NPCI status check... To channel per jaa ker dekh sakte ho
@NikhilGautam0709Ай бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar Shikhar Bhai maine 2017 me BA kiya uske baad ITI me admission le liya jo ki 2019 me wo complete ho Gaya, Uske baad maine ab LLB me admission liya hai ab 2024 me, 2019 ke baad gap ho Gaya. Thank you Shikhar Bhai ki Aapne Sach me itna lamba answer likh ke jawab diya but maine socha Shaayad aap itne bade questions ka answer hi na do but aapne diya, Great work Bhai 👍
@user-rm5ev5js2j18 күн бұрын
Sir LL.M. ka show nhi ho rha clg me h llm course
@ApplyOnlineWithShikhar18 күн бұрын
Reg. time me college sahi select nhi kiya hoga...ek hi name k kafi college list me rehte hai.. Dhyan se select kro... Bakai na ho to college se sampark karo
@shivanshdviwedi20Ай бұрын
Bhaiya mai graduation pro.rajendra Prasad rajju bhaiya university se kiya uspe snatak ki marseet me purnank aur praptank nhi diya rhata kya kare
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Cgpa hoga fir.... To अंक प्रणाली ki jagah cgpa प्रणाली select kro
@shivanshdviwedi20Ай бұрын
Kaise hoga uska bhi ek video banao@@ApplyOnlineWithShikhar
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
@shivanshdviwedi20 detail nahi hai brother cgpa walo ka... Discription me diye gaye whtsap nmbr per agar ap detail de sako to bna diya jayega... Keval marksheet aur scholarship registration...
@akaskkumar244714 күн бұрын
Mere form me mini form hi khul rha h kya usse koi dikkat hogi
@ApplyOnlineWithShikhar14 күн бұрын
Mini form fill ker ke jab step 4 complete ker lena to आवेदन को संशोधित करें STEP 5 per click ker ke wapas se saishadik vivran par jana... Wha par full form open hone lagega... Tab baaki ki detail complete fill ker lena
@TonuYadav-gc5jqАй бұрын
Maine apna graduation 2017 me pura kiya tha aur 2024 me maine LLB me admission liya hai. Kya main bhi apply kar sakta hu?
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Haa ker sakte ho...
@hobbyhours_wid_anushka21 күн бұрын
Course me bachelors of law dikh hi nhi rha
@ApplyOnlineWithShikhar21 күн бұрын
Kuch galti kiya hoga aapne college select krne me
@muneuarhusain365513 күн бұрын
Mjru ki LLB semester parnali m cgp ya sgp kya bharna na suggest plz
@ApplyOnlineWithShikhar13 күн бұрын
Apna marksheet dekhiye... Us hisab se fill kijiye
@muneuarhusain365513 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar dono semester m number diye hue h 500 m se
@greatestlearner1869Ай бұрын
Bhaiya maine 2024 me hi BA pass out kiya hai or mere marks cgpa me hai to graduation ke marks kaise upload karen?
@greatestlearner1869Ай бұрын
Or ab main llb 1st year me hu scholarship ka form bhrna h
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
@greatestlearner1869 apke marksheet me cgpa to percentage convert kerne ka rule likha hoga... Us se ap convert ker lijiye... Aur agar na ker sake to ap शैक्षणिक विवरण me direct cgpa jitna hai utna hi likh do... Example... Man lo 8.1 cgpa paye ho to obtained me 8.1 likh do aur total me 10 Aur गत वर्ष के विवरण last step me cgpa प्रणाली select ker ke obtained cgpa aur total cgpa likh dena
@अभिषेकशुक्ला-व5ख27 күн бұрын
Sir maine bed kiya hai vaha scholarship mili thi ab mujhe LLB me scholarship milegi ki nahi
@ApplyOnlineWithShikhar27 күн бұрын
Same level course ka error aa jayega final print nikalte samay... Baaki ek bar ap fill ker ke dekh lo... Agar final print aa gya to achi baat hai
@अभिषेकशुक्ला-व5ख26 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar but sir mera bed complete ho chuka hai, abhi problem ye ki bed aur LLB dono professional cource hai to scholarship milegi ya nahi
@ApplyOnlineWithShikhar26 күн бұрын
@अभिषेकशुक्ला-व5ख complete ho gya hai ya na complete hua ho... Ap upar wala mera reply sahi se samjhe nahi... Same level course ap bar baar kroge to scholarship nahi milta hai... Final print per likh ker aa jata hai 'you have already done this same level course in session 20** Ap bachelor course me ek baar hi scholarship paa sakte ho... Baar baar course ker sakte ho lekin baar baar govt apko scholarship nahi deta... Baaki ap form fill ker ke dekho.. Final print nikal gya to achi baat hai.. Tab mil jayega... Nahi nikla aur already done likh gya to nahi milega... Form to bharo
@mahfujkhan839724 күн бұрын
Bhai mera semester wise huwa h snatak me puryanak kitna hota please kitna poornak hai bsc aur 6 semester me se koun se semester ka number dale please reply me bro Ya 6 semester ka number add krke poora dale
@ApplyOnlineWithShikhar24 күн бұрын
स्नातक में aapko pura grand total likhna hai...1st sem se lekar last sem. tak ka... Har ek semester ka add ker ke grand total
@architgupta563Ай бұрын
mini form and long form me difference kya hai
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Mini form me admission date nahi puchta... Second form me date aur panjiyan pucha jata hai... Jo ki maine dikhaya hai aur btaya bhi hai..... College & course per depend kerta hai... To aapko jaisa bhi form aaye... Ap bhar paoge.. Isiliye dono dikha diya hai... Appko jo bhi aaye... Fill ker dena hai... Kuch sochna nahi hai ki kyu aisa aaya aapko...
@Creativemind70625 күн бұрын
General valo ka cast certificate nahi lagega to kyu maang raha hai bhai kya kare
@ApplyOnlineWithShikhar25 күн бұрын
General walo ka nahi lagta hai... Option hi nahi aayega... Aapko aa rha hai kya?? Keval income ka option aayega gen. walo ka... Try to ker ke dekho creative mind 🎯
@mohammadsahilahmad28 күн бұрын
No courses shown in Select course option
@ApplyOnlineWithShikhar28 күн бұрын
Wrong college select kiya hoga aapne... Ya course type galat hoga
@mohammadsahilahmad26 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar Sir Collage right choose kiya h maine or ek bhi course show nhi ho rha hai Muslim OBC Minority section me apply krenge na
@ApplyOnlineWithShikhar25 күн бұрын
Haa
@mohammadsahilahmad25 күн бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar koi bhi courses nhi dikh rha h
@anshikayadav2561Ай бұрын
Sir hme Bed ka fill krna tha es according fill kr sakti
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Ha processs same hai...Bus aapko LLB Ki jagah BED (bachelor of education) select kerna hai... Aur apni sabhi detail sahi sahi fill kerna hai.. Baaki process same hai
@KUNALGAUTAM-bf1yyАй бұрын
and sir bank ki bhi koi detail show nhi ho rhi hai
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
NPCI linked bank per automatic aayega scholarship... Bank detail nahi lagta hai ab
@TrickiiboyshortsАй бұрын
Sc obs st ka mention to kr dete koi nji dhyn dega to aone jaise kiya same kr dega
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Sab log dhyan se sunte hai.. Lekin apko shayad sirf kami nikalni hoti hai isiliye dhyan se nahi suna aapne... Ya shayad aapko category ka matlab nahi pta hoga... Sorry brother... Bura lga to... Lekin wapas se jaa ker 15 sec se 17 sec ke beech me maine kya bola hai wo sun lo.. Koi koi creator jyada lamba vid banata hai... Ek hi line der tak bolta hai.. To bhi aap jaiso ko dikkat... Aur koi koi creator sabki time ki izzat karta hai.. Lekin sab btata hai.. Usme bhi aap jaiso ko kami nikalni hoti hai... Category wise post matric other than inter per click karein... Ye line video me bola gya hai bhai... Jaa ker wapas sune... Aur plz agar sun ker aapko lage ki kami nahi nikalni chahiye.. To plz is comment ko apne hatho se delete ker dijiyega... Warna hum 3 hour baad delete ker denge... Kyunki is comment ka koi value nahi hai...
@DurgeshTiwari4306Ай бұрын
Hello Sir Post Matric ka ka final print kab aaega 11th ka
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Is samay jo log ker rhe hai.. Unka to aa ja rha hai time per... Pehle jab website per prob tha us samay jinhone kiya (lagbhag 20 dino pehle tak) unka nahi aa rha hai.. Wait kro website sahi hone ka
@prathamsrivastava85322 күн бұрын
Sir ballb ka option he nahi aata h yaha par 7:13
@ApplyOnlineWithShikhar22 күн бұрын
Aapne college sahi select kiya hai ya nahi... Wo check kro... Kabhi kabhi LLB course ke liye alag se apka college ka name registration time me list me rehta hai... Ek baar check ker lena...
@prathamsrivastava85322 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar sab sahi h sirr but ballb option nahi aa rha hai iswar saran degree college prayagraj affiliated to Allahabad University sab kuch sahi daala h
@ApplyOnlineWithShikhar22 күн бұрын
Discription me diye gye whtsap nmbr per ap humari team se help le sakte ho... (Paid service)
@sefalijaiswal886123 күн бұрын
Jo p.g. bhi kiya hai wo gat varsh mein kiska details fill karega
@ApplyOnlineWithShikhar23 күн бұрын
Agar ap LLB 3 year ker rhe ho to aapko UG jaruri hota hai.. Lekin agar aapne PG bhi kiya hai pehle to ap UG ya PG me wo detail गत वर्ष me daloge jo aapne apne college me admission lete samay essential qualification me dikhaya hai... Agar UG dikhaya hai to scholarship me गत वर्ष me UG dalo... Aur admission time me agar PG dikhaya hai to scholarship me गत वर्ष me PG ki detail dalo
@sefalijaiswal886123 күн бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar maine to P.G. details dikhya hai lakin college walon se confirm karna padega
@ApplyOnlineWithShikhar23 күн бұрын
@sefalijaiswal8861 confirm kar lo.. College ki detail aur scholarship form ki detail same honi chahiye
@TonuYadav-gc5jqАй бұрын
Kitna chance hota hai scholarship Milne ki
@ektarathour22329 күн бұрын
Isme obc ka option nhi aa rha hai
@ApplyOnlineWithShikhar29 күн бұрын
Registration time me alag alag box milta hai prematric/postmatric/other than inter... Usme OBC wale me registration kerna hai aapko OBC k liye
@ektarathour22329 күн бұрын
Thank you 👍
@lionsclub71348Ай бұрын
Bro BA LLB 5 year kese bharen uska option nhi aa rha h
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Maine ka saket ka dikhaya hai to usme keval LLB 3year hai... Aapke college me agar 5 year padhai hoti hai... To list me aa jayega
@AnkushYadav-nt1tfАй бұрын
nahi aara
@BlankProfilePicture19 күн бұрын
1. NPCI kis bank se karaye esme to bank account fill hi nhi kiya? Jo B.A Me bank account diya tha same bank ka npci karaye kya?? 2. Mera fee 0rs gya hai esliye freeship card upload kiya hai fee wale option me wala likha tha upload pdf uske baad direct green tick mil gya छात्रवृति हेतु आवेदन पत्र भरे espar.. matlab गत वर्ष का विवरण ye option aaya hi nhi tha... Lekin आवेदन पत्र को संशोधित करे में ये option dikh rha hai jisme kuchh nhi fill hai kya ese fill Karu aur update karu?? संशोधित करे क्या अभी? 3. संशोधन करे par click karta hoo aur fir शुल्क संबंधी par click karta hoo to ab non refundable अनिवार्य शुल्क me automatic 0rs dikha rha hai lekin es baar side me freeship card pdf upload kare ye nhi likha hai kahi bhi... Kya ese bhi dobara se 0rs dal ke ek baar fir update karna hai ?
@BlankProfilePicture19 күн бұрын
One more problem... जाँच हेतु आवेदन प्रिंट ye option kaam nhi kar rha hai espar click nhi hota hai (like Esme link nhi hai jo aage process kare bas ye text fom me hai) ye problem ka solution de do bhaiya bas
@ApplyOnlineWithShikhar19 күн бұрын
गत वर्ष का विवरण संसोधन wale option per jaa ker fill kro... Aur sansodhan wale option me निजी पर jaa kar address bhi add karo... Aur fee ko bar baar update karne ki jarurat nahi... Aur apka Janch hetu print karein ke upar sabper tick lag jayega tabhi janch hetu print kare kam karega...
@BlankProfilePicture19 күн бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar ok sir shukriya
@KUNALGAUTAM-bf1yyАй бұрын
sir कक्षा वर्ष और अवधि mein sirf 2, likh ke aa rha hai 2,4 nhi aisa kyu
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Aap kis वर्ष में हो? Wha par manually select ker lo
@KUNALGAUTAM-bf1yyАй бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar (btech 2nd year mein)form mein 2 select kr rhe hain or4 automatic likh ke aa rha pr print ke time 2, hi dikh rha hai
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
@KUNALGAUTAM-bf1yy ha wo जाँच हेतु print ke time me aapka वर्ष likh kar aayega keval... Course duration nahi likhega... Us se koi dikkat nahi...
@Scorpiolover07415Ай бұрын
Scholarship me fees kitani bharni hai
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
College wale btayenge
@NikhilGautam0709Ай бұрын
अनुमोदित वार्षिक नान रिफण्डेबिल अनिवार्य शुल्क (रू0 में): Bhai yeh kya hota hai
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Brother wha per apko aapke college wali full year fee likni hoti hai... Lekin wo apke college wale aapko exact amount btate hai... To college me pta kijiye... Aur us amount ko fill kerna hota hai
@NikhilGautam0709Ай бұрын
@ApplyOnlineWithShikhar ok Bhai
@LearnwithbuddhaАй бұрын
Sir LLB ke niyamit nahi a raha hai kya kare
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Ye video KS SAKET ke liye hai... Aapke college me स्व वित्तपोषित मे bhi aa sakta hai... Check ker lein... Aur agar course na aaye to aapke college me start nhi hua hai... Ye mana jayega Kaun sa college hai aapka.?
@LearnwithbuddhaАй бұрын
@@ApplyOnlineWithShikharNandini Nagar LLB 1st Semester me नियमित hoga ya ya स्ववित्तपोषित होगा please bata dijiye option स्ववित्तपोषित hi wala diya hua aur change nahi hota hai
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Ha to स्व वित्तपोषित me hi aapke college me LLB milega list me Sabhi alag alag college wale apne course ko alag alag type me karwate hai... Govt/private alag alag college... Alag alag type (नियमित/स्व वित्तपोषित)
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
@Learnwithbuddha aapke scholarship bharte samay course list 2nd number per aa rha hai ya nahi? Agar nahi aa rha hai to smjh lijiye NANDINI me abhi shuru nahi
@LearnwithbuddhaАй бұрын
Okay Sir, Thanks
@TrickiiboyshortsАй бұрын
Gat varsh me kya dalu B.A. ya M.A.
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
Ap jo bhi course kerr rhee ho...agar first year me ho to Uske pehle jo bhi course ker rhe the usme bhi scholarahip bhara hoga aapne... To wo daliye... Aur agar aap is saal 2nd year me hai to gat varsh me 1st year ki detail dijiye... Aura agar aapne last time jo padha tha.. Usme agar scholarship nahi bhara tha.. To ap wo daliye jo is saal admission kerwane ke form me essential qualification me diya tha...
@TrickiiboyshortsАй бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar b.a. complete M a. Complete Dono me scholarship bhare thy... Ab llb 3 year me admission 1 year 1st semester Ab bataiye kya dalu Gat varsh Please 🙏🙏🙏🙏🙏 reply me
@ApplyOnlineWithShikharАй бұрын
LLB ke admission form (entrance exam form) me aur UIN bharte samay Essential Qualification agar aapne BA ka kiya hai to गत वर्ष Me BA kijiye... Aur LLB ke admission entrance form me agar aapne MA ka detail fill kiya hai to गत वर्ष me MA ka detail dijiye... Is Per aj raat tak video lane ka soch rha hu... Agar smjh nahi aaya hai to wait kro... Video me pura explain ker dunga
@TrickiiboyshortsАй бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar thanks
@TrickiiboyshortsАй бұрын
@@ApplyOnlineWithShikhar but M.A. ki qualification se llb nhi hota