Wo Qatra Hoke Samandar Dikhayi Deta Hai | Janab Nadeem Sirsivi | Jashn Eid Ghadeer | Mankunto Maula

  Рет қаралды 1,868

GRAFH AGENCY LUCKNOW

GRAFH AGENCY LUCKNOW

Күн бұрын

Пікірлер: 17
@GRAFHAGENCYLUCKNOW
@GRAFHAGENCYLUCKNOW Жыл бұрын
#nadeem_sirsivi #khush_huye_buzaro_salman #ghadeer_e_khum_me #jashn_eid_e_ghadeer #wilayat_e_ali #eid_e_ghadeer #mankunto_maula #mahfil #masjid_khadeejatul_kubra #nagdopur #lucknow_india #grafh_agency #abuzer_kintoori Jashn Eid-e-Ghadeer Wo Qatra Hoke Samandar Dikhayi Deta Hai Reciters : Janab Nadeem Sirsivi On : 2nd July 2023, Saturday Venue : Masjid Khadeejatul Kubra, Nagdopur, Mohammadabad, Gohna Organized By : Anjuman Sipah-e-Husaini, Nagdopur, Mohammadabad, Gohna Convener S.A.Hasan (Fahmi ) Contact : Maulana Kumail Abbas - 7380344192, Ali Haider - 8800829046, Jugnu - 9889188419 Global Released : GRAFH AGENCY Lucknow (U.P.) Contact : 9389772110, 8112772110
@naqviazeem54
@naqviazeem54 Жыл бұрын
Mashallah
@naqviazeem54
@naqviazeem54 Жыл бұрын
Mola salamat rakhe
@zehranaqvi51
@zehranaqvi51 11 ай бұрын
Subhan Allah ✨
@YNabi72
@YNabi72 Ай бұрын
سبحان اللہ
@shahanaabbas2414
@shahanaabbas2414 Жыл бұрын
Subhanallah
@AzadariSadatManzilHussainganj
@AzadariSadatManzilHussainganj Жыл бұрын
Behtareen Kalam Wah ❤❤
@YaAliMadad201
@YaAliMadad201 Жыл бұрын
ماشاءاللہ ماشاءاللہ ندیم بھائی بہت اچھی تضمین لگائیں تھی جیتے رہئیے اس کی داد یہی مجمع دے سکتا تھا
@passengerindia
@passengerindia Жыл бұрын
❤❤❤ Lajawab 🎉🎉🎉
@syedinayathusain1144
@syedinayathusain1144 Жыл бұрын
Jazakallah
@smarty3509
@smarty3509 Жыл бұрын
Bht bht achha. Masha Allah
@smarty3509
@smarty3509 Жыл бұрын
Wah wah bht achha kalam h
@aimanziya5997
@aimanziya5997 Жыл бұрын
Intehaai umda ..
@syedmohammadaoun1442
@syedmohammadaoun1442 Жыл бұрын
MashAllah JazakAllah
@qumlive5000
@qumlive5000 Жыл бұрын
SubhanAllah Jazak allah
@shabeehabbas3760
@shabeehabbas3760 Жыл бұрын
Masha. Allah
@zehranaqvi51
@zehranaqvi51 10 ай бұрын
Ali ع ko mai'n kitna jaanta hoo'n ? Kabhi kabhi dil se dil ki gehrai mei'n utar kar Mai'n apni tanhaiyo'n mei'n aksar Hamesha khud se yeh poochta hoo'n Ali ع ki tanhaiyo'n ko samjha hai kitna maine ? Ali ع ke dard e jigar se mai'n kitna aashna hoo'n ? Ali ع ko mai'n kitna jaanta hoo'n ? Mere sukhan mei'n, mere amal mei'n Mere shaoor o khirad ki duniya mei'n kitni hadd tak Ali ع ki khushbu basi huyi hai Ali ع ki azmat ka mehfilo mei'n Qasida padhke qasida sunke Zameer mei'n jhankta hoo'n aur bas yeh sochta hoo'n Ali ع ki nehjul balagah kitni padhi hai maine ? Ali ع ki baato'n pe gaur kitna kiya hai maine ? Ali ع ka hone ka dam to bharta hoo'n par haqiqat mei'n Apne Maula ko waqt kitna diya hai maine ? Ali ع faqeero'n ke sath mitti pe baith kar khana khaa rahe hai'n Ali ع yateemo'n ka dard godi mei'n bhar ke apni mita rahe hai'n Ali ع gareebo'n ko uth uthke raato'n mei'n rotiya'n khud khila rahe hai'n Ali ع bhatakte huye har ek aadmi ko rasta dikha rahe hai'n Jinhe zamane ki behisi ne rula diya tha Ali ع gale se laga ke unko mana rahe hai'n Muashra saaz yeh haqaiq, Ali ع ke saare pata hai'n mujh ko Mujhe pata hai ke mere Maula ne har kisi ka bhala kiya hai Mujhe pata hai ke mere Maula ne zindagi bhar Dabe huye be sahara logo'n ki dil se imdaad kitni ki hai Mujhe pata hai ke mere Maula ne zindagi saadgi se jee hai Mujhe pata hai ke mere Maula ne kitni aankho'n ke ashk poche Mujhe pata hai ke mera Maula akela raato'n mei'n uthke ummat ke haal par kitni baar roya Mujhe pata hai ke mera Maula to mehrba'n baap ki tarha har kisi se narmi se pesh aaya Muashra saaz yeh haqaiq Ali ع ke saare mai'n jaanta hoo'n Magar mei'n inpe amal nhi'n kar saka abhi tak Mai'n apni nadaniyo'n mei'n gum hoo'n Mai'n apni hi zaat ke andhero'n ki wehshato'n se lipat gaya hoo'n Mai'n apni hi mai'n ke tang o tareek daere mei'n simat gaya hoo'n Kabhi kabhi dil se dil ki gehrai mei'n utar kar Mai'n apni tanhaiyo'n mei'n aksar Hamesha khud se yeh poochta hoo'n Ali ع ki tanhaiyo'n ko samjha hai kitna maine ? Ali ع ke dard e jigar se mai'n kitna aashna hoo'n ? Ali ع ko mai'n kitna jaanta hoo'n ? Sawaal uthte hai'n zehn o dil mei'n Jawab mei'n jinke mai'n sarapa sukoot ban kar khada huya hoo'n Nidamatei'n ashk banke aankho'n se beh rahi hai'n Bas ek fariyaad hai labo'n par Karam ho mujh jaise behiso'n par Mai'n apni kota nigahi ka motarif hoo'n Maula Zabani maulai ka mai'n kirdar bas ada kar raha hoo'n Maula Ghadeer ka jashn karke jo khud se mutmain hai Rajab ki terah (13) ko mehfilo'n mei'n shareek hokar Jo khud ko Tera samajh raha hai Magar mai'n Tera kaha'n hoo'n Maula Mai'n tere Meesam tere, Abuzar ke pair ki khaak tak nhi'n hoo'n Haqiqi maulai to wahi hai'n Karam ho mujh jaise behiso'n Mai'n apni kam aaegi ka pure wajood se motarif hoo'n Maula - Janab Nadeem Sirsivi
Леон киллер и Оля Полякова 😹
00:42
Канал Смеха
Рет қаралды 4,6 МЛН
Enceinte et en Bazard: Les Chroniques du Nettoyage ! 🚽✨
00:21
Two More French
Рет қаралды 42 МЛН
My scorpion was taken away from me 😢
00:55
TyphoonFast 5
Рет қаралды 1,7 МЛН
TAQREER Maulana MEESAM ZAIDI in JASHN-E-GHADEER By GRAFH AGENCY
27:06
GRAFH AGENCY LUCKNOW
Рет қаралды 1,8 М.
Ehteram-E-Mimber Conference | Maulana Nadeem Sirsivi | Masjid Babul Ilm
17:36
Qiamat Ka Din😱 | Allama Syed Baqir Ali Naqvi | majlis 2024 | @AllamaSyedBaqirAliNaqvi
31:42
Allama Syed Baqir Ali Naqvi (Islamabad)
Рет қаралды 2,3 М.
#newvideo #kalam
Nadeem sirsivi
Qabila ashiq e aza new Kalam
3:11
Mubashir Musavi
Рет қаралды 255
Jashn E Fatima Zehra (sa) | Maulana Nadeem Asghar | Dhoulri (2019)
17:16
EID-E-GHADEER JULOOS SHIVLI AZAMGARH/ 2023
12:10
Anjuman Alamdar-E-hussaini Shivli Azamgarh
Рет қаралды 4,3 М.
NA POCHYE K KYA HUSSAIN HEN ||Last recording in Chicago|| AMJAD FREED SABRI
12:56
Леон киллер и Оля Полякова 😹
00:42
Канал Смеха
Рет қаралды 4,6 МЛН