gautam budh vishnu ke avtaar nahi he kyonki iswar ajanma he ishwar prakat hote he kokh se janm nahi lete aur gautam budh maa ke kokh se paida hue the
@parulraj2715Ай бұрын
Ji Maa Radha , Maa Rukmani aur Mata Sita yeh sabhi Mata Laxmi ka rup thi dharti pe isliye Bhgwan Vishnu har avtaar mai apni patni Maa Laxmi ke sath hi hote hai ye bhi ek seekh hi hai insano ke liye ❤
@debarnobsfashion8066Ай бұрын
4 dham India ke 4 dishao me placed hai.....aur ye 4 dham 4 yug ko bhi darshata hai....kyuki ye 4 dhamo ka ek ek dham 4 yugo ke ek ek yug me hota hai....North side me hai Badrinath temple hai jo Satyayug me taiyar hua tha.....South side me sea coast me hai Rameshwaram temple jiska shivling Treta yug me Shri Ram ne Shiv ji ki pooja ke liye taiyar karwaya tha.....West side me hai Dwarka.....jo aapko to pata hi hai Dwaparyug me Krishna ji ne taiyar karwaye the.....aur East me hai Jagannath Temple jiska nirman bhi Kaliyug ki shuruwat me hua tha....😊
@Donald_Duck_rАй бұрын
19:20 Ali bhai drro maat hmare me srr tan se judaa nhi hota ..🤣
@jitendragehlot3716Ай бұрын
@@JulkerNayemjal gayi kya teri 😂ro mat chuslim 😂
@buttercups2516Ай бұрын
Lol chuslami in chuslamistan is a joke 🤣 Terrorism is an example
@syhjada1032Ай бұрын
But jhatka jarur hota hey or Bali to Mann marji sey hota hey😂😂😂.
@Hercules-x8pАй бұрын
@@syhjada1032या अल्लाह एक मुस्लिम एडम सीकर ने तो नया गाना लॉन्च किया अब क्या करें😂😂😂😂😂😂
@SVK1405Ай бұрын
@@syhjada1032 bali ttmere jaiso ki hoti hai shayad hamne kiya nahi hame itna pata nahi 😅
Actually Lord Vishnu has 24 Avataras and among those 10 avatars are significant ones
@parulraj2715Ай бұрын
Siya Ke Ram aur Devon ke Dev Mahadev pe copyright nhi ayega bhia bht se channels ne diye hai reaction inpe
@Random_user7948Ай бұрын
Moksh ki prapti Shri Narayan ke charno me hi hoti hai 🙏🏻
@rudranarayansahoo2044Ай бұрын
bhai 1 baar likhne se bhi samjh aata hai 😅
@Random_user7948Ай бұрын
@@rudranarayansahoo2044bhai wo koi glitch ki wajah se pata nahi kitni baar aa gaye. Maine 1 hi baar likha tha 😂
@rebadas5093Ай бұрын
After little krishna you all should watch 1) dashavatar movie 2) siya ke ram 3) mahakali 4) devo ke dev Mahadev ❤
@VishalKumarGiri_2832Ай бұрын
Please watch Siya ke ram. Start watching that serial that is in star plus. Hostar
@badidoorseaayehai3519Ай бұрын
Yah pls
@vidyatarot1117Ай бұрын
Yea
@PK-rz3uyАй бұрын
ॐ नमो भगवते वासुदेवाय 😊
@Hercules-x8pАй бұрын
अरे यह तो हमने देख रखा तुम तो मोहम्मद साहब की वीडियो बताओ हमें मोहम्मद साहब के बारे में भी जानना है😂😂
@hiphopsong5674Ай бұрын
विष्णु..का अर्थ..सर्वव्यापक... होता है...विष्णु भी तीन प्रकार के है...1- महाविष्णु, 2- गर्भोदकशायी विष्णु, 3- क्षीरोदकशायी विष्णु.... विष्णु का यह तीन रुप...big bang theory ही है...महाविष्णु ( कार्णोदक्क्षायी विष्णु) को ही नारायण कहा जाता है...जो परम व्योम अध्यक्ष है..
@bhawananagori9862Ай бұрын
Devo k dev mahadev lekar aao us pr koi copyright nhi ata h
@parulraj2715Ай бұрын
Humara religion nhi h bhai koi it's the reality, history, science everything. It's more like way of life Dharma ka mtlb religion nhi. Religion th bht hai jinka koi na koi founder hai koi ek book hai log uske aag enhi mante kuch. Lekin hmlog mante nhi jante hai aur koi chiz historical ho th ek se zyada sources hote hai uske isliye humare pass 1000 kitavein hai har documented hai oldest hai isliye.
@DEEPAKKUMAR-xe9kkАй бұрын
ॐ नमो नारायण
@Indraneelsarkar127Ай бұрын
•Basically there are 6 different categories of avataras🙏🏻 1)Purusa avataras 2)Guna avataras 3)Lila or Kalpa avataras 4)Yuga avataras 5)Manvantara or Vaibhava avataras 6)Saktyavesa avataras. •In Srimad-Bhagavatam (10.46.31) it is said that Balaram and Krishna are the origin of all living entities and that these two personalities enter into everything. •A list of incarnations is given in Srimad-Bhagavatam (1.3) and they are as follows: (1) Kumaras, (2) Narada, (3) Varaha, (4) Matsya, (5) Yajna, (6) Nara-Narayana, (7) Kardami Kapila, (8) Dattatreya, (9) Hayasirsa, (10) Hamsa, (11)Dhruvapriya or Prasnigarbha, (12) Risabha, (13) Prithu, (14) Narsimha, (15) Kurma, (16) Dhanvantari, (17) Mohini, (18) Vamana, (19) Bhargava (Parshuram),(20) Raghavendra(Ram), (21) Vyasa, (22) Pralambari Balaram,(23) Krishna,(24) Buddha (25) Kalki. •Because almost all of these twenty-five lila-avataras appear in one day of Brahma, which is called a kalpa, they are sometimes called kalpa-avataras.Out of these, the incarnation of Hamsa and Mohini are not permanent, but Kapila, Dattatreya, Risabha, Dhanvantari and Vyasa are five eternal forms, and they are more celebrated. The incarnations of the tortoise (Kurma), the fish (Matsya), Nara-Narayana, Varaha, Hayasirsa, Prishnigarbha, and Balaram are considered to be incarnations of vaibhava. The Purusha avataras are Karanadakshayi Vishnu, Garbodhakshayi Vishnu and Ksirodakshayi Vishnu. Similarly, there are three guna-avataras, or incarnations of the qualitative modes of nature, and these are Brahma, Vishnu and Shiva. •The four yuga-avataras are also described in Srimad-Bhagavatam. In the Satya-yuga, the incarnation of God is white; in the Treta-yuga He is red; in the Dvapara-yuga, He is blackish; and in the Kali-yuga He is also blackish, but sometimes, in a special Kali-yuga, His colour is yellowish (as in the case of Chaitanya Mahaprabhu). •Of the manvantara-avataras, there are fourteen: (1) Yajna, (2) Vibhu, (3) Satyasena, (4) Hari, (5) Vaikuntha, (6) Ajita, (7) Vamana, (8) Sarvabhauma, (9) Rsabha, (10) Visvaksena, (11) Dharmasetu, (12) Sudhama, (13) Yogesvara, (14) Brhadbhanu. Out of these fourteen manvantara-avataras, Yajna and Vamana are also lila-avataras, and the rest are manvantara-avataras. These fourteen manvantara-avataras are also known as vaibhava-avataras. •As far as the saktyavesa-avataras are concerned, they include Kapila and Rsabha, Brahma (sometimes the Lord Himself becomes Brahma), Catuhsana (the incarnation of knowledge), Narada (the incarnation of devotional service), King Prthu (the incarnation of administrative power), and Parasurama (the incarnation who subdues evil principles).
@abhishekpatel6790Ай бұрын
राधे कृष्ण राधे कृष्ण राधे कृष्ण राधे कृष्ण राधे कृष्ण
@preetamthakur6345Ай бұрын
Sona our jiski chavi kho gayi thi wo ananth padmanabh swamy temple hai or jaha sri krishna ji ka dil hai wo temple hai shri jagannath temple, dwarika nagari mili hai samundar k niche wi hai gujarath me, or mahabhatath me bhojan ki vyavasta ki gayi thi wo raja udupi, karnatak se the aisi bohoth si jahagaha hai jo sri krishna ji or prabhu sri ram ji se judi huvi hai🙏🏻dhanyawad🙏🏻
@sagardeb6926Ай бұрын
Jai shree Krishna ❤
@tarunprajapat9729Ай бұрын
Devon ke dev Mahadev
@rebadas5093Ай бұрын
ॐ नमः भगवते वासुदेवाय 🙏🏻❤️
@ChittuKumar-yx6vwАй бұрын
Amogh Leela Prabhu ka Virat yudh laiye bhailog
@jatinjuneja7918Ай бұрын
Bhagwan Shiv ji ke uper video leke aaye plz
@shantoshyadav5567Ай бұрын
Jay shree ram jai shree krishna
@upscuniverse6373Ай бұрын
Har Har Mahadev.......🚩🙏🚩
@newexile3030Ай бұрын
Jai Shree Hari Lord Laxmi Narayan
@nayansamal9602Ай бұрын
Hare krishna
@kulwindersupra589Ай бұрын
Ok reaction hai yaar aap ke
@bapunisamal6168Ай бұрын
bhagawan vishnu ka 24 avatar
@user-ashish.panditАй бұрын
Buddh Vishnu ji ke avtaar nahi sirf dharmaatma hak
@rudranarayansahoo2044Ай бұрын
aapke bolne par dediya hai alee bro ab aap mail se video toh lete nahi ab yahin par dediya hai link kalki related video hai lelein
@ProbirSanyalАй бұрын
Raas --- Dance Leela --- Ritual/Act
@Sam-lh4qeАй бұрын
👏👏
@AdityaSharma-qi3izАй бұрын
ALI BHAI PLEASE REACT ON DASHAVTAR CARTOON MOVIE.
@bhawananagori9862Ай бұрын
Devo k dev mahadev me shrishti ki starting btai h.. Usme apko sab kuch smjh ajayga hindu dharm k bare me
@क्षत्रिय-गढАй бұрын
🙏🏻🙏🏻
@manjitsingh-ve7zqАй бұрын
respect bro❤
@chandangaming3009Ай бұрын
Bhagwan vishnu ka 24 avatar ❤
@jatinjuneja7918Ай бұрын
Kalki avatar is 10th avatar not 9th avatar
@Ajaysingh-ij3jfАй бұрын
❤
@devikaeshwarya611Ай бұрын
Sanathan Dharm ko poorn roop se samajhne keliye manushy apne budhi mein bahut shudh aur upar udna hota hain. Lekin phir bhi bhagwan swayam kehte hain ke gyaan ko agar prapt karne keliye koi saksham nahi hue ho ya uss sthar tak nahi hue ho to bhi bhakti se mujhe mahsoos kar sakte ho. Yahan par bhagwan ke har avatar ek ek udheshy keliye hi hue hain. Dharm ka gehra matlab yahi hain ki har khadi mein jo bhi hona anivary hain wahi uss pal ka dharm hain. Puranom mein aise avasar hue hain jahan par unhe mathsy, koorm, varah, narasimh, vaman jaise har avatar lene pade. Aur ye life ki evolution yani jeevan ki pradham uthbhav ki sanket hain. Jaise modern science kehte hain ke pehle jal mein jeevan hua yani mathsy ya machli hua. Aur aage ki har jeevan ke kram -vikas ya evolutionary pattern har avatar se milte hain. Bhagwan Shri Krishn ko poorn avatar kehte hain kyun ki baki saare avatar sirf ek samay ke udheshy ko usi pal ka dharm keliye hua dha lekin bhagwan Krishn ne Bhagawath Geeta dwara poore jeevan ka ane wale samay ka bhi gyaan pradhan kiya hain. Aur unke jeevan bhi unhone aise jiye ki aise koi kshetr nahi ya field nahi jahan unhone swayam sabse shresht palan na kiya ho. Saare kshetr mein wah maahir dhe. Mahabharat series mein utne nahi dikhaya gaya ho lekin bhagwan sabse bada yodha dha, raja dha, kavi sresht dha, sabse shresht premi, sakha, putr, gyaani aise har ek tarah ke gyaan manushy ko unhone diya hain. Isliye wah aaj ke bhi modern man kaha gaya hain aur aane wale har yug mein bhi unke gyaan modern ya aadhunik hi rahenge isliye sabse advanced man bhi hain.Mahavishnu bhagwan sansaar ke sanchalak hain. Ya sansaar ko chalaane wala islye iss sansaar mein har aur dharm nisht hone keliye wo swayam avtharith hote hain aur unse janma hain brahma ji jo srishti ki rachayta ya creation keliye hue hain. Sadashiv bhagwan poore sansaar ko samhaar karte hain sabhi maya aur sansaar ko khatm karne ke kshamatha sirf unhi mein hain. Sadashiv bhagwan iss poore sansaar se upar sthith kehte hain aur wo utne iss maya mein vileen hona nahi chahte. Unke bhi avatar hue hain jaise kailashpati Mahadev bhi unke poorn avatar hain lekin wah Vishnu bhagwan ke utne avatar nahi lete hain. Ek hi paramathma pradhan udeshy ya main purpose keliye jo hain sthiti aur samhaar yani srishti ko chalane keliye aur khatm karne keliye Bhagwan Mahavishnu aur Bhagwan Sadashiv ke roop mein hain. Paramathma niraakar hain ya formless. Forms ya roop udheshy keliye liye jaate hain. Ek aur baat hain jaise brahmaji, Vishnu ji, Shiv ji hain waise hi shakti mein bhi trimoorti hain Ma Lakshmi, Ma Durga ya Ma parvathi aur Ma Saraswathi. Jo paramathma ke hi shakti swaroop hain. Har ek avathar ke gadha keliye ek ek puraan hain. Uss poore gadha ko kehnekeliye mahinom lag jayenge. Utne gehre hain. Jaya kishori ji ki sambhashan bahut saral ya simple magar spasht ya clear hote hain.
@PoojaGupta-iz6cyАй бұрын
Bhagwan sheshnaag par video
@sumedhamconsultancy3752Ай бұрын
good effort
@KirandevjiАй бұрын
Aapake multan main narsinha avatar hua tha....vo piller bhi hai
@meenaupadhyaya8914Ай бұрын
Narayan means nir many pani Ayan means shayan karnewale vishnu
@nirajniraja4700Ай бұрын
Sundar ❤
@RohitBhardwaj-c4xАй бұрын
Jai Laxminarayan namah 🕉️🙏🙏
@FattgroverАй бұрын
Dashavtaar movie dekho
@prashantravi1Ай бұрын
Theek se define nahin kar Paya... Agar kisi Ko define karna hai to vahan se bhav (bhakti)nikalna hoga.. Bhagwan Vishnu ka Avatar jivan ke chakra Ko samjhata hai isliye vah Sudarshan apni ungali mein dhaan karte Hain.. Sudarshan kaal (samay) Ko darshata hai.. gada Shaki, Kamal Dharm aur shankh Shanti Ko darshata hai...
@Ravindarkumar-p2y4p15 күн бұрын
Ravindra ❤❤
@VishalKumarGiri_2832Ай бұрын
Siya ke ram dekhiyega
@kkr7458Ай бұрын
Yah galat bataya Raslila Raslila meaning Nind Mein Chale Jana usmein thoda unhone photo galat Laga Diya
@rajurokhada3958Ай бұрын
Jai shree Ram 🚩🚩🚩👍👌🙏🌹
@saurabhbcpd2051Ай бұрын
Kalki 10 avtaar h fir iske baad sab kuch fir se start hoga like chakra
@anilmathur000120 күн бұрын
Barbarik shree krishna par react karo bhai views ki line lagegi
@prachibhoi9224Ай бұрын
Dashavatar dekho yar 😢
@user-yl2vg6yw5qАй бұрын
यू, ट्यूब,वाले,भाई,ए,khani,नही,है,❤सीता,राम❤
@amitantil343Ай бұрын
Indians support you
@rathangowda9376Ай бұрын
Chakravyuh Nahi yaar Sudarshan Chakra he
@anshumishra6802Ай бұрын
24Avtar hai but 9main avtar hai
@FattgroverАй бұрын
DASHAVTAAR MOVIE PLZZZZ
@bpngaming8490Ай бұрын
☸️Namo Budhai☸️😂😂😂😂😂😂😂😂
@rudranarayansahoo2044Ай бұрын
Virat yudh plzzz amogh Leela Prabhu ka zaroor Lana
@sudheerkumar6497Ай бұрын
Ye jo mandeer hai na pure bharat me Ye economical hai Puri duniya me mandi aa sakti hai Lekin bharat me mandi kabhi nahi aa sakti Kyoki har din mandeer me logo ka aana jana hota hi rahta hai Or iske karan se economi chalti rahti hai Jab akhand Bharat tha to afganistan se lekar indonesia tak mandeer tha Or pure bharat ki economic growth hota rahta tha Raja hote the alag alag lekin logo ko aane jane se mana nahi karte the Afganistan pakistan sab isliye barbad ho gaya kyoki wo jo economic growth ke liye banaya hooa tha usko kaat diya Islam ke nam par Or fir halat kharab ho gaye Aaj bhi pakistan purane sare mandeer ko bana de or viza free kar de Mahoul thik kar de jisse hinduo ko koi dar na ho To ye sare padosi desh ke halat apne aap hi thik ho jayenge
@AtulYadav-p123Ай бұрын
19:20
@ChittuKumar-yx6vwАй бұрын
Raaz ka video mat lao bahut galat information dete hai
@SunilKumar-ec3teАй бұрын
gautam budh vishnu ke avtaar nahi he kyonki iswar ajanma he ishwar prakat hote he kokh se janm nahi lete aur gautam budh maa ke kokh se paida hue the
@sanjayakenchannavar-cg5pwАй бұрын
Dakshina pith shringeri sharada peeth Karnataka
@rebadas5093Ай бұрын
You guys should watch dashavatar movie
@zsnegi940Ай бұрын
Don't know but Raaz videos do not sound appropriate 🤔 and the things mentioned sound very indifferent.
@revolution9525Ай бұрын
Raaz copy paste channel hai or kuch info manipulated hote hai
@Bundeli_LarkaАй бұрын
Adhi cheeje esko sahi pata nii he kyonki unka Dil kahi nii he wo bhgwan unki body hmare jesi nii hoti wo prakat hoti he and wapas antardhayn hoti he bahut se fact galat he dwarka me ras mandal nii hota wahan wo Raja he and Dil nii he Jagannath mandir me unka heart nii ek divy padarth yani koii divy cheej he kya he koii nii janta but heart nii he
@ashwanisehgal6955Ай бұрын
Better watch Vishnu puran serial.
@shobhafulsunge6581Ай бұрын
Aap logo ne ramayan aadhe main chod diyaaa
@PK-rz3uyАй бұрын
Dwarka
@labanyabanerjee4308Ай бұрын
Suniye...Dashavatar animated movie par react kijiye...plzz
@shobhafulsunge6581Ай бұрын
Dwarika nagri
@tarunprajapat9729Ай бұрын
Ye yatra aap kabhi bhi kar skte h koi bhi umar me
@AbhishekMadeshiya-h7iАй бұрын
Nice Apke sath ham bhi dekh lete h
@NiteshShrivastav-c4vАй бұрын
But ye char dham se bhi pare h braj bhoomi
@saurabhbcpd2051Ай бұрын
Dashavatar movie
@Vaibhav-zc2onАй бұрын
Dashavatar animated movie pr react kro
@TirthAhir-ek3iqАй бұрын
Dashavtar movie dekho.
@AkhileshkumarDakshАй бұрын
Muhammad sahab ki video le kar aaye unke baare me hame jankari karni hai
@Funnyvideo-nh1kzАй бұрын
Desavtar movie dekho ❤
@UNDERFIVEMINUTES-y7iАй бұрын
गौतम बुद्ध किसी के अवतार nhi he ye sab kalpnik baate he mangadant kahaniya he gotam buddh khud apne aapko ek insaan ki bhati dekhte he to vo avtar kese ho skte he buddh to khud hindu dharam ka khandan karte he
@PamirPradhan28 күн бұрын
Bhagwan ke avtar sugat budha hai gautam buddh nhi
@AashilSinghАй бұрын
Devon ke dev mahadev dekhe
@NquimmemmeАй бұрын
People suggesting different but best is vishnu puran made by br chopra
@Seeker390Ай бұрын
Isko kuch nahi pta jabardasti ki kahaniya banata hai kisi knowledgable bande ki video dekha karo
@rudranarayansahoo2044Ай бұрын
sach main !....inko authentic videos dedo uspe reaction aayega nhi bas raaz ki videos dhoond dhoond ke le aayenge pata nhi raaz ko sanatan dharm samjha hua hai
@secretofmind797Ай бұрын
Kalki ka avatar dasva hai navva nahi hai
@Jb-vp9yuАй бұрын
Bekkar video laya hai.. half information
@SmcguardianАй бұрын
Jab pata na ho to muh band rakho
@jsnytprwn5995Ай бұрын
Ye aadmi khud kya bol raha hai ise khud nahi pata... Na vishnu k 9 avtaro k baare me thik se bataya .. aur jink bare me bataya bhi to bas faltu bakwas ki...