مفتی صاحب ، کے آنکھوں میں آنسو دیکھ کر میرے آنکھوں میں آنسووں آگے 😢❤
@suhaibkidwai5402 жыл бұрын
Most practical and clear bayan on family matters....allah iska ajr aapko dei Mufti sahab
@ShabanaBugem-o1m11 ай бұрын
Assalamualaikum my sonchti hu ke allah ne waqe me ek sahi insaan ko deen ki qidmat ke liye chun liya he allah aapko aapke aamal ka poora badla ata kare or muftl sahab mere liye bhi aapse duaon ki guzarish he❤❤🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
@deenkidunya15622 жыл бұрын
اللہ پاک آپ کی فصاحت و بلاغت کو مزید تقویت عطا کرے آمین ثم آمین
@hafizasgarali12282 жыл бұрын
ماشاءاللہ مفتی صاحب بہت خوب
@rubinanaz22862 жыл бұрын
واہ! مزا آگیا بڑا اچھا بیان ہے
@tahanasir33592 жыл бұрын
Aap Sach kah Rahe ha ha mare maashre ma bohat zulm ho Raha ha
@WellnessVibes302 жыл бұрын
Mufti sahab ka ye bayan har bhai , har shohar ko sunna chaye
@sairakokab13212 жыл бұрын
Ap k bian sun k acha lgta hy Allah pak apko sseht walli zindgi atta kry.Ameen
@inamuddinilikeyourchannel4220 Жыл бұрын
Aap ka bayan haqiqat pe mubni hay aur bohat acha islahi bayan hay
@shahzeb2098 Жыл бұрын
ماشاء اللہ مفتی صاحب آپ کے بیانوں میں اثر ہے
@adnanmasood77222 жыл бұрын
مفتی صاحب بالکل درست فرمایا آپ نے بچے جس گھر میں نہ ہوں تو رونق ہی نہیں ہوتی گھر میں اور شکر ہے اللہ نے ہمیں اس نعمت سے نوازا ہے پھر جب وہ تھوڑے بڑے ہوگئے تو واقعی پھر دل چاہا کہ اور بچے ہوں آپ نے صحیح کہا کہ عورت کی فطرت میں ہے بچے پیدا کرنا
@jameelahmad79482 жыл бұрын
3
@hinashahzadi97942 жыл бұрын
Han Aur Allah jesay chahta hai Olad deta hai...koi jan bhuj k aise rehna pasand bai kerta
@SanaUllah-oq7lv8 ай бұрын
🚮
@Afreen-g9m2 жыл бұрын
Mashallah bahot bahtreen bayan hai.... 👌👌👌
@SameerKhaN-bt7kf2 жыл бұрын
Ma Sha allah Jazakallah Allah AP ko salamut raky Ameen
@hibiscusflower14232 жыл бұрын
Ahsaan ka badla sirf Ahsaan hai... Ahsaan karne ka matlab ye nahi ki parents kisi pay bhi zulm kare..saataaye..taana maare...insaan ka dil rehem dil hona chahiye..naake zaalim
@mdwolid65622 жыл бұрын
Masallah very wonderful bayan ❤️❤️❤️
@abdulmateen08079 ай бұрын
Jazakallah Mufti Sahab ❤
@mohammedabrarahmed32992 жыл бұрын
Allaahu Akbar! Kya mufti sahab hai bhai... hasate hasate bayan karte. Allaah mehfooz rakhe Mufti sahab ko.
@myworkinghours1443 Жыл бұрын
Molana sahab nailed it 😂😂 wallah reality bataty hoye sab batya according to islam ❤❤ 👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻
@mohammadumar72672 жыл бұрын
Mashallah boht bahtareen bayan hai allah taala aap ko khush rakha aabad rakha
@parbaatkauspaar53852 жыл бұрын
ISLAM💚 ZINDABAD 💚PROUD TO BE MUSLIM LOVE💚 FROM NETHERLAND 💚💚💚❤😘👍
@faridaahmed73502 жыл бұрын
Mashallh subhanllah 👍🏽
@ameerahbaig86382 жыл бұрын
Agar Maa baap ka Zulm bardasht kare to unko Allah ki taraf se saza milaskti hai. To isliye zulm karne se unhe rokna chahiye Mufti saab. Rokne me zyada muhabbath hai. Na ki bardasht Karne se.
@Rafi-mz7bg2 жыл бұрын
Wow, what an eye opener bayan, Masha’Allah . May Allah give you Jaza!!
@sahbazalam72382 жыл бұрын
I'm ii oi
@user-gz5mx2nd5p2 жыл бұрын
Most arranged marriage conversations starts with "QUALITIES" of the bride with the topmost being the one who will take care of in-laws like a salve and the girl is told to consider your parents dead or strangers once you get married as your in-laws home is your "REAL" home so take care of them. the guy feels guilty ignoring his parents so he finds this slave of a wife so he can say I took good care of my parents but really he did not do anything for his parents or supported his wife to take care of her own parents.
@tayyabaabbasi8425 Жыл бұрын
L
@abumusab41112 жыл бұрын
Par yeh bat sunyn kon....😭😭😭😭😭💔💔💔
@masihdawar76872 жыл бұрын
مفتی صاحب بلکل سچ فرمایه
@parveenakhter98222 жыл бұрын
Bilkul drust farmaya mufti Sahib ne
@mdabdulakbar87462 жыл бұрын
2:00, 12:00, 19:00, 25:00, 35:00
@noureenafzal59582 жыл бұрын
Salam.... Kash aisa sab soch ly to Aj itny ghar tabah hony sy bach jaiy ameen
@mawaisrasheed652 жыл бұрын
Allah hmesha mufti sahb ko khush rkhy
@hamidshaikh96192 жыл бұрын
Mashallah mufti Sahab
@RSYzgaming2 жыл бұрын
Maza agaya ❤❤❤❤
@parbaatkauspaar53852 жыл бұрын
MASHALLAH 💚GREAT SPEECH MOLVI💚 GEE MAY ALLAH💚 BLESS YOU LOVE💚 FROM NETHERLAND 💚❤😘👍
@fatimakhawar58872 жыл бұрын
Behtreen kaha mufti sahab
@adeelhussain45869 ай бұрын
Excellent ❤
@saad87032 жыл бұрын
Bahoooooooooooooot heeeee zabardust
@quotesinfo-12 жыл бұрын
Nice video ❤
@uzairgaming28492 жыл бұрын
Bhot himmt Aapki shukriya
@rahmani71602 жыл бұрын
Bilkul sahi farmaya aapne
@pakvlog74082 жыл бұрын
Allah o Akhber
@MustafaAli-in3ri2 жыл бұрын
Aulad dena ya na dena Allah ki jimme hai. Allah jise chahe aulad de ya na de. Jiski aulad nhi woh bhi Allah ka hi hukam hai. Pl maaf karna agar bura lga ho
@shaziamalik2832 жыл бұрын
ما شاءاللہ
@ukhansartandcraft7457 Жыл бұрын
❤
@tawseefzamaan65202 жыл бұрын
Mufti sahab you are really a psychologist.
@myousufmomand32582 жыл бұрын
But I heard from mulana Tariq Jameel that he said the most important and big relationship is husband and wife that is why Allah creat human being first time in husband and wife relationship . And the most honest relationship Is mother and father
@awaaz39562 жыл бұрын
Sabse bada rishta mian biwi ka sabse ahtram wala maa baap ka
@Natureloveroffical2 жыл бұрын
Asslam o alaikum meri ap sb hazraat se dili darkhuast he mere liye b dua kren meri shadi ko 7th year's ho gaye hen lkn mere yaha koi olaad nh he Allah pak meri jholi mn b ye khushiyan daal de.. Mufti tariq masood se bht ajzi se iltemas he k khusoosi dua farma den 😭😭 mn apne husband ko bolti hu dusri shadi kr len lkn wo nh mantey hamari love marriage thi wo boltey hen mn kisi or ka nh ho sakta plz mere liye dua kr den mujhy naik sualeh olaad se nawaz de Allah tala
@abdullahshahh2 жыл бұрын
Allah Pak aap ko Naik aur Saleh aoulad Naseeb farmaye.
@allahlovesyou74362 жыл бұрын
Behn ap sawa lakh darood e Ibrahimi prhny ki neyt kr lyn olad ki neyt kr k.jis ny b yeh sawa lakh ki neyt ki tu Allah pak sawa lakh complete hony sy phly us ko olad sy nawaza.
@Atifkhan2362 жыл бұрын
Mashalla
@OficialRanoO2e Жыл бұрын
AssalamuAlaikum
@ayesharahman2027 Жыл бұрын
Assalamualaikum mere saath bhi same prb hai ki mere saas sasur dono mere pr zulm krtey hain aur hmesha kaan bhrtey hain mere Miya ki ab wo bhr kaam PR chley gy aur chahtey hain unke waldain k saath rhein
@OficialRanoO2e Жыл бұрын
Mujhe kaise sabr aaye meri maasoom bachi itni kam jindagi lekar i thi mujhe yakeen nahi hota
@asifrehan93232 жыл бұрын
Bilkul Sahi kahi KAHA Apne ab jis ke shohr me itna tapar na ho wo Kia kare or mere miyan manzor h ham SB ak sat rahte NH hamari bohat bari faemli or hr koi din aesa nhi hota k laraie na ho
@minikitchenpak84752 жыл бұрын
Kon kon comments prhny aya hai😎
@awaaz39562 жыл бұрын
Bilkul sahi kaha Tanz bohat hoty hain
@azeemuddin84182 жыл бұрын
بزدل مرد سے شادی کرنےسے لڑکی برباد ہوجاتی ہے مرد کو انصاف کرنا چاہیے جو ہم نہ کر سکے 😞
@ebstar48562 жыл бұрын
Beshak
@saudiphp2 жыл бұрын
Awesome batangas
@Alwaha1722 жыл бұрын
MashAllah
@mshussain5362 Жыл бұрын
Hum nay baru sai suna tha .chola alag kar doo . It remind me that
@naziakamran5431 Жыл бұрын
I'm struggling so much on my marriage bacause of my husband's family especially his mother, please Mufti Saab dua karein
@sabazohaib51802 жыл бұрын
7:05,. 7:06 7:07
@ShortsPlanner2 жыл бұрын
Nice
@wazidislami34762 жыл бұрын
Love you ammi abbaji
@afsarqureshi65682 жыл бұрын
Mera bi shohor na muje talak Dan di apny maa bap k kahana me aker or aj wo bht Khush he or me ajbi une ni bhul pai
@lifewithfaryal2 жыл бұрын
Mere father in law bhe try main lagy Howe Kafi years se …. Filhal Tu chup hon k ghr Karab na ho….
@rehasif40482 жыл бұрын
ghron me jo bhi kharabi chal rahi h wo mardon ki waja se h..q k mard ko rishty blence nhi krny aty...mard urat ko qosor war thera kr mazloom n banen
@foziaasim96812 жыл бұрын
Sahi kaha ap n. Yahi chlra ha jbi lrai fasad hota ha
@ammarhassan18592 жыл бұрын
How sweet
@OficialRanoO2e Жыл бұрын
Mufti Shahab meri beti madiha joki iss mahine 5 saal ki ho jaati 19 April ko woh faut kar gai truck accident se meri Ammi k saath apne nanhial gai thi khelte khelte road pe ghar se bahar road lagi h 28 jauary 2023 ko bahar nikal gayi road cross kar rahi thi meri ek hi bachi thi aap mujhe bataye kya Allah ki Marji se gai h meri madiha ya yeh achanak hua hadsa jo hamari laparwahi se hu hai
@trailersngamesplays57452 жыл бұрын
Aoa pls Ma Sha Allah or Subhan Allah or Jazak Allah or In Sha Allah is trah likhe kisi wja se
@arhamstudio55692 жыл бұрын
V nice
@mairahiftekhar16192 жыл бұрын
Allah na dy tu kia kary Allah ki marzi is me kisi k koi kamal ni .apni khushi se thori koi be aulad hota ha......
@aliyahasan-pb2loАй бұрын
A woman is a different entity than a husband. She is respinsible for her own deeds. Her husband cannot interfere with her deeds.
@Tarakhanvii2 жыл бұрын
Yahi tu seekhana hy ap na. Ka apaas ma mill kar Rahu.
@mohdakram73382 жыл бұрын
😆😆waah bohat khoob
@salmanferoze4611 Жыл бұрын
Agar shadi suda and Bhai Bhai K darmian fasad Ki waja bane Kia Bhai. Ko taluq rakhney se mana na kary to bhabi Qata taluq Kari Kia jaiz
@bilalaslam43172 жыл бұрын
Agar maa bap hi apni zati anaa k Liye zulm kryn tou kya kryn....
@muhammadmaaz11442 жыл бұрын
Is pe bhi mufti sahab ky boht bayan mojood hen
@fatimakhawar58872 жыл бұрын
👍
@afsarqureshi65682 жыл бұрын
Meri samjh ni ara me kiya kro 8 month hogay devorce ko wo aj bi bht yad ata he
@allahlovesyou74362 жыл бұрын
Ap darood pak prhna start kr dyn Allah or os k Rasool صلی اللّٰہ علیہ وآلہ وسلم sy jorh jayn phir dekhn Allah pak apki Zindagi mn kesy kesy mujazy krty hn
@minnathmnt54622 жыл бұрын
👍👍👍
@abrar4fitkar Жыл бұрын
Background me halki very negligence music dalo
@aliyahasan-pb2loАй бұрын
Does a parent taking care of his children is farz or Ehsan And Does children taking care of his elderly parents is farz or ehsan
@iqbalmirza60752 жыл бұрын
Nice bayan👌but Pls change Title...
@noureenafzal59582 жыл бұрын
Talaq ko masly ka hal smjha jata hy afsos hu Bhut 😢
@hrahmanhrahman7932 жыл бұрын
Or mufti sahab os maa k sath kya karein jo beti k ghar me tension paida karein ye kehte hue dill drd karta hai maa k bare me
@saimachoudhry6392 жыл бұрын
بیوی کے ماں باپ کے فضائل بھی کبھی بیان کریں۔ صرف اور صرف شوہر کے والدین کے حقوق ہیں کیا ؟
@nadiafaheem11772 жыл бұрын
Sub sai bara masla to is bat py hota hy k alag be na karo ao ache be nhe hy ap k biwi.
@suraiya76642 жыл бұрын
The first question is this when the children come home 🏡 will ask ammi kha hai?
@mannanansari8019 Жыл бұрын
مفتی صاحب نے چار شادی کی ترغیب دی ہے سب لڑکوں سے گزارش ہے کہ چار شادی کرلو ورنہ چلو بھر پانی میں ڈوب مرو میں قاری عبدالمنان انڈیا سے ہوں
@AzharHussain-fr1gu9 ай бұрын
AK mshwra Lena tha mufti sab Sy koi in Sy rpta krwa skta ha
@khanfaizan60612 жыл бұрын
Topic alag bayan ka or bayan alag naam se 🤔🤔??
@SahinMalik-n4e2 ай бұрын
Mera husband Sara kami mujhe hi deta hai
@khanniggaa2 жыл бұрын
31:32 tumhari amii a gae 🤣🤣 mufti saab
@hajira2492 жыл бұрын
Hazrat saas bahu mein hota hai agar maa beti k saath Isa kre aur pgl zaheeni mareez bana na chache saath de bhai baap sb milke toh kya kiya jaaye? Plz reply me
@AmeerHamza-cn2jg Жыл бұрын
Mufti Sab ye barwaqt ka add bnd krwao yr Ye Sood ha
@bilalaslam43172 жыл бұрын
Agar saas susar mil kr damaad pr zulam kr rhy hyn
@hassaniqbal86502 жыл бұрын
jis ke bache na ho to kiya unko taklif diya jaye aisi batein karke to aam aur dindaar mein kiya faraq rahega.
@kidscartoonkidstv83632 жыл бұрын
✏️
@creativeideas91422 жыл бұрын
Kisi angle se ye Mufti nahi ho sakta puray bayaan me quraan o hadith ka ata pata nahi hota sirf qissa kahani Allah mehfuz rakhe aise aalimon se
@rahmani71602 жыл бұрын
Bayan mix kiyun karte ho idhar ka udhar
@muhammadadrees95802 жыл бұрын
Mujhy Tu susral walon ny B.P Ka mareez bna k Rakh Diya mery shohar ko mery or mery maa baap k khilaf Kar k Rakh Diya bas apny maa baap or Behan Bhai ki sonty onko har baat ma pehly rakhty or ma bas roti rehti
@rawalpindi1eagle-vy5vi6 ай бұрын
Ma to bilkul b apny husband ko phone nahi krti mje pta wo uthaty nahi so ma to is baat ko paker lia no phone.ghr ain gay to dekha jay ga😂