Masha Allah sis bhut bhut mubarek ho sis Mere lea dua Krna k Allah Pak mujhe bhi umra or haj k Sadat naseeb kare Apko ye video bhut informative hai Mai save karoge bhut kaam aye ga Bhut ache ache tips hai Soft suits Towel Scarf Mask, tasbeh,counter,Nail cutter,comb,skin care creams,diary,A to z sab bhut ache tips hai Tissues,shoe bags,snacks, Sunglasses, aameen aameen Medicine, comfortable shoes, Cattle,weight scan,bhut Khushi Howe apki umra k lea. Soap,shoppers,riyal full watched bhut ache video tha aaj ka
@naseerfirdous114429 күн бұрын
@@HoorLifestyle12 bohat bohat shukria dear answer karne ka. Mai ne pochna tha k ham europ se umara karne jana hai January mai 10 days k liye to kia aap bata sakti hain kia zarori kaam hain jo hamain karne hain?? Kon si chezain zarori hain ku k hamain sirf bags alluded hain 20 kg only is liye thori pareshan hu 😑
@Indianlifewithdua28 күн бұрын
Main samjhi nhi aap kya puchna chah rHi hain. Kya samaan rakhna hai ya kya arkaan krne hain.
@honey-sv1cuАй бұрын
In sha Allah hamsabko Hajj our umrah ka nasib farmaaye aameen summa aameen
@IndianlifewithduaАй бұрын
Summa ameen.
@mariyamnishat42432 ай бұрын
Jazakillahu khairan sister! Really helpful video❤
@fatima_vlogs95 күн бұрын
Bilkul yah Sahi baat hai SAB chijen carry Karni chahie to achanak Se Nahin milta hai ABM sari chijen Le jaate Hain abhi inshallah irada hai ja rahe hain ♥️
@fatimakhan61372 ай бұрын
Ma Sha Allah bahut achi sharing
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
Jazakallah khair
@fatima_vlogs95 күн бұрын
Mashallah
@fatimakhan61372 ай бұрын
Umra mubarak
@humerakhan1240Ай бұрын
Best video ,very helpful, jazakAllah
@IndianlifewithduaАй бұрын
I means a lot. Thanks for your lovely comment.
@naqueba326Ай бұрын
Jazakallah very clear & explained on every small necessity
@IndianlifewithduaАй бұрын
So nice of you
@naseerfirdous1144Ай бұрын
Bohat bohat shukria aap ka
@AshaMa-x7iАй бұрын
Ameen ❤
@IrumBhatt2 ай бұрын
Very helpful video. Thanks for this video.
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
Glad it was helpful!
@honey-sv1cuАй бұрын
Aameen summa aameen
@GamingWithRafay-g7h13 күн бұрын
Zabardast mam
@Indianlifewithdua13 күн бұрын
@@GamingWithRafay-g7h ❤
@baig.shaista2 ай бұрын
Mashallah umrah bht bht mubarak allah hum ko bhi ye mowa naseeb kre bht bht shukriya bht hi informative video he first time jany walo ki liye ye bht hi achi video he itna details me kisi ne bhi nhi bataya allah aap ka umrah qubool kre ummed he aapne apni u tube family ko duao me yaad rakha hoga❤❤❤
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
Shukriya. Aameen . Ji sab k liye dua kri Allah qubool kre. Or aapko bhi jaldi hi naseeb kre.🌹🌹🌹
@baig.shaista2 ай бұрын
@@Indianlifewithdua ameen
@arishbashakeel7295Ай бұрын
MA SHA ALLAH❤❤❤ DUAON MEN YAAD RAKHNA ALLAH PAK HAMEN B UMRAH PAR BULAE AAMEEN SUMMA AAMEEN❤❤❤❤❤PIYARI SISTER
@IndianlifewithduaАй бұрын
BAHUT SHUKRIYA ❤️
@shamoilbaig3850Күн бұрын
Sister umrah pr jakr saans kese lein? Thoda btae aap
@hinakausar782015 күн бұрын
Jazakallah khair
@Indianlifewithdua15 күн бұрын
Khairan kaseera.
@salmasoma-oz8whАй бұрын
Sukria apa
@qiratkhan653724 күн бұрын
Jazakallah khair ❤❤❤
@Indianlifewithdua24 күн бұрын
🌹
@respectshorts733110 күн бұрын
AsSalamu Alikum Sister yh wala mask lga k umrha kar sakty hain ???
@Indianlifewithdua10 күн бұрын
WalaikumaSalaam. Ehraam ki halat main mask nhi pehsn sakte. Dumm or sadqa dena hoga. Aap is ki details alim or mufti se maloom kr lain to or behtar hoga
@respectshorts733110 күн бұрын
@Indianlifewithdua ji bilkul
@sarashaikh8682 ай бұрын
Very helpful video. Jazakallah ❤
@asrajabeen43912 ай бұрын
Assalamu alaikum mubarak aapko alhumdulillah alhumdulillah is saal muje hajj ki saadat naseeb hui hai aapki video muje bohat kaam aayi hai hajj ke 5 dino me sunscreen aur koi bi cream nahi laga sakte na
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
WalaikumaSalaam . jazakallah khair. Agar aapki cream or sunscreen mai koi khushboo nhi hai to laga sakti hain . Dua main mujhe yaad rakhiyega.
@hinanaaz7852 ай бұрын
Jazakallah
@yasmeensayyad72642 ай бұрын
Please help me I'll be going ummhra in few days .. plezz tell me what to to pray how to pray which all dua need to be prayed plezz tell in detail I'll be waiting for video... Ameen sumameen
Is topic pr video upload krdi hai. Allah kre aapke liye help rahe.
@Zaravoice_01Ай бұрын
JazakaAllah mny bhi monday ko umray py jana apki vdeos sy faida huga thnks sis @@Indianlifewithdua
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ma sha Allah. Dua mai yaad rakhiyega.Allah qubul kre
@Zaravoice_01Ай бұрын
@@Indianlifewithdua zror sis
@mahreensaifi53252 ай бұрын
Very nice and helpful vedio
@IndianlifewithduaАй бұрын
Jazakallah khair ❤️
@passioncookk9283Ай бұрын
Mashallah Meri liye dua kore or ummat ke liye dua .sab Allah ke ghar ja sake ameen summa ameen 🤲🏻🤲🏻🤲🏻
@IndianlifewithduaАй бұрын
@@passioncookk9283 Aameen summa aameen 🤲
@ZafranAli-k9e11 күн бұрын
عمرہ پر جانے کپڑے کتنے لے کر جانے چاہیے تالہ لے کر جاء سکتے ہیں عمرہ اداب کے بارے میں بتایا پلیز
@ruhiasra3556Ай бұрын
Humare liye bhi dua kare ki Allah tala Hajj aur umre per bulai
@IndianlifewithduaАй бұрын
Aameen. In sha Allah
@AsiyaMusarratАй бұрын
Hum bhi ferveri p ja rhe allah sab accha kre kabul kre aameen summa aameen
@IndianlifewithduaАй бұрын
@@AsiyaMusarrat Aameen ❤ Dua mai yaad rakgiyega
@FizaKhan-m3w18 күн бұрын
Ap kha se ja rhe h....hum bhi feb ka plan kr rhe h inshallah
@Nizafat029 күн бұрын
Zazak Allah Muje ye Jaan na tha k purane notes jo 2012 me chalte they vo abhi bhi vaha chalte hai kya
@heavenkhan70519 күн бұрын
Assalam alaikum wa rahmatullahi wa barkathu bhut bhut mubarak ho baji apko baji umare ke package ke alwa waha 15 din k kitna LG jata h mtlb hme kitna payesa rakhana hoga
@yahyakhanvdeios8311Ай бұрын
Kindly let me inform riyal keep in hotel ya sare apne pass rakh ke Haram jaein
@IndianlifewithduaАй бұрын
Dono jagah safe hain main to thoda hotel room rakh kr jaati thi or thoda sath haram main le jaati thi
@Zaraboutique0786Ай бұрын
Ap mere liye b duw karu sis hume b haji umra kareye 😢😢😢bas ekhe khahshe hai mere 😢😢
@Zaraboutique0786Ай бұрын
Please ap sab se guzarish hai mere waste b duw karu paise ki b duw karu 😢😢😢😢
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji zaroor , In Sha Allah
@سویرابتولАй бұрын
Apne cling wrap use kia tha luggage wrap krne k kie medium luggage pe kitna cling wrap lagta ha
@IndianlifewithduaАй бұрын
Hamne wahin se cling wrap liya. Jo kibbht bada size tha 20 riyal ka .ek roll se 5-6 luggage wrap ho gye the
@سویرابتولАй бұрын
@ wrap ker k trolly se cut ker k trolly nikalni ha??
@IndianlifewithduaАй бұрын
@سویرابتول jii. Cut krke nikalte hain. Easily nikal jata hai
@SumiSumbulАй бұрын
Aik baat aur bhi Bata dy plz waha ja ke ladies problem hu jatti he us ke leye medicine Kon si ly ke jaye because Kisi Kisi ko without date periods hotty he
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji is k liye to aap doctor se consult kr ke hi tablet lain.
@sanamajeed2297Күн бұрын
Kya airport pay medicine allowed hai???
@kylie2851Ай бұрын
koisa unscented moisturiser or soap btaiye?
@Zaraboutique0786Ай бұрын
Assalam alaikum
@sarashaikh8682 ай бұрын
Apna nusuk or riyazul janna ka bataiye experience
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji zaroor .in Sha Allah
@SkKhushbuАй бұрын
Nusuk is very easy to operate or appointment mil jaata hai jaldi se timing hota hai ager toyr k saat hai to hum kabi kabi do baar jaa sakte hai yaa teen
@IndianlifewithduaАй бұрын
@SkKhushbu nhi sister ladies or gents ki entry alag hoti hai. Sirf ek baar hi ja sakte hain. Kyuki checking hoti hai permission ki.
@Erumnaz197627 күн бұрын
@@Indianlifewithduaje one year main 1 bar he jany dyty han
@CsSeddik-fo5ds13 күн бұрын
Ji shohar bive dono hi ek sat hi umarh karna kya ladis singel karsakty kya groups ky sat ja sakty hi kta
@Indianlifewithdua13 күн бұрын
Sister har safar mai ek mehram ki zarurat hoti hai. Meri behan choti choti baton ka khiyal rakhiye .
@CsSeddik-fo5ds13 күн бұрын
@Indianlifewithdua ha lekin hamarey medllclass family hi ses group my bi hamarey sas ku bhyjty hi hamarey hajbend pisey bi dekhna ab mery hajbend ni arey hi hamarey sat my umrah mukamal hota ya ni
@Indianlifewithdua12 күн бұрын
UMRAH to In sha mukammal ho jayega , lekin bina mehram ke safar krne ka hisab dena hoga. To acha hai mehram k sath hi umrah kre.
@mehr0z16 күн бұрын
Scissors aur nail cutters kya airport pe check nahy hote?
@Indianlifewithdua16 күн бұрын
@@mehr0z ji hote hain .is liye unko luggage main rakhiye . Us main se nhi nikalne .koi problem nhi hoti phir
@nilofarshaikh62702 ай бұрын
Assalam walaikum,sis stomach upset wale kon se medicine liya,aap ne
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
@@nilofarshaikh6270 WalaikumaSalaam . Sister main bata to rahi hun, .lekin aap apne doctor ko puch lain .... Norflex tz
@nilofarshaikh62702 ай бұрын
@Indianlifewithdua jazakallah khair,ji mein apne doctor se zarur consult karunge
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji bilkul.
@WKHURRAM-sj8xs2 ай бұрын
Asslamlkium nusuk ka btain
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
WalaikumaSalaam. Us ki App pr online Booking hoti hai . Bas wahi permit dijha kr entry hogi diye hue time pr
@sairadrabu7628Ай бұрын
January mai waha sardi hai winter cloths lenai hai sath?
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji bilkul lene hain.
@soniaashfaque609317 сағат бұрын
Ye ahram scarf kaha sy milty han?
@Indianlifewithdua16 сағат бұрын
Maine local market se kiye the wese meesho pr bhi available hai .
@AnuMalik-r5u2 ай бұрын
Salaam 10 sal k bety ko gents mai bhejna hoga ya usko ladies section mai
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
@AnuMalik-r5u WalaikumaSalaam.beti hai to ladies main beta hai to gents mai..
@AnuMalik-r5u2 ай бұрын
@Indianlifewithdua jazzak Allah
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
@@AnuMalik-r5u apni dua mai mujhe khas yaad rakhna. Allah hamari akhirat sawar de or jaldi dobara khane kaba dejhna naseeb ho.
@AnuMalik-r5u2 ай бұрын
@@Indianlifewithdua inn shaa Allah
@itzsumi-s6dАй бұрын
Api teapot lekr jane dengy checking wale?
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji bilkul le jane denge. Luggage mai rakhiyega
@simrankousar8562Ай бұрын
Agar periods hi tho kya karna hy ap bathasakthe hi
@IndianlifewithduaАй бұрын
@@simrankousar8562 wese to aap date dekh kr jayain .werna hotel k room pr hi rukain In Sha Allah is ka bhi sawab milega meri piyari behan
@FATIMA56.57120 күн бұрын
Take primolut N tabs
@SaymaQureshi-ry2lsАй бұрын
Hum ghar se niklte tym creem ya lip balm laagye we ho or airport p poch k fir hum ehram ki halt m or umrha ki niyat karle to ho creem ya lip balm lga hoga wo kese saf hoga gusal to nhi hoga to wazu se hojyga ya hum ghar se niklte tym hi kuch b use nhi kre creem wgera pls batye
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ehram se pehle cream or balm laga sakti hain . Ehram ke baad ise hatane ki bhi zarurat nhi. Bas niyat ke baad esa kuch na lagaye jis mai khushbu ho.
@raimas9298Ай бұрын
Kya haram mn baby stroller ly k ja skty hain?
@IndianlifewithduaАй бұрын
Ji ji le jasakte hain
@abdul_kaleem2 ай бұрын
16month ki beti ku le jatahe hi unke liye koi tips de
@Indianlifewithdua2 ай бұрын
Allah kheriyat se umrah krwaye. Sare arkaan ache se ho jayain. Baby k lihaz se ye hi tips dungj ki bht bheed se bachain . Sukoon or aram se sare arkaan krain koi jaldi na krain.
@nizzuidrisi95553 күн бұрын
Aap abaya kaha se li hai baji mujhe bhi lena h or hejab bhi full
@IndianlifewithduaКүн бұрын
Konsa abaya?
@nizzuidrisi9555Күн бұрын
Aap jo bhi liye h sabhi
@IndianlifewithduaКүн бұрын
Koi Dubai ka hai koi Saudi Arab ka koi India ka ❤️
@ikrashjananikrashjananАй бұрын
Mery liye b dwa karo plz
@IndianlifewithduaАй бұрын
In sha Allah. Allah tala aapki har naik or jaiz dua qubul kre🤲
@Zaraboutique0786Ай бұрын
Ap mere liye b duw karu sis hume b haji umra kareye 😢😢😢bas ekhe khahshe hai mere 😢😢
@IndianlifewithduaАй бұрын
In sha Allah. Namaz ki pabandi rakhiye or tahajjud mai khas dus padhiye.