Sir Maine ek ECCO mahmoodabad se Virat warma se liya tha mujhe pata nahi tha wo financial hai 13 agust 2023 ko khareeda tha Aaj bhi transfer nahi Kara Raha hai ab Maine bhi use bench Diya hai ab kaise transfer karayen aur agar Virat warma transfer nahi Kara Raha hai to us par kya actions liya ja sakta hai
@harsh_tripathi4292Күн бұрын
sir kitna pasia lag jayega overall up state ke liye maine bike li h anti romeo squad ki police line se joki superitendent of police ke naam par hai
@chalchalachal22482 ай бұрын
हिंदूजा लीलैंड फाइनेंस से खींचा हुआ ऑटो रिक्शा में फुल पेमेंट देकर लिया था 2 sal ho chuka hai लेकिन abhi bhi auto riksha per loan Bata Raha hai aur loan close bhi nahin Kiya main kya karun
@mvikailash2 ай бұрын
Sambandhit RTO me shikayat kare
@ankitsahu78292 ай бұрын
से ना द्वारा उपयोग किया गया वहां वहां का प्रयोग आर्मी ट्रक जिसके लीला में की जाती है जो 15 वर्ष उपयोग करने के बाद आर्मी उसकी नीलम कर दीजाती है यह नीलामी कहां होती है तथा इसके बारे में भी आप जानकारी दीजिए @@mvikailash
@sumansourabh39085 сағат бұрын
Sir , maine car par loan liya hai 3 month se payment nahi kiya hu kya agent ya bank gaadi ko road se khich sakta hai
@netrapalsingh1366Ай бұрын
Sir meri gaadi chori hui thi jiska muje insurance mil gya but ab gaadi mil gai h mene insurance walo se kha ki pese wapas le lo but wo kh rhe h ki hm auction m hi sale krenge but court mera affidavit maang rha h noc ka insurance wale noc lene ki kh rhe h mujse jisase wo gaadi court serelieve kra le or third party ko bech sake is case m kya kru plz suggest
@mvikailashАй бұрын
Bilkul sahi hai apane claim le liya to property insurance company ki ho gayi hai
@azkainterprises6709 күн бұрын
Sir maine kanpur me bajpai motors se second hand scooty liya hai woh bol raha tha sriram finance wale hamare yaha khadi kar dete hai bechne ke liye usne mujhse bola hai sirf jo bank ka bakaaya hai wohi aapko pay karna hai usne mujhe original RC di hai aur sath me notary me ikraar naama diya hai to ab scooty mere naam pe transfer kaise hogi
@mvikailash9 күн бұрын
Galat hai pahale bank wala apane naam karayega
@POOJASharma-rd7fv8 ай бұрын
kotak bank noida sa ak loan vali car purchase ki agent ka thrue but vo car black listed hai CAR IS ON BAIL ON CJM CRIME CASE 19/36 ab gadi name nahi ho rahi or kuch pata bhi nahi chal raha bank na loan ki noc tho de de but RC nahi de or ab gadi k paper court main jama hai ab kya kiya jay
@mvikailash8 ай бұрын
Koi rasta nahi hai court matter hai court se aadesh ke baad hi transfer hogi.Financier ko vapas se do
@himmatsingh77238 ай бұрын
Sir aapke dwara Di gai jankari bahut acchi hai, auction bank ne kiya ho to RC transfer kase karye,kya kya document required rahega🎉🎉🎉
@mvikailash8 ай бұрын
Agar bank se auction hai to ye process nahi rahega simple TO hoga
@himmatsingh77238 ай бұрын
@@mvikailash thanks sir 🙏
@adampathan7863 күн бұрын
Sir mere paas tata 407 gadi hai unregistered bs4 hai registration nhi ho raha koi option batao sir
@mvikailash2 күн бұрын
Koi option nahi hai
@kulamanisingh852916 күн бұрын
Sir gadi ka loan 3 years or baki he to onwer sip cheng hoga kya
@mvikailash15 күн бұрын
Financier ki consent leni hogi
@mr.k4683Ай бұрын
सर् bsf से नीलामी की बाइक जिस रजिस्ट्रेशन जोधपुर आरटीओ में हो रखा है उसको रजिस्टर्ड करने का प्रोसेस क्या है
@mvikailashАй бұрын
Sir video me bataya hai usi tarah se hoga agar RC cancel hai to nahi hoga kyonki vah scrape hai
@marxvadi36957 ай бұрын
Sir mai police station se nilami gadi liye hai jis ka original number jharkhand hai aur Mai up ka sir uska rc kaise banega
@mvikailash7 ай бұрын
Jharkhand se NOC lekar jana padega
@mahfuzahmed40942 ай бұрын
Sir maine aaj ek scooter dekha woh auction ka gadi tha to bidder ke paas RC nahi hai, scooter ka number plate hai aur online show bhi hota hai... Bidder bol raha hai fresh RC banake dega mujhe 2-3 hafte me aur filhaal agreement krke bechega to kya me woh scooter kharid sakta hu??
@mvikailash2 ай бұрын
Pahale RC jari karaye phir kharide
@Mehtre10823 күн бұрын
Hello sir, bank wali gadi dealer se kharide ya nhi wo 36 form bhi de rha hai aur noc 60 din baad ayegi bol rha bai kya kru btao pls
@mvikailash22 күн бұрын
Nahi financier pahale apane naam karake dega phir kharid sakte hai
@RajuTiwari-cs5kd5 ай бұрын
Sir ji Lucknow U.P me Police Station ke unclaimed vehicle auction/nilami se Bike kharidi hai uska registration apne naam par rto se ho jayega (purane owner ka kuch pta nhi hai kon hai kaha hai) Aur sir ji ek swift car bhi kharedna chaha rha hu Police Auction se lena shi rahega ya nhi ?? Kripya mahodaya reply kijiyega......
@mvikailash5 ай бұрын
हा हो जाएगा जो बताया है हो डॉक्युमेंट्स ज़रूर ले ले
@Aj-se3cj8 ай бұрын
Sir m ek insurance company ka employee hu. Theft claim paid 2wheeler maine company se kharida tha auction me par company ne purane owner ko claim dene ke baad RC company ne apne naam nahin karbaya aur vehicle mujhe bech Diya aur ab mujhe apne naam par RC transfer karvNe me samsya aa rhi hai . Kripa karke koi samadhan bataye kyoki company apne naam par RC transfer karvane ko hi taiyar nahi hai.
@mvikailash8 ай бұрын
Agar government department ke dwara public auction me vahan kharida hai to aapke naam sidha hoga agar private company se kharida hai to pahale company ko apane naam karana chaihiye
@subhashdhaka27553 ай бұрын
Shri ram finance ke auction se gaddi li h owner transfer kaise hogi
@shortvideo72342 ай бұрын
Sir. mane ak auction (L&T Financer) se tractor kharida hai, 2 sal se ownership change karne ki koshish kar rahe hain, lekin nahin ho raha, kyunki financer wale proper documents nahin de raha hai, financer wale bol raha hai jo bhi documents chahiye RTO se le lo, lekin RTO se bol raha hai Jiska Naam per tractor hai usko Le aana hoga. aur bol raha hai Jis financer se tractor kharide Ho Uske pass Sara document Hai Usi Se Lekar aao. Sir. financer ke upar legally Koi action ho sakta hai kiya? please please please sir help me. 2 sal se bahut pareshan mein hai sir. please please please please help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir.
@bestmlmearningplatform350110 ай бұрын
Sir नीलामी का bike han dushra se liya hai but plate dushra model ka hai kya karna hoga plz help
@mvikailash10 ай бұрын
Agar false registration hai to isaka vapas registration hoga
@PINKUMEDHI.9 ай бұрын
Sir is it ilegile to carry a passenger 4 ya 6 in mini pickup truck if rto take can they can challan
@mvikailash9 ай бұрын
Yes you can’t carry more person then mention in RC
@satyadevsinghkrishnawat9637Ай бұрын
Sir mene exices department ki nilami se creata 2018 ki car kharidi jo hariyana number ki he to uska Rajasthan me OTT 165000 aa raha he to mere ko ott me kitni chut milega please help me
@mvikailashАй бұрын
Maximum 25% for detail please watch my video Tax for Assignment vehicle in Rajasthan/अन्य राज्य के वाहन का असाइनमेंट पर टैक्स kzbin.info/www/bejne/maeWomaBl7iVfqM
@ShreeGanesh-xc9nu5 ай бұрын
Thank you sir apke is video se mujhe kaphi jankari mili
@mvikailash4 ай бұрын
Welcome 🙏
@rajankumar-rf1bu10 ай бұрын
नमस्ते सर, रेलवे पार्सल से एक 2 व्हीलर का ऑक्शन होने वाला हैं जो की मैं खरीदने का सोच रहा हूं। मै गाड़ी के कागज कैसे बनवा पाऊंगा एवम मुझे किन बातों का ध्यान रखना पड़ेगा। और लगने वाले टैक्स की भी जानकारी दे। मार्गदर्शन के लिए धन्यवाद
@mvikailash10 ай бұрын
आप बोली जिसके नाम से लगायेंगे गाड़ी उसी के नाम पहले ट्रांसफ़र होगी गाड़ी के चेसिस नंबर सही होम चाहिए
@dreamerharis82362 ай бұрын
Sir Meri Car Finance company ne illegally REPO kar li thi uske bad Mene RBI me complaint bhi ki thi but fir bhi company ne Car Third party ko bech diya hai but RC abhi bhi mere nam se hai. Me Registration kencil krwa kar gadi wapas lena chahta hu please guide
@mvikailash2 ай бұрын
Sir jurisdiction matter we can’t say anything
@vikasgautam74609 ай бұрын
Sir, sold delhi car to Karnataka through an agent feb 23. The buyer got the NOC issued in April 23 but has still not got the ownership transferred to his name even after multiple reminders to the agent . Last month he renewed car insurance in my name . Pls help advice procedure to proceed ahead.
@mvikailash9 ай бұрын
Sir if NOC is issued in the name of buyer you just duly fill Form 29 and send to concern RTO you will be safe in manner of any liability
@rahulsharmavlogchanel1662 ай бұрын
Sir maine ek scooty purchase kiya tha nilami ka aur woh mujhe iske document 1 month ho gaye abhi tak nhi diye aur time pe time dera hai ek affidavit diya unhone bas ab kya kre sir
@mvikailash2 ай бұрын
Galat hai sare documents le Jo maine bataye hai
@satishpardhi5072 ай бұрын
Sir maine mstc portal se mp 02 Dj sahab ka vehicle auction se kharida hai rto bhopal hai aur mujhe mp 50 me registered karwana hai to kon kon se paper lagenge .Aur vehicle bhopal to nahi le jana hota .मार्गदर्शन कीजिये
@mvikailash2 ай бұрын
Sir video me Jo documents lagaenge wo detail se bataya hai
@satishpardhi5072 ай бұрын
@@mvikailash ok sir
@abhyasingh19342 ай бұрын
Sir. Mene ek (tata gold ace ) magic khincha h hinduja finanace limited se uska mene pura payment kr diya tha pr vo magic rj11 no. Ka h jo ki dholpur ka h to aur me jaipur me rhta hi pr jaipur rto valo ne mna kr diya ki yha nhi hogi to bss yhi puchna h sir ki dholpur ho jayegi kya naam please sir🙏
@mvikailash2 ай бұрын
Pahale gadi financier ke naam hogi phir aal NOC lekar janha chanhe vanha transfer Kara sakate hai
@ideababavideo53597 ай бұрын
Hlo sir jii sir main finance se seez kiya hua bike liya hu aur sir ji bike pe trafic police fine kr diye hai aur sir transfer karne ke liye sir NOC aur document bhi de diye hai aur transfer ke kiye ek rashid kta kr bike ka chechis number number bhi lelliya gya hai sir ji to aage ka process kya hai sir ji transfer to ho jayega sir please reply dejiyega sir ji
@mvikailash7 ай бұрын
Ha ho jayegi
@AmanPratapSingh-nc5mg8 ай бұрын
Sir private company ne Bike ki Full NOC kit dedi hai. All forms ke sath but trasfer mai 6 thousand ka karcha hai bike ka or owner yeh khta hai uska mai aunga nhi trasfer karne FIR kr dunga Kya 1st party ki FIR legal hogi
@mvikailash8 ай бұрын
Ha
@JAIDEEPAKSHAY7 ай бұрын
sir army auction gypsy rvsf catogary me auction ho rahi ho kya wo vehicale rto me register ho sakati he kya
@mvikailash7 ай бұрын
Ho jayegi
@popatbabar78457 ай бұрын
सर गाडी 2व्हिलर aucation मे हे 8month कि पर उस्का rto passing नही हुआ हे? तो वो गाडी passing ho जायगी क्या?mutooth फायनस कि यार्ड मे गाडी हे? Our passing हू तो किसके नाम पर होगी??
@mvikailash7 ай бұрын
Agar BS 4 ya usase niche ki hai to nahi hogi isliye pahale confirm kare
@geetanjalichaudhary91048 ай бұрын
Sir 5 mahine se RTO me apply kia hua hai , auction me car li thi , na rto reject kr rha h file na jawab de rha h , koi sunwayi nhi ki ja rhi h , kagaj saare poore hai , bank manager ko v sath me le gye the rto me , 5 mahine se chakkr kat rhe h na hi cancel kr rhe h na reason bta rhe h , kya kiya jaye ?
@mvikailash8 ай бұрын
You may complain to higher authority
@mvikailash8 ай бұрын
You may complain to higher authority
@bhulendrayadav83002 ай бұрын
सर मैने खीच हुआ बाइक लिया है 8 महीने हो चुका है अभी पेपर nhi दिया है डीलर ने बोल रहा है की लेटर जा रहा है
@mvikailash2 ай бұрын
Contact to dealer
@SureshKumar-pk9pc9 ай бұрын
Thanks so much sir for your support ❤
@mvikailash9 ай бұрын
Always welcome
@shortvideo72342 ай бұрын
Sir. mane ak auction (L&T Financer) se tractor kharida hai, 2 sal se ownership change karne ki koshish kar rahe hain, lekin nahin ho raha, kyunki financer wale proper documents nahin de raha hai, financer wale bol raha hai jo bhi documents chahiye RTO se le lo, lekin RTO se bol raha hai Jiska Naam per tractor hai usko Le aana hoga. aur bol raha hai Jis financer se tractor kharide Ho Uske pass Sara document Hai Usi Se Lekar aao. Sir. financer ke upar legally Koi action ho sakta hai kiya? please please please sir help me. 2 sal se bahut pareshan mein hai sir. please please please please help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir. help me sir.
@mvikailash2 ай бұрын
Financier pahale apane naam karayega phir phir auction kar sakata hai our simple TO hoga
@Sunil-Delhi-9455Ай бұрын
@@mvikailash Hir Sir, maine ek Commercial Xcent car li thi Axis bank finance se and unhone mujhe sara paper diya like insurance RC, Fitness, all bank KIT WITH Signed of owner like ,27,28,29,30,31,35,36, etc. Sath m orginal RC but still gaziabad rto bol raha hai owner ke leke aaow tab transfer hogi. Please guide me sir bahot problem mai huin.
@vikash010122 күн бұрын
Ab rules change ho gye hai bina buyer seller k transfer nhi hota sath jana padta hai@@Sunil-Delhi-9455
@saidusabtahasildar71384 ай бұрын
Hi Kailash Sharma, sir I have purchased one vehicle from court, which was auctioned and seized by police. I have ordered copies from the court and other list of documents. -Court auction order -recipient of money received( form Q rule 21 account rule 1967) -form 32 -form 27 I don't have RC card. 1) How can I transfer that bike to my name. 2)Can share a few information
@mvikailash4 ай бұрын
Sir if vehicle is registered and showing online no problem whether RC you have or not vehicle may transfer. And if vehicle is not registered court should issue Form 21 and vehicle may register
@hydraraghav18898 ай бұрын
Agar shree ram finance two wheeler lete hu bhar sell krne ke liye toh voh transfer kaise hoti hai uska process kya hota hai
@mvikailash8 ай бұрын
Please watch my video TRANSFER OF OWNERSHIP
@shepherdsparadise323110 ай бұрын
Sir mujhe aap se ek jankari chahiye thi Sir mai ek bank auction vali bike kharidna chah rha tha jo karnataka me khadi hai Mai chhattisgarh se hu mujhe usko yha la ke new registration karwani hai To mujhe janna tha ki kya kya process hogi or mujhe kya kya document lage gi Mai es question ka jawab khoj kar pareshaan ho chuka hu plz meri madad kare
@mvikailash10 ай бұрын
Bike ki nilami aapa ke naam honi chahiye nilami letter RC yadi ho to aap apane naam karawa sakate hai
@vaibhavrajput25305 ай бұрын
Sir bank commercial vehicle ka auction kar rahe hai vehicle ka permit stage permit hai. Kya ownership transfer ho sakti hai ?
@mvikailash5 ай бұрын
Pahale vehicle bank apane naam transfer karaye tabhi auction kar sakati hai aur aap bhi purchase kar sakate hai
@vaibhavrajput25305 ай бұрын
Sir bank walo ne sale notice isshu ke hai aur e auction ke site pe bhe post kiya hai ,par online ownership purane owner ke dikha raha hai .aur bank is saying ke vehiche is hypothecated .sir is it safe to buy the vehicle ?
@manorifarms6 ай бұрын
2012 की फ़ोर्स ट्रेवलर प्राइवेट नम्बर की गाड़ी को caravan में रजिस्टर करना है।
@mvikailash6 ай бұрын
3 years se jyada purani vehicle nahi honi chahiye
@NirajYadav-p4cАй бұрын
Sir ek auto riksha hai jo nilami ka hai or fainesar hi uska nilami kar raha hai
@mvikailashАй бұрын
Vo ordinary sell ki tarah hoga private auction is tarah se nahi hoga
@Satyajitbera357 ай бұрын
SIR MAINE EK TRACTOR LIYA THA BIDDER SE 5 MONTH HO GYE USNE MERE NAAM PE TRANSFER NHI KARAYA HAI ISME MAI KYA KAR SAKTA HUN
@mvikailash7 ай бұрын
Kooch nahi
@Shivkumar-hs5pzАй бұрын
Hello sir mene ek dealer se tata gaadi liya hun jiska loan pura nahi hua h bola bank se khicha hua hai or mujhe original rc nahi mila dusra paper mila hai jisme ingen number ye sara kuch likha h to aise me wo gaadi lena sahi rahega mere liye only NOC dena chahta hai..
@mvikailashАй бұрын
Nahi pahale bank vala apane naam transfer karaye phir aap gadi le sakate hai
@nooruddinsayyed98424 күн бұрын
Sir bank kitt par baic lena sahi h
@mdsrj50642 ай бұрын
Sir maine thana ki neelami se bike liye the 10 months ho gye abhi tak transfer nhi hua hai bol rha hai ab neelami transfer band ho gya hai kya kre sir please help sir bihar se
@mvikailash2 ай бұрын
Koi band nahi hua hai
@mdsrj50642 ай бұрын
@@mvikailash to kaise hoga sir
@tinkukumar-gg3ry2 ай бұрын
Sir mere bike chori ho gyi hai maine fir bhi kiya18 months bad bike wine crime me police ne bike ko pakada liya ab bike ko release kaise kraye
@mvikailash2 ай бұрын
Sambandhit police station me application lagaye
@najirhossainkabiraj.254611 ай бұрын
Sir ji ,, other's states se agar auction ki bike kharid ti hu to name transfer hoga ya nehi hoga🤔🤔🤔 please reply me sie Love from WB ❤❤❤❤
@mvikailash11 ай бұрын
Is state se NOC lani padegi tab transfer hogi
@najirhossainkabiraj.254611 ай бұрын
@@mvikailash okay thank you sir for your reply 🤩🤩
@SachinKumar-rz1fv25 күн бұрын
सर मैं उत्तर प्रदेश से हु, मैने श्रीराम ऑटोमॉल ऑक्शन से हरियाणा नंबर कार खरीदी है, नीलामी के वक्त उन्होंने कहा था कि आरसी उपलब्ध नहीं है दूसरी आरसी बनवा कर नाम कर देंगे वह कार पहले जिस व्यक्ति के नाम थी क्या उसके आएबिना आरसी मिल सकती है और कार मेरे नाम हो सकती है
@mvikailash24 күн бұрын
पहले फ़ाइनेन्सर आपने नाम एफसीआई कराएगा फिर आपके नाम होगी
@SachinKumar-rz1fv23 күн бұрын
Thanku sir
@kirtigraphics35056 ай бұрын
Sir Namshkar, Sir maine bank ki ek car auction me li hai. us car ka Number DL hai aur main Punjab ka rehne wala hu, bank ne muje meri state ki NOC mere naam par lekar di hai. Sir bank ka letter mere ghar aya usme car ki puri detail aur uski auction price v likhi hui hai. Par jab main transfer ke liye apni registration authority me gya to sir v uska tax new car ki hisab se le rhe hain. sir maine auction letter dekhia but vo keh rhe hain is se hame koi matlab nahi. sir maine car 1,25000 me li hai par vo 8,50000 ke hisab se tax le rehe hain. Sir meri is problem ka koi solution kare. Thanks
@mvikailash6 ай бұрын
Sir RTO tax state matter hota hai har state ka taxation act alag alag hota hai isliye is bare me mai jyada nahi bata sakata ha cost aaj ki le sakate hai lekin usase model ke hisab se rebate honi chahiye
@rahu748 ай бұрын
Sir if we purchase in private banks or finance auction than what
@mvikailash8 ай бұрын
It will be transfer as process of normal transfer of ownership with Form 29 and 30
@dssh56095 ай бұрын
I Purchased vehicle from nationalized bank auction, no Rc card, how i transfer ownership, please tell me sir.
@mvikailash5 ай бұрын
Apply in form 32 with duplicate RC Form 26 with auction authority latter given by bank
@Pavin88829 күн бұрын
Car auction 6 month baad bhi name transfer nahi hua hai
@mvikailash28 күн бұрын
Kya karan bata rahe hai
@MassoudaAshraf7 ай бұрын
Sir bank walu ne mere gadi ko 3saal pehle auction kiya hai but uska balance abi b mere he naam par dikha raha hai aur gadi b abi mere he naam par hai agar us gadi se koi accident hoga to uska zimedar kaun hoga
@mvikailash7 ай бұрын
Agar bank ne lahal auction ki hai to bank hi jimmedar hogi
@MassoudaAshraf7 ай бұрын
Sir fitness permit Polustion ka kitna challan hai
@AkashKachhap-i2v10 ай бұрын
Sir auction vehicle me insurance kenke name per hoga
@mvikailash10 ай бұрын
Jisake naam auction hui hai usase naam ho jayega
@sanskritiyadav73678 ай бұрын
Sir maine UP se Scorpio police station se nilam me liya tha lene ke bad pta chla wo blacklist hi aur Jharkhand number gadi hi UP me transfer nhi ho rha ab uske liye kya karna padega sir plz koi samadhan btyea plz sir
@mvikailash8 ай бұрын
Wo black list kis liye ki gayi hai
@sanskritiyadav73678 ай бұрын
@@mvikailash Chori ke fir hi uspe JH01BH3108
@sanskritiyadav73678 ай бұрын
@@mvikailash Sir fir bihar me huwa hi lekin UP me gadi nilami me liye the hm
@sanskritiyadav73678 ай бұрын
@@mvikailash Chori ke fir hi isliye blacklist hi
@AsifShaikh-ls1mm7 ай бұрын
Sir agr koi bank seized bike bech rhi hai to ky uski authority hai ki wo owner transfer kr ske ? Kyu jis owner ki bike seize hui hai wo to na transfer krega na RC dega..
@mvikailash7 ай бұрын
Bank pahale apane naam Fresh RC banvaayega phir vah vehicle aage auction ya sell kar sakata hai
@amn92 ай бұрын
Bank nhi kr rha aisa toh kya kre and vehicle purchase kr liya hmbe😢@@mvikailash
@shreeshyamsanglive4 ай бұрын
Sir where I find auction for two wheeler (governmental)
@ksiva3962 Жыл бұрын
Thanku so much sir for your support
@ksiva3962 Жыл бұрын
Please upload more videos related to mv act
@mvikailash Жыл бұрын
Welcome
@ateeqahmed75364 ай бұрын
Sir me apni car ki emi nahi de paya to bank wale jabardasti meri car le gae aur bech di kam rate pe aur us car ko woh kaise transfer kar paenge dusri party ko kya meri signature ki jarurat nahi ladegi transfer karwane me aur agar ae bhi to transfer karwane to me mana kardunga to isme kya hoga guide kare plz
@mvikailash4 ай бұрын
Aapkae signature ki koi jarurat nahi financier FRC nikalwaakar sell kar sakate hai
@swatirane18273 ай бұрын
Hi sir , I am buy a two wheeler from bank seiz online auction at IndusInd Bank but with the vehicle there is no rc book with vehicle so how can i make a RC BOOK of the vehicle please guide me sir
@mvikailash3 ай бұрын
Financier will provide you RC first financier will issue RC in favour of it self then they will give sell latte with RC
@swatirane18273 ай бұрын
Thank you sir for your valuable reply
@swatirane18273 ай бұрын
But sir talk with bank or financer (indusind bank) he told we don't any responsibility to do that process
@amn92 ай бұрын
@@swatirane1827 aapke name ho gyi kya bhai bike please reply😢
@amn92 ай бұрын
Please can you tell me if you got vehicle on your name😢@@swatirane1827
@activeentertainmentcomedy Жыл бұрын
Sar Mujhe MP se Shri Ram vahan nilami se tractor kharidna hai to main Maharashtra mein rahata hun to tractor Mere Naam per ho jaega kya Sar ji please batao
@mvikailash Жыл бұрын
Pahale ji sake naam se nilami chhutti hai usase naam hoga baad me kisi anya ke naam ho sakati hai
@vikasmandal5536 Жыл бұрын
नमस्कार sir मेरा पास e Rickshaw हैं। शोरूम मालिक मेरा RC card में गलती किया है। और सुधार नहीं कर रहा हैं। मैं बहुत परेशान हूं। इसका उपाय क्या हैं मुझे बताए 🙏🙏🙏
@mvikailash Жыл бұрын
सर शो रूम को सुधार की शक्तिया नहीं है अब आपको सुधार के लिए संबंधित RTO से संपर्क करना पड़ेगा
@vikasmandal5536 Жыл бұрын
@@mvikailash RTO के पास जा रहे हैं तो बड़ा बाबू कहते हैं। फ्रॉम 23 दिखाने के लिए जो शोरूम मालिक के पास हैं जो मुझे नहीं दे रहा है । अगर कागज नही देगा तो सुधर कैसे होगा । मैं अब DC के पास शिकायत करेंगे। तब शोरूम मालिक समझेगा । मैं बहुत परेशान हूं। मुझे कुछ समझ नहीं आता है। आप मुझे कुछ सुझाव दीजिए।🙏🙏
@kailashsharma-t5e Жыл бұрын
@@vikasmandal5536 Form 23 RC ko hi kahate hai ye un necessary pareshan kar rahe hai aap high authority Co complain kare
@ajaysanchala13827 ай бұрын
hello sir i m form gujrat my question is ki muje 1 gadi leni he bank ne japt ki hui ab vo dealer boll rha he ki aap abhi pese dijiye gadi le jaiye bank aapko bechan krar krke dega abhi orr 1 mahine k andar aapko n.o.c or rc milegi badme aap apne nam par krva skte ho bike .kya kre sir plzz suggest me ....plzzz rply
@mvikailash7 ай бұрын
Nahi pahale bank apane naam transfer karayegi phir aap kharid sakte hai anyatha vah khiri galat hogi
@ajaysanchala13826 ай бұрын
Thankyou so much❤
@gajanandpandeynikhil46975 ай бұрын
@@ajaysanchala1382sir did u bought the bike coz I am facing the same condition now Please reply
@gajanandpandeynikhil46975 ай бұрын
Hmse bhi dealer pura Paisa mang rha h
@gajanandpandeynikhil46975 ай бұрын
Is there any problem after paying whole amount?
@NarendraHousedevelopment Жыл бұрын
Vehical tax is not up-to-date ,you can't proceed online
@HindustaniFarmer Жыл бұрын
License renewal me fine ka video banaye
@mvikailash Жыл бұрын
Ok
@MohsinKhan-ji3pt Жыл бұрын
sir maharashtra k liye bhi chalegi kya ye book
@mvikailash Жыл бұрын
Sir isame Rajasthan transport department se sambandhit orders hai
@MohsinKhan-ji3pt Жыл бұрын
Maharashtra k liye konsi book lene
@rudranathsahu637810 ай бұрын
अगर नीलामी bike में number plate नहीं लगा हो तब - 1 RC(number plate) कैसे मिलेगा ? 2 ownership transfer होगा या नहीं ?
@mvikailash10 ай бұрын
Agar vehicle ke chassis number genuine hai to registration ho jayega
@rudranathsahu637810 ай бұрын
@@mvikailash RC( number plate) kaise pta kre?
@srirajmohan70826 ай бұрын
Good information thnk u sir 😊
@mvikailash6 ай бұрын
Welcome 🙏😊
@YaadavNitin Жыл бұрын
Hlo sir Mere papa army m h unki duty uttrakhand m h To hmne uk se gadi nikali hai Or uk ka hi number Agar hamari gadi up m chalegi to koi problem to nhi aayegi sir
@mvikailash Жыл бұрын
Army person hai to koi dikkat nahi hai chahe to aap BH number bhi le sakate hai
@YaadavNitin Жыл бұрын
@@mvikailash thnq sir ❤️
@YaadavNitin Жыл бұрын
@@mvikailash 1--sir BH number wali gadi ko baad m bech skte h kya kisi ko bhi 2-- BH number change to normal number Pls sir reply 🙏
@golden22582 ай бұрын
Hi! Sir please help me with my problem I purchased two Wheeler vehicle in a public auction (sriram automall) but they said that we are not responsible for transfer of ownership for the vehicle. They said you have to take that headache we only provide form 35 and they provided form 35. After that i found the owner of the vehicle I asked him to transfer ownership.but unfortunately refused to transfer the ownership. In reverse he is asking that vehicle back and he is saying that I will file a case if you can't return my vehicle. In this situation how can i transfer ownership without reaching to him I don't want to give it back to him I spent 45000/- for that vehicle Can you please suggest how I can transfer ownership for my vehicle without the owner participation. Kindly help me sir My name is Rajkumar from Andhrapradesh state. My near rto office is Piduguralla rto
@mvikailash2 ай бұрын
Sir financier can’t sell vehicle without FRC viz first he apply for transfer in his name then he can sell to anyone with simple TO as normal vehicle.
@golden22582 ай бұрын
Thank you for your response sir thanks a lot they provided form 35 to me after 2 months. Can I transfer ownership with that documents
@Lucky.tailors9 ай бұрын
Bahut lamba process hai sir aise me nilami ka gari koi bhi nahin lega
@manakumananews5 ай бұрын
Hi sir i purchased 2 wheelar vehicle from Telangana police public auction And RTA OFFICER'S Saying to me pay 18% gst Im ready to pay gst But where i pay GST?
@mvikailash5 ай бұрын
You may contact to GST department to pay and get challan for paid GST
@vishnujangir1834 Жыл бұрын
Sir, एक शंका दूर करो। क्या मैं पंजाब जहां BH नंबर नहीं मिलते, वहां से कार खरीद कर राजस्थान या चंडीगढ़ के किसी आरटीओ से BH नंबर ले सकता हूं क्या? मैं राजस्थान का रहने वाला हूं और पंजाब में रेलवे में इंजीनियर हूं।
@mvikailash Жыл бұрын
Nahi janha par aapaki posting hai vanha par aap le sakate hai
@vishnujangir1834 Жыл бұрын
@@mvikailash okay sir thanks 🙏
@kanhucharanmurmu388910 ай бұрын
Sir mereko bank taraf se form 35 mili he Auction vehicle ko Individual ownership transfer kar saktehe ?
@mvikailash10 ай бұрын
Nahi pahale bank apane naam FRC karayega phir aap apane naam kar sakate hai
@rajeevranjansingh40445 ай бұрын
Sir mene uttar pradesh se up govt. ki major jeep auction me li thi.nov 2022 me, mere jeep lene ke baad RTO Ka software NIC par shift hone laga jiskaran se meri jeep ka registration nhi ho paya us time mere jeep ki RC Active thi, july-2023 me RC Cancel ho gyi.Ab me jeep ko kaise apne naam par transfer kara sakta hu.agar koi rasts ho to mera margdarshan kare.jeep ka registration 19 july-2008 tha .
@mvikailash5 ай бұрын
Koi nahi RC transfer ke saath renew ho jayegi
@hydraraghav18898 ай бұрын
Sir shree ram finance wale gaadi transfer kaise hoti hai iska process kya hota hai
@mvikailash8 ай бұрын
Normal transfer kits tarah sell letter 29 30 se
@omyadav15578 ай бұрын
भाई प्राइवेट फाइनेंस नीलामी वाली गाड़ी लेने पर फाइनेंस कंपनी वाले ट्रान्सफर लेटर नहीं देते जिसके नाम गाड़ी है उसी से समझौता करना पड़ता है तभी ट्रांसफर होगी,मैं फंस चुका हूं सामने वाली पार्टी से समझौता किया, इसलिए भाई प्राइवेट फाइनेंस से नीलामी से बचें,
@narayan77536 ай бұрын
To kya ho gyi bhai transfer
@omyadav15576 ай бұрын
@@narayan7753 हो गई पर पार्टी से समझौता करना पड़ा, फायदे की सौदा नहीं सिरदर्द ज्यादा भाई,,
@Sonu59a334 ай бұрын
Kitna din lagta hai sir ??
@mvikailash4 ай бұрын
2_ 3 days
@Hucaabi2 ай бұрын
Bank se chal raha loan wali bike jo sizing ki gyi hai to uska transfer process kya hai jaha se loan chalu hai waha se noc mil jayegi
@mvikailash2 ай бұрын
Vo pahale financier apane naam transfer karayega baad me aapko sell kar sakata hai simple TO hoga Form 29 and 30 par
@girirajsharma193011 ай бұрын
Sir, bank Auction ke liye kya trika hoga
@mvikailash11 ай бұрын
No provision in MV act
@m.jiqbal21911 ай бұрын
@@mvikailashthanks sir
@alokranjann10 ай бұрын
@@mvikailash to sir bank aucton ki car transfer kasie hogi if its commercial vehicle like car in delhi
@akshaykumar-it5cn8 ай бұрын
sir Maine bank auction se two wheeler liye hai but is per challan ho rakhe hain
@mvikailash8 ай бұрын
Ab aapko hi bhugatana padega
@vikashniranjankopofficial Жыл бұрын
महोदय नीलामी में खरीदी गई गाड़ी को अपने नाम पर ट्रांसफर करवाने में लगभग कितना खर्च लगता है और कितना समय लगेगा
@mvikailash Жыл бұрын
Tax state ke hisab se alag alag hota hai.Agar documents pure hai to 3-4 din me transfer ho jati hai
@vikashniranjankopofficial Жыл бұрын
@@mvikailash Thank you Sir
@prakashnaik83711 ай бұрын
Sir finance form 36 ka jankari dijiye
@AkashKachhap-i2v10 ай бұрын
Sir mene auction vehicle 2016 me kharda he per paper transfer nahi ho rha ,but mara auction vehicle ka details online show ho Raha hai, Sir Mara petrol vehicle he
@mvikailash10 ай бұрын
Kis karan se nahi ho raha hai
@EducationplanetScКүн бұрын
Sir apse kuchh jankari Leni he mob no mil skta hai apka
@ahasankhan21658 ай бұрын
Sir Maine ek ECCO mahmoodabad se Virat warma se liya tha mujhe pata nahi tha wo financial hai 13 agust 2023 ko khareeda tha Aaj bhi transfer nahi Kara Raha hai ab Maine bhi use bench Diya hai ab kaise transfer karayen aur agar Virat warma transfer nahi Kara Raha hai to us par kya actions liya ja sakta hai
@ahasankhan21658 ай бұрын
Sir Maine ek ECCO mahmoodabad se Virat warma se liya tha mujhe pata nahi tha wo financial hai 13 agust 2023 ko khareeda tha Aaj bhi transfer nahi Kara Raha hai ab Maine bhi use bench Diya hai ab kaise transfer karayen aur agar Virat warma transfer nahi Kara Raha hai to us par kya actions liya ja sakta hai
@mvikailash8 ай бұрын
Jab tak Finanace nahi hatega tab tak kuchh nahi kar sakate hai