very very nice sapech of allama ehsan elahe zaheer shaheed is se zayada mofasal sapceh main ne kabi nahin sune
@kaifjaved12324 жыл бұрын
جبتک سورج چاند رہے گا علامہ تیرا نام رہے گا
@khangikhan94348 жыл бұрын
a great man of Islam
@aamerziaulhaq63208 жыл бұрын
hai, allama shaheed ap jesa koi nahi
@usmanrk74873 жыл бұрын
MaashaAllah JazakAllah khair
@ibnehussain038 жыл бұрын
الشیخ علامہ احسان الہی ظہیر شہید۔۔۔الحم الدخل جنت الفردوس
@aamerziaulhaq63208 жыл бұрын
Ameen ya rabb
@alirazapracha81588 жыл бұрын
very nice
@hajikhan35328 жыл бұрын
very nice speech alalma zaheer shaheed (ra) ek juarat mand alim aur ek gharat mand mosalman thy
@AmirSohail-cb4ry8 жыл бұрын
v.nice
@symaanjum57904 жыл бұрын
Allah jannat mai darajaat buland karein 🌺🌺Aameen
@Cyber-Huzi4 жыл бұрын
Allah Janet main darjat boland farmer Aameen
@Cyber-Huzi4 жыл бұрын
Haqeeqat yogi hai
@ayziminhas88068 жыл бұрын
ALLAH apko jannatulfirdous main jaga dy......
@Z.I-A3 жыл бұрын
Ameen
@fasihurrahman82378 жыл бұрын
Allah aapko jannatulfirdous me jagah de
@bilalamjad94763 жыл бұрын
9lĺ
@shafqatqazi77458 жыл бұрын
Assalam o alekum. Ahadees regarding fazayel e Hussain and his SHAHADAT. 1. Allah k Rasool(S.A.W) ne fermaya "Hassan o Hussain jannat k jawanoon k sardar hain".(Tirmizi hadees 3781) 2. Allah k Rasool (S.A.W) ne fermaya "jis ne HASSAN o Hussain se bughz rakha, us ne muj se bughz rakha".(Al.mustadrak hadees 4777). 3. Aap (S.A.W) ne fermaya k HASSAN o Hussain dunya mein merey do phool hain.(Bukhari hadees 3753). 4. Jab kufar se mubahla karna tha to in bachoon ko paish kya aur ayat e mubahla tilawat fermaey.(Muslim hadees 6220). 5. Jab ayat e tatheer (jo particular azwaj e motaharaat) ki lye nazal hueey, us ki tilawat k waqt in bachoon ko chadar mein ley kr Dua e tatheer ki.(Muslim hadees 6261). 6. Rasool Allah ki mohabbat aap(S.A.W) k ahle bayat mein talash karo. (Bukhari hadees 3751). 7. Khutba e ghadeer e khum k moqa pe fermaya k main tumhain Allah k khofe se darata hon k merey ahle bayat k sath acha salook karna. (Muslim hadees 6225). 8. Aik martaba Hussain aap k seeney pe khail raha tha aur aap ki dhari aansoo se tar the. Aap ki aik zoja e mottahra ne poocha to aap ne btata k abi abi aik aisa frishta aaya jo PEHLEY kabhi ni aaya aur us ne ye Khabar de k aap k is bachey ko firat k kinarey qatal kr dya jaey ga. (Musnad e ahmed hadees# 648). 9. Jis din imam Hussain shaheed huey us din "hazrat ibne Abbas fermatey hain, main ne khawab mein Nabi e mohtaram ko dekha, aap k baal bikhrey huey , badan Mubarak pe gurd (Matti) parhi hueey, hath mein sheeshi jis khoon tha. Main ne aap se poocha ya Rasool Allah aap ki ye halat ? Aap ne fermaya, aaj merey Hussain aur us SATHYOON ko shaheed kr dya gya aur main subah se un ka khoon jama kr raha hon. Ibne Abbas fermatey hain k hum ne wo din aur waqt yaad kr lya, phir jab qafla lutta pitta wapis aaya to pta chala k wo woohi waqt k Rasool Allah ki rooh aalem e arwah mein be_chain the.(Musnad e ahmed hadees# 2165).ZARA SOCHO K.... Rasool Allah k waqt to imam Hussain 6 saal k they. Phir baad mein b koi qabal e zikr DEEN ki khidmat ni milti. Na koi hijrat, na khas jehad, na koi khas fateh, na koi khas sippah salari. Phir hazoor ki tarf se itney barey barey title. Lakhoon sahaba (R.A) mein se sirf 10 hain jin ko dunya mein jannat ki basharat milli jab k HASSAN o Hussain ko na sirf jannati honey ki basharat balkey jannat k jawanoon ki sardari. Sir, ye sirf lye milli k unhon ne ummat k lye wo kaam karna tha jissey waqya e karbla kehtey hain. Ye baat sirf dr Iqbal jaisey log samajh saktey hain jo islam mazhab nahin DEEN samajhty they.
@shafqatqazi77458 жыл бұрын
Oh zalimo , jis ki shahadat pe Allah k Rasool (S.A.W) ki rooh izteraab mein aayee (main ne previous comment mein hadees likh de hai) , us "jannat k jawanoon k sardar" ki shahadat ko is tarah majrooh kartey ho.
@shafqatqazi77458 жыл бұрын
HASSAN o Hussain ne bayet nahin ki the , samjhota/mohayda kya tha. Un sharayet mein kuch ye thein.. 1. Hazrat Ali aur un k mohibbeen pe lahnat/Gali nahin de jaey gy. 2. qatal e Usman ka qasas (jis ko bunyad bana kr hazrat muavia ne baghawat ki the) lain..... Akhri shart ye the k Hazrat muavia apney baad KHILAFAT phir ummat/committee k hawaley karey gaey. Jab Hazrat muavia ki tarf se aakhri shart b na poori ki gaey yehni aur hazrat muavia ki wafaat k baad yazeed BADSHAH ban gya. To phir hazrat Hussain (SAYYAD UL SHABAB E JUNNAH) ne QYAM kya aur inkar kr dya yazeed ki hakumat ko mananey se. Yahan tak k apney 72 SATHYOON smait shahadat qabool ki.
@hajizafarahsan24508 жыл бұрын
kis qdar be tufeeq hoey,muftian deen khud na badlay QURRAN bdal dhala
@rizwancheema55068 жыл бұрын
allama should have read sahih ahadees instead of adopting false history of marwanis and abbasis. sahih ahadees reflected the true context of karbala... and shahadat of sayed ul shuhuda sayedena Hussain r. a.
@RjArmaan3 жыл бұрын
احادیث میں واقعہ کربلا کیسے ثابت ہو؟ قرآن اور حدیث کا سلسلہ تو نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی وفات کے بعد سے بند ہو گیا، اور واقعہ کربلا اس کے بہت بعد کا ہے، تاریخ ہے تو تاریخ سے ہی بیان ہوگا۔
@hafiznauman80299 жыл бұрын
Allah aap ko maaf farmaye. Tauba Tauba..itna jhoot. Yar Kamazkam Marwan ko to defend na karo!...Allah hi reham karay. Aaap nay imam husain ra ko zia-ul-haq say milaya hay aur jhooti riwayat ka Sahara liya hay..Aapnay Husain ra ki Tauheen ki hay...Allah hi aap ko maaf kary....Thats why shia and sunni are fighting in Pakistan!
@aabidmalik8 жыл бұрын
Ap k nam k sath Hafiz laga huwa hai jis bat ka pata nahi us per bat mat kero, pehlay information ley lo. Madinah University k gold medalist hain Allama sahab aur Jannat al Baqee mein dafan hain.
@ibnehussain038 жыл бұрын
Noman bhai bhai ap keh rahy hain inhon ny jhoot bola apne taqrer main me apko dawat daita hn sari taqrer sy pory waqia e karbala sy kisi 1 bat ko jhoot sabat kardo 1 lakh rupe main apko khushi sy dongha INSHAALLAH+971522057052 ye mera number hai umeed hai ap muj sy zror rabta kren gy
@shafqatqazi77458 жыл бұрын
Brother, ye Sara waqya tareekh ki jhooti riwayaat se byan kya gya hai. Ahle hadees ko to ahadees e nabvi aur aasar e sahaba jo bukhari, muslim, Abu daud, musnad e ahmed etc mein darj hain un ko byan kyun ni kartey ? Main ne 10 ahadees likhy hain , plz un ko parh lain.
@ibnehussain038 жыл бұрын
+Shafqat Qazi بھائی آپ اس واقعہ کو دلیل سے جھوٹ ثابت کردو 1 لاکھ روپے انعام دونگا بحث مجھے نی آتی نمبر میرا کمنٹس میں موجود ہے جہاں کہیں گے آنے کو تیار ہوں
@shafqatqazi77458 жыл бұрын
Abdullah Bin Hussain bhai, mera point of view ye hai k ye saari taqreer tareekh ki riwayaat se ki gaey hai. AHADEES kidher gaeen ? plz aik martaba mera wo comment parh lain jo assalam o alekum se shuru ho raha hai.
@shafqatqazi77458 жыл бұрын
Ye taqreer sunaney walo, is molana ko Allah k nabi (S.A.W) koi hadees yaad ni jo aap (S.A.W) ne apni sunnat (KHILAFAT) ki tableeli k barey mein byan ki hain. Ye molana ahle hadees nahin hai balkey ahle tareekh hai.
@ashirgujjar40924 жыл бұрын
Hazoor ki kis kitab me hai kon c hadees bta den please