ये मूवी बरेली में देखी थी लेकिन 1964से पहले ऐसी मूवी बहुत आकर्षित करती थी हमारे पौराणिक परिदृश्य में जो उपलब्ध है तकनीकी के सुलभ होने का लाभ उठाया जाना चाहिए और सटीक फिल्मांकन कर प्रस्तुत किया जाना लाभ प्रद होगा अच्छा लगा आभार
@Sanjib-d5z2 ай бұрын
Bahut hi Achhi Dhaarmik movie hai,Thankss for shearing😢❤
@atulpatil7642 ай бұрын
❤❤❤❤
@yeskumar6872 ай бұрын
Main ne mahan epic granth Mahabharat padha hai, usme hi main ne Veer Ghatotkach ki gaatha hai,jo Pandavon ki taraf se Kaurvon ke viruddh lade the, is granth ke anusaar, Ghatotkach Rakshas Hidimb ki putri Rakshasi Hidimba aur Pandav Bheem ke putra the, jinhe Mahabharat ke yuddh mein chhal se maara gaya tha Agar we hote to akele hi saare Kaurav dal ka sanhaar kar sakte the lekin, unki sanhar se ghabra kar Duryodhan ne Karn se Brahmastra prayog karne ko kaha jise Karn ne Pandu putra Arjun ko hi maarne ke liye rakkha tha aur is astra ko sirf ek hi baar istemaal kia ja sakta tha, isliye Karn ke dwaara chalaaya gaya Brahmastra se Ghatotkach ki jeevan leela samapt hui.Main bhi Ghatotkach ki chamatkari shaktion ke baade mein padh kar Mahabharat ke Ghatotkach ka bahut bada admirer ho gaya tha. 😊