For more information about us you can visit our web site wallpaintingmumbai.in/ हमारे बारे में और अधिक जानकारी के लिए आप हमारी वेब साइट पर विजिट कर सकतें है wallpaintingmumbai.in/
@manishaartist55232 жыл бұрын
Sir Aapne bahut acchi jankari di h
@nandkishoregupta63352 жыл бұрын
Very useful tutorial. Thanks
@surendradeshmukh3377 Жыл бұрын
बहोत सुंदर शब्दोमे आपने बताया, धन्यवाद
@almightycreator12310 ай бұрын
Thank you, Sir. Your explanation was good, thanks for explaining the types of brushes. God Bless you and your family.
@WallPaintingMumbai10 ай бұрын
You are very welcome
@rohinis7401Ай бұрын
Very helpful. Nicely explained
@Sashi_Singh11 ай бұрын
Very helpful guide for me, Thank you so much sir.
@vineetasingh6087 Жыл бұрын
Veey informative video. Your simplicity is very much appreciated. ✨️
@PawanSingh-uo1lr3 ай бұрын
Bohot sahi bhai🎉🎉🎉
@kavitabaweja64042 ай бұрын
Helpful video. Thanks
@santoshkadam6758 Жыл бұрын
Nice information, thank you sir!
@la-i-sap9422 Жыл бұрын
Tq sir for your sharing. 👍👍
@517sakshigatte42 жыл бұрын
Nice sir 👍..... thanks 😍
@keshavkotian35442 жыл бұрын
Thank u so much sir great help
@koopsinghchouhankoopsinghc50092 жыл бұрын
Nice ji
@bhajaharikumbhakar1858 Жыл бұрын
Tq sir for your advice
@rajlakshmiroy27872 жыл бұрын
Thank you so much sir...
@priyankargaur4775 Жыл бұрын
Thank you really helpful
@annujohn20673 ай бұрын
Ery useful session
@NanduTayde-xn5cj Жыл бұрын
Thanks bhaiya.
@Usha369-kg7wo Жыл бұрын
Sir he acrylics paint wall drawing karne se waterproof hai kya
@WallPaintingMumbai11 ай бұрын
Jald poora detailed video banega is charcha par.. keep in touch
@MonuSharma-uu3fd2 жыл бұрын
Thanks sir
@d.r.v.n22452 жыл бұрын
Sir muse mere ghar ke bahar wali wall par varli painting karni he to me konsa paint use karu jisse ki barish me voh colour kharab na ho
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Agar wall ka Surface accha hai aur pehle se acha paint hua hai.. to aa Acrylic paints use kar sakte hai. Lekin yaad outdoor wall painting ki life 3-4 saal he rehti hai.
@artist_atharv092 жыл бұрын
Same to same mujhe bhi ghr ke bahr wali wall paint krni hai
@kuldeepwaskelwaskel189610 ай бұрын
Thanks
@falgunimitra95502 жыл бұрын
Asian paints rayal wasable hey keya and e keya gloss y hey jese acrylic hota hai
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Royal Luxery Paint Washable hota hai agar aap original use kare.
@dhirajc.makwanabhai5072 жыл бұрын
👌👌👌👍❤
@boythatcreates2 жыл бұрын
Is varnish necessary after doing acrylic painting on wall ?. And if yes plz suggest any good company varnish spray
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Not only Varnish, you can also go with some type of Polish like Melamine or lacquer by Asian paint.
@darshanmarkeart Жыл бұрын
6:12 pidilite ke color stainer har colors me available hote he ya sirf primary colors milte he ?
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Stainer mein 12-15 shades mostly available hote hain..
@vishalsaini4905 Жыл бұрын
Sr mereko mere colz m krna h shiv ji ki picture simple trike s Kon s colour use kre Jo barish m b khrab na ho
@koopsinghchouhankoopsinghc50092 жыл бұрын
Sir 3d painting banane me Konsi spare gan use karte kitni saij ka nojal hota he
@poonamvora454810 ай бұрын
Sir mene wall pichhwai painting me acrylic colours use kiye the pr usme shining aa jati he ..to without shining wall paint krna ho to konse colour use kre?
@WallPaintingMumbai10 ай бұрын
Acrylic color mein shining hota he hai... Aap agar dul painting karna chahte hai to aapko Royal Luxury jaise paint use karne honge
@sayalikulkarni84222 жыл бұрын
Sir ghar me ek wall Royal paint se highlight ki hai. Uss wall par *Sirf black colour ka barik design paint* karna hai. Pencil se outline banayee hai. Black color konsa use kare jo finishing achha de Or kai saal tikega? Please suggest.
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Aap Black Acrylic use kar sakte hai ya fir Royal Luxury ka he Black shade Name RAVEN SONG Shade code 8253 hai. Aap 200 Grm bhi buy kar sakte hain.
@dhirajc.makwanabhai5072 жыл бұрын
👌👌👌👌👍
@smrutishah6571 Жыл бұрын
Hello sir,, mere ghar pe 3 year pehle hi asian paint royal color karvaya he.... mene wall par pichwai drawing ki hui he... usme konse colour use karu?? Plz reply
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Acrylic
@urmilakambre6784 Жыл бұрын
Hello sir.....gharme balcony...Ke liye....base colour konsa kare....fir uske upar konse colour kare....oil paint or acrylic konsa best rahega
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Wall ke liye Base Color Apex Ultima aur Painting Acrylic se kar sakte hai..
@falgunimitra95502 жыл бұрын
Acrylic and febric keya washable hey
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Only Artistic Acrylic (Tube Paint) Washable hota hai. Fabric ka mujhe koi Gyan nahi
@paradisearts2803 Жыл бұрын
Sir I have to paint outer school walls which paint would be long lasting please tell
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
ARTISTIC ACRYLIC COLOR TUBES is best for long lasting... Around 5 yaers durability of artwork.. but wall ka base bhi ache paint se karna hoga like Apex paint by Asian paints.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Main apke sawal ke jawab Video mein apne TELEGRAM CHANNEL par de sakta hu .. aap join kar sakte hai mera TELEGRAM CHANNEL t.me/WallPaintingMumbai
@dhirajc.makwanabhai5072 жыл бұрын
👌👌👌👌👌👌👍❤
@kanwalasif7265 Жыл бұрын
Room m family tree paint k liye acrylic paint thek rahe ga nd usy water k sath mila k krte hain ya direct
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Acrylic color theek rahega aur water Mila sakte hai lekin Jayda nahi..ok
@artist.dhruvjain2 жыл бұрын
Sir Wall painting kya Charge kee according hoti hai?
@Gowithflow159 ай бұрын
Hello Sir, acrylic mai paani mix karte hai kya wall painting ke liye?
@WallPaintingMumbai9 ай бұрын
Acrylic paint mein Pani mix kar sakte hai.
@gargienagar1818 Жыл бұрын
Sir wall ke base pe kya kre colour ya kuch or kare.. Jiske upr acrylic paint use kr ske..Ek baar bataiyega.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Agar wall ka surface paint nahi hua.. to aapko pehle Paint karna hoga.. aap koi bhi wall painting Jo water base ho kar sakte hai.. (Distemper aur chunna nahi)
@vikramartgallery97352 жыл бұрын
Sir outdoor Wall painting ke liye konse colour use krne chye
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Main exterior wall painting ke liye ACRYLIC he suggest karta hu... Aap Asain Paints ka exterior paint bhi try kar sakte hain.
@PandaRider0102 жыл бұрын
acrylic colour k sath kuch mix korna hota hain sir ??
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Sirf Saaf Sadha Pani.
@tanishktarun2186 Жыл бұрын
Sir royal Colour sa mixing ho shakti hai kya wall painting me
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
yes.. Lekin Dry hone se pehle. ek bar color dry ho gya to colors mixing nahi hoga.
@mrwallpaintingartist2402 жыл бұрын
Acrylic color outdor kitne sal tikta hai plz rpy🙏
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Depend on Whether.. agar sara din bhoop hai to 2-3 saal ke baad color fade hone lagte hain... agar thoda Shaon mein rahe to 5 saal tak tik sakta hai... baki painting ke nicha ka wall paint par bhi depend karta hai.
@tulis_touch66952 жыл бұрын
Thank you
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
You're welcome
@falgunimitra95502 жыл бұрын
Mey beginner hu So agar mey febrical acrilic ka chota sisi use koru toh o keya water proof hoga Long lasting hoga nah
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Chota sisi wall k liye water proof ho sakta hai agar wall ka base aache paint se hua hai.. Lekin camel ke ARTISTIC ACRYLIC waterproof hote hai jo tubes mein aate hai..
@falgunimitra95502 жыл бұрын
@@WallPaintingMumbai thanks
@sowmallyamallick58752 жыл бұрын
Sir , main apni ghar ki bahar k wall pe outdoor painting karna chahata hoon...... mujhe kon se colour use karne chahiye ki woh barish me kharab na hoo.....? Aur ..... paint karne se pahele konsa primer use karna chahiye..... Please reply.
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Aapke swaal ka reply is video mein hai kzbin.info/www/bejne/iWGTd4pqbduMr6M
@naturelover63044 Жыл бұрын
Sir chuna ke diwalo me kon sa paint usage kare
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Main chunne ki dewaar par painting karne ki suggestion ahi deta.
@vedikachauhan4175 Жыл бұрын
Sir kya hum poster colour ka use kar sakte hai
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Wall par painting ke liye Nahi.
@sarithasartwork7862 жыл бұрын
Wall painting per varnish Kab dalna hi next day
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
After Dry the paint..
@sanjeetsharma8948 Жыл бұрын
Fabric paint use kr skte hai wall drawing painting ke liye ?
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Yes
@vishalsaini4905 Жыл бұрын
Or acrylic paint Jo normal ata h stationary pr vhi?
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Pidilite ya Camlin ke acrylic colour aap use kar sakte hai. Kisi Stationery shop se mil jayenge.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Main apke sawal ke jawab Video mein apne TELEGRAM CHANNEL par de sakta hu .. aap join kar sakte hai mera TELEGRAM CHANNEL t.me/WallPaintingMumbai
@rartworks57482 жыл бұрын
Bhaiya me 15 ml.wali laga usme Pani Milana h ya nahi. Jisse wo shine na mare light se ?????? Pls batana bhaiya
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Aap chaho to acrylic colors mein thoda Pani Mila sakte ho shine mein farak nahi ayega.
@satnamsinghbillsart61752 жыл бұрын
Sat shri akal sir ji 🙏 Sir ji kya hum wall par painting krne ke baad touch wood oil lga sakte hain plz sir ji btana jrur ji 🙏 take care ji 🙏
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Sat Sri akal Satnam... Is video mein maine batya hai ki painting ke baad aap use kaise cover kar sakte hai.. aap dekh sakte hai 👉 kzbin.info/www/bejne/bqCVgWelbNOshrM
@amitpitroda89672 жыл бұрын
Sir acrylis paints waterproof hai ya nahi... Please reply..
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Only ARTISTIC ACRYLIC PAINTS are waterproof. Not Students Acrylic paint
@Artist_1992 Жыл бұрын
Sir...kya diwar pr painting ya writing krne ke liye enamel paint use kr skte he...
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Ha aap oil paint bhi use kar sakten hai
@sonykumari8692 Жыл бұрын
Sir mai kitchen me acrylic paint se draw karna chahti hoo.. Kitchen me oil ke chhinte se ya fir dhuaa se kharab ho jayega kya paint.. Please reply sir.. Kitchen me to kaam hote rehta hai.. Khana banane se kya hat jayga paint
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Kitchen mein painting kharab hone ka chance jeyada hota hai.. ya fir aap kitchen mein vaha painting Karen jaha Oil ye dhuein ka asar kam ho..
@sumanmaji2715 Жыл бұрын
Sir temple me jo wall pe or upar jo idols hota hai usme keya ye acrylic paint use ho sakta hai ?? Kiuki ye open raheta hai dhup or barish me to use hoga ki nehi please reply dena 🙏
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Acrylic Tube aati hai.. aap veh use kar sakte hai... Agar niche ka base paint accha hai to Acrylic Tube se bana outdoor painting 5-7 saal Tak bana reh sakta hai.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Aap mera Telegram channel bhi join kar sakte hai.. t.me/WallPaintingMumbai
@sumanmaji2715 Жыл бұрын
@@WallPaintingMumbai thank you sir ❤️
@shalinigupta517 Жыл бұрын
Sir wall pe agar Asian royal oil paint laga huaa h to uspe art karne ke liye konsa color use kare????
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Agar OIL paint wall par hua hai to aapko Oil paint se he Painting karna hoga.. aap Asain ka Apcolite oil paint use kar sakte hain.
@mowhua4all Жыл бұрын
Sir wall se paint kyu plastic jaise nikal jati hai .....remedy kya hai......please wall preparation ka technique bataiye na......please
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Wall ke Surface ka paint agar niklta hai plastic jaise.. to aapko kisi Expert Painter Jo Wall paint ka kaam karte hai se puchna hoga.. main wall ke Surface par kaam nahi karta..
@shayanapatel7512 Жыл бұрын
Hello sir Graffiti art me konsa paint use kare aur Graffiti art brush se kar sakte hai.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Aap umari website ke par dekhh sakte hain wallpaintingmumbai.in/art-material/
@harshparashar988 Жыл бұрын
Sir stancil se design bnaane k liye acrylic colour ka use kr skte h kya pr uske liye b water mix krna padega kya or kya ham cotton se stancil k ander colour fill kr skte h kya..... Reply sirr plz Plz Plz
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Stencil ke liye aap acrylic Color use kar sakte hai.. Stencil ke liye Color mein water use na kare.. aap voton ki jagah Sponge ka istemaal kare.
@RoshanKumar-te2fz Жыл бұрын
Sir ji acrylic paint mai oil use karte hai ya water ? Or bahr ki deewar par painting ya writing karne se barish mai khrb to nahi hota color? Plzz bta dijiye sir 🙏
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Acrylic color mein sirf water he mix kar sakte hai ( Jarurt anusaar)... Acrylic colour sukhne ke baad barish mein nahi kharab nahi hota, bas bace accha hona chaiye...
@surendradeshmukh3377 Жыл бұрын
अक्रेलीक पेंट के marker pen जैसे pen मिलते है?
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
मिलते हैं, आप Amazon पर ACRYLIC MARKER सर्च कर सकतें हैं।
@priyankakanaujiya5557 Жыл бұрын
Hello sir This painting is fully waterproof sir For example koi bacha Pani fake de too yeha painting kharab to nahi hogai sir
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Acrylic color waterproof hote hai... Agar Jayda durability chaiye to Acrylic TUBE paint sabse best hai.
@priyankakanaujiya5557 Жыл бұрын
@@WallPaintingMumbai thank you so much sir
@soniarani1385 Жыл бұрын
Mera bhi mnn hai wall paining ka
@artist_atharv092 жыл бұрын
Bhaiya ye wash krne pr nikal toh nhi jayenge
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Wash nahi kar sakte.. agar wash karna hai to aap painting ke baad uske uper Lamination Coating karna hoga . Video mein Sara batya gya hai..
@bhargabtalukdar777 Жыл бұрын
Sir ghar me wall art karna sahta hu,,konsa colour and brush use karna sahiye,,Plz reply sir🙏
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Paint ke bare isi video mein bataya hai.. app dhyaan se pura video dekhlo aur Brushes ke liye ye video hai kzbin.info/www/bejne/rXmsZoyLg86Ba9k
@nitinmaurya9453.2 жыл бұрын
Sir are you happy with follow your passion? Please reply😌
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Yes ofcourse I am so happy with my profession.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Main apke sawal ke jawab Video mein apne TELEGRAM CHANNEL par de sakta hu .. aap join kar sakte hai mera TELEGRAM CHANNEL t.me/WallPaintingMumbai
@sumanmaji2715 Жыл бұрын
Sir ye acrylic colour jis wall pe already colour huya hay uske upar hota sakta hai ??
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Yes.. Paint Kiya hua wall par he Acrylic paint se artwork Karen.
@foujitarget27619 ай бұрын
कपड़ा पर जो drawing hoti hai usse acrylic paint use kar sakte hai or wall pea emulsion paint ka Apex use kar sakte he ,,kya mea sahi bool raha hu ,, galat bola hu toe please mughe baata do
@WallPaintingMumbai9 ай бұрын
Aap koi bhi paint se painting kar sakte hai.. mai. Sirf acrylic paint recommend karta hu..
@ayushimodi83262 жыл бұрын
On wood?
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
You can try Acrylic Colors on the wood surface but.. first surface covor with WOODEN PRIMER.
@ShashiVishwakarma-dg2mc10 ай бұрын
Ya oil tube kaha milta ha
@WallPaintingMumbai10 ай бұрын
Stationery Shop Se ya online
@bnaveenkumar5732 жыл бұрын
School wall cartoon bananakeliya kya color use kare
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
Aap koi bhi water base color use kar sakte hai.. but Acrylic color are best for wall painting.
@bnaveenkumar5732 жыл бұрын
Thenq bhaya
@bnaveenkumar5732 жыл бұрын
Acrylic paint mein water mix kare
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
@@bnaveenkumar573 jarurat ke anusar water mix kar sakte hain.
@pokhrel29342 жыл бұрын
Big friend sir bahut khojja hei wall art k bare mei sab olog olog batata hei unka sirf kam dikhata hei par keise karna usko nehi batata hei .
@gouttamnayak3497 Жыл бұрын
Favicryl color dhup main udjata hai
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Agar wall ka base sahi hai aur artwork Acrylic se kiya hai to 2 ya 3 saal ke baad color fade hone lagte hai...
@Anybody_can_Draw Жыл бұрын
Sir kya mai wall painting me poster colour kar sakta hu
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Nahi
@shayanapatel7512 Жыл бұрын
Sir very nice information sir kya aap bata sakte hai graffiti art me konsa paint ues kare.
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Mostly Acrylic Spray Paint
@shayanapatel7512 Жыл бұрын
Thank you so much sir
@relatewithme_10 ай бұрын
Hello sir kindly plzz reply ki brick wall par base banane ke liye kya use kare ?
@WallPaintingMumbai10 ай бұрын
Aap Outdoor Bricks wall ke liye pehle Wall Primer aur fir Apex kaise Outdoor painting ka bace kar sakte hai.
@VinodVerma-rx4gp Жыл бұрын
सर जी नमस्कार बाहरी दीवारों पर अल्टिमा में स्टे नियर मिलाकर कलर लगाएं तो वह कितने समय में उड़ जाता है या फिट हो जाता है
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
aap try kar sakte hai lekin strainers se kiya painting 1-2 saal se jayda nahi tikta... main Acrylic Color suggest karta hu
@surajartskaneri56822 жыл бұрын
agar sir school me cartoon Painting 1000 , 2000 karna ho tb bhi yahin colour le
@WallPaintingMumbai2 жыл бұрын
You can try Royal Luxury ( Asian Paint)for big art projects..
@abdussamee2591 Жыл бұрын
सर अपना नम्बर दे दो
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
Email me to wallpaintingmumbai@gmail.com
@anestantharani8140 Жыл бұрын
Hi arora sir how can i contect with whatsapp pls Im in dubai
@WallPaintingMumbai Жыл бұрын
You can contact me through my website Wallpaintingmumbai.in