[Song Times In Order] 00:05 04:20 07:29 13:10 18:07 23:12 27:29 32:51 36:41 39:53
@lucieamietmangal3401 Жыл бұрын
So beautiful voice ❤an nice song❤thanks ustad jewan singh.❤❤god bless you
@johnnysamaroo45133 жыл бұрын
The late great mr jewnsingh gone but never forget he was always a very good friend to me he was bless by God with his sweet voice don't ever forget your lovely dad mister Aaron God bless you and your families
@malarampersad7780 Жыл бұрын
Lovely classical singing I love classical music 🎶
@PapaBear-xd4dd Жыл бұрын
Lovely singing i like it
@zamirmohammed15305 жыл бұрын
Yes, old into GOLD 😚💣💥💃💃💃👏👏👏👏👏
@Ramkabharosa5 жыл бұрын
SONG #1 - Pratham mānī omkar (Dhrupad). As sung by Jīvan Dhanrām from Gayāna. (Āṛāūī) सरस्वति नमस्तुभ्यं वरदे कामरूपिणि । विद्यारम्भं करिष्यामि सिद्धिर्भवतु मे सदा ॥ (Shlok 1) Om Sarasvatī namastubhyam varade kāmarūpiṇi. Vidyārambham kariṣhyāmi, siddhirbhavatu me` sadā. राम राम रामेति रमे रामे मनोरमे । सहस्रनाम तत्तुल्यं रामनाम वरानने ॥ (Shlok 2) Rām Rām rāmeti rame rāme manorame. Sahasranām tattulyam Rāmanām varānane. 0. Pratham mānī omkār, devanī mānī Mahādev. Gyān mānī Ganapati, ved mānī Brahmā. (both, 4) First of all, revere the sound Om; among the gods, revere Shiv Baba. Revere Lord Ganesh for learning, and Lord Brahma for knowledge. 1. Vidyā mānī Sarasvatī, nadī mānī Gangā. (3) Tāl to mridang mānī, nritya mānī Rambhā.(both, 2) For wisdom, revere Saraswati Ma; among rivers, respect the Ganges. For rhythm, revere the mridangam; honor apsara Rambha for dance. Gīt ko sangīt mān(ī), sangīt ko sur mān(ī). Sur ko akshār mān(ī), tāl detā lambā. In song, revere musical accompaniment; in singing, maintain intonation. In intonation, revere the pronunciation; in rhythm, maintain the measure. 2. Vidyā mānī Sarasvatī, nadī mānī Gangā. Tāl to mridang mānī, nritya mānī Rambhā. Gīt ko sangīt mān(ī), sangīt ko sur mān(ī). Sur ko akshār mān(ī), tāl detā lambā. Kahe Brij Bavarā, suno Miān Tānsen; Din mānī Sūraj, rain mānī Chandra. Baiju Bawra says, "Listen Mr. Tan Sen (a rival musician); by day revere the sun and in the night, revere the moon." 3. Pratham mānī omkār, devanī mānī Māhādev. Gyān mānī Ganapati, ved mānī Brahmā. Pratham mānī omkār, devanī mānī Māhādev. Gyān mānī Ganapati, ved mānī Brahmā ! .
@eagleboi99643 жыл бұрын
can you do the last two songs please
@zamirmohammed15305 жыл бұрын
The first chutney song realy sweet. Nice music. 💣💣💥💥👍👌👏👏👏👏👏💃💃💃
@zamirmohammed15305 жыл бұрын
Very nice songs. The recording super. First time hearing him with chutney songs. Sounds very sweet. Any more of him. 💣👍👏. I was always a fan of his music. And a big fan of d guru Keep up d good work.
@Ramkabharosa3 жыл бұрын
Movie: Chhupa Rustam (1973), Singer: Kishore Kumar Lyrics: Gopaldas Saxena, Music Dir: Sachin Dev Burman 0. Dhīre se jānā (2); khatiyan me' ho khatamal; dhīre se jānā khatiyan me'. Dhīre se jānā; khatiyan me' ho khatamal; dhīre se jānā khatiyan me'. Soyī hai rāj-kumārī soyī hai; soyī hai rāj-kumārī; dekh rahī mīthe sapane. Jā jā chhup jā (2); takiyan me' ho khatamal; dhīre se jānā khatiyan me' [Virān thī apanī zindagī aur sunā thā apanā makān; hāy hāy re kismat.] 1. Mile mushkil se ye mehmān; ho bhī jāte shāyad meharbān. Mile mushkil se ye mehmān; ho bhī jāte shāyad meharbān. Āg lagā dī hai, sukhan me' ho khatmal; dhīre se jānā khatiyan me'. Dhīre se jānā; khatiyan me', ho khatamal; dhīre se jānā khatiyan me' 2. Komal hai inkā badan; kā'te sī terī chubhan. (ĀĪŪṛāīū) Komal komal hai inkā badan; kā'te sī terī chubhan. Bādhā dāle nindiyā', me' ho khatamal; dhīre se jana khatiyan me'. [Ey ey, kidhar jātā hai; khabar khabardār hā'; chhup chhup ke.] 3. Kyo' chhup chhup, ke pyār kare tū; baṛā chhupā huā Rustam hai tū. Kyo' chhup chhup, ke pyār kare tū; baṛā chhupā huā Rustam hai tū. Le le hamko bhī sharan me' (2); ho khatamal, dhīre se jānā khatiyan me'. Dhīre se jānā khatiyan, ho khatamal; dhīre se jānā khatiyan me'. Dhīre se jānā (3); bagiyan me' ho bha'varā; dhīre se jānā bagiyan me'. .
@Ramkabharosa3 жыл бұрын
Movie: Godaan (1963), Singers: Rafi & Chorus, Lyrics: Anjaan, Music Director: Ravi Shankar. 0. Jogīrā sārārārā, jogīrā sārārārā; jogīrā sārārārā, jogīrā sārārārā. Dekh chalī jā, dekh chalī jā, dekh chalī jā. Jogīrā sārā rārā; jogīrā sārā rārā, sārā rārā, sārā rārā. Jogīrā sārā rārā; dekh chalī jā, dekh chalī jā, dekh chalī jā. Jogīrā sārārārā, sārārārā, sārārārā; jogīrā sārārārā, jogīrā sārārārā. 1. Horī khelat Nandalāl, Biraj me'. Horī khelat Nandalal. Gval bāl sang rās rachāye (2); natakhat Nanda-Gopāl. (Refrain) Biraj me' horī khelat Nanda-lāl. (2) Nandalal (Krishna) plays Holi in Braj; Nandalal plays Holi. With youthful milkmaids, playful Gopal holds a mystic dance. 2. Bājat dholak jhanjh manjīrā; bājat dholak jhanjh manjīrā. Gāvat sab mil āj Kabirā (2); nāchat de de tāl. (Refrain) The drum and the cymbals are (being merrily) played. Everyone is singing together, O Kabir; and dancing to the rhythm. 3.Bhar bhar māre rang pichakārī; bhar bhar māre rang pichakārī. Rang gaye Brij ke nar nārī (2); uṛat abīr gulāl. (Refrain) Syringes full of colors are being sprayed all over. The men & women of Braj are soaked with colors, red powder is all over. 4. Aisī horī khelī Kanhāyī; aisī horī khelī Kanhāyī. Jamunā tat par dhūm machayī (2); rās rache Nandalāl. (Ref) Biraj me' horī khelat Nandalāl. (ĀĪŪṛāīū) Such a wonderful Holi was played by Kanhaai (Krishna). He created such an uproar on the banks of the river Jamuna! Nandalal holds a mystic dance in Braj. .