World Famous Hyderabadi Khatti Dal/Toor Dal Ki khatti Dal/Hyderabadi Famous Friday Special Khati Dal

  Рет қаралды 1,663

HYDERABADI AMMI KE KHANE AUR KITCHEN TIPS &TRICKS

HYDERABADI AMMI KE KHANE AUR KITCHEN TIPS &TRICKS

5 ай бұрын

World Famous Hyderabadi Khatti Dal/Toor Dal Ki khatti Dal/Hyderabadi Famous Friday Special Khati Dal
Hyderabadi Khatti Dal from HEDRABADI AMMI KE KHANE Recipes
Ingredients:
Tuvar dal/toor dal (pigeon pea lentils): 200 grams
Tamatar (tomatoes): 3 medium sized
Adrak lehsan ka paste (ginger garlic paste): 1 tablespoon
Lal mirch powder (red chilli powder): 3 teapsoons
Haldi powder (turmeric powder): 1/2 teaspoon
Bareek namak (salt): 1 teaspoon
Kariyapath(curry leaves): 2 tablespoons
Kata hua hara dhaniya (chopped coriander): 2 tablespoons
Sabith hari mirchein (whole green chillies): 2
For Tempering: Tadka/baghaar
Tel (oil): 2 tablespoon
Sabith zeera (cumin seeds): 1 teaspoon
Sukhe lal mirch (whole dried red chillies): 4
Lehsan ki pothi (garlic cloves): 7
Kariyapath (curry leaves): 1 tablespoon
Procedure:
1. Pressure cooker mein dhuli hui tuvar dal, kate hue tamatar, adrak lehsan ka paste, lal mirch powder, haldi powder aur teen cup paani (3 cups water) dalkar achhi tarah se mila lijiye aur dhakkan dhaanp dijiye.
2. Teen se chaar seeti (3 to 4 whistles) aane tak ya dal galne tak pakaiyye.
3. Gali hui daal ko do cup paani (2 cups water) dalkar hand blender ya masher se ghont lijiye.
4. Paani dalne se blend karne mein asaani hogi warna agar aap masher istemaal karna chahte hain tab paani ke bina hi mash kijiye aur baad mein chaar cup pani (4 cups water) daliye.
5. Ghonti hui daal (blended lentils) mein do cup paani (2 cups water) daliye.
6. Ek cup (1 cup) imli ka gadha khatta daliyen (Iske liye mutthi bhar pakki imli ko ek cup paani mein panrah minute ke liye bheegne ke liye rakhiye).
7. Daal mein bareek namak, kariyapath, kata hua hara dhaniya aur hari mirchein dalkar achhi tarah se mila lijiye aur pandrah se bees minute (15 to 20 min) tak dheemi aanch par pakaiyye ke imli ki kachhi boo door ho jaaye.
For tempering: Tadka/baghaar:
1. Frying pn mein tel daliye.
2. Jab tel garam ho jaaye, is mein sabith zeera daliye.
3. Sabith sukhe lal mirch aur lehsan ki chheeli hui pothi (peeled garlic cloves) daliye.
4. Inhe talne ke baad aanch band kar dijiye aur kariyapath daliye.
5. Paki hui dal dalkar dal ko bhaghar lijiye.
Khatti Dal tayyar hai. Saade chawal aur koi bhi sukhe salan (plain rice and any dry curry ) ke saath serve kijiye.
Hyderabadi, Khatti Dal, Recipe, Video, URDu
Hyderabadi khatti daal recipe ❤️
keywords related to:-
daal hyderabadi #hyderabadi daal #daal recipe #khatti daal #khatti daal recipe #khatti dal #dal khatti #Hyderabadi khatti daal #tadka dal #masala daal #masala dal recipe #toor daal #simple toor daal recipe #toor Daal recipe #daal

Пікірлер
#DahiBhallaRecipe Super Soft & Juicy Street Style Dahi Bhalla || Dahi Vada Recipe #TastyFood
5:27
HYDERABADI AMMI KE KHANE AUR KITCHEN TIPS &TRICKS
Рет қаралды 44
SHADIYON WALI SILKY MUTTON MASALA CURRY🥰 VERY TASTY AND DELICIOUS 😋
7:34
HYDERABADI AMMI KE KHANE AUR KITCHEN TIPS &TRICKS
Рет қаралды 22
Finger Heart - Fancy Refill (Inside Out Animation)
00:30
FASH
Рет қаралды 29 МЛН
ПРОВЕРИЛ АРБУЗЫ #shorts
00:34
Паша Осадчий
Рет қаралды 7 МЛН
What it feels like cleaning up after a toddler.
00:40
Daniel LaBelle
Рет қаралды 92 МЛН
Ghar per hi banae hotel Jaisi mix makhani daal
5:43
RS Cooking Style
Рет қаралды 913
Desert Woman morning rotating | Traditional Village Life in Desert
29:58
Desert Last village
Рет қаралды 10 М.
Delicious Hyderabadi khatti daal
2:23
Education Fun Kitchen
Рет қаралды 76
Authentic Hyderabadi Mutton Biryani | Hyderabadi Mutton Dum Biryani #biryani
15:55
HYDERABADI AMMI KE KHANE AUR KITCHEN TIPS &TRICKS
Рет қаралды 230
Perfect Hyderabadi MUTTON MASALA TAHARI|perfect Hyderabadi Tahari recipe|
9:26
HYDERABADI AMMI KE KHANE AUR KITCHEN TIPS &TRICKS
Рет қаралды 106
Finger Heart - Fancy Refill (Inside Out Animation)
00:30
FASH
Рет қаралды 29 МЛН