आपकी कानूनी जानकारी को हमारा दिल से शुक्रिया जी 🙏🙏
@hyno Жыл бұрын
Please do Correct meaning of affidavit English : affidavit Hindi : शपत पात्र Urdhu : افسوس (Halfnama)
@ranichahat49683 жыл бұрын
Your way of explaining is very well
@manishdhawak7773 жыл бұрын
eska validity kitna hota hai
@A_V_19872 жыл бұрын
Brilliant Information 👍👍
@dilipsidar42472 жыл бұрын
Bahut achchhi jankari diye sir thank you
@ringkhangbasumatary49063 жыл бұрын
Congratulations sir for telling.
@sunilgupta3087 Жыл бұрын
Thanks sir ji nice information
@rameshbhaiparshottamdas29693 жыл бұрын
Very good. Thank you.
@AkashSharma-gl6vj2 жыл бұрын
Vary vary nice video 👌
@rajanentertainment88603 жыл бұрын
Bhut bhut thank you🙏
@abdulhaq93382 жыл бұрын
Thnx for your information 💞
@radhe7547 Жыл бұрын
Sir hmne affidavit of 1st class magistrate ka matter type kraya affidavit pr adverse ki jagah advance likh gya to kya ye kharab ho gya ya ise kisi tarah is word ko kat kr pen se likh skte please reply sir
@GaneshKumar-vu3fb2 жыл бұрын
thank you sir❤❤❤❤❤
@earthisgod99492 жыл бұрын
Congratulations sir
@suyashVlogsCreators2 жыл бұрын
Sir, job leave kar Rae hai so uska affidavit banvane ka bola hai joining company ke HR ne, how to make it sir
@ashishanand3222 жыл бұрын
Sir birth Certificate ke liye kon sa affidavit ki jarurat birth Certificate RTPS (Block) se banana h
@Ramchakpali Жыл бұрын
Sir ye compulsory hai affidavit apne hi district se banwana ya other district se nhi banwa skte hai.
@BHATI7773. Жыл бұрын
Kahi se bhi
@asharanisahu85133 жыл бұрын
Kitne din ka validity hai affidavit ka ? Please tell me sir
@pranavpanpaliya6982 Жыл бұрын
Affidivate our notary me kya fark hota h sirji..?? Strong konsa mana jayga Executive megistrate ya notary ?? Plz rply
@adityasingla451 Жыл бұрын
Affidavit karvane ke liye aapko stamp paper chahiye jo notary service shop se milega
@niketatyagi99572 жыл бұрын
Sir ye original to apne pass hi rakhna hoga photo state hi to document lagaya jaata hai
@sahilsaini29692 жыл бұрын
Plz reply....its urgent......mere documnts me.papa ka name Rakesh kumar saini ..or papa k aadhar card me only Rakesh.....jb visa aaply krege tb affidivit de skte h kya....ya fir dono me papa ka name same hona jroori h?
@bhawnathakur91252 жыл бұрын
Thanks information
@NareshKumar-fb1vg2 жыл бұрын
Sir,thank you for informing and educate.
@ashishpanday23782 жыл бұрын
प्रधानमंत्री आवास में अगर किसी का नाम आने के बाद कब्जा के लिए कैसे शपथपत्र बनाना चाहिए प्ल्ज़ एक वीडियो इस पे भी बनाइये।
@kushalhansda3804 Жыл бұрын
Agar exam form filup karne k Waqt. Date of birth mistake ho gayi.. Aur jab us exam ko dete time affidavit karke jayenge to.. Exam centre me entry milega?
@kanchanpoddar1384 жыл бұрын
Very nice
@TechnicalDKC2 жыл бұрын
मुझे अपनी डिग्री के लिए अफिदेबिड बनाना था अब आपने इतना डर दिया है में कैसे बनाऊ 😓😓
@poonamchemstar83752 жыл бұрын
Sir gap certificate me certificate number and issue date kaha likha hota hai,????
@shwetadubey15462 жыл бұрын
Sir nitesh an neha roolig me kya hai , conclusion kya shot me niklta hai ,
@satishkilledar62492 жыл бұрын
Sir, For the gadget affdut देणे के बाद भि Old name use कर सकते
@sumitasingh81182 жыл бұрын
Property loan k liye jo chain kaise check ki jati hai wo video b bnao
@karan6500 Жыл бұрын
Sir is it required for school admissions? Rd rajpal school asking Dwarka sector 9!
@harishgulyani90833 жыл бұрын
sir mane apni ek pulsar bike kabaadi ko scrap karne ke liye di thi usne mujhe affidavite banva ke diya hai notary se kya wo court me valid hai agar koi case hota hai to
@railsafar8305 Жыл бұрын
Claim krte time bank me orginal Dena padta hai ya copy
@k.o.pshiva97053 жыл бұрын
Is physical presence of deponent is must with affidevit at the time of its submission ?
@Kbsbaabitasingh10132 жыл бұрын
No
@baljeet__chauhan__2 жыл бұрын
Marksheet Name: BALJEET CHAUHAN Adhaar Name : BALJEET CHOUHAN Spelling of surname has one letter difference... Form filled according to Adhaar... Is there any issue while selection...? Affidavit needed or not...?
@baljeet__chauhan__2 жыл бұрын
@AnimeHakai X Application m name Adhaar ke according hai... Adhaar m change kraane k baad all documents m name same ho jayega but fir bhi Application se name differ aayega uska kese solution hoga
@pramodsikarwar9461 Жыл бұрын
Date of birth Bana lo
@trishakumari2363 Жыл бұрын
Sir yadi marksheet kho gaya ho tab kon sa affidavit banana hai
@Bunny7763-m2w3 ай бұрын
🤔🤔🤔
@mentorrajapro51203 жыл бұрын
After graduation I can do all the documents or not plz reply?
@divjot76602 жыл бұрын
janm satifiket ki jagah affidavit chal sakta hai kya
@guri0692 жыл бұрын
Can i use 100 rs estamp for unmarried affidavit ???
@neelkamalarmo56183 жыл бұрын
Sir mere 10&12&migretion me sarname nahi hai or mera PAT ka form sarname se dala hai to afidavite banane se koi problem to nahi hogi Documents verification me
@RahulGupta-yg6mi4 жыл бұрын
Sir mere 10th ki marketsheet me mere father ke name me Kumar hai Or dusre kisi v documents me Kumar nahi hai To jab mai collage se admission lene gya to unhone mujse ek fedebit manga To sir ye kon sa fedebit hoga
@DarkNight-uj6wn4 жыл бұрын
Same problem
@meghnaprasad13444 жыл бұрын
Father's name change related affidavit banwana hai aise boliye toh aapka kaam ho jaega
@chandankumarsingh55603 жыл бұрын
Bhaiya mera aadhar card me date of birth sudhar krne ke lie najdiki kendra me gae the proof me 10th ki markseet di thi Jaime dob 27 5 2001 hai pr opreter year me 2011kr diya hai or oh veryfai v ho gaya hai dobara update krne se reject ho raha hai c Complain krne se hamr aadhar rignal ofice ranchi me bhaiya hai To hum court se aafidivit banane se fayda hoga bhaiya Plese bhaiya rply me
@empoweringsingh19733 жыл бұрын
Sir , What is difference between Executive Magistrate attested affidavit & Notary attested affidavit ? As in some govt. office they force to submit Executive Magistrate attested affidavit only . Thanks
@krishanaa27352 жыл бұрын
same question
@Krnmalde24 жыл бұрын
My college is not giving marksheet and university told to me to collect duplicate and said to bring affadavit. What should I write in affadavit 1.true matter that my college is not giving marksheet so I request university to provide duplicate marksheet. 2.my marksheet is lost so I request university to provide me duplicate .
@sanjaydodiya96504 жыл бұрын
Your probelm is solved? Please reply
@arjunsinghbaghel88493 жыл бұрын
Same problem bhai .... college wale marksheet nhi de rhe bhosdiwale
@priyachauhan53423 жыл бұрын
Your problem is solved or not..p ls reply
@Nilesh7732 жыл бұрын
@@priyachauhan5342 problem is solved?
@romanfansclub61994 жыл бұрын
Thnxx
@rajjaswarikayal73232 жыл бұрын
Can i use a notarized affidavit (issued from my home state) in a different state?
@chiragsharma4636 Жыл бұрын
Depends on where it is being executed
@Karan788893 жыл бұрын
Sir , mere affidavit me meri date of birth wrong written ho gayi ha , by mistake. Mene affidavit submit bhi kar diya LDESM certificate ke leye. Any problem in future. ?
@Rahulkumar-ct8op Жыл бұрын
Sir Ham Patna District ka he. To ham Nalanda District se banba sakte he.Nalanda District bala kam kare ga. Matric ke certificate me Caste me BC 1 ki jagha par BC 2 karbana he.
@kaushalkishoresingh77393 жыл бұрын
Affidavit per अंधकार में हस्ताक्षर करने के बाद गलत करने की मंशा करता हो ओर चार भाई हो ,तीन भाई संपति मे ज्यादा लाभ लेता है तो अंचला धिकरी को जमा बंदी करने से रोकने के किया क्या करना होगा।
@RenubalaPanda-tv1we5 ай бұрын
Sir Kya govt jobs mein (ssc, bank, upsc etc..) gap year affidavit submit karna mandatory hai???? If yes then gap year affidavit jab submit krna padega tab kya woh log proof mangenge Jo reason humne put Kiya hoga affidavit me???? Kindly reply..
@mfkhanrapperr4 жыл бұрын
Sir koi writer apna pen name banana chahta he to iske liye affidavit kese banaya jata he Please pura process bataiye
@shanabhaitalpada30033 жыл бұрын
Thank you very much sir
@Kundankrishan7.7 Жыл бұрын
Sir,Is you a Advocate and Affidavit kaise banba sakte hai janam -praman patr k liye
@OmairKhan-zq3oz5 ай бұрын
Jiska birth certificate banwana hai uski age kitni hai?
@Restles_soul2 жыл бұрын
Sir kitne mahine purana affidavit chal sakta hai maximum
@kashimaarora72933 жыл бұрын
If deceased original affidavit cannot be found ..Xerox of it can be admitted?
@MastHai127 ай бұрын
sir mujhe BDS govt. college me admission lena hai, mera high school aur intercollege dono me english name me Change hai kya affidavit se admission ho jayega
@salmankasgar60703 жыл бұрын
Sir voter ID card me name Salman hai or all document me name Mohd Salman hai nomination me kuchh problem to Nahi aayegi agar ham is Kas effidevice Kaha par banwaye
@Nashtik14282 жыл бұрын
Sir mujhe MBBS me councelling karwaani hai aurr mauke pr mere pas TC nahi hai to kya iske liye mai affidavit de sakta hu Plz reply sir its urgent 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@gurwinderkaur89532 жыл бұрын
Sir passport ke liye affidavit chl jayega kya plz reply me mere papa ke naam school certificate me thora sa issue hai
@michaeljacksonrodrigues72912 жыл бұрын
no it won't work you will have to correct that name from the gazette office and publish it in the paper and then the copy of newspaper and the gazette you can attach to the school certificate of your dad and it will suffice the same
@rozidaparveen9761 Жыл бұрын
Mujhe caste certificate banwane ke liye affidavit banwana hai vakil se par wo mujhe councillor ke pas ja kar name sub caste name etc likhwa kar laane bol rha h smjh nhi aa rha kya karu
@AmitGupta-ei5bb Жыл бұрын
sir agar pcc ke liye affidavit banana ho toh bana sakte hai kya plzz reply
@iqbalkhan69073 жыл бұрын
Can I make affidavit in Maharashtra for land records correction work in Uttar Pradesh U.P.
@ashlilgrover84223 жыл бұрын
Verry nice video
@AngryWorld. Жыл бұрын
Mera dob 1999 hai kya me affidavit pe notary karane se delayed birth certificate banwa sakte hai
@VandanaKumari-ww7kg Жыл бұрын
Sir mere paramedical form me father name me ek spelling mistake h to sir affidavit kiske name se banbaye
@VarenyaSharma-g8f8 ай бұрын
Sir maine rajasthan me apna bank account khulwana h bt mere documents dehli ke hai to kya mai affidavit bnwake ac banwa skti hu koi problm to nhi hogi
@drrizwanfareed7081.2 жыл бұрын
Sir hume apna Registration karana hai . Usme. affedavit .lagega ..to .usme Registration ke liye kya matter likhwana hota hai.. please reply me ..
@yashyadav98683 жыл бұрын
Nice sir
@unknown6578-l1k3 жыл бұрын
Kya affidavit har institute Ke liye alag alga bnta hi kya jaise bhu , mgkvp
@Pujas652 Жыл бұрын
Sir , mera birth certificate correction korna hai, aur mera aadhar card v golot h,,,to me affidavit bonwa sokti hu ki nhi birth certificate bnwale ke liye
@kishanupadhyay55 Жыл бұрын
Ap kaha se ho.?
@Pujas652 Жыл бұрын
@@kishanupadhyay55Assam
@mannanbbs4 жыл бұрын
Maine gao me ek chhoti si zameen li hai...us gao me registry utna mayene nhi rakhta hai aur kharcha bhi badh jata hai... to kya main seller se affidavit pe ye purchase likhwa ke rakh sakta hu...future reference ke liye?
@asadbaig60683 жыл бұрын
Ha
@Uday-Rajak-official-government2 жыл бұрын
क्या सर यह हैप्पी डेबिटर जमीन के मामले में भी यूज होता है प्लीज रिप्लाई
@vishalkamble2337 Жыл бұрын
Sir agar kisine NOC and AFFIDAVIT sign kiya hai wo AFFIDAVIT NOTARY kiya, par baad me NOC and AFFIDAVIT sign karne wali party kahati hai ki mujhe NOC manya nahi hai, to is me kya kar sakate hai
@bhagyashribhandarwad2251 Жыл бұрын
Affidavit kab submit kre hum
@bhagyashribhandarwad2251 Жыл бұрын
Plz bata do
@VickyKumar-lb6xp Жыл бұрын
Bhaiya mera last name nhi h to last name me kya likhu or usme me (.) Daal rha hu tb bol rha h numerical no. Not allowed to kya daalu last name me
@theofficiallahane2 жыл бұрын
Kya apn changes kar skte he in case kuch point mentioned karna reh gya he to
@jyotibalyan4866 Жыл бұрын
Sir jb koi private job krta hai kisi person k pass to kya vo b affidavit bnva sakta jisme uski job ki details ho salary mentioned ho
@narendraahirwal94734 жыл бұрын
Thanks sir ji
@avisek55622 жыл бұрын
Sir mera graduation me caste me bc2 ke jagah bc1 fillup ho gya hai to mai apdevit banwne se hoskta hai
@noharpathak57072 жыл бұрын
Mam mera CTET form me..Board University name Wrong fill ho gya hai,,..Aur correction date bhi khatm ho gya hai.....Mam mai ab kya kru...???😢😢😢😢
@ravanrav756 Жыл бұрын
Kya aap exam de payi hai yes ya no mujhe bhi kuchh information dijiye kyu ki mere Father's name me mistake ho gya h
@iampiyusharun74593 ай бұрын
Sir shadi ka affidavit expire hota hai kya sirf etna Bata dijiye please i request you
@kumudhiarora94793 жыл бұрын
If date on affidavit and notary public is different? Like date of affidavit is 2nd Sept and notary is 3rd Sept? Is the document valid?
@chiragsharma4636 Жыл бұрын
Valid
@shikhagupta67532 жыл бұрын
Sir कहां जाके बनवाएंगे ये affidavit ke liye hmko clg ke liye apply Krna hai 🙏🏽
@llbabadali7540 Жыл бұрын
Court ya Tehseel me
@Gujjar__hai12344 Жыл бұрын
Bhai college k liye kyon chahiye
@R.k_car9 ай бұрын
😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊@@llbabadali7540
@nijamsah76724 ай бұрын
Vakil ke pass jana padega aur ₹100 Se Lekar 3:30 sau ya ₹500 Tak Ban Jaega aapka
@SunilPrajapati-je6yl2 ай бұрын
Apne tahsil जाइए ban jayega
@recenthighlights41922 жыл бұрын
Hello plaz koi mujhe Thora help kardo sayad mare sath frod ho raha hai
@pk-mz8kh2 жыл бұрын
Sir affidavit me safeda laga sakte hai kya
@sachinvandhekar71673 жыл бұрын
sir Documents Name ch problem ahe
@13mera_dream6 ай бұрын
Sir apne tehsil m gap certificate bante hai koi bhi state m banwa skte hai..?? Sir mujhe IIT kanpur m iski need hai addmission ke liye to kya mujhe ye UP se apni tehsil m bnwana padega
@aakashrathore65823 жыл бұрын
Sir mene ek affidavit bnvaya tha gadi sell k liye lekin us pr mere signature nhi blki 2nd party ne mere farji signature kr diya to me us kis me case report darj kra sakta hun
@Dehradun_nagri.2 ай бұрын
Sir agwr koi Nios board se 12 krra ho aur result na aara ho to ky hum affidavit laga ke police bharti mar sakte hai sir please reply
@poonamyadav5449 Жыл бұрын
Railway me job k liye affidavit 10rs k stamp paper ka valid h ???
@wasimcorner4 жыл бұрын
क्या हर शपथ पत्र पर फोटो लगाना जरुरी hai...अगर किसी शपथ पत्र पर फोटो नहीं hai.. तो क्या वो मान्य होगी
@sirmanishbari86643 жыл бұрын
Aisa bilkul bhi nhi hai Bhai le
@niloypal76697 ай бұрын
Sir merriage rejestry ka affidavit kitna din keliye validity hota he
@khushabugahane3844 Жыл бұрын
क्या Notary Advocate तलाक कर सकते है???
@Skeducation75 Жыл бұрын
Sir i have wrong entry government application form Which type affidavit karana pedaga Magistrate ya notary
@bishnupriyarout1350 Жыл бұрын
Bheya birthday cratifict missing hai to mane ek affidvit banaya kyu ki adhar me wrong date pada hai to addhar kendra me Bo mana Kiya ki ye nehi hoga to me kya Karu plz help me bheya
@navneeeet4002 жыл бұрын
TC ke liye work krega kya
@gauravmeenaneemli483811 ай бұрын
Sir mene center ki job m raj ka caste cartificet lga diya to esme ye aptidevite काम krega ya naih
@ayushsrivastava73072 жыл бұрын
Sir humko pci me registration ke liye affidavit lagvana tha joki article 4 ke antergat aata h Per galti se stamp wale ne article 5 jo ki agriment ke naam se h Bol raha h isko laga do Sir kya to phir humko isko pci ke registration me laga sakte h Plzz sir btaye
@shivamdwivedi77234 ай бұрын
kya affidavit me ye likhwaya ja sakta hai ki mai is person se baat nahi karuga na koi contact rakhuga?
@hemantpande68373 ай бұрын
Meine government job ka form bhara tha jisme PG ke marks mistakenly galat dale the, ab use regarding affidavit banaya hai to ye consider hoga kya?
@AnkitKumar-ju7nl4 жыл бұрын
Sir mujhe collage me Dena h Mai 2saal drop ki to ussme Kon se affidavit bnwana prega
@reenusaini17313 жыл бұрын
Mera original domocile aur cast certificate kho gye hai .new nhi nikal rhe ab vo.gov job ke form me vhi lgaye the.unka mobile se liya gya pic ka print out hai bs mere paas.mujhe documents veryfication me vhi documents chaiye.kya affidavit ban jayega