jai jai🙏🙏 Sri Radhe jai 🙏🙏jai Sri Radhe 💛💙Krishn 💙💛💙🌼💙💛❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
@PriyankaTripathi-j7u15 күн бұрын
Main aapka video hamesha dekhti hun aapka video dekhkar hi main 26 tarikh ka ekadashi nahin Rahi 27 ka rahungi lekin bahut sare log 26 ko hi ekadashi vrat Mana rahe hain kaushiki Maharaj 26 ko hi Bata rahe hain mujhe bahut dukh ho raha hai ki aaj ki ekadashi meri chhut gai kyunki aaj ki ekadashi sab koi bata raha hai
@KitcatStories15 күн бұрын
Kal bhi ekadashi ka vrat hai aap bilkul pareshan na ho .
@अवधीगीत111115 күн бұрын
Main bhi 27 ko rakhungi
@अवधीगीत111115 күн бұрын
Shri devkinandan ji ne bhi 27 ko bataya hai
@parveenbondwal632815 күн бұрын
26 ka hi h ye view ke chakkar me rhte hai or kuch nhi esko pta nhi
@Meghadaksh65315 күн бұрын
Hm bhi 27 me hi kr rhe hai ....paran time ka sahi pta na chal pane ke karan ....kyuki iss Pavan vart ka paran sahi samya me hi kiya jata hai wrna nisfal ho jata hai vart....
@ushathapa242714 күн бұрын
jai jai🙏🙏 Sri Lakshmi 🪷🌸🪷naryaan bhgwaan ji ki jai 🙏🌿🙏🌷🙏🌼🙏🚩🙏❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
मैम जी आप ही ग्यारस माता की कहानी भी सुनाने की कृपा करें 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@KitcatStories15 күн бұрын
😊💐💐💐🙏 सुनाई है पहले
@bhoorakashyap859615 күн бұрын
@KitcatStories thanks mam ji
@saswatamondal634215 күн бұрын
Meh mangal bar aj (26/11/2024) me upbas kiya hu, then mujhe budh bar(37/11/2024) dopher 1:30 pm ke baadh fasting ko todunga. Kya ap batasakte hai ki hari basar ka time or fasting (paran) ke time kaise nirdharit karu ?
@sunilgupta-vj2yi15 күн бұрын
जय श्री राधे कृष्णा❤
@minichauhan549615 күн бұрын
🙏🌹 Radhey Radhey 🌹🙏 dear ekadashi vrat ka paran is baar din me h subha ki puja sava k baad chaye pee sakte hai kya plzzz plzzz plzzz reply
@KitcatStories15 күн бұрын
Pee skte hn
@minichauhan549615 күн бұрын
@@KitcatStories thanku so much dear
@ashasonar225215 күн бұрын
aap ki tarah har kisiko yaad nahi hoga na,toh Jo aap bol rahi ho,ushey likh kar dena
@KitcatStories15 күн бұрын
क्या लिखना है 🙏😊
@ajaymalhotra767615 күн бұрын
madem kichri ma chawal hota hai kasa bhog laga sakta hai🎉🎉🎉🎉
@KitcatStories15 күн бұрын
Dvadashi ko paran karte samay chawal ka hi bhog lagaya jata hai
@ushamohan963515 күн бұрын
Hare krishna🙏🙏🙏🙏
@reenarai668315 күн бұрын
Agr 27 ko v ekadshi h toh kya paran krte time chawal nahi khana us din?
@KitcatStories15 күн бұрын
जिन्होंने आज एकादशी व्रत रखा है उन्हें केवल आज ही नियम मानने चाहिए
@neetusachdev379314 күн бұрын
Aaj bhi ekadshi hai to khichdi kaisey bnaye,rice nahi khana aaj bhi
@KitcatStories14 күн бұрын
Agr aapne kal vrat rkha tha ya kal ekadashi k niyamo ka palan kiya tha to aaj rice kha sakte hain
@ChaudhsryHarinarayan15 күн бұрын
ॐजय श्रीराधे कृष्ण राधाकृष्ण राधाकृष्ण राधाकृष्ण राधाकृष्ण राधाकृष्ण राधाकृष्ण राधाकृष्ण हरे कृष्ण हरे हरे ॐजय श्री हरी विष्णु भगवान कि जय ॐजय मा लक्ष्मी मा ॐजय मा तुलसी मा🙏🙏🙏🍏🍌🍋🍊🌱🌺🌳🥀☘️🍂🌿🌸🌻🌷🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@Goodthought-u5z14 күн бұрын
Ekadashi ko Tulsi me paani kon dalta hai😅
@neetusachdev379314 күн бұрын
Jai Shree Hari Vishnu ji🙏🙏
@arunjain45214 күн бұрын
Radhey Radhey
@jaisiyaramrani337714 күн бұрын
Om namah bhagvatay vasudevaya namah
@PriyaSharma-gf9vc15 күн бұрын
Radha Radha
@saswatamondal634215 күн бұрын
Meh mangal bar aj (26/11/2024) me upbas kiya hu, then mujhe budh bar(27/11/2024) dopher 1:30 pm ke baadh fasting ko todunga. Kya ap batasakte hai ki hari basar ka time or fasting (paran) ke time kaise nirdharit karu ?