Personal deposit account se epayment krne ki process kya he???
@sambd21185 жыл бұрын
7th arrear ke 2nd kisht ke bhugtaan ka video banayega... Please.....???
@tariqali28675 жыл бұрын
Sir plz monthly bill ka all process btayen. Permanent ka bhi n Adhyapak samvarg ka bhi. Bahut jarurt he. Plz Sir
@tariqali28675 жыл бұрын
Konse konse steps honge
@lifeprkk10685 жыл бұрын
How to generate ta bill from employee id by an employee
@TechGuruUJN5 жыл бұрын
Aap employee ki id se TA bill generate nahi kar sakte hai, lekin app TA Rehaimbrusment ya TA Approvel le sakte hai,
@prakashpatel38835 жыл бұрын
Sirji GST refund pr video banAyega...
@TechGuruUJN5 жыл бұрын
Ok
@sumitporwal31885 жыл бұрын
MPTC 268 क्या है ???? Please bataiye
@TechGuruUJN5 жыл бұрын
268 ek certificate hota hai, jisme likha hota hai ki employee koi us month ki salary pahle payment nahi ki gai hai
@nidhibidua53915 жыл бұрын
Es ki jarurt sabhi ko pade gi kya sir
@TechGuruUJN5 жыл бұрын
Nahi, cmho or cs me accountant jo MPPHSCL ka kaam kar rahe hai, unke liye ye video hai.
@sumitporwal31885 жыл бұрын
यदि किसी पद पर व्यक्ति पहले से पोस्टेड है ओर उसी पोस्ट पर एक ओर नियुक्ति हो जाती है तो ओर *पद एक ही है* तो क्या नए नियुक्त व्यक्ति को *समान वेतन वाले किसी अन्य पद पर* पोस्ट रोल करके तीन माह तक सैलरी निकाल सकते है क्या???? ऐसा कोई नियम हो तो बताइए
@TechGuruUJN5 жыл бұрын
Nahi, pahle to yadi us employee ki niyukti hui hai to, waha par vacant post hona aavshyak hai, yadi vacant post nahi hai to uski niyukti galat hai, asi sthiti me sthapna shakha me sampark kre, or yadi kisi technical problem se vacant post nahi aa rahi hai to Treasury ke madhyam se vacant post karaye uske baad join karaye.
@TechGuruUJN5 жыл бұрын
Saman vetan ki post pr join karakar aap salary yo de denge pr yah niymanusar nahi hai, Or aap kewal 3 month ki salary dene ki baat kyo kr rahe he, employee kis category ka hai ?