Where to pay PTA Tax in 2024 by Zubair Raz

  Рет қаралды 6,887

Zubair Raz

Zubair Raz

Күн бұрын

Пікірлер: 46
@mnauman
@mnauman Жыл бұрын
Baki duniya agy ki traf ja rhi hai aur hum Auto sy Menual ki trf ja rhy hain.
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
Bilkul
@qauaan
@qauaan 11 ай бұрын
Great video with very useful information. PTA website abhi bi bta rahi ki kisi bhi online bank app sy ap payment kr sakty hain. mainy khud 3 bank ki app sy try karny k koshis ki, aur phr apki is video is issue clear howa. Ap sawal bhi hy, Samsung A54 5G ka kitan tax ho ga? PTA quoted RS 44,000. Kia yeh pay karna reasonable hy?
@ZubairRaz
@ZubairRaz 11 ай бұрын
PTA taxes are not reasonable. Not even logical. But they have left us with no choice. Majboori hai warna apka phone sim nahi chalaye ga.
@ghaffardar7565
@ghaffardar7565 Жыл бұрын
Brother mein nay recently tax pay Kiya hai aur status bhi paid hair DIRBS pay lekin abhi tak SIM Nahi chal rha. Tax pay karnay Kay baad kitni dair lagti hai imei active honay mein?
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
Wesy PTA 24 hours ka time deta hai but 1,2 hours men sim chal jati hai.
@muhammadsameer7842
@muhammadsameer7842 Жыл бұрын
Hey bro i have iphone 12 pro mdm factory unlock 4 months sim working so in which price to sell?
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
12 Pro MDM should sell for around 125k if its 128GB.
@birdscommunity
@birdscommunity 9 ай бұрын
Bhai S24 Ultra ka tax bta dain kindly
@ZubairRaz
@ZubairRaz 9 ай бұрын
175000 on ID Card and 20% discount on Passport.
@techtorelax6443
@techtorelax6443 Жыл бұрын
Brother koi aisi website hai jis pr up to date pta registration tax hon? I've OnePlus 10 pro
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
Koi bhi nahi hai bhai. Har website “expected” tax rates batati hai. Har phone ke variants ka bhi farq hota hai. Is liye *8484# dial kar k hi accurate tax ka pata chal sakta hai
@FarhanSarwarShazli-kl1pt
@FarhanSarwarShazli-kl1pt Жыл бұрын
phoneworld
@ayaanyt1474
@ayaanyt1474 7 ай бұрын
We should do protest
@ZubairRaz
@ZubairRaz 7 ай бұрын
Agreed
@Muhammadd-y7l
@Muhammadd-y7l Жыл бұрын
Good video
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
Thanks
@thkt5838
@thkt5838 2 ай бұрын
IQ00 12 pro k kitna tax hai?
@ZubairRaz
@ZubairRaz 2 ай бұрын
*8484# dial karo or proceed karo
@nabeelfiaz7117
@nabeelfiaz7117 10 ай бұрын
Alfalah Bank or National bank bas ya koi aur bank jaise hbl, allied?
@ZubairRaz
@ZubairRaz 10 ай бұрын
Online App sirf Alfalah ya Faisal Bank. Allied se try kar k dekh len agar hota hai to. Physically bank men jana hai to PSID likh k kisi bhi bank men le jayen ho jaye ga.
@saadmasood5258
@saadmasood5258 9 ай бұрын
bhai PSID no ko bank depsite slip pai likh kr tax ki payment krdain ? aisy he pay hoga confrim krdain ?
@shahzadsadiq1812
@shahzadsadiq1812 Жыл бұрын
Bhie one plus 10 pro tax plz
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
55000
@FarhanSarwarShazli-kl1pt
@FarhanSarwarShazli-kl1pt Жыл бұрын
faysal bank se bhi hojata hai app se
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
Bilkul. Last week se hi hona shuru hua hai.
@FarhanSarwarShazli-kl1pt
@FarhanSarwarShazli-kl1pt Жыл бұрын
mene abhi krwaya hai ek ghanta me aprove ho gya hai
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
@FarhanSarwarShazli-kl1pt great 👍
@awaistariq9528
@awaistariq9528 10 ай бұрын
Bhai ap ne kis banking app se tax pay keya tha​@@FarhanSarwarShazli-kl1pt
@WaqasSarwar93
@WaqasSarwar93 Жыл бұрын
bhai oneplus 11 ka tax kitna hai ?
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
70k plus
@Ayazahmed-kr4tk
@Ayazahmed-kr4tk Жыл бұрын
Slam bhai jaan Samsung A34 5g ka PTA tax kitna ha CNIC aur passport pe.
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
@Ayazahmed-kr4tk variant ke hisab se hota hai. *8484# dial karen or pata kar len.
@Ayazahmed-kr4tk
@Ayazahmed-kr4tk Жыл бұрын
@@ZubairRaz mera 8 gb 128 ha
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
@Ayazahmed-kr4tk bhai sab variant ka RAM MEMORY se koi link nahi hota. *8484# dial karo
@sayeduzairjillani4616
@sayeduzairjillani4616 4 ай бұрын
OnePlus 10 pro ka tax??
@ZubairRaz
@ZubairRaz 4 ай бұрын
60k
@Leo--------
@Leo-------- Жыл бұрын
NBP vale bhi accept ni krre
@ZubairRaz
@ZubairRaz Жыл бұрын
Bank ka staff hi aisi harkat karta hai warna ab har bank men ho raha hai submit. Kal ek customer ne Meezan Bank men tax submit karwaya tha bank ja ke.
@Updaterz786
@Updaterz786 4 ай бұрын
Vo kehty webiste sy print ly kr ay ab otp ati ni print kesy nikalway​@@ZubairRaz
@alonegmer7547
@alonegmer7547 5 ай бұрын
Sony Xperia 5 pta tax
@ZubairRaz
@ZubairRaz 5 ай бұрын
3850
@alonegmer7547
@alonegmer7547 5 ай бұрын
Pay kasa Kara sir ​@@ZubairRaz
@ZubairRaz
@ZubairRaz 5 ай бұрын
@alonegmer7547 *8484# dial kar k PSID generate hoga. Phir us PSID wale message ka ka print nikal kar kisi bhi bank men tax ki fees jama karwa den. Online sirf Bank Alfalah ki app se hoga
@AMmobile14
@AMmobile14 Жыл бұрын
Bus yr ya mulak bhot ajeb ha
Ukraine has nuclear weapons? / Important statement
11:20
NEXTA Live
Рет қаралды 504 М.
Увеличили моцареллу для @Lorenzo.bagnati
00:48
Кушать Хочу
Рет қаралды 9 МЛН
Lazy days…
00:24
Anwar Jibawi
Рет қаралды 8 МЛН
How Many Balloons To Make A Store Fly?
00:22
MrBeast
Рет қаралды 168 МЛН
PTA Mobile Phone Tax in Instalments - Just 4500/month -
8:51
PTA Mobile Registration Problems and Solutions - FAQS about PTA Tax
10:28
Увеличили моцареллу для @Lorenzo.bagnati
00:48
Кушать Хочу
Рет қаралды 9 МЛН