Main APNI zimmedari samaj Kar jamat se adaban guzarish karta Hun ke jab bhi Ismaili Constitution ya tarjuma aap ko mile,ise bohot hi sambhal Kar ahteram ke sath Mahfuz rakhyega.Shuqriya.
@gulamvira36442 жыл бұрын
Mushkilkusha Mowla Aly. 🙏🙏🙏
@OriginalPakistani2 жыл бұрын
MASHALLAH Aap jo kam kar rahy MAULA is mai barkat de. Hum bachpan se AL WAIZ ABBU ALY MISSIONARY SB ko follow krte ayen hain. Jsi tarah woh apne WAIZ mai MAULA K MOJIZAT batate rhy apne b woh kam shuru kya ha jsi se bht ziada knowledge aur mazhab se muhabat berhti ha ❤️
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Shukar Mowla 😇
@rashidarupani95196 ай бұрын
Yes. Exactly, me bar bar waez sunti rhti hu sirAbu Ali ki
@abidurrahama5543 Жыл бұрын
مولا ہمیشہ سلامت رکھے آپ کو
@ISMAILIESSENCEENGLISH Жыл бұрын
Aameen Mowla
@noorddinhussainshivji596311 ай бұрын
❤HI. YA ALIMADAD & M.A.M TO ALL THE SHIA IMAM A.S THE NIZAARI ISMAILI OF THE GLOBALSED MUSLIM JAMAAT AMEEN Y.A.M THANKS
@ISMAILIESSENCEENGLISH11 ай бұрын
Mowla Ali Madad
@muradcharania37912 жыл бұрын
Aameen moula 🙏🏼
@noorbano38402 жыл бұрын
Bohat acchha khulasa diya.Thankyou.
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Shukar Mowla 😇 Please esko apne ismaili contacts mai share kren
@walikhan25035 ай бұрын
Ya Ali madad
@ISMAILIESSENCEENGLISH5 ай бұрын
Mowla Ali Madad
@shamiragroombridge24702 жыл бұрын
🙏🌈✋🌷💕
@kenissa58902 жыл бұрын
2 question was very simple 1. Need some attention Namaz is persian and Arabic is salat equivalent in Urdu is dua. We Ismailia Muslim believes all Arkan knows as pillars of Islam and an addition imam jaffer sadiq in his book sects of Islam mention one more that is imamat n hence imam has a responsibility to guide to make religion dynamic (compatible) for todays time but every Ismaili muslim must not denying bc mowla Ali and prophet mohd recite 5 times if u take every muslim their ratio come less then 2 per person in any event we believe 1. Islamic laws 2. Practice but we don’t forget 3. Reality and essence (batini) you can look a marvelous unbelievable book named waji din by pir naseer khusrow and another book eight question by allamah nasir hunzai w all quranic references waji din mention all essoteric meaning where as allamah nasir hunzai mention all is exoteric as well essoteric meaning w logic n Quran.
@NoorAli-hl8bo2 жыл бұрын
Mujhe umeed hai ke bohot jald Ismaili Tariqa & Constitute of the Shia Imami Ismaili Muslims(bestowed by Mawlana Hazar Imam a.s) se jamat KO waqif karvaya jaega.1986se aaj tak aam jamat ko leaders ne andhere me rakha transparency chahye.
@muradcharania37912 жыл бұрын
Ya Ali madad 🙏🏼
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Mowla Ali Madad
@NoorAli-hl8bo2 жыл бұрын
Jaisa ke mohtarma ne video share Karne ki guzarish ki hai ,zyada se zyada share Karen.Ye meri bhi guzarish hai.Shukriya.
@fidai16302 жыл бұрын
Zabardast ! Kindly hosakey tau Hazir imam ki awaz mein Quran ki tilawat ki video post Karein. Mein ne har jaga dhonda magar abhi tak eik bhi video nahi mili. Kiya Mola ne apni Zindagi mein kabhi Quran sharif ki tilawat nahi ki Kiya.
@bulbuljan51452 жыл бұрын
Thanks
@noorddin.hshivji49542 жыл бұрын
WHAT A CORRECT 2ANSWERS ITREB-INDIA GIVEN TO ALL LIVINGBEING & HUMANBEING TOO. INDEED: UNLIMITTED THANKS TO U ALL PL. & DO ACCEPT OUR Y.A M PLZ. AAMEEN THE END TO 3RD W PL!
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Ameen Mowla Mowla Ali Madad
@asadbroung42962 жыл бұрын
Ya Ali madad Best answers for both questions. Need some editing in musalmam and Ismaili.
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Mowla Ali Madad. Dear, We are SHIA IMAMI ISMAILI MUSLIMS. Musalman and Ismaili are not correct words. Muslims and Ismaili Muslims are correct words for differentiation.
@arshialijan26492 жыл бұрын
❤❤❤
@nasimkhoja3762 жыл бұрын
YAM, Hum Ismaili aurtien apne menstrual cycle ( Mahwari) ke Duran Jamat Khana kiyon jate Hein aur Dua kiyon parte hain, jabke hum in dino mein napak hotey hain. Quran mein napki mein namaz na parhne ka hukum hai. Mehabani farma kar rehnumai Karien.
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Mowla Ali Madad Dua kesi surat maaf nhi hai, na hi es k barey mai kahin quran mai btaya hai, agr ap k ilm mai quran ki koi esi ayat hai tou uska no. Share kren. Ye Sunni mulaon ne ye fatwey nikal rakhe hain. Es dor mai haqeeqi ilm har jaaga moujud nhi. Kai banwati hadeesen b moujud hain. Chun k islam aqal ka din aor esey dor mai jahah ilm ki haqeeqat pta nhi wahan apni aqal se jaiza lena chaeye. Quran mai btaya hai k hum ne insan ko gande khun se paida kiya estrhan tou pura jism hi na pak hai. Hukum saf aor pak libas k sath, ba wazu ho k aney ka hai jis se jism ki upri mael utr jati hai. Khuda ka insan k sath ruhani rishta hai, jisko hum hr roz taza krte hain jk ja k. Wrna Napak tou wo bacha b hai jo pamper mai jk mai moujad hai. Aor es trhan tou delivery k waqt b khuda ko yad nhi krna chaeye q k wo tou aor b ziada gandi halat hai
@NoorAli-hl8bo2 жыл бұрын
Ya AliMadad..Abhi Imam Sultan Mohammed Shah ke"Kalam-e-Imam -Mubin"dekh Raha tha p.no 270pe Likha hai"Zaheri ma manas nu badan napak thai Che,pan ruh napak thato nathi ruh to hamesha pakaj Che,mate vakhtsar dua ibadat bandagi karva chukvu Nahin.
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
She is not ISMAILI.
@shahrozali7862 жыл бұрын
@@ISMAILIESSENCEENGLISH masha Allah apne bohat simple andaaz may or zabardast jawab diya hay. May humesha sochti thi k khuda ne jab monthly cycle orat k liye banaya to aisa kaisay ho sakta hay oraat ko napak kaha hay monthly cycle k Doran. Mera dil kabhi is baat ko nahi maanta tha. May yehi soochti thi k ek insaan aisay soch sakta hay per khuda humari soch se bohat burr ker hay wo insaaf kerne wala bara mohabbat kerne wala hay yeh soch khuda ki nahi ho sakti. Aj ap ka explanation se may bohat khush hu q k is se achay andaz may koi is baat ko explain nahi ker sakta. Please keep doing what u r doing. Shukriya
@Mysticrushsufisoul2 жыл бұрын
Ismaili tariqa ek batini suphy tariqa he ...or hamare tariqa k tamam risumat b batini he.....deene islam jjis k char 4 step he ...sharia tariqat haqeqat or marifat he ........Hazirr imam a.s ne farmaya....Fatimi khilafat me dua or namaz ka Sath sath chalna .....pher Moula ne (top to bottom) wazahat farmaya ......1..zati jostuju .2..private ibadat 3..bitul khial 4..dua 5..ismaili namaz ...jo tamam ummat k liye qabil qubul hoga....is k elawa ismaili azan jis ka dimonistation aclimont France me diomond jubly k aghaz me ho Chuka he....to actually namaz ka taluq shariat dua ka taluq tariqat ....baetul khial ka taluq haqeeqat k sath honi chahie ....Jahan tak marifat ka sawal he bohot hi mushkil topic he ...Wahan tak jis k rasayi hoti he Arif kaha jata he ....marifat ka taluq Arif se he ....Jo ek mushkil tareen Manzil he ....Jahan tak dunya k Chand afrad hi Phong sake ....
@nasimkhoja3762 жыл бұрын
Humara sab Kuch yani Dasoond, Sukhrit, Chantal, Nandi, deedar, sufra, Shadi wagera tau zahiri hotta hai phir hum apne tariqa ko baatni kiyon kehte Hein.
@forensics15312 жыл бұрын
YAM, Mein Ye Janana Chahta Hoon k Jis tarah Nabi Paak ki Nabouat ka zikir Quran e Sharif mein clearly milata hai us tarha Mola Ali ka zikar Quran e sharif mein kiyon nahi milta, Àysi Kiya wajah hai k hamein "Man kunto Mola fa haza Ali Mola" sunni headees ka shara liena parta hai hamari Shia immamat proof Karne ke liye. Please Guide Karen.
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Aapko Jald hi Waez ka Link send Karengy jismai Quran mai Imamat ka Zikar Batan kia Gaya hai.
@salmatanveer95002 жыл бұрын
Yali Madad ap alwaiza han?
@ISMAILIESSENCEENGLISH2 жыл бұрын
Hum mowla k adna khidmatgar hain
@NoorAli-hl8bo2 жыл бұрын
Allahpak Ilm ke is shobe ki tamamtar bulandiyan ata farmae aur Zindagi me khushyan hi khushyan de.Ameen.Eid-e-Navroz Mubarak.Duaon ki darqwast.
@NoorAli-hl8bo2 жыл бұрын
YaAliMadad.Ek jankari aap Tamam se Sher Karna Chahta hoon . Ismaili Constitution ke talluq se "Anmol Raton" Imam (a.s) ke farameen ki Mubarak kitab ke 72se75no pgs par vazahat milegi. Constitution Review Committee ne Imam ke hukum se tayariyan ki.Imam-e-Zaman ne khud bhi apne sekdon ghante scarf khiye.Akhirkar 13Dec 1986 ko is par Imam a.s ne Apne Mubarak hath se dastaqat darj kiye.Aur Imamt ki mohar lagaee.Is din ko Mawlana Shah Karim Al-Hussaini Hazar Imam ne apni Zindagi Ka ahem aur yadgar din farmaya.Is Constitution ko padhkar jamat bazat-e-khud Apne sawalon ke jawabat pa sakenge AUR Apne Iman ko AUR BHI mazboot Bana paenge.Ye Mubarak Ismaili Constitution official Document Ka darajja rakhta hai. Alami Satah par jamat umeed Karen ke Ismaili Tariqa Board aur Councils is ahem fariza purakarne ke liye kamarkas ke bagair waqt gavaen tayar hi jaenge.Aur jald az half jamat ki faraham karenge.Jamat se guzarish hai ke isme aap dekhenge ke Imam ke murid hone ke Nate Apne kya faraez aur akhtyarat Hain,Apne ilmi pair ko zyada bohot zyada mazboot Kar paenge, insha'Allah.Shukriya.YAAliMadad.