Cheela banate samay aap ghol ki consistency ka dhyan rakhiye. Aap ye try kijiye "tawe ko heat karke uspe oil laga dijiye, phir thoda thandha kijiye, then again tawa heat kijiye. phir tawe par ghol ko daliye". kinaro pe thoda sa oil laga dijiye phir Cheela ko thoda thick ho jane dijiye. Aasani se naikal jayega. Aur Cheela ke liye nonstick tawa achchha rahata hai.
@Akshi_3183 ай бұрын
Hii
@KhanaKhazanawithShikha3 ай бұрын
Hello
@payalgoyal7828 Жыл бұрын
Vart m carrot 🥕 or cumin seeds nhi khata
@KhanaKhazanawithShikha Жыл бұрын
sab jagah ki apni parampara aur manyata hoti hain. Aap unka paalan kijiye.
@MarihaAyub Жыл бұрын
kuttu kia hai kia sighary ka atta ko khty hai
@KhanaKhazanawithShikha Жыл бұрын
Kuttu ka atta alag hota hai. Ye bhi vrat me khaya jaata hai.
@rishabh2936 Жыл бұрын
Fail ho gya mera to...
@KhanaKhazanawithShikha Жыл бұрын
Cheela banate samay aap ghol ki consistency ka dhyan rakhiye. Aap ye try kijiye "tawe ko heat karke uspe oil laga dijiye, phir thoda thandha kijiye, then again tawa heat kijiye. phir tawe par ghol ko daliye". kinaro pe thoda sa oil laga dijiye phir Cheela ko thoda thick ho jane dijiye. Aasani se naikal jayega. Aur Cheela ke liye nonstick tawa achchha rahata hai.
@ankitanegi2179 Жыл бұрын
Mera wala chila toot jara h