استاد سلامت علی خان ایک سکول تھے ایک یونیورسٹی تھے اپنی زات میں۔۔۔۔۔ایسے شخص مہان ھوتے ھیں جو روز روز نھیں پیدا ھوتے۔۔۔۔اللھ ان کے درجات بلند کرے آمین ثم امین Ustad Salama Ali Khan can not be compared with ordinary classical singers.he stood out among his colleagues.NFAK was his student at one time......
@anshumanbhar12 жыл бұрын
Thanks
@anshumanbhar12 жыл бұрын
Thanks a lot for your valuable comment.
@tanvirrussel63226 жыл бұрын
Anshuman Bhardwaj plz try to upload the interview of Ustad Salamat Ali khan taken by Ustad Amzad Ali khan. I have heard from my grand father that Ustad salamat ali khan & his son sarafat ali khan sung Thumri on Pahari in that interview which was great. Perhaps that interview was telecast on TV channel. Plz try to collect & upload for us.
@manikpatil96033 жыл бұрын
🙏🙏🙏
@indermarblestilesbrickworks2 жыл бұрын
👌🙏
@syedinsham12 жыл бұрын
Nice speech ! :D
@kamaljeetsingh55577 жыл бұрын
Ni c speech
@sonideepu40747 жыл бұрын
pls muje बताओ की उस्ताद बड़े गुलाम अली खान और उस्ताद सलामत अली खान में से ज्यादा अच्छा कौन गाता है
@cheenu7677 жыл бұрын
@soni Ustaado ke baare me koi lafz bolna ya unhe compare karna hamari aukaat nahi . but aapke qstn ka answer meri abhi tak ki is samandar(music) samajh k according ye hai ki. Dono he bade umda fankaar the dono ka apna alag mizaaj tha. ustaad bade ghulam ali ek pidi pehle ke the jab ki ustaad salamat ali agli pidi ke the matlb junior the . ustaad salamt ali agar aap sunoge to unki dhrupad gayaki ,taan, ka alag mizaaj tha shaayad he unke jaisa koi paida ho sake . ustaad bade ghulam ali ji ka apna style the taakat se gaate the. dono he universities hai music ki bade ghulam umar me unke father ki tarah the to compare to kiya he nae ja sakta..
@supernaushadkhan7 жыл бұрын
Cheenu Pandey wow what a answers pandey ji
@anupverma62777 жыл бұрын
salamat ali khan sahab best
@KhateebRabbani6 жыл бұрын
Soni Deepu Bradman aur Sachin ka naam to suna hoga??? Generation gap hai. Jitne logon ne bradman ko dekha ya unke baare me suna utnehi log aaj zindah hain Bade Ghulam Ali khan sahab ko sunne walon me .......zyada recording bhi unki nahin hai.... Ustaad Salamat Ali khan sahab ka bhi video ya audio zyada tar 70 ke baad ka hi Bahot dhoondhne pe milta hai jabki woh 1940 SE gaa rahe the. Aur Bade Ghulam Ali Kham 1968 me chal base the. Dono hi Apne samay ke no 1
@toobashaikh20055 жыл бұрын
both are different and masters
@toobashaikh20055 жыл бұрын
Nusrat fateh ali was the student of ustad Salamat Khan sahab
@ranvirsingh82405 жыл бұрын
nhi bhai
@saudqulikhan97825 жыл бұрын
Wo salamat Ali khan sahab doosre the jjo ki khud nusrat fateh Ali khan sahab ke taya the Un salamat Ali kahan sb. Ke bachcho me bakshi salamat Ali, phir javed bakshi salamat jaise honhaar bachche hue
@saudqulikhan97825 жыл бұрын
Ustad salamat Ali khan sahab or ustad nazakat ali khan sahab shyaam chourasi gharane se hain Or ustad nusrat sahab doosre gharane ke hain
@saudqulikhan97825 жыл бұрын
Nusrat fateh ali khan sahab inki bahut bahut izzat karte the
@arslankiani1004 жыл бұрын
@@saudqulikhan9782 nusrat sahab ke taya ek hi the jinn ka naam mubarak ali khan tha, bakshi salamat ali sahab ke walid jinn ka naam salamat ali tha woh inn ke rishtedaar nahin balke nusrat sahab ke dada ke ghaliban shagird the. Aur phir unn ke bete bakshi salamat ali qawwal bhi nusrat fateh ali khan sahab ke walid ke shagird hue aur bakshi salamat sahab ke bete javed bakshi salamat nusrat sahab ke shagird hue