Bewafa sanam movie ke sabhi songs lajabab hai... Jab inke song aaye to itne popular huie ki har taraf inke ho song sune jaate the.. Inki kahani kafi dilchasap rahi hai... Great story
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Gulshan kumar ki marketing strategy bahut hi shandaar rahi hai, tabhi to ek simple story ko logo ne attaullah khan ki story samajh li thi aur film ke sath attaullah khan ki bhi kismat chamak gyi
@natkhatnaitik57597 ай бұрын
Bahut badhiya
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Video ko pasnad karne ke liue dhanyawad
@amittomartravelvlog67767 ай бұрын
Inke Sangeet ka alag hi Jadu tha.. aaj tak inke gaane sabse jayada sune jaate Dil toote lover ke beech ....
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Dil toote ashiqon ke liye to mano ye kisi farishte ki tarah the jo unke dard ko apne geet ke zariye pesh kar dete the aur isiliye inhone ne logo se bahut judaw bhi paida kar liya tha
@CEENEMAAAJORKAL7 ай бұрын
Is behtreen singer ko shorts aur reels ke is daur ne phir se logo ko inki behtreen awaz se rubaru karwa diya hai...
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Sahi kaha aapne, aaj ki generation jinhone inke gaane tab nhi sune the aaj reels aur shorts ki wajah se phir se inke gaano ko sun pa raje hain aur pasand bhi kar rahe hain
@ask2bollywoodkekissey7 ай бұрын
Gulshan kumar ek laute aise producer rahe hain jinhone apne tareeke se apni filmo aur albums ko hit karwaya, fir chahe uske liye jhoothi kahani hi kyu na failani pade
@sonhariyadna15556 ай бұрын
Jada gane sahid ali khan ke ha
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
💝
@sonhariyadna15556 ай бұрын
Puri khani aap ko pta nahi he
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Ho sakta hai ki mujhe puri jankari na ho, please aap wo puri baat bataiye taki agli bar aur sahi se video bna paau
@jiyarajjiyaraj63497 ай бұрын
Ab tak to yahi lagta tha ki is pakistani singer ko faansi hui thi or isne sare gaane jail se hi likhe the...😂
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Zyadatar logo ko aisa hi lagta tha magar sachchai isse bilkul itar thi, dar-asal ye gulshan kumar ki marketing strategy thi jisse film chal sake
@AnandPratap-jr6ee7 ай бұрын
Ataullah Khan se zyadatar gaane dusro ke likhe hi gaye hain ya unko fir se compose kiya. Bewafa Sanam hit hone ke karan logo ne us stroy ko Ataullah se jod diya aur yahi kahani aage badh gayi. Jabki aisa kuchh nahi tha
@ask2bollywoodkekissey6 ай бұрын
Sahi kaha aapne, bewafa sanam ki kahani ko attaullah khan ki kahani se jod liya gya tha isiliue us time par India me wo khoob famous bhi ho gye the