Main vivo t1 pro use kar raha hu vivo ke software se bor hogaya hu abb confusion aur badh gaya inn me se kaun sa phone lu...kya karu soch raha hu phone hi na lu😢
@M.Laskar6316 ай бұрын
vivo t3x best long time ka liye🎉🙌
@laughcourse63806 ай бұрын
Teri information ke liye bta dun Motorola ke phones bhut lambe chlte hai. Motorola one power 7 saal se chla rha hun. Abhi tk perfect chl rha hai.
@dkgamer50006 ай бұрын
@@laughcourse6380 mera vivo y71 ma 9 sal se use kar raha hu aabhi bhi perfect ha ❤
@Regal1995 ай бұрын
@@laughcourse6380 aur Teri jankari ke liye mai tumhe bata dun ki Mera Vivo u10 aur Vivo y15 4 saal se mast ekdam makkhan chal raha hai imaandari se bata raha hun abhi tak koi kharabi nahi aaya aane waale 4 saal aur chala sakta hun
@Ramraj-t8m3 ай бұрын
Vivo ka achaar daluna kya long time ke liye😂😂😂
@Monikacolours6 ай бұрын
Hey yrr 7000 budget h, Online classes vgera ke liye koi phone suggest me plz Moto g04 kaisa h Ya phir koi tecno, poco vgera me
@sudhirchbarman5155 ай бұрын
Me vi online class karta hu, Moto G24 Power/Moto G13 le lo, battery G24 Power me 6000mAh aur G13 me camera better
@RedmiMi-5886 ай бұрын
Vivo t2x vs T3x video upload Karo
@The-x8guideline5 ай бұрын
Han bhai
@IITian_Ayush475 ай бұрын
Bhai maine le liya moto g64 13k me Flipkart se 😁
@RohanThakur-qo2gi5 ай бұрын
Kaisa chal raha hai phone
@RohanThakur-qo2gi5 ай бұрын
Battery backup kasa hai?????
@shivamsharma16274 ай бұрын
Bahut hi bakwas bettry backup hai, agar camera or storage ke liye mobaile Lena hai tbhi moto g64 Lena, baki Vivo har mamle me moto se behtar hai, me pachta rha hu moto g64 lekr.
@Ramraj-t8m3 ай бұрын
Main t3x lekar pachta😢😢😢😢 raha hu koi app open close men animation hi nahi hai lag raha hai 5 Saal purana phone chala raha hu😢😢😢😢