Why Suzuki Cultus Overheat

  Рет қаралды 15,306

Zati Experience

Zati Experience

Күн бұрын

Assalam o Alikum Friends
Aj ki video boht Ahm hai Cultus k over heat k bary mai ap ko btana hai.
#suzukicultus
#suzukicultusoverheatproblem 1
#suzukicultusheadphase

Пікірлер: 74
@Dubai-Pak-Studio
@Dubai-Pak-Studio 2 жыл бұрын
معلوماتی ویڈیو ہے ارادہ بلدلنا پڑے گا مجھے بھی ۔۔شکریہ
@k.kdesignstudio891
@k.kdesignstudio891 2 жыл бұрын
very good information sir
@hassaanahmad3289
@hassaanahmad3289 3 жыл бұрын
Bhai same yehi heat ki problem main bhi face kr rha hun meri cltus 2006 model main...Gari start krte hi kuch dair main needle center main ajati hai ..Mechanic k paas lekr gya usne radiator ka issue btaya main radiator bhi saaf krwaya fan wgera bhi ok krwaya bht kuch krlia masla nahi khtm hua....Maine North area visit krna hai pr ab preshani ho rhi hai kahin engine ko bara masla na ajaye gari over heated hojaye or pata bhi na chale
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Ap ki gari ka head face ho ga. Ager pani kam kerti hai to
@zainahmed3798
@zainahmed3798 2 жыл бұрын
Thermostat remove kerwa dey, winter mein lagwa lain. I did the same. Merry pass bhi 2006 model ha
@umaisabdullah2563
@umaisabdullah2563 2 жыл бұрын
Colant dalwain water ni
@voyagertechnologies
@voyagertechnologies 2 жыл бұрын
Agar paani kam krti hai to ek dafa head gasket change krwao, radiator sy race dety waqt paani uper ki taraf ata hai, iska matlab head gasket me leak hai minor. Mazeed heatup honey sy bachne k lye ye chezein krein Solution : Use good quality coolant and radiator ki safayi krwaein every 6 month. Fan direct krwalo and hosakhy to fan bara lagwalo Zyada race deney sy gureiz krein. Cultus me aksar log race bahut zyada dety hein. Mere pas bhi cultus hai, 1.2- 1.5 RPM pe easily gari uthjati hai log 2 ya 2.2 RPM pe car uthatey hein.
@afainrcheema3496
@afainrcheema3496 Жыл бұрын
Bhai Mai cultus 2010 Li jab Li us ka fan direct Tha phir us Ki chip dalwa ka auto krwa Liya Lakin fan nai chala or car heat ho Gai fan nai chala asa q
@tdxibr5366
@tdxibr5366 3 жыл бұрын
Experiencing same problem even done with phasing of head and block still heating up . Pani islie Kam Karti thi jab gasket leak hoti he to Pani Sara cylinder me Chala Jata he . Aur Baki batein bhi apki bilkul theeke hein tappet awaz karate hein heat ki needle adhe se ooper nui jati heatup bhi hojae to bhi . Plz do make a video after phasing Mene 2 din pehle phase karaya he Pani to Kam nui Kar rahi ab lekin heatup abhi bhi horahi he
@hassaanahmad3289
@hassaanahmad3289 3 жыл бұрын
Sir heat needle ka koi solution mila apko jo over heated hone pr bhi center se upar nahi jati
@tdxibr5366
@tdxibr5366 3 жыл бұрын
@@hassaanahmad3289 Haan actually Mene uska meter khol ke needle adjust ki ab Sahi hoguya he . Masala yeh HOTA he meter saaf karane log needle Nikal Lete hein aur position sai nui Yaar rehti isilie aage peeche hojati he . Bohat Asan he Ghar PE Kar sakte hein KZbin se Dekh ke
@hassaanahmad3289
@hassaanahmad3289 3 жыл бұрын
@@tdxibr5366 behtr hogya ..Thanks ALot
@jameelahmed941
@jameelahmed941 3 жыл бұрын
Over heat hony pr soi full oper jati hy lazmi
@umaisabdullah2563
@umaisabdullah2563 2 жыл бұрын
No issue
@aamirahmedkhan7190
@aamirahmedkhan7190 9 ай бұрын
Pani kaam Karti hai q k radiator reverse Pani bottle mein bhej deyta hai. App radiator cap change kero bus.
@mehtabafridimehtabafridi9696
@mehtabafridimehtabafridi9696 Жыл бұрын
Bhai coolent dal kr bara readiator install karayn or rediator cap changr kr k japani 0.9 vala dal dyn
@stoneheart9679
@stoneheart9679 3 жыл бұрын
Bhai agar shuru se coolant istemal hota to na rust ata na head galta , na head gasket m space aati.
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Waki brother you are right. Lakin humny use mai gari li thi pichay se esy hi thi.
@4080423
@4080423 3 жыл бұрын
@@ZatiExperience bhai is gari ka model kia hay
@ZatiExperience
@ZatiExperience 2 жыл бұрын
2010
@noumanmustafa7435
@noumanmustafa7435 4 ай бұрын
bhai is gari ki gasket leave hai, isi liye ye pani kam kr rhi hai
@kidsplay394
@kidsplay394 2 жыл бұрын
Brother heat wali guage darmyan main agr rehti ha to is se gari heat ni hoti darmyan main guage ka hona is bt ki nishani ha k apka engine acha kaam kr rha ha agr apki guage full upr jay tb gari heat hoti ha otherwise darmyan main guage ho to us se gari heat ni hoti wo normal ki nishani ha.. Or dosri bt yeh jo apka rediator pani kam kr rha ha ap kisi mechanic se apni head gasket check krwao umeed ha apka masla hal ho jyga
@TheSunnyArain
@TheSunnyArain 3 жыл бұрын
Head k bolt dheley hain tabhi bubbles a rehey hain radioator main
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Ok ye check kerwaty hain... Thank you.
@mohsinstat
@mohsinstat 3 жыл бұрын
Mare 2012 hy us ka b same yehe masla hy
@ismailmirza5767
@ismailmirza5767 3 жыл бұрын
Water pump kay fan.zang say katam ho jatay hain.
@ismailmirza5767
@ismailmirza5767 3 жыл бұрын
i have cultus 2006.ac pay be heat ni hoti.radiator new lagwa lain.masla hal ho jey ga double tube wala.heat ki needle centre say thora sa nechay he rehti ha.pani radiator main ho to heat ki needle H pay jati ha.pani mukamal katam ho jey to pir center main he rehti ha
@farooqfarrukh4841
@farooqfarrukh4841 3 жыл бұрын
Ye pani kam kyun karti hai, i hv 2005 model.
@ismailmirza5767
@ismailmirza5767 3 жыл бұрын
@@farooqfarrukh4841 head gaskit leak ha.ya koi pipe halka sa leak ha.ager bubble hain radiator main to gaskit leak ha.300 ka gaskit aur 1800 mazdori.change it from some where
@farooqfarrukh4841
@farooqfarrukh4841 3 жыл бұрын
@@ismailmirza5767 head gaskit leak ho tu radiator main oil ana chaheye????
@tayyabthinking8896
@tayyabthinking8896 2 жыл бұрын
Sir meri gari 2006 model ha .sardion ma hum long derive b ki aik qatra b pani km nain hua.ab jb march k month ma 100 km ka safar kiya jb garh aa check kiya tou radiator ka dukkan khul k side pe parra tha okr pani makumal tore sukh gaya ha ye achanik hua pehal kbhi nain hua.ye dukkan ki waja se se sara nikla pani ya koe oor masla hua?
@ZatiExperience
@ZatiExperience 2 жыл бұрын
eski boht si wajuhat ho sakti hain . ager pani kaheen se leak hony ki waha se kam ho gaya ho ga to pressure ki waja se dhakan khul sakta hai . mazeed overheat ki jo bhe waja hai es per tafseel se many Videos bnai hain .ao wo dekh lain.
@salmanwarsi8749
@salmanwarsi8749 3 жыл бұрын
Yar ksm SE dil kr rha he apna mob tor don itna time zaya krty ho itna bat ko latkaty ho ap log just video lambi hony k chakar mei.
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Brother ap ko video mai kya bura laga? Kuch log hoty hain jinko tafseel se btana parta hai
@kidsplay394
@kidsplay394 2 жыл бұрын
😂😂
@bilalahmedkhambhro5251
@bilalahmedkhambhro5251 2 жыл бұрын
mery pas 2015 hy same problme hy
@usamarana4429
@usamarana4429 2 жыл бұрын
Mera bhi yeh masla ha
@imranjafri3770
@imranjafri3770 3 жыл бұрын
Indecator assembly ki left side wali stick tot gai hai.kia hal hy.
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Usko khol k Alfi lga dain.
@imranjafri3770
@imranjafri3770 3 жыл бұрын
@@ZatiExperience elfi kahan tehr sakti hay is pe bhia
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Elfi k sath rait.
@hassaanahmad3289
@hassaanahmad3289 3 жыл бұрын
Agar is Masle ka apko koi sultion mile to kindly lazmi share kiiye ga
@hassaanahmad3289
@hassaanahmad3289 3 жыл бұрын
Heat wali gauge ka issue nahi hoskta jo center se uper jati nahi
@suhankeerio368
@suhankeerio368 Жыл бұрын
Rediater Wala Sara Pani reserve wall main jata hai reason
@kashiflf
@kashiflf 3 жыл бұрын
Is reserve bottle check kro...
@hassanrazabharwana6854
@hassanrazabharwana6854 3 жыл бұрын
Brother gari mein pehle hi head phase hua hua hona hai aur gaskit halki compani ki dali honi hai jo Centre tak jane se hi jal jati hai Mere pas cuore hai hai wo kabhi kabhar boht garmi mein centre tak chali jati hai but kabhi yeh masla ni pesh aaya
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Good
@hassanrazabharwana6854
@hassanrazabharwana6854 2 жыл бұрын
@low prof ji fan kabhi direct ni krwana chahiye
@travellingpakistan1020
@travellingpakistan1020 2 жыл бұрын
اسلام و علیکم۔ بھای اگر اپ کی گاڑی اے سی کے ساتھ گرم ہوتی ہے۔ تو اس کا حل یہ ہے کہ اپ کسی اچھے الیکٹریشن سے ریڈییٹر پنکھا ڈایریکٹ کر دے۔ او تھر موسٹیٹ وال بھی نکال دے۔ اپ کی گاڑی گرم نہیں ہوگی۔
@ZatiExperience
@ZatiExperience 2 жыл бұрын
G bilkul esa hi hai Good.
@islamicview3046
@islamicview3046 9 ай бұрын
😢apka zati experience 😢
@karimazam15
@karimazam15 3 жыл бұрын
yr same cultus issue
@princeanas762
@princeanas762 3 жыл бұрын
bhai jb cultus over heat ho kese pata chale ga ye over heat ho gai he kanta to bich par hota he us se opar nhi jata
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
G bech se thora uper ho ga or gari ki jab race choro gay to band hony lag jati hai .
@TheSunnyArain
@TheSunnyArain 3 жыл бұрын
Thrust bearing ka awaz ata hain runnnn ruunnn karkey gear main masla nahi hai cheap gear oil hota hai company se
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Thek. Gear oil change ker k dekhty hain
@thecomparisonkiller452
@thecomparisonkiller452 3 жыл бұрын
Bhai is ghari ne masla nakalna hai margalla Le lo cultus ke video mein koi maza NAHI
@hashirfaiz4275
@hashirfaiz4275 3 жыл бұрын
Yar bhai mare cultus 11 model ha efi with AC under power feel hoti ha aisa lgta ha engine betha howa ha baqi kaye cars chalae ha aisa nhi hota
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Ac ka compressor weak ho sakta hai
@hashirfaiz4275
@hashirfaiz4275 3 жыл бұрын
@@ZatiExperience gari drive me under power feel hoti ha iska drive se kia link ha
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Eska link hai Q k jab ap ac on kerty ho to ager compressor weak ho ga to gari per ziada bojh daly ga. New compressor ya jo achi halat mai hota hai. Wo gari per ziada bojh nahe dalta.
@hashirfaiz4275
@hashirfaiz4275 3 жыл бұрын
@@ZatiExperience 2011cultus ma compressor kitna ka dale ga
@ZatiExperience
@ZatiExperience 3 жыл бұрын
Takreeban 10 hazar ka new Singapore... Warna kabli genuine wo 7 8 se lay ker 15 tak ka mily ga. Ager gari k ac ki cooling achi hai to phir ap change na kerain, Ager change kerna hai to pehly ac waly mechanic se achi trah se mashwra ker lena.
@engrranahasnain5728
@engrranahasnain5728 3 жыл бұрын
engine ki timing check karwao
@hasnainmughal4229
@hasnainmughal4229 3 жыл бұрын
Bhai timing kia kiya matlb zara clear karen plz
@junaidlucky879
@junaidlucky879 2 жыл бұрын
Head b face karvaya ha engine ka b thra pani kam krta ha phr b
@kidsplay394
@kidsplay394 2 жыл бұрын
Radiator ko utar kr usko pani ka pressure de kr check kro likage samne a jaygi ap k
@arshadpaul170
@arshadpaul170 2 жыл бұрын
Apka head ka gasket kharab lagta ha is tara gari garam hogi mere pas masha Allah 2000 model cltus ha is tara ka koi masla nhi ata koi waja hosakta ha
@imranayub6369
@imranayub6369 2 жыл бұрын
Bhai sub cultus me asee he hota han center per rook jati han Yeh heat nhi howe hoti 😂😂😂
@mukarramraufjan5317
@mukarramraufjan5317 Жыл бұрын
Faltu ki video Plz kuch experiance aur knolodge gain karain.
@doctorkhan4378
@doctorkhan4378 3 жыл бұрын
Bhai apka gasket khatam ha.
@farooqfarrukh4841
@farooqfarrukh4841 3 жыл бұрын
Kasket khatam ho tu pani main oil atta hai . is it??
@hanookkaramat8662
@hanookkaramat8662 3 жыл бұрын
Bech do
Car Heating Problem Solved
13:17
Zati Experience
Рет қаралды 20 М.
هذه الحلوى قد تقتلني 😱🍬
00:22
Cool Tool SHORTS Arabic
Рет қаралды 95 МЛН
Самое неинтересное видео
00:32
Miracle
Рет қаралды 1,4 МЛН
Apple peeling hack
00:37
_vector_
Рет қаралды 82 МЛН
王子原来是假正经#艾莎
00:39
在逃的公主
Рет қаралды 26 МЛН
save your money on carburetor
12:04
Suzuki cultus
Рет қаралды 30 М.
suzuki cultus heat up problem resolved || head gasket replacement
7:53
cultus old engine overhaul/@Nasir Autos
20:16
Nasir Autos
Рет қаралды 972
PROJECT CULTUS | 1300CC | Episode 2
17:38
Caristaniyan
Рет қаралды 31 М.
Cultus Heat Needle Best Position
4:39
Zati Experience
Рет қаралды 33 М.
Why Suzuki Cultus Overheat
8:04
Zati Experience
Рет қаралды 18 М.
suzuki cultus efi heat up Problem /why does the car heat
4:09
ali auto doctor
Рет қаралды 8 М.
هذه الحلوى قد تقتلني 😱🍬
00:22
Cool Tool SHORTS Arabic
Рет қаралды 95 МЛН