Ap ki specialty hai ke new n unique recipes share kerte hein or family recipes bhi Like ur way MashaAllah Thanks for sharing regular , unique n ur family recipes 🙏 Keep sharing…🤍
@irramlatif3280Күн бұрын
Impressive ❤
@hinaahmed442710 күн бұрын
Aslamalaikum Arif bhai MashaAllah bohut Zaburdust Owsome recipe hay , Arif bhai ya recipe ap ki Waldaha sahiba ki hay yaqeenun bohut laziz zaiqaidar banay gi,MashaAllah, Arif bhai Mash ki dal bohut unique method say ap nay prepared ki,bajray ki rooti bhi bohut Zaburdust method say banai , jazakAllah khair kaseer Arif bhai itni delicious Unique superb recipe share kurnay k liyan, inshaAllah zaroor try karoun gi Well done very nice MashaAllah ♥️ 👏👏👌👍👍😃
@faridabori120810 күн бұрын
Good ❤
@shaheenjavaid27279 күн бұрын
Yaqeenan behtreen recipe hogi Family or specialy mother ki khushboo jo shamil hai or hamesha rahegi 🤍
@AKKWITHARIFDAWOOD9 күн бұрын
Ameen
@UzmaKhan-f8d9 күн бұрын
Yummy 😋
@AKKWITHARIFDAWOOD9 күн бұрын
Thanks 😋
@shaheenjavaid27279 күн бұрын
Maki ki roti to khai hoi hai per bajre ki Ab zaroor banaein ge Allah pak hamein bhi himmat de ke ye recipes try kerein in sha Allah Ameen 🤲🏻
@AKKWITHARIFDAWOOD9 күн бұрын
Ameen
@Xyz-q8v7h10 күн бұрын
Assalaam alaykum bhai, this is exactly how my mom used to make urad ki daal and bajra roti, with green masala, and mirch achaar, you refreshed my memories, reminded my mom, miss her 😢 Can you please share a recipe to make AKNI. Thank you !