Ma Sha Allah nice sharing maryum👍🏻i always like ur grocery haul videos😊ma bhi subh ka nashta boht shok sy bnati & khati hun pratha, veg omlate & mug of tea😊Alhumdulillah for everything Stay blessed be happy with ur family Aameen ❤️💐
@vloggerbirdlifestyle8 ай бұрын
MashaAllah dear ❤️ and thank u kush rahen hamesha ameen
@foodcourtzaiqa8 ай бұрын
Walkmsalam app ki video achi hai sis mai gift di 👍done 🎉🎉❤
@vloggerbirdlifestyle8 ай бұрын
Thank u dear 😊
@KhanKhan-o7s6g8 ай бұрын
Gud vilog ❤
@prettydoll6068 ай бұрын
API onion kbhi b chip ker k ya cut ker k kacha nh rkh sakte aik do ghante bad uspe chance hta h cancer k alaat paida hone k . ..
@ErumQueen-en6fi8 ай бұрын
Ma Sha Allah ❤
@Ambreens.kitchen8 ай бұрын
Nice video ❤
@AsmaBibi-h5k8 ай бұрын
Sister Can u speack pushto?
@vloggerbirdlifestyle8 ай бұрын
Not properly Inlaws husband sab boltya hain mujhay samjh ate hai
@Samichattha8 ай бұрын
Baby lunch box😅😅
@ummzahrab8 ай бұрын
You are right
@yasmeenkhas89208 ай бұрын
Jumma mubarak
@vloggerbirdlifestyle8 ай бұрын
Khair Mubarak apko bhi 😊
@syedalizawaralizawar39578 ай бұрын
Maryam ye chopper khahan sy lia ap ny please bta dain mai spain hoti hun ks store sy mily ga
@vloggerbirdlifestyle8 ай бұрын
Yeh Shein se lia tha 🙂
@ShaheensLife18 ай бұрын
MashaAallah Allah naseeb kre ameen suma ameen ❤❤❤❤
@arshianjum78098 ай бұрын
Mariyam mai ya sochti hu 1 piece cucumber ho jata ha ku ki india or Pakistan mai kg mai leya jata ha.i think mahanga hoga bahut
@vloggerbirdlifestyle8 ай бұрын
😀 Aisa he hai bas kia karen yeh aik bhi around £1 ka ata haj
@kasturik22948 ай бұрын
@@vloggerbirdlifestylehamaray Haan £1 may 2 cucumbers aatay hain 😊
❤️Ummate Muhammad sallallahu alaihi wa sallam ke hum log hain Alhamdulillah! ❤️ 🌺 Respected sisters jo bhi ye comment pdh rhe hain, chahe aapka hi ye channel ho ya aap ek viewer hain, Main aapse puchna ekin kya aap Muhammad sallallahu alaihi wa sallam ke di hui baaton ko follow krrhi hain? Agr nahin to apne aapko abhi badlein der nhi hui hai. Zaroor pdhein, fayda lein, aur dusron ko share krein 🌺 1. Aurton ko Allah Pak ne qeemti heere 💎 ki trh banaya hai aur parde mein rehne ko kaha hai. Isliye make sure krein ki aap face and hands (upto wrist) ke ilawa koi aur body part na show krein, aur tight clothes see through, attractive (glittery, satin etc) ya mardon aur non muslims ko resemble krne wale na pehnein. Aur baaki cheezein jaise makeup, perfume, jewellery ye bhi non mehram ke saamne na pehnein. 2. Hijab lekin sirf pehenne odhne ki cheezon ka nhi hai blki humari baat bhi mardon se naram lehje ya hansi mazak se na ho, hum mixed gathering na krein donon gender ki, photos apni na kheechein aur na daalein even with hijab. Is silsile mein sheikh assim ke videos dekh skte hain aap. 3. Music sunna haram hai ya koi bhi gaane jinme music na ho lekin non Islamic cheezein hon 4. Nail, hair extensions mana hain 5. Nails ko na cut Krna beyond 40 days to haram hai lekin usse pehle bhi lambe nails Jaan boojh ke rkhna, wo imitation of kuffar mein aayega to usko avoid karein 6. Plucking eyebrows mana hain 7. KZbin channels aurton ke liye open Krna mana hai ispe aap sheikh assim ka video dekh skte hain 8. And donon Eid ke ilawa koi bhi festivals humare religion mein nhi hain to chahe wo mawlid ho ya non muslims se li gyi cheezein like birthday, anniversary, new years ya dusri cheezein like independence day ye sb mana hoga. Ispe bhi detailed ruling aap sheikh assim ki check krskte hain and main sheikh assim isliye bol rhi hun becuz wo authentic, reputable scholar hain. 9. Zaban ki buraion se bachein jo ki kabeera gunah hain balki jaise jhoot bolna, gheebat (Peet peeche sach baat kisi ke baare mein jo agr wo sune to use bura lage), bohtan (Peet peeche jhooti burai), assumption lagana, nameema (kisi ko batana ki is shakhs ne tumhare baare mein ye ye bura bola). Ye sb sirf bolne se na rukein balki type krne se, pdhne se, sunne se bhi rukein becuz wo sb bhi haram hain 10. Kisi ki gunah mein madad na krein. Musalmanon ki ek zimmedari hai ki wo koi gunah dekhein to use haath se rokein agr authority mein hon, ya zaban se rokein hikmat se advise deke, ya agr wo bhi krne ke qaabil na hon to us jagh se hat jayein aur gunah witness na krein. Ye ek bhula hua fard kaam hai. To please koi bhi haram kaam ko na support ya promote krein, na witness krein, na kisi ko help krein use krne mein even indirectly, jaise koi video share Krna jisme music ho... Bhale hi hum nhi sunte, dusra to sun skta hai. Ya khud hum photos apni nhi dalte but dusron ki dalein reels ya vids. Isko dhyan mein rkhein ki aap bhi us gunah mein fir shareek krrhe hain, upar di gyi poori baat mein 11. Publicly couples mein love and affection show Krna aise tareeqe se jo culturally aam na ho, jaise hand hold Krna for example aam nhi hota bht se countries mein to wo allowed nhi hai. Haan aap apne Ghar pe privately krskte hain koi bhi compliments, gestures actions etc. May Allah bless you ❤️❤️