One Day One Shift And No Normalisation In Both Examination..
@Raj-u9n3r4 күн бұрын
Pata nhi kyo uppcs hum logo ko barbad karna chah Raha hai ek to bihar pcs hai December me dusri taraf uppcs aur ro aro dono ek month me December me exam karwana chah raha hai aakhir aayog chahta kya hai aur uper se ek shift me exam lena chah raha hai aur December me 3 bade exam karwana ye koi baat nhi bani kam se kam exams ke bech 1-1month ka gap to de
@kavishgupta5465 күн бұрын
Manvendra Bhai kaha hai app
@HumJitenge-ekdin5 күн бұрын
Paper hi mat hone do , waise bhi 1-2 saal mein 40-45 ke jo jaoge , paper dene layak hi nahi rahoge, karo khub aandolan, jiska hona hai chup shant ho kar padh raha hai
@krishnaky175 күн бұрын
पेपर कौन रोक रहा है यार, पेपर कल करा ले आयोग अगर औकात है तो लेकिन 2 शिफ्ट मैं करा कर क्या फायदा जब कुछ उसमें सबके साथ बराबर न्याय नहीं होगा तो, तैयारी करते होगे तो शायद समझ रहे होगे पूरी बात ....
@meenakshisingh90343 күн бұрын
Inhe lgta h time badh jayega aur jb khd ko lagega ki ho jayega selection aur normalisation ki wjh se number upar niche hue aur ni hua selection tb smjh ayega ya bharti court me chali gayi tb pta chalega .