Assalamualaikum Good video. Bless you and your family
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
W salaam Thanks
@carguy19256 ай бұрын
Your speaking style is the mixture of pakhtoon and Sindhi.
@nadeemahmed58066 ай бұрын
اسلام علیکم جناب آپ سے گزارش ہے کے آپ اپنے بلاگ میں ہوٹل کے نام لوکیشن اور پرائس بھی شیر کریں ہر شہر کے اور پٹرول کتنا خرچ ہوا اور پٹرول پمپ کا بھی بتائیں کس پٹرول پمپ کا پٹرول اچھا تھا
@ishfaq21316 ай бұрын
Bht zbr10. Kindly also share complete detail of all expenses
@imtiazrehman49216 ай бұрын
I visited mingora Kalam in 22 beautiful place jazakallah
@sadakbar21056 ай бұрын
Masha Allah bohut khob
@anis195026 ай бұрын
nice journey 👍 Lovely informative video 📷 ❤ from Lahore 🤗💐👍
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Thanks
@Ryan-bc1hl6 ай бұрын
11:31 MashaAllah aapki gari boht achi hae I suggest jab bhi aap next time new tyres daalein apne tyre ki profile increase karein taake apko suspension ziyada soft feel ho. Low profile tyres kharab sarakon ke liye sahi nahi aur suspension apko hard feel hoti. Apko pata hi hae pakistan mein kitne khadday hein jo high speed mein bhi aik dam aajate. lekin isska positive ye hae ke motorway par outclass road grip millti.
Mashaallah Bhai Allah AP ki or family ki hifazat Kary or AP ki beti both pyeri hai bilkul Meri beti ki thara ❤
@ejazahmed49566 ай бұрын
Lovely make waris bhi
@ghulamabbasabbasi46616 ай бұрын
Mashallah💖
@anwarbaloch18336 ай бұрын
Very nice vilog beautiful.
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Thanks bro
@arifqazi44285 ай бұрын
بہترین
@kh2k1896 ай бұрын
Just returned from Barikot Swat. Sher khan has a very good beef pulaw
@umar_yousafzai6 ай бұрын
Nice video brother agr wapsi besham, mansehra wali side sy karen to best hojyga
@AbdulHakeem-m3i6 ай бұрын
Nice ❤
@pervezyasser82324 ай бұрын
Nice videos
@bangashkhan33886 ай бұрын
Salaam❤
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
W salaam
@AmirBangash-l7l6 ай бұрын
👍
@abdulrehmanshaikh50516 ай бұрын
Salam waris bahi bht achi video hai apki .waris bhai ek video banae old car trip ki takya logon ko aur information milay kyn k sb k pass new car nai hoti plzzz.
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
W salaam Ok INSHAALLAH
@AKHUNDS5 ай бұрын
Warris bhai buy 2014 2015 camry hybrid next time.
@raheelkhoso40556 ай бұрын
15 days back wapas aya hn tour kar ke Sway valley ka from karachi to Swat valley, bht enjoy kya Swat valley ko, hum direct karachi se Mengora ae in 22 hours drive..
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
MASHAALLAH
@innocentfari58282 ай бұрын
By road?@@warisfareedvlogs
@warisfareedvlogs2 ай бұрын
@@innocentfari5828 yes
@naseemawan4575 ай бұрын
Waris Bhai prius ka be batya ga kon sa model veriant kon sa or 5 seats ha
@Ryan-bc1hl6 ай бұрын
Great to see you Warris bhai. Baki Aik swat ka alternative route hae jo chakdara se jaata wo ziyada saaf hae aur jaldi cover hojata. Jab Swat motorway toll plaza cross karte toh aapne chitral road ki taraf jana. Jab river bridge cross karte toh chakdara se right road jaati. Wahan heavy traffic boht kam chalti.
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Acha sahi chalo INSHAALLAH next time
@Itxsyco255 ай бұрын
Sir kindly ek full video in university of swat os KY admissions and hostels par b
@SamiullahKhan-n9j5 ай бұрын
Ap NY Islamabad mn hotel nhe dikhaia..na charges k baray mn update kia....
@warisfareedvlogs5 ай бұрын
Mai ne cousins home p stay kia ta
@abdulsaleem58155 ай бұрын
Me apko ek suggestion donga ap views ziada dikhaya kare❤log bore hojate hai ziada lambi talk se
@naseemawan4575 ай бұрын
Waris Bhai kafee time bad apko dekha Masha Allah new prius Kon sa model ha
@warisfareedvlogs5 ай бұрын
2017
@faisalbukhari-vlog6 ай бұрын
petrol average kitna de rahe phv
@akbermadhwani5486 ай бұрын
Waris bhai, Karachi me koi achy Worksops bhi bata den please for New Cars
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Yr koi acha banda nhi hai jo mai ap ko suggest kro bs sab kaam chalao waly bandy hain
@daniyanahmed-cx5xj5 ай бұрын
sir agr apsy rabta krna ho koi tour ky hawaly sy guidence chahie ho to kaisy kr skty hai
@warisfareedvlogs5 ай бұрын
Instagram par karsakty gain Waris_fareed
@syedmuhaibshah34346 ай бұрын
❤
@malikxzuhaib42856 ай бұрын
cultus new shape ka engine itna power rkhta hai ky ac ka load utha sky for long tours Waris bhai?
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Haan new cultus achi hai likin maintene car ho
@aleejunaid5 ай бұрын
Engine Oil konsa use kara aap nay?
@warisfareedvlogs5 ай бұрын
Liqui moly Germany brand
@sairahussain81906 ай бұрын
Hum apka krachi gjooom ry ap hamara kpk ghooomyn ....
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Acha...good MASHAALLAH
@bangashkhan33886 ай бұрын
Bhai ye kon si gari hey ?
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Prius phv
@mixes66386 ай бұрын
فیملی کے لیے سوات وغیرہ میں کون سی اچھی جگہ ہے اور اس کے علاوہ مزید کون سی جگہ پر جانا چاہیے پلیز رہنمائی کرے شکریہ
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Swat mai bahrain..kalam..mahodant..blu water in jaga p jana chahiye
@aymanafzal6 ай бұрын
I totally disagree with your point regarding the AC. Kuch Information share kardun. Point 1: AC ka compressor aik pulley se connected hota hai jis ka koi itna zor nahin hota engine pe Agar AC band kareinge tou sheeshe utareinge jis se gari ki aerodynamics pe farq parta hai kyun k gari k aerodynamics band sheeshon k hisaab se hotey hain. Agar sheeshay khuleinge tou gari load legi. Gari ka heat up hona AC se taaluq nahin or naa hii Engine se, balkey radiator se hai. Radiator choke nahin hona chahiye or usmein coolant use ho. Jo waqai coolant ho, naa k Guard or SOGO k sirf rang k naam pe jo coolant hota hai woh hon. Point 2: Tyre ki condition se bilkul muttafiq hun lekin garmi mein ya phir sardi mein, tyre ki friction se jisko (RAGAR) kehte hain, us se tyre mein hawa barh jati hai, yaani inflate hoti hai. Garmi mein yeh ziada khatarnaak hai. Lekin dono soorton mein, normal air use naa hii karein kabhi gari mein tou behtar hai, uski jagag Nitrogen gas ka istemaal karein, jo k thandi hoti hai or temprature + air pressure maintain rehta hai. Matlab yeh k jitni bhi garmi ho ya sardi ho, air temperature constant hii rehta hai jis se tyre phatne k chances kam hojate hain. Umeed hai k in points se parhne walon ko faida hoga.
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Actually mai ap ko comment mai nhi samja sakonga sirf itna kahonga k mai jo baat krta ho video mai us ko mai pehlay practical krta ho.aur ye AC wali baat zara ap apnay mechenic sy pochy ap ko behter samja saky ga k gari par load parta hai ya nhi.
@warisfareedvlogs6 ай бұрын
Actually mai ap ko comment mai nhi samja sakonga sirf itna kahonga k mai jo baat krta ho video mai us ko mai pehlay practical krta ho.aur ye AC wali baat zara ap apnay mechenic sy pochy ap ko behter samja saky ga k gari par load parta hai ya nhi.
@aymanafzal6 ай бұрын
@@warisfareedvlogs agar aap technical specs bhi dekhein tou agar AC se farq parta hota tou average mein 1 se 2 km se bhi kayi ziada ka farq parta hai. Tajurbe ki qadr hai lekin yeh wali baat ghalat lagi tou sahi baat batane ki koshish ki. Jahan tak mechanics ki baat hai tou unko urti urti baat aagey pohanchani aati hai. Naa k unko har baat pata ho. Mechanic ki har baat bhi nahn maannni chahiye. Mera bhi tajurba hota hai har saal trip ka. Isliye mein ne sahi baat aagey pohanchaney ki koshish ki Lekin aapki baat se lag raha hai k aap ne isko personal leliya. Lekin aisi koi baat nahn thi.
@discuslover86496 ай бұрын
@@aymanafzalassallam o allaikum main AP k or waris Bhai k comment read kar rha tha MASHALLAH aap dono tajarbe kaar hazrat Hain. Leki main ek point AP ki Nazar karta Hun kabhi prectical kar k dekhiye ga ba qool waris Bhai k k purni gari k Liye onho ne AC k mutaliq Jo hidayat di main os ko point out karta Hun AP kabhi purni gari with AC drive Karen or os ko pick de kar dekhen Kisi charhai par or same yehi Amal dubara os he jagah Karen without AC AP ko waris Bhai ki baat samjh ajae gi ya charhai k elawa sidhe road par bhi AP ye tajarba kar k dekh saktay hain. NOTE: old model or under power car ki baat ho Rahi hai Yahan par