Mere karele bahut tasty bane the ko bahut pasand aaye thank you
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
👌👌
@SushmaSingh-vj9hr3 жыл бұрын
Acchi jankari
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Thank you
@sahoobeautyqueen4630 Жыл бұрын
Thanks 🙏🙏🙏🙏
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
You’re welcome 😊
@sandhyasrivastav890 Жыл бұрын
Pranaam guru ji 🙏🙏
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Khush rahiye , kalyan ho
@Vikashelectricnn2 жыл бұрын
Guru ji mera house ka rokh uthar disa me name plet kis dhatu ka lagay Piless guru ji bataiy🙏🙏
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
You can use Steel , no problem avoid Copper Light Blue not black
@Rajesh4298 Жыл бұрын
Dr. Sahab kya main apne swargiya pita jee ka naam nameplate men likhawa sakta hun kya,? Pleaae reply den 🙏🏼
@HEALTHWITHVASTU11 ай бұрын
Ji nahi
@shanusharma31973 ай бұрын
Sir hum krishnayan ko name plate me likhwa skte h kya west facing home
@HEALTHWITHVASTU3 ай бұрын
Ji bilkul
@babitasharma7867 Жыл бұрын
Sir ji Mera Naam Babita Sharma hai ,kya mai Sharma Niwas ke naam se name plate rakh skti hu aur plz colour bata do kon sa colour sahi hoga
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Sharma Niwas rakh sakti hai , makan kis direction hai , colour ussi hisab se rahega , waise aap light colour kahi rakh sakte hai
@DrawwithShubh012 жыл бұрын
Sir hmara ghar uttar disha ka h to kya hm steel ki name plate lga skte h ar uske akshar black color k ho skte h kya sir please reply kre.. 🙏
@prakashd4830 Жыл бұрын
Same issue I have. What u did.
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
You can use Steel , no problem avoid Copper Light Blue not black
@ambrishpandey89655 ай бұрын
Sir my house is south facing plz suggest name plate material and coulor &can we give name house on my mother's name .but she is no more
@Meenameena-ut9nx2 жыл бұрын
Sir agar hum aapse ghar ka vastu karana chahe to kese connect kar sakte hein pls guide.
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
8299585602 , whatsapp No.
@nickytamrakar4865 Жыл бұрын
Hello sir ghar hamara pashchim mukhi hai ,to kon sa rang ka banwana hai
@ItsmePriyankasharma2 жыл бұрын
Jai mata di 🙏 sir hmara main darwaza west direction me h to colour or metal kon sa rkhna chahiye or alphabet chipka k lgaye ya plate me he print krwana h hm member 4 h bas bche or hm do to kese naam rkhna chahiye sharma's ya male ka name ya lady ka name ya dono ka sath...plz guide kre🙏
@ItsmePriyankasharma2 жыл бұрын
And plz shape kon sa rkhna h plate ka or flate no A-3 h to kese likhe isko name k pehle ya baad
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Ji likh sakte hai
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Sorry for late reply
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Dono ke naam ke sath bhi ho sakta hai , shape bahut corner wala na ho
@tastewithradha6735 Жыл бұрын
Purva disha mai konse matel ka name plate lagana chahiye
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Lohe (Iron ) ko chhorkar koi metal
@chandansinha6833 ай бұрын
Guruji Pranam 🙏Betiyon ka naam name plate mein de sakte hain kya ? Flat Entry point east facing hai .. kripya colour bhi bata dijiye
@SKS36555 Жыл бұрын
Namaskar Ji, Name plate par Oum-Swastik-Shree teeno ek sath laga sakte hai
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Ji bilkul
@pratibhajoshi. Жыл бұрын
Pranam guru ji. M ye Janna chahti hu ki kya divangat logo ka nam bhi name plate main likh sakte hain
@pallavigupta7544 Жыл бұрын
Same question 🙏
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Nahi
@Sai_24986 ай бұрын
Aur hamara ghar east face ka hai and independent hai. Konse marble aur color ka banwasakte hai guruji? 🙏🙏🙏 brown, golden, ... Hamara main gate blue color ka hai aur windows brown
@anitasingh7274 Жыл бұрын
Sir meri mother in low jivit nhi h...kya hum unke naam par ghar ka naam rakh sakte h kya?? Jese Janki niwas or Janki bhawan...pls reply.🙏🙏🙏
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Nahi
@prativasantra6316 Жыл бұрын
North East direction me name plate ki rang ke hone chaye?
@tastewithradha6735 Жыл бұрын
Mere Ghare ka entrance door east facing hai . Hume konsa colour aur konsa material ka name plate lagana chahiye
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Golden ya Narangi colour Avoid Iron
@bhushanpatrikar9035 Жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU Sir material bataye aap plzz
@ratkush2 жыл бұрын
Glass ki name plate sahi hai ? East facing ghar k liye?
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Ji bilkul sahi hai.
@Vloggerneha4383 ай бұрын
Guru ji mere husband nhi hai kya unka naam dal sakte hain,
@HEALTHWITHVASTU3 ай бұрын
Ji bilkul nahi
@m.jagadishan68745 ай бұрын
Dhanyavaadh.. jji
@HEALTHWITHVASTU5 ай бұрын
Thank you
@Ravinderkaur152343 жыл бұрын
Sir mere husband ka nam Harvinder Singh bhogal hai ,ye name Jada long ho jayaega ya sirf H.s bhogal likhva de plz bataye 🙏
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Aur aapka name ?
@sharmilavora2242 Жыл бұрын
Sir, mera pashchim ka enterence hota he, to kaunsa rang ayega aur kaha parp plate ayegi, plz btaye
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Copper ke alawa koi metal aur Right side
@Amritasingh086869 ай бұрын
Sir kya lughting wale lazer cutting wale alphabet wali name plate ghar ke bahar lagwa skte hai?
@Sai_24986 ай бұрын
Sir namaste 🙏 I'm your new subscriber. Meri mummy ka naam Padma hai aur papa ka naam murthy. Toh nameplate pe Mr. & Mrs. Murthy karke short form mein likhsakte hai? Ya undono ka naam one by one likhna hai? Flute lagasakte hai nameplate pe? Plssss reply 🙏🙏🙏 kal order karne jaana hai guruji 🙏🙏
@bhushanpatrikar9035 Жыл бұрын
Radhe Radhe Guruji marbles par ya tiles par naam likhwa ke name plates laga sakte hai ?? Plz suggest kare....
@vishalkumarsingh3341 Жыл бұрын
Guru ji mere dada ji and pita ji dono nhi hai to unka name plate banwa sakta hu
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Nahi
@AshokeDas-y1z5 ай бұрын
Sir can I use acrylic sheet for name plate my main door in north facing
@worldofrajeev29293 жыл бұрын
Sir pranam Sir south west me kis colour ki name plate lagaye please batayen
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Light brown ya Gulabi rang ki.
@worldofrajeev29293 жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU thank u🙏🙏
@riyamandal21022 жыл бұрын
South-west direction pe main door hai... Konsa color or kysa nameplate sahi rahega?? Wooden or metal?? Plz reply 🙏
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Halke bhure ya Gulabi colour aur Tambe ke alawa koi metal ya wooden name plate
@makelifemiraclewithpanchhi94663 жыл бұрын
Sir hamara ghar north facing h aur ghr ka gate utter pashchim corner me h . Please bataye ki hame kis color aur metal ki name plate lagwani chahiye . Mere pati ka naam anil kumar aur bete ka Advik h
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Light blue ya koi bhi light colour , Black ya Iron ki name plate nahi lagani hai.Kalyan hoga.
@ManishYadav-qz9fz2 ай бұрын
Sir mere papa ji nahi hai mammi hai kya dono ka nam likhwa sakate hai.. ak sath..
@HEALTHWITHVASTUАй бұрын
Ji nahi , Jo nahi hai , unka naam avoid kariye
@viratgupta200610 ай бұрын
North South ya North mai white background and naam golden le skte Hai?
@HEALTHWITHVASTU10 ай бұрын
Ji
@juhi16072 жыл бұрын
Rented house me kaise name plate lagye plz btye
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Jaise apne ghar me lagate hai , jate samay nikal lijiye
@keshwaparihar Жыл бұрын
Hello sir … hmne property li haiii… rent pr chdane k liye….use name plate husband ka nam rkh skte hai…
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
ji rakh sakte hai
@keshwaparihar Жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU thankuuu sir replying so fast….
@prakashd4830 Жыл бұрын
Guruji, My apartment is in North facing, can I put name plate in steel material & background white. Letters which colour should be. Mostly it comes black /blue/colour . Pls advice
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
You can use steel Yes background white you can use light Blue letters you can use
@Cop_anujtiwari3 жыл бұрын
Nice video sir ji
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
So nice of you
@vaibhavsharma5114Ай бұрын
Sir hmara ghar ka main gate east facing(पूर्वी दिशा) mein h ,means jb enter krte h toh face west( पश्चिम दिशा) ki aur rhta h please plate ka color material siggest krein. Jai sai ram..
@58sandy979 ай бұрын
Pranam baba...mera door north east me hai...main ghar ke name plate par gauri shivam nilayam likhwana chahti hu..kya ye sahi rahega? Kya apna aur husband ka naam v sath me likhwana chahiye?
@ashish71372 жыл бұрын
Mera Dakshin mukhi makaan hai to name plate ka colour kaun sa hona chahiye?
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
बैगनी , भूरे या गहरे रंग कि name plate
@trishnadubey625 Жыл бұрын
Tqsm sir
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Always welcome
@vinayakmasurkar49862 жыл бұрын
नमस्ते sir🙏🏼 मेने भी खुद से पेंट करके नाम प्लेटर बनायीं hai
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Ok
@sandhyasrivastav890 Жыл бұрын
Guru ji hmara main gate South East me h . Hm name plate kis color ki or kis jagah pr lgaye ..pls suggest me ..abi hmare Ghar pr construction chal rha h ..aap jldi btaye 🙏
@NAVDEEPSINGH-hl4hd4 жыл бұрын
N short tym ful kwledge very nice.osm sir
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
Aapko dhanyawad.
@AnujKumar-jr8cs3 жыл бұрын
Sir humare ghar m 5 member h to name plate p sbke naam hone chahiye ya bs mata Or pita ka naam kafi h
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Upar niche sabka naam ho sakta hai.Parents ka naam bhi ho sakta hai.
@JyotiKumari-ju4dz2 жыл бұрын
Sir mai apna aur husband ke name mix krke bna skti hu Jaise pankaj+jyoti=pankajyoti likh kr bna skti hu
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
aap upar niche naam use kar sakte hai lekin mix karne par mixed naam ka koi meaning nahi niklegi isliye ye useful nahi hoga
@madhursurabhi66452 жыл бұрын
Namaste pandit ji ..mera naam Madhur Agrawal hai .....mere ghar ke gate ki disha south ki hai ....kya mai apne ghar ka naam Shree Shyam Sadan. Rakh sakta hoo
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Yes , no problem rakh sakte hai
@Meenameena-ut9nx2 жыл бұрын
Sir mein aapka dhanyawaad karna chahuti hu ki aapne itni achi and clear video banai and oske baad bhi aapne sabhi logo ke swalo ka Javad diya . really Good sir. Thanks a lot.
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Thank you so much .Late ho gaya iske liye sorry.
@Entertainment-og6vy10 ай бұрын
Mattu chaya rakh sakte hai kya ghar ka name
@HEALTHWITHVASTU10 ай бұрын
Ji bilkul
@maheshshirodkar-s2r5 ай бұрын
can i have brass (alloy of copper and zinc) metal name plate for a west facing house
@sushamasingh3730Ай бұрын
South facing house k South east mein Kaun colour ka marble or granite lagayen
@piyushugale Жыл бұрын
East facing house me Golden ya Nagangi plate lgayenge toh uspe Name konse colour me likhna chahiye? 🙏🏻
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Koi bhi light colour
@piyushugale Жыл бұрын
Golden par light colour door se dikhega nahi .. contrast dark colour lgega.. please suggest
@pachauriproduction50793 жыл бұрын
pandit ji charansparsh.🙏 mera ghr ka gate dakshin disha m hai.. black granite ki name plate thk rhegi kya.. usme jo name write hoga vo golden colour se hoga... plz reply or us pr ganesh ji ki chayaprati bnva skte h?
@pachauriproduction50793 жыл бұрын
or humara sarname pachauri hai.. to kya thl rhega pachauri sadan, pachauri nivas, pachauri bhawan, ya ap btaye
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Dark Brown or Violet colour jayada acha rahega ,Black bhi rakh sakte hai.
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Jis area me aap rahte hai , uss area me sadan , nivas ,bhawan jo jayada rakha jata ho wo rakh sakte hai . Pachauri House kuch jayada better feeling dega.Aap try kar sakte hai.Aapko sabhi ko acha lagega.
@ashijoshi87622 жыл бұрын
Sir mere papa nhi hai ab but unka naam likhwana hai kya Ghar ka naam ka unke naam se rakh skte hai aur neeche humara naam likh le jaise - Kailash niwas
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Ji bilkul nahi
@sandhyasrivastav890 Жыл бұрын
Guru ji aap ne btaya h ki South east main gate pr yellow color ki name plate honi chahiye pr letters kis color ke ho
@sharmilavora2242 Жыл бұрын
Sir, apse contact kaise kre
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Whatsapp No.8765666226
@gauravsirphysics8240 Жыл бұрын
Sir, my flat door is East facing, which type of name plate should I use?
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Sunhare , Golden ya Narangi colour ,Except Iron metal
@pbarman73692 жыл бұрын
Sir hamara ghar ka gate main hate North side me hain...aur main gate ke left me NAME PLATE lagana chahta hu...waha pe kis colour aur kis chiz ka name plate lagwana chahiye...?
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Halke aasmani ya safed rang ki aur Pital ke alawa kisi dhatu ki ya wooden
@pbarman73692 жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU Thank you Sir
@pbarman73692 жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU But Sir hamara name plate Black colour ke granite pe Golden colour se likha huwa hain SURESH BHAWAN
@bhavnaalund945Ай бұрын
🙏🙏🙏
@HEALTHWITHVASTUАй бұрын
Always welcome
@sushantshinde85352 жыл бұрын
Sir mera ghar purv paschim hai Kon se colour ka kis Dhatu ka lagau
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Copper , Iron aur black colour ke alawa
@rajdeepsingh67112 жыл бұрын
Sir mera ghar north facing hai... Papa chahte hai mere ki mere dada dadi jo iss duniya mein nhi hai unke naam se starting ho like late amarnath singh Late urmila singh Phir papa ka naam then mummy ka ... Kya koi dikkat to nhi hogi sir ?
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
jo log nahi hai unka naam name plate par nahi likhna chahiye
@manabghosh2354 жыл бұрын
Sir door inside khulne wala hai....Kya uspe nameplate laga sakte hai..?
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
Ji,laga sakte hai,door khulne band hone par awaz nahi aani chahiye.Kalyan hoga.
@saritarasaily63384 жыл бұрын
Thankyou for good information mera naya makaan hai name plate lagana hai ghar ka main door north ke taraf hai aur bara gate lagaya hai to boundary gate me lagana hai to kaise colour ka lagau please batayega
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
Halke Aasmani ya White colour ki lagana chahiye,Pital yani Brass ki nahi lagani chahiye.Kalyan hoga.
@saritarasaily63384 жыл бұрын
Thankyou guruji
@Jiteshkumar-cy7qz2 жыл бұрын
Sir name plate pitra ke naam pr rakh sakte hai.
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Nahi
@manikajaysoni600411 ай бұрын
Hlw sir.. hmra new house bnra hai.. ar hum chahte h mre sasur ji ar mri sans ke name se ho name plate lkn wo ab is dunia me h ni .. toh likhwa skte hai
@HEALTHWITHVASTU11 ай бұрын
ji , bilkul nahi
@manikajaysoni600411 ай бұрын
@@HEALTHWITHVASTU q ni likhwa skte.. mre father in law ke peso se hi hmne house lia hai
@MunnaKumar-bx7oy3 жыл бұрын
🙏Namskar Guru ji Mera ghar ka men door west north me hai mai apne ghar ke name palet pe SHREE SADAN likhwana chahta hu or niche me father name Yogendra pandit likhwana chahta hu tokis color ka pathar pe achha rahega ya koi galt hai to use bataye aap request hai guru ji
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Likhwa sakte hai, Halke rang ki ya blue colour se.
@MunnaKumar-bx7oy3 жыл бұрын
Namaste guru ji,pathar kis colour ka hona chahiye piliz guru ji
@InpspiredAK2 жыл бұрын
Ghar South facing h. Kis dhatu, v rang ki name plate lagaye
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
बैगनी , भूरे और गहरे रंग की और प्लास्टिक को छोड़कर कोई धातु
@abhimanyukumarrajak33753 жыл бұрын
Sir mere mata pita ka name ......shanti and arjun hai, mai apne ghar ka name kya likhu.
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Aap kuch name suggest kariye , usme mai bata dunga.
@aksharanya3 жыл бұрын
Sir namaskar mere husband unke dada ji ka naam ka name plate board lagvaya hai wo abhi is duniya mein nai hai to kya ye theek rahega ya nai plzzzzzz 🙏🙏🙏🙏 rply sir
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Nahi
@aksharanya3 жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU k 🙏🙏tnq sir abhi name plate hatvadey kya
@shubhradichwalkar80103 жыл бұрын
nameplate pye hum 2ka photo laga sakte hai
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
ji laga sakte hai
@monicamaheshwari82922 жыл бұрын
Name n surname spelling are big Kya kewal surname ki plate laga saktai hai kya..pls guide
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Yes , laga sakte hai, sorry for late reply
@automotiveinfo89463 жыл бұрын
Sir namaskar Mere ghar east facing hai Aur main door north east mai hai Please btae kis colour Aur konse material ki use krni chahiye 🙏🏻
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Goden ,Yellow ,Cream colour | Iron ,Copper ke alawa | Black colour bilkul nahi
@automotiveinfo89463 жыл бұрын
Thank you sir 🙏🏻
@neelamjaiswal79504 жыл бұрын
Gyanvardhak
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
Thank you mam
@divyajain84623 жыл бұрын
Sir maine apne surname ki cardboard par clay se name plate bnayi hai...swastik bnakr.. Kya vo laga skte hai main gate ke right side mein
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Laga sakte hai lekin durability kam hogi aur fade ho sakta hai , wo theek nahi hoga.
@drjyotimhatre-bhoir14473 жыл бұрын
Thnku sir for information
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Thank you.Keep watching.
@indiantrucksport3 жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU Guru ji may name plate ke letter red colour may likh saktha hu kya ? Direction - North disha Or may name plate may kalash ya swastik kae chin banasaktha hu kya ? Pls reply 🙏 Kya hum cardboard se yek acha name plate banasakthae hae kya ?(creativity )se
@Lakshman-x5c9 ай бұрын
Jay ho
@indiantrucksport3 жыл бұрын
Guru ji may name plate ke letter red colour may likh saktha hu kya ? Direction - North disha Or may name plate may kalash ya swastik kae chin banasaktha hu kya ? Kya hum cardboard se yek acha name plate banasakthae hae kya? Pls reply pandit ji 🙏
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
North me Red nahi chalega.White ya Sky Blue.Kalash ya Swastik bana sakte hai.Card Board ko bhi use kar sakte hai.
@surbhikatheria3 жыл бұрын
South facing m kaisi name plate thik rhegi pandit ji
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Bagni ya dark bhure rang ki name plate , Plastik ke name plate se bachna chahiye
@lalitcrossroad68822 жыл бұрын
Sir my main door entry is south enterance which material should I use for name plate is stainless steel ok also should image of Ganesh / om(facing north) can be used and what colour black background ok
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Colour - violet , dark brown Metal - Plastic ke alawa
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
No Image of Ganesh Om is ok .
@vishalkumarsingh3341 Жыл бұрын
Mere dada ji and pita ji dono nhi hai sirph mata ji hai to sabse pahale mai kiska name dale mata ji , pita ji , ya dada ji salah dijiye maharaj ji
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
Dekhiye , jo log nahi hai ab , unkae naam kiname plate nahi banwana chahiye, kyonki unka connection phir ho jayega , unki aatma ko kasht hoga , better hai unke naam mat likhwayiye.
@shobhnamishra94073 жыл бұрын
Sir mera ghr ka main door east facing h kis metal aur kid colour ki lgani chaiye , kripya ye b btae ki nameplate kb lgwana accha hoga
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Golden,sunhare,narangi rang ki,jo lohe(Iron) ki nahi bani ho.Kalyan hoga.
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Sunday ke din
@shobhnamishra94073 жыл бұрын
Thank you . Kya usme husband k name k sath mai apna aur bete ka name b likh skte h? Husband ka name h aseem mishra Mera shobhana n bete ka devansh
@shobhnamishra94073 жыл бұрын
Apka bhut bhut dhnybaad🙏
@8d22aryakulkarni82 жыл бұрын
Sir ghar west facing hai ,kounse material ki ,kounse rang ki name plate ho aur naam.kis rang ke akshar se likhe hue hone chahiye ame plate par?Ghar ka no naam ke kis side me hona chahiye, name plate ka aakar kya hona chahiye?? Please guide🙏🙏
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Copper ke alawa koi material , White , light yellow colour aur right side me , Rectangular.
@8d22aryakulkarni82 жыл бұрын
Thank you sir so much sir Agar light colour ki name plate par naam ke akshar dark colour ke ho to koi dikkat to nahi hogi ?? Ghar ka number naam ke upar ho ya niche ??
@8d22aryakulkarni82 жыл бұрын
Please guide sir
@rkbeautifulvlogs26742 жыл бұрын
door is on north so which name plate colour n material is best
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
halke ashmani ya safed colour aur pital ke alawa koi metal
@neetukataria2 жыл бұрын
Kya late person ka naam LIKHA ja skta hai?
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Nahi
@hemantanant75382 жыл бұрын
सर जी क्या हम नेम प्लेट पर दिवंगत पूर्वजो का नाम लिखवा सकते हैं?
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
बिल्कुल नहीं
@Vikashelectricnn2 жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU sir apne pita ji ke name plet laga sakte hi hamare pita ji Swarg vas Ho chuke hain please bataiye sar
@yatisvaidya11 ай бұрын
Kya ghar ka nam ham apne bade bhai k nam par rakh sakte hai jo ab nhi hai is duniya me?
@HEALTHWITHVASTU11 ай бұрын
Ji nahi
@biswanathbardhan38213 жыл бұрын
Sir, kya main ghar ka name Swastik Bhavan rakh sakte hain
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Ji bilkul
@deepasmuranjan50103 жыл бұрын
Sir South East me konsa colour
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Yellow ya Saffron
@GoodLifewithUsha4 жыл бұрын
Namaste pandit ji, humare door ke right side me space nahi hai or left side me dusre ka door hai, to hum kis jagah pe name plate lagaye ki ghar me positivity bani rahe Or koi arthik Or swath ki problem na aye.
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
Gate k left ya right me agar jagah nahi to gate ya door ke upar hi left ya right me laga sakte hai.Kalyan hoga.
@02srishtisharma954 жыл бұрын
Guru ji pranam,mera ghar ka sauth door hai white marbal aur red se likha hua name plate bn sakta hai kya.
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
South me name plate dark colour ka,theek rahta hai,marble dark rahe to chal sakta hai.
@avantikasharmakadoo22904 жыл бұрын
Mera entrance south facing hai.name plate left mein lagana hai ( east wall par) .kya main stone ki name plate lagva sakti hu? Aur Colors kaun-sa use karu? 🙏🏼
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
East par laga sakte hai.stone bhi use ka sakte hai.colour golden ya narangi acha rahta hai.Metal nahi use karna hai.kalyan hoga.
@avantikasharmakadoo22904 жыл бұрын
🙏🏼 thank you
@AshokKumar-jp7wv3 жыл бұрын
Guru ji Mary bety dheeraj yadav ne makaan bunvaya magar vo ab es duniya me nhi Raha Kiya me ye likhva sakta( Dheeraj House) Ki name plate laga sakta ho batay mujy me 1 sanik ho
@sandyyadav11293 жыл бұрын
Guruji mera ghar east facing h to name plate m konse colour ka stone(pathar) hona chaieye ye aur usme letter likhe hue konse color ka hona chahiye
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
Sunhare golden ya Narangi colour ki , Iron ke alawa koi bhi.
@bhushanpatrikar9035 Жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU Guruji kya mai naam marble pe likh sakta hu ya stone pe ?
@pawan66143 жыл бұрын
Sir. East facing house hai. Ghar ka address kis color ke Marble ki ? ho aur kis color se akshar likhe ho.??
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
sunhare,golden ya narangi colour ki name plate aur Iron ki na bani ho.
@bhushanpatrikar9035 Жыл бұрын
@@HEALTHWITHVASTU Sir marble used kar sakte as a name plate ?
@PankajPandey-zn6uk3 жыл бұрын
Baba parnam mujhe bataye ki hum apna ghar ka nam kya rakhe bataye please
@HEALTHWITHVASTU3 жыл бұрын
aap jo rakhna chahte hai ,pahle use soch lijiye ,aur phir batayiye ,usme kya rakh sakte hai , wo bata dunga.
@ashish71372 жыл бұрын
M apne ghar ki name plate par apne naam k neeche apne Papa ka naam aur unke neeche apne Dadaji ka naam bhi likhna chahta hu. Please is baare m apni advise dijiye ki ye sahi hai ya nhi.
@HEALTHWITHVASTU2 жыл бұрын
Jo log ab nahi hai , unka naam likhne se unhi ko pareshani hoti hai , we ab wapas nahi aana chahte.Isliye nahi likha jata hai.
@SANJAYSHARMA-kx3vz4 жыл бұрын
Thank you for your suggestions.
@HEALTHWITHVASTU4 жыл бұрын
🙏🙏
@surendrachoudhary320Күн бұрын
Lot's of thx earth Angel 😇 my soul family member 🎉 Always live happy 😊 and healthy ❤ with lots of abundance with lots of true God blessings with lots of true God loves ❤🎉 with lots of true God Beauty 😍 with lots of true positive glow 🌟 with your family 🎉 🌷🫀 ॐ नमः शक्ति शिवाय 🫀🌷 🌷🫀 श्री राधे कृष्ण 🫀🌷 ❤❤ जय सियाराम जी ❤❤
@sandhyasrivastav890 Жыл бұрын
Or ye bi btaye ki main gate kis color ka paint karwaye
@HEALTHWITHVASTU Жыл бұрын
aapka gate kis direction me hai ?
@shivisingh71643 жыл бұрын
North West direction par kaun se material ka name plate lagaye?Pls rply