Bilkul sahi bataya aapne sir normalization nahi hona chahiye
@amitmishra6121Ай бұрын
Exam cancel karo.. No normalization💯💯 ✌
@vikashtripathi662Ай бұрын
11 nov prayagraj pahucho sab koi
@Ashupandey_10Ай бұрын
Bilkul 🙏👍👍
@bhanuprakashtiwari312Ай бұрын
Kyu cancel ho nahi padh pa raha hai to mat padh
@rpmishra29Ай бұрын
11Nov 11AM gate no.2 uppsc
@parshuramsingh7192Ай бұрын
Ro ka to ek bar one shift exam bhi ho chuka hai. Ro to bilkul bhi nahi badla ja sakta bich main. Koi high court jaye to sahi
@sanjaykp188Ай бұрын
Normalisation ke bahane hi lateral entry hoti he pese lekar Funding bhi to chahiye sarkar ko 😅
@kavitasehrawat3985Ай бұрын
11 November ko maha aandolan
@sunilsaxena6567Ай бұрын
Ab agar ayog nahi mana to hm court bhi ja skte hain.... decision hmare favor me hoga aur ab vacancy court me fasegi b nahi
@KhushbooParashar-j9iАй бұрын
Sir ye sab gumrah karna hai. Kyoki inki capacity nahi hai dec mai exam karana isliye inhone normalization laga diya phir app logkhudh kah rahe hai ab paper march mai kra do yahi to ayog chahta tha ..
@mohammadaftabalam4180Ай бұрын
Absolutely right
@The_Disciplined_manАй бұрын
10 lakh bachcho ka exam nhi kra pa rhe h ek saath, waah . Wo bhi itne bade state me
@Nayradahiya.21Ай бұрын
Sahi bola sir..normalization hoga to serious students ka nuksaan hoga hi hoga..exam kbi b ho bs normalization na ho #nonormalization
@vikashtripathi662Ай бұрын
11 nov ayog par dhava
@vikkybhati-r7Ай бұрын
Sir for for the future examination like UP PCS and RO ARO this normalisation is not needed at all
@amitpal3456Ай бұрын
thoda late ho exam chalega per normalisation nahi chalega ye students ke sath game khela ja raha hai
@saheb6873Ай бұрын
#11November महा आंदोलन.
@vikkybhati-r7Ай бұрын
Completely against NORMALISATION
@SANJAYVERMA-tk4nvАй бұрын
Sabhi ke liye saman paper hona chahiye other state me center banaye🙏
@Gyanupsc962Ай бұрын
11 november 11 baje gate no 2 par kaun kaun aa raha hai
@UP_ayodhya42Ай бұрын
Ham sab teliarganj se ayog kal ja rahe hai
@sportsland2964Ай бұрын
Mai bhi dau par se aa rhi
@SANJAYVERMA-tk4nvАй бұрын
Kisi bhi exam normalisation nhi hona chahiye 🙏
@user-kr5qh5cf9iАй бұрын
Very very Important information
@akanshasharma8837Ай бұрын
Bhai ye chahte hi nahi exam ho.. SC ka Faisla hai to log Phir court jayege…
@sanjeevsingh-gd6xtАй бұрын
11 nov 11 bje gate no. 2 uppsc prayagraj me
@UP_ayodhya42Ай бұрын
Teliarganj se kon kon ja rha hai
@studymaterial2924Ай бұрын
Sir aapne bahut acche se samjhaya hai Thanks sir
@ramprakashsingh4356Ай бұрын
Ham sab milakar sanghars karenge
@shashankpathak6020Ай бұрын
Exam postpone hoga April me without mormslisation
@traveller_pwnАй бұрын
Pad le bhai bakchodi mt kr nhi to yhi krta rah jayega
@Astrophile-1626Ай бұрын
Sir ye log apni seat secure kr k bethe h to inhe es ye bat samajh nhi aayegi ki students kya feel krte h kya face krte h badhti age maa baap ki umeed bhari ankhe ki sayad ab kuch hoga pr inhe khel khelna h exam pattern badal do ye kr lo vo kr lo election m to koi problem nhi hoti baate krte h padhega india badhega india but agr exam nhi Krane jobs nhi Deni to kyo padhe hi padhe India ek student ka aadha time inke notification ki wait or protest krne m hi chla jata h ....
@DigvijaySingh-tu3ybАй бұрын
Sahi bat exam 8 December ko ek hi shift me ho...
@edulearning953Ай бұрын
एग्जाम बाद में हो तो चलेगा लेकिन नॉर्मलाइजेशन मंजूर नहीं है किसी भी हालात में
@TusharPundir-pz7kpАй бұрын
Ek toh hum जनरल category वाले upper sey baketi sidha bolo majduri karey hum kuch fayda nhi padhyi ka
@MUKESHKUMAR-le9diАй бұрын
Are ye bhi to bolo sir ki bjp wale hai😂😂
@sanjaykp188Ай бұрын
Ap to babagiri krke pet pal lege Bap dada ki purani kamai se pet pal lege Ham majduro ke bache kya karege Paisa nhi he lateral entry ke liye Na bap dada ki jameen jaydad he bechne ke liye 😂😂😂
@TusharPundir-pz7kpАй бұрын
@@sanjaykp188 kon babagiri kar raha h yaar meh kon sa baba🤣
@Gksingh-1Ай бұрын
April me hoga
@RANJEETSINGH-xz7enАй бұрын
Are jab agli baar aayog notification me likh dega to 1 se jyada shift me exam ho sakta hai to kya karoge
@MUNNEYBHAIАй бұрын
11navember ko ab to pakka bahut badi aawaj uthaynge
@umashankarmalakar5743Ай бұрын
Matlab sir ki mehnat kyu bhad mein bas exam mein log jakr baithe to paas ....Aisa nehi chlega ye bilkul galt hain aayog ka faishla.
@veersingh-dd6okАй бұрын
Ye to Bahut galat ho raha hai No Normalaigesion one day one shift
@archanachaudhary-q9sАй бұрын
आयोग मनमानी कर रहा है योगी जी अगर हम आ हुए मनमानी पे तब कैसा लगेगा आपको
@akshyapremi571Ай бұрын
Yes,normalisation not to be accepted
@SuneelKumar-n4mАй бұрын
Completely against the normalisation..
@Priyanka89237Ай бұрын
General balo ka kya hoga
@shipuyadav-ck1exАй бұрын
Sir normalisation UPPSC 2025 mein nhi naa hoga
@RajputRaaj-k1kАй бұрын
Agar abhi ise laagu hone se nahi roka gaya, to ye har saal hoga, isliye iska purjor virodh jaruri hai.
@amitpal3456Ай бұрын
aayog ko to kuchh samjhna chahiye students ke life aur mahnet ka
@VikasKumarSeth-j4mАй бұрын
Sir, kya phir se Otr apply kerna hoga ya purana Otr kaam karega
@SansthanamАй бұрын
नहीं अब जरूरत नहीं है अगर आपके पास पुराना है
@MUKESHKUMAR-le9diАй бұрын
11ko mahaandolan me sabhi log ayiye
@praveensingh716Ай бұрын
Aayog ki manmani nhi chalegi
@abhishekpratapsingh150Ай бұрын
Normalisation bilkul swikar nhi
@RANJEETSINGH-xz7enАй бұрын
Sare barsati medhak barsat ke pahle hi bahar aa gaye hain
@RANJEETSINGH-xz7enАй бұрын
Baki exam me normalisation ka virodh kyon nahi karte
@vinayKumar-ug7bfАй бұрын
No normalisation in UPPSC exam
@vikashtripathi662Ай бұрын
Normalisation ek virus hai students ke liye jiska treatment 11nov 11baje gate no 2 par hoga