पूरा वीडियो बनाओ एम्पीयर के साथ वोल्टेज भी तो बताओ
@techonlinehindi2 күн бұрын
Soon
@studiousadda2 күн бұрын
Bhai mera utl ke monoperk 240+240 watt esi din me 12 pm pr 24 amp de rha h 12 volt battery charge kene ke liye. Eska kya matlab. Waree theek nhi hota h kya
@techonlinehindi2 күн бұрын
Ye 16 amp 24v ki battery ke liye nikal raha hai , aagar aap 12v ki battery charge karenge to 32 amp se charge kar sakta hai
@Gaurav-vashishtha3 күн бұрын
Utl mppt solar cantroller pe 540 watt ke kitane panel laga sakte h
@technicalsaumil39383 күн бұрын
2lga skte ho voc chek kr lena 49 voc hona chahiye
@Gaurav-vashishtha2 күн бұрын
@@technicalsaumil3938 utl 540 watt panel ki voc 49.65 h aab kiya kare
@studiousadda2 күн бұрын
Bhai 0 600 watt se jyada support nhi karega
@studiousadda2 күн бұрын
1 lga skte ho😊
@Gaurav-vashishtha2 күн бұрын
@@studiousadda our utl gamma plus 1 kw inverter pe kitana
@SujeetSingh-bq3bx3 күн бұрын
Or bhi important information share karni thi Example: Battery bank 12v hai ya 24v? Battery voltage? full charge hai ya half ya discharged? Gamma plus to 12v me bhi aata h or 24v me bhi Mera 335w 12v panel bhi 15 amp nikal deta hai or barish k mosam me 20-22A bhi
@nageshkadganchi79143 күн бұрын
Panal serij me hai ya parelal
@ChandanKumar-fi4yt2 күн бұрын
Parallel me hai Serial me voltage high ho jayega esliye mere pass bhi Same Panel hai mai Ashapower Nova 50 Charge Controller pe use karte hu 12volt system pe Maximum amp Abhi 11 deta hai sirf
@Technicalvideor3 күн бұрын
Mere pas waree ka 575watt 1 solar hai avi ke time 23Amp deta hai single battery pr
@JalaluddinAnsari-w8f2 күн бұрын
DC water pump ka vidio banao bhai
@sayeretmatkaal3 күн бұрын
Dead battery mein max current jayega ; Full-charge battery mein Zero. Clamp Multimeter se Short-circuit current aur VOC dekhna !
@anindyagol3 күн бұрын
mujhe same panel pe 9.6 amp 38 volt pe matlab 364.8 watt per panel, 3 panel series mein hai aur aise do pair hai , total six panel aur asha power neon 80hv
@DeepakJaiswal-pd2bo3 күн бұрын
Hello bhai mere paas waaree ka 575 solar topcon panel hai our epro ka 1800 model inverter hai 23 A tak gya ek pinal se
@Gaurav-vashishtha3 күн бұрын
Ek panel kitane ka liya h
@DeepakJaiswal-pd2bo3 күн бұрын
@Gaurav-vashishtha 2 panel liya bhai 21750 mein credit card par offer tha
@savankumar9463 күн бұрын
I think maximum ampere 16.1a gaya hai 👍
@debashishhaldar33023 күн бұрын
400+400w pa sarf 16amp.
@SushilKumar-md6ku3 күн бұрын
Mera 2x400 watt UTL ka penal 14 amp se jyada nahi aata hai Mere paas bhi gaama plus hai