السلام علیکم Bahi aap k channel par ab views kyon nai aatay videos bhi aap achi bnaatay hain voice bhi boht pyari hai phirr kia waja hai itnay subscribers k bawjood aap k views na honay k brabar aatay hain is ki kia waja hai koi copyright issue hai ya kia waja hai