Bahot achhi jaankari diya aapne par agar mratak ne apne AC ke sath ghar ke kisi ek ka naam apne sath jod kar rakha hai to is paristhithi me baaki ke log kaise claim kare jabki wo pareshan kar raha ho plzzz bataye
@pankajjain94914 ай бұрын
मेरे पिता की बचत खाते में बड़े भाईनॉमिनी है जिन्होंने उनकी मृत्यु के उपरांत एटीएम से6 बार जिसकी शिकायत बैंक को मृत्यु प्रमाणसहित दर्ज कराई गई फिर भी बैंक ने उन्हें बाकी रुपए का भुगतानकर दिया यह सही है या गलत
@rajendrasinghchouhan77645 ай бұрын
Thank You for Your valuable information. It will help anyone in difficult situation.
@VKGURU Жыл бұрын
वेरी nice but सत्यनापंकर्ता में किसका नाम आएगा प्लीज बताये।
@ShyamlalmarndiMarndi Жыл бұрын
Bhay nomnee me rahte huve nomanee ko pasa nahi mil raha hi bank ka kahna hi ki account holder ko jaha se pasa milta tha wahka ades aplikis magrha hi to gormet office me Dene ke liye aplikis kayse likhe video banaye
@msuyoutuber9042 жыл бұрын
Sir ye jankari death vaykti ke putra ko bank se withroal krane ke ley hai ya nhi
@ABHISHEKKUMAR-se8me4 ай бұрын
Does living spouse also has to take noc from their children.
@sudeshsitoke17462 жыл бұрын
बहुत-बहुत dhanyvad sar Jankari dene ke liye🙏🙏😊
@bijoy.biswas.4 Жыл бұрын
Kya varification klia bank balo ghar ate hai?
@anshk79802 ай бұрын
@@bijoy.biswas.4yes
@lovevidz9966 Жыл бұрын
But agar account minus me h , or account holder no more to us case me ky hoga...
@neerajsoni69692 жыл бұрын
Sir agar 60.000 bank me h to kya Karna chahiye plzzzzz tell me
@ArvindPandey-dv5xi Жыл бұрын
Gankari dene ke leye bahut bahut dhanyawad
@anupkumar-fu9pt9 ай бұрын
Hii, sir mere dadi ka account hai nomani dada the, abhi dada dadi dono ka death ho chuka hai, bank wale power of aterny, Idemunty bond, pariwarik suchi banane bola hai. Power of aterny jauri hai kya? Please reply me.
@Shivanshupatel.9910 ай бұрын
Bhai is document pdf nahi mil Raha he description me bahut hi urgent please reply kariye🙏
@vlogerboycg2432 ай бұрын
Bro putra hi claim kr Sakta hai ki uska pota bhi kr sakta hai
@sachinnagar20372 жыл бұрын
Revised claim Formate ko hindi me nhi bhar sakte kya ? English me bharna jaruri hai kya ? Mene hindi me fill karke diya to bank ne vapas kr diya SBI Julwaniya
@rksinghpawar54298 ай бұрын
यदि क्लेमेंट बाकी उत्तराधिकारियों को उनका हिस्सा नहीं देता जबकि सहमति पत्र (noc) वारिसों द्वारा दिया जा चुका है। क्या क्लेमेंट पर कोई कार्यवाही की जा सकती है?
@MOHDIRFAN-jh2ki2 жыл бұрын
Sir 1 years se adhik ho Gaya without nomination Ka case hai air Maine boi me sabhi jaruri document submit Kar diye 1 month se boll rhe hai ki kaam Aapka ho Jayega but kaam abhi tak nhi hua hai kya kare RTI laga de sir please reply
@jaynarayansingh602 жыл бұрын
Mera bhi aisa ho rha hai
@roshnikabir5363 Жыл бұрын
Sir, hmare dada ji 2018 me expire ho gye the and unke bank account me paise h dada ji ke unke paise dadi ji ke bank me transfer kaise krwaye nominee add nhi h please btaiye help me and documents kya lgenge.
@dabhidilipdilipdabhi-s3p2 ай бұрын
Ek Bhai aisa hai jiski mummy ki death ho chuki hai unki mummy ke ek hi bank me teen account hai ,ek account aisa hai jisme fd dai dusre do account pansino ke hai lekin isme nomini nahi hai, aur ko fd vaala khata hai isme joint ac, mummy aur ladke ka hai to ek hi form bharna padega aur pedhi nama ka affidavit jaroor padega pls you advise me Dilip finav
@rekhagupta74372 жыл бұрын
Sir meri maa ki death ho chuki hai aur unke account 25000 Hai per Bank wale kisi saman ki guarantee ke kagaj mang rahe hain Jo Bank mein jama Rashi ke double amount ka Ho uska form kaise bharen
@jnvrohtasbyrajivranjan69606 ай бұрын
किसी आदमी के मृत्यू के बाद nominee change करना हो तो कैसे हो सकता हैं
@hardeepmamman1262 жыл бұрын
Ham 5 bro sis hai 1 brother ton hmare sath nhi ha or bo ana hi nhi chata nominee nhi hai agher nhi aea ton ki kare
@tmanyutmanyu7430 Жыл бұрын
If ac is block?
@jayshivshankar.86902 жыл бұрын
Yeh kaam kisi v wakil se karwa sakte h.ya bank ka special wakil hota h
@TechRevenue2 жыл бұрын
Agar aapke pass paise jyada hai or aapko shauk hai to vakeel laga lo vaise ye kaam aap apne se kar sakte hai
@jayshivshankar.86902 жыл бұрын
Nhi bhai hum jankari k liye puche.
@jayshivshankar.86902 жыл бұрын
Actually m mera father ka death ho chuka h aur nominee nhi h.pesa jyada h isleye puche
@TechRevenue2 жыл бұрын
@@jayshivshankar.8690 Ha to bank wale jaisa process kah rahe hai karte jaiye generally yahi process hota hai jo video me bataya gaya hai ha alag alag bank me thhoda change ho sakta hai
@Sarwarealam-b3yАй бұрын
Bhai mere abbu ka death 1 fabuary ko hua hai but baad me kisan samman nidhi aayi hai total account me 6300 rupees hain to kaise nikalega lekin nomini bhi nhi hai
@parasrathaur663211 ай бұрын
Har Bank signed claim form deti hai kya bhai😢😢
@kgf.441 Жыл бұрын
Hallo sir mere taau ji bo expayar ho gye unki saddi ni hui Unke account me koi nomini ni Hain
@rahulaadivasiy.c.4992 Жыл бұрын
Sir ji meri ek help without nomeniy me bank vale ye documents mang rahe he ye sahi he ya Galt he please help estamp 500 ka indemnity Estamp 500 ka letter of disclaimer Estamp 50 ka affidavit Estamp 1000 ka letter of indemnity Ye jo document ka recvarment he to bnana chahiye ya nahi please help me
@shivamshingh8523 Жыл бұрын
Sir kisi ke death ke bad sarkar drawa paisa aata hai toh voh milta hai ya nhi please sir reply
@vaseemahmad40252 ай бұрын
Nahi bhai unki death k bad jitna paisa aayega wo nahi milega
@daspriyankadas Жыл бұрын
Succession certificate banane k liye timing and cost kitne lagta hai?
@bijoy.biswas.4 Жыл бұрын
Kya varification klia bank balo ghar ate hai?
@anshk79802 ай бұрын
@bijoy.biswyesas.4
@its_prince_750_2 жыл бұрын
Nomine ka bhi death ho gya ho to progress kitna time lg skta hai sis plz reply
@ashutoshbehera7599 Жыл бұрын
Agar amount 20lakh se jyaada ho toh toh gurrrenter ki jarurat hota hai kya
@bijoy.biswas.4 Жыл бұрын
Kya varification klia bank balo ghar ate hai?
@TechRevenue Жыл бұрын
depend karta hai. aate bhi hai
@AGAG-pq7wk2 ай бұрын
@@TechRevenue mujse varisaan maang rahe hai ....fd hai with no nominee....eklota ladka hu.....
@sunnyrajsingh26952 жыл бұрын
Sir mere papa ki death pichle saal ho gayi thi.maine death certificate,100 rs ka estamp, ration card, pariwarik Suchi sb dikhaya pr bank bolta hai ki jo death kiya hai uske naam se pariwarik Suchi bna hona chahiye,but jo death kr chuke hai wo affidavit kaise de skta hai
@TechRevenue2 жыл бұрын
Aisa nahi hota hai death claim ka form hoga use bharo or jo claim karega vo affidavit dega
@sunnyrajsingh26952 жыл бұрын
@@TechRevenue sir death claim ka form bhara hai or affidavit bhi diya hai, phir bhi bank officer aise paresan kr rha hai
@farazahmed429192 жыл бұрын
@@TechRevenue if Both Nominee And Depositer die will i get my fd amount??
@msuyoutuber9042 жыл бұрын
Is jankari se death vaykti Ka putra bank se withroal krane Sakta hai
@theartoftheguitar492 жыл бұрын
Sir mere dadajika nominee mere papa he aur mera dada ji mer suka he... Tu mere papa ke alaba koyi or paise nikal sekta he kiya or kaise?
@djbhai41624 ай бұрын
Sir mera mummy death ho gayi hai aur galti se unki account mein paise deposit ho gaya hai . Toh uske liye kya karna parege abhi Paisa ko withdraw karne k liye
@RohitKumar-he8fv11 ай бұрын
sir ji bank ki tarf holdar name galt he or usaki deth hogae he or nominee me bhi name nahi dala he to kiya kare or 12 sal se bank me acunt tha
@pramodkudal3664 Жыл бұрын
Sir nana ki mritu hue hai ur nomine nahi kiya, ur fd recipient nahi hai par fd no pata hai, to paise nikal sakte hai kay
@HaiderAli-vj8vd5 ай бұрын
Good work sir
@abhay85472 жыл бұрын
Sir Paisa 1000000 se jyada ho to Kya krna chahiye please btana 🙏🙏
@ua1093 Жыл бұрын
😮😮😮😮... Jaldi nikalo....
@AnandYadav-mk3lj Жыл бұрын
Dadi ke pese pota nikal sakta h
@aryan-x Жыл бұрын
Death certificat original lagega???
@royalfactsindiantourist Жыл бұрын
Bhai Jo guarantee hote h wo usi bank ke chahiye ya other account holder ho
@Rakeshsharma-kb5zk Жыл бұрын
Sir kya surety jaruri hai
@saurabhsahu45912 жыл бұрын
if both the nominee and the account holder have died, then if there is a successor then what should be done next and which form will have to be filled
@constructionsrealtors10502 жыл бұрын
Same question I have
@farazahmed429192 жыл бұрын
Same question please answer.
@hadisayyed46272 жыл бұрын
Sir our claim is more than 20 lac. Surety opinion form kaise bhare? Aur Surety k Kaun Kaun se documents submit karna padenge? Kya Surety ko bank me saare documents k sath present honor padenga?
@cheater1852 жыл бұрын
Anything more than 1 lakh requires a succession certificate to be made
@VijayLaxmi-vz8st4 ай бұрын
Succession certificate kaha se bnta h
@nobody543529 күн бұрын
Sir bank me pesa aane me kitna samay lagega kyonki hamara 2 mahine se jyada ho gaya hai
@rakeshkumarmeena16742 жыл бұрын
Sir mera friend plant me kaam karta tha lekin uski death ho gai,or kyc bhi nahi hui death of birth me fark hai
@GhanshyamGupta-z5e10 ай бұрын
Mere sare ID jama karne ke bad bhi bank se mujhe pareshani ho rahi hai iska upay bataen Bank kahta hai ki regional office aur regional office kahta hai ki bank
@ddtringtones1102 Жыл бұрын
Pension ka bro kya krnaha
@gagaghbsvs25212 жыл бұрын
Hiii this side sangeeta my mother was policy holder and she was no more and meri sister nominee hai wo 18 ki nhi hai toh hum death claim nhi kar paye but ab wo 18 years ki ho gayi jab hum lic branch gaye Hume pata chala ki meri mom ke name me title ki spelling galat hai as per adhar card and nominee ki bhi iss case me hum claim kaise kare please reply.....
@TechRevenue2 жыл бұрын
Sabse pahle aapko spelling change karani hogi jiska process lic me doosra hai affidavit dena hota hai
@AGAG-pq7wk2 ай бұрын
@@TechRevenuemere se warisan maang rahe hai bank wale माता जी ki fd thi ....no nominee....eklota hu ....Kiya karna hoga
@Amitkumar-lc2iu2 жыл бұрын
Bank of India me guaranteer mangta hai ...wo jiske bank account me double se jyada paise ho ...aisa kuch rule hai kya...
@SainSk-jp1vr4 ай бұрын
Same
@GirishVerma-u7g8 ай бұрын
Pnb bank wale chor hai mai nomne hu fir bhe 36 month se clame fome na la rhe . Or rejesterd will or un k afadavid bhe da dya fir bhe
@VivekYadav-gb9rg Жыл бұрын
Dakshin Bihar gramin Bank wale dene me bahut nakre kr rehe bar bar affidavit banvate but fail kr dete hai
@AartiSharma-bi7pd Жыл бұрын
Semi yahi prosses post office ma ha to hoga
@sujatarani98354 ай бұрын
Bhai agar legal heir me ek heir out of India ho toh?
@ranipari614 Жыл бұрын
Sir keise pata kare sbi account holder ki namani kon h
@lavkushpatel2106Ай бұрын
Sir death certificate hi gum ho gaya hai kya kare
@JuliSingh-kl2cw Жыл бұрын
Sir kisi waris ko objection ho to yaise me kya hoga
@CgavyanytАй бұрын
Ek beta ka name add nhi kare hai chalega kya
@knowledgetour6534 Жыл бұрын
Sir account holder ki death ho gyi hai aur passbook bhi kho gayi hai toh sir paise kaise nikale pls sir reply me
@shivamshivanisss962611 ай бұрын
सर खाते मैं 3 लख रुपए है वकील की फीस कितनी बनेगी
@monatehentertainment4992 Жыл бұрын
Agar jinki mrityu huvi hai uske aulad nahi hai lekin bhai ya behan ke bache hai woh claim kaise kare
@Ranistudfarm7 ай бұрын
वारिस प्रमान प्रपत्र केसे बनाया जाता है
@nandnirajput4879 Жыл бұрын
Humare pas rejest will hai jis mai saf likha hai k ya my sab is ka hai or koe nahe sab document bhe pnb mai samit karadya affidavid 2 self affidavid bhe death certificate bhe jis avount mai fd hue hai us mai bhe mai nomne hu death hue hai un ka antim sanskar bhe maine kya fir bhe my mama k fd pnb nahe da rhe 2 year se chakar laga rhe cgrms mai bhe kae bar email k but pnb wale nahe sun rhe ab kya kare
@siddharthjain261 Жыл бұрын
Same issue
@sachinjain22948 ай бұрын
Agar 11 lac se upar hai to witness ke ac me kitnae paise honae cchahiyae Or witness kitnae Ho tell me pls
@anshk79802 ай бұрын
Agar ek witness ke ac me 11 lac se upar amaunt h to ek hi chal jayega
@जेरीखाल2 жыл бұрын
Kya claimant grandson v ban sakta hai? Sabki sahmati ho toh? 2. Kya savi legal heirs ko bank me jana hoga?
@ninjachcha76382 жыл бұрын
Ha jake tu bhi loot le
@जेरीखाल2 жыл бұрын
@@ninjachcha7638 thank you sir
@SATISHSHARMA-ou4xd2 жыл бұрын
Bhaiya, humne sabne milke claimaint ma ko bana diya hain, or 3no bhaiyo ne milke disclaimer kar diya hain, hamare beach main koi dispute nahi hain, kya ab bank hume court ke certificate ke liye force kar saktha hain ya nahi
@TechRevenue2 жыл бұрын
Nahi karna to nahi chahiye
@SATISHSHARMA-ou4xd2 жыл бұрын
@@TechRevenue Means You are not Sure..May be..If you sure then also tell me
@SATISHSHARMA-ou4xd2 жыл бұрын
@@TechRevenue i cant understand of your reply, apny bataya sirname hatane ke.liye aisa case nahi aaya, maine to aisa kuch pucha hi nahi ki surname hataou
@TechRevenue2 жыл бұрын
@@SATISHSHARMA-ou4xd ohhh sorry kisi or ka reply aapke me aa gaya sorry sir
@TechRevenue2 жыл бұрын
Bank ko ab court certificate nahi chahiye hoga bas aapka sabka affidavit chahiye hoga
@jasbirrana1979 Жыл бұрын
Pita k mirtyu k baad pese kese nikale bina kisi Bhai bahan k sing k Sir meri 2 sis h vo sing nhi kar Rahi h taki m pita k pese nikal lu .bina sing k m pita k pese kese nikal skta hu khud k haq k bass aap bta skte h
@shubhampal7540 Жыл бұрын
Agar samil khata patni ke saath hai aur husband ki death ho gai hai lekin fd me nominee nahi hai to kya patni ke khate me Paisa aa jata hai
@nomedictourist17212 жыл бұрын
Affidavit kitane ka lagwaye nominee ka 100 rs aur baki logo ka 10 rupye ka thik rahega reply please
@bhupendragwala45159 ай бұрын
10 /- stamp band ho gya
@Vija-f7d Жыл бұрын
Sir acount mien paisa deth ke baad aaya hai sarkari paisa hai
@abhishekrathore228710 ай бұрын
Deth ho gyi or nomini ki bhi deth ho gyi to ab kya kara
@Padhaiwithsumit2 жыл бұрын
Bank me ye sb jama krwa diya hu..abhi bol rha ki 1 week baad wo verification krne ghr pe ayega etc etc kya kre ab
@TechRevenue2 жыл бұрын
Ha to verify to hoga na sir
@TechRevenue2 жыл бұрын
Abhi agar aapka hi paisa Bank kisi or ko de do apn log to bank par claim kar denge. Isiliye verification jaroori hai. Vo log aayenge gao me panchnama banayenge or fir aange ki process hogi
@Padhaiwithsumit2 жыл бұрын
@@TechRevenue yeah but rule 1 week ka haiverify ka aur bank wala bola ki 2 mnth lg jaega aane me apke yha 😔 dikkt ye hai
@TechRevenue2 жыл бұрын
@@Padhaiwithsumit ha ye galat hai. Thhoda time jyada bol rahe hai ye
@Padhaiwithsumit2 жыл бұрын
@@TechRevenue agar 1 week me ye nayi aya then mai pension department me complain krdunga.. Rti krke..khud halat tight krdega iska
@arvindpandey87282 жыл бұрын
Yeh kathin proses hai agar koi pura nahi kar paye toh bank kya karega? Un paiso ka
@sachaaadhyatmikgyan80752 жыл бұрын
Sir,isme garenter ji hoga uske kya kya chije honi hai Jaise ki kya uske account mai same death person jitna Paisa hona chahiye ya us sa kam jyada hone par v chalega please reply
@anshk79802 ай бұрын
Garanter ke account death person ke amounts se jyada amount hona chhiye tbhi bo garnti le skta h
@AjitSingh-wk4zv7 ай бұрын
agar sary bacche ikadty na ho to kya kry
@chanchalkumar42012 жыл бұрын
Kya legal heir k alava koi or alternative hai?
@TechRevenue2 жыл бұрын
Nahi
@harshitbhaichara2 жыл бұрын
canera bank me account hai sir account me nominee nahi 300000 lakh ruppes hai kaise niklenge please reply me or kitne din me mil jaayga
@dsb700 Жыл бұрын
Succession certificate Lelo district Court se
@PremKumar-o1k1g8 ай бұрын
Kitne din me ho jata hai payment
@kaleemahmad79762 жыл бұрын
Sir me to bank me gye the vha pe baat ki to bole bina nomani k paisa ni nikle 😒
@marselinatiru9560 Жыл бұрын
Milta h
@suravigorai1416 Жыл бұрын
Sir mere papa ka death hone k baad papa ki bank acc ma Paisa Aya ha , ma kaya death hone ke baad ka paisa nikal sakta hu??? Plz reply fast , it's urgent
@manojupadttr486810 ай бұрын
Gramin Bank ka khata h 3 year ho gya h 4 mahine pehle bAnk mein Gaye the toh bola document ka photo Lelo fir ana Toh kya abhi Mera paise nikal jayega mrit wyakti ke name se tha
@manojupadttr486810 ай бұрын
Please reply Mera koi reply nhi deta kya jane kyyu
@jagdishchandra4547 Жыл бұрын
Bhai bank of baroda ka from fill karna kya karein
@dracogaming1203 ай бұрын
Sub conditione Puri karne ke bad bhi paise nahin mil rahe
@arpitajh19642 жыл бұрын
Can you share the affidavit form in English?
@bijoy.biswas.4 Жыл бұрын
Kya varification klia bank balo ghar ate hai?
@anshk79802 ай бұрын
@bijoy.biswas.yes 4
@coolkicha5932 жыл бұрын
Procedure kitana time lagega
@TechRevenue2 жыл бұрын
Maximum 7 days
@iamanubisss2 жыл бұрын
Agar noc me koi legal heir mana kar de sign na kare
@manojupadttr486810 ай бұрын
Mere dadaji ke death hue 6 saal ho gye h toh kya abhi bank se paise nikal sakte h
@eshaaaa.212 ай бұрын
Hngi
@manojupadttr486810 ай бұрын
Kitne days mein Paisa mil jata hai without nommmine
@manojupadttr486810 ай бұрын
Reply dena nhi dete ho
@SainSk-jp1vr4 ай бұрын
Diya ?
@SomPrakashJain-k3h11 ай бұрын
पुत्री को उसमे कैसे हक़ मिलेगा
@lalsinghsingh6863 ай бұрын
Bhai ek jabab chahiye
@TannuChauhan7h-sl4bw Жыл бұрын
Sir mere grand father ki death ho chuki hai 5 year phle to kya me claim kar skti hu
@surajbhardwaj5672 Жыл бұрын
Kar sakte hai
@amritakushwa90 Жыл бұрын
Claim krke paise nikalne k baad agr hume account chalu rakhna hai to rahega kya????
@mfgrajput58719 ай бұрын
Transfer ho jaaye ga apke name par
@VishnuRajput-w4j Жыл бұрын
Affidavit format bhejo bhai hi di me
@ShorttipsMasukshaikh2 жыл бұрын
Sir App se baat karna hai bahot jaruri baat hai
@thelexend58282 жыл бұрын
Sir ye bto ki jinki death ho gyi h unke 2 sons h and 3 daughter toh sabka noc dena padega ki bas 2 sons ka
@ninjachcha76382 жыл бұрын
Ooooo
@anshk79802 ай бұрын
Sbhi ko
@satyambakery80142 жыл бұрын
sar kuchh din pahle mere Papa expire hua hai claim main kar raha hun mere Naam se toSir vansawali me sister logon ka bhi Naam Dala hua hai to jab form submit karne Gaya to vah log ko bhi laane ke liye bol rahe hain samne Bina lae Kam nahin ho payega kya ka document vagaira jama karne per