ये है Bhilai का सबसे भव्य पंडाल| अंदर से शानदार खूबसूरती वाला पंडाल| Sanjay Singh |

  Рет қаралды 5,538

Bhilai Times

Bhilai Times

Күн бұрын

Пікірлер: 27
@Pushparaj-ri2dx
@Pushparaj-ri2dx 2 ай бұрын
माता भगवान से किसी को मतलब नहीं लड़की लड़के तो बस एक दूसरे को सेट करने आए है 😂😂😂😂😂😂😂
@Yadav_Ji_2K
@Yadav_Ji_2K 2 ай бұрын
Sahi kah rhe ho bhai ekdm, lekin ye hasne wali baat nahi hai.
@Pushparaj-ri2dx
@Pushparaj-ri2dx 2 ай бұрын
@@Yadav_Ji_2K बात हसने वाली ही है😂😂😂😂
@Yadav_Ji_2K
@Yadav_Ji_2K 2 ай бұрын
@@Pushparaj-ri2dx Nahi bhai, Bhilai ka mohol kharab kar diye hain sale log, isme hasne wali baat kya hai.
@akashrajput3483
@akashrajput3483 2 ай бұрын
माता का गरबा बुजुर्ग भी करते है बच्चे भी नव जवान भी पर ये मुझे समझ नहीं आया गरबा में कपल एंट्री ये कहा से लागू होता है । क्या ये सही है ।
@Kpopvlyxi_24
@Kpopvlyxi_24 2 ай бұрын
This is the best navratri pandal ❤
@asthakanabar4813
@asthakanabar4813 2 ай бұрын
No negative comments here pls...👍🏻
@manishsinha1224
@manishsinha1224 2 ай бұрын
छत्तीसगढ़ में गरबा जैसे चीज़ का कोई काम नही , इसमें कौन किस उद्देय से जाता है प्राथमिक पाठशाला के बच्चे भी बता देंगे , परदेसी लोग बर्बाद कर दिए छत्तीसगढ़ को , छत्तीसगढ़ जगार की जरूरत है तभी दुबारा लोग सुवा, कर्मा,ददरिया, देवी जस गीत , सेवा गीत,बांस गीत, डंडा नाच , गम्मत हेतु प्रेरित होंगे , जय छत्तीसगढ़ महतारी!❤🎉
@manishsinha1224
@manishsinha1224 2 ай бұрын
@@Yadav_Ji_2K पूज्य माता जी को जो कष्ट हुआ वो निंदनीय है , भक्ति में शोर की जगह नही , जो लोग शोर को भक्ति का पर्याय बनाते हैं उन्हें भक्ति नही मनोरंजन से मतलब है , एक आम ग्रामीण कभी ऐसे ढोंग पसन्द निहि करता उसे सेवा गीत ही आकर्षित करता है
@aakasharya6918
@aakasharya6918 2 ай бұрын
Bhai pardesi logo ke karan yaha ke logo ka standard thoda badha hai .padhai likhai karna sikhe hai warna yaha ke log sab aadivasi hi the rehen sehen me . Haa garba dandiya k karna aaspaas k log raat ko so nhi paate lekin saal me agar 5-6 din late soye to kuch nhi hota . Baahar k log stylish hai ,padhai likhai me chattisgarhiya logo se 50 Guna aage hai business me 100 Guna aage hai har chiz me aage hai . Tumlog bas do time khaa pike sote ho . Jyadatar daru nasha karte ho ,apni aurato ko maarte ho aur Puja paath karte ho usse accha baahari log hai kam se kam enjoy karte hai . Chattisgarhiya logo jaise dehati nhi hote pardeshi log . Bacche se lekar uncle aunty har function me participate karte hai fashionable k saath .lekin tum chattisgarhiya log bas dusro ki khushi bardaast nhi hoti .mei bhi raat ko 2 bje tak mummy saath garba karta tha subah 9 bje work from home karta tha raat k 8 bje tak aur fir 9 bje Durga pandal pahuch jata tha sector 5 aur alag alag jagah . Lekin tum chattisgarhiya log bas kuch karna nhi na padhai likhai na fashion na ghumna firna na dhang ka naukri karna bas dikhawati Puja path karke apne ghar ki aurato ko marna aur unki aazadi chinna yahi karte ho aur mata ki baat karte ho..pehle apne ghar k ladies ko unki aazadi do ghumne firne ki fashion karne ki dosti karne ki uske baad Mata ka samman kw baat karna . Pardesi logo se sikho . Chattisgarh se isliye koi famous nhi hai baahar .bas two times khaana khaaye bar kamana jaante ho aur kucch nhi
@Asahu1197
@Asahu1197 2 ай бұрын
Bhai kuch bhi mat bolo... Chhattisgarh ke logo ke jaisa is desh me koi nahi hai...bahut hi innocent ​... Yhan ke adhiktar log gavo me rahte hai to un logo ko duniyadari se jyada matlab nahi rehta... Aur ye kya baat kar rahe ho yhan ke logo apni aurto ko marte hai ..kuch bhi mat bola karo...yhan ke aadivasi ilako me ja kar dekho ..baki desh se alag yhan Matrusattatamak family hoti hai...ha kuch ghatnaye hoti hogi but dusre state ke mukable kam hi hai. Yhan ke logo ke innocence ka gmfayda bahar vale bahut uthate hai.... Bhai Garba Dandiya se ko8 problem nahi hai...but mai assume kar rha hu abhi aap CG me rahte hoge ..to yhan ki thodi ijjat kar lo sabko Stereotype mat karo.. @@aakasharya6918
@aakasharya6918
@aakasharya6918 2 ай бұрын
@@Asahu1197 oh bhai suno mei bhi yahi ka hu lekin maine abhi tak apne seher raipur aur bhilai me dekha local aurato ko koi adhikaar nhi milta unke husband se . Koi aazadi nhi baahar ghumne ki mauz Masti ki . Unki betiyon ko ladko se dosti karne nhi milta raat ko ghumne bhi nhi diya jata lekin chahe beta nashedi daru satta me barbaad hojae lekin mahilao ko koi freedom nhi . Jitne bhi club societies hai bhilai raipur me usme sirf bahari aurate hoti hai . Chattisgarhiya aurate bas Ghar ka kaam karti hai naukar jaise . Betiyon ko dusre state bheja nhi jata padhai likhai karne . Lekin dusre Pardesi log apne bachho ko videsh America England Germany bhejte padhne likhne . Lekin yaha k log itne gawar hai ki bas gareeb rehna hai choti naukri karna pasand karenge lekin bachho ko baahar dusre state nhi bhejenge . Apne aurato ko itna dabaya jata hai sanskaar aur izzat k naam pe ki unka pura confidence aur personality gira dete hai yaha ke aadmi log . Tum batao bhilai raipur bilaspur me kitne chattisgarhiya aurat doctor surgeon specialist ,engineer ,lawyer ,judge , businesswoman,school principal , bank manager hongi . Sab baahari Telugu ,Bengali ,Marathi , Punjabi,bihari log hote hai naukri me . Baat sidhai ki nhi horahi . Innocent ka kya karoge . Zindagi innocence se nhi chalta . Zindagi paise se acche aadat aur social presence se chalta hai . Do time khaana khaake sutne k liye zindagi nhi chalta . Mei khud yaha ka hu . Mere pure parivaar me aise hi hai . Aurato ko kisi chiz m participate karne nhi milta baahar k chizo me na dusri mahilao saath ghumne me . Bas aadmi log kaam se aae unko khaana bana k do itna hi hai aurato ka zindagi yaha . Tum agar bhilai raipur bilaspur me dekhna har jagah mall ,park , restaurants ,cafe me aurate maze karti hai to woh sab baahar ki aurate hai . Woh padhi likhi zyada hoti hai aur unhe aazadi milta hai unke husband se . Lekin yaha na mahila na ladkiyan kisiko nhi milta aisa azzadi ki woh baahar ghum sake . Aadivasi ki baat chodo ,aadivasi ka rehen sehen alag hai . Baat sehero ki chal rahi hai ..gaon ki nhi . Gaon me har state me ek jaisa hi lagbhag rehen sehen hota hai .
@anantkumarkoushal
@anantkumarkoushal 2 ай бұрын
Ye lokangan kha pr hai ??
@asthakanabar4813
@asthakanabar4813 2 ай бұрын
Best garba ever❤
@Kpopvlyxi_24
@Kpopvlyxi_24 2 ай бұрын
We enjoyed alot here ♡
@Kpopvlyxi_24
@Kpopvlyxi_24 2 ай бұрын
Pls no Hate here !!
@jeetuniehadjeetuniehad6404
@jeetuniehadjeetuniehad6404 2 ай бұрын
Ek koi matlab nahin hota hai garba khelne ka Jahan Mata ka Sevan nahin hota vah koi matlab yah kaise rokane mein marunga ke liye yahan aaya hai bhav bhakti kuchh nahin bus dekha hua
@ChandrhasSahu
@ChandrhasSahu 2 ай бұрын
Sabse pahli mai dekhat ho ye video la 😂😂🎉🎉
@mr.umeshsahu6154
@mr.umeshsahu6154 2 ай бұрын
🎉🎉
@jeetuniehadjeetuniehad6404
@jeetuniehadjeetuniehad6404 2 ай бұрын
Samiti ke aadami ko bhi itna samajhdari nahin ki Mata ki Mata Rani ki seva nahin kar sakte hain to garbhvati nahin karna chahie manana nahin chahie Teri chhoti bacchi hamare gaon mein Aakar dekhna kyon Bhagwati kya hai Mata
@ChandrhasSahu
@ChandrhasSahu 2 ай бұрын
Ihi baat mai like to banthe😂😂
@ruhiishda
@ruhiishda 2 ай бұрын
Garba jaruri hai 😂 Mata ji ka Ashirwad nahi 😢
@Yttkingdom
@Yttkingdom 2 ай бұрын
Maza tum karo ham adivasi apna kaam karenge
@dineshviswakrma4772
@dineshviswakrma4772 2 ай бұрын
😂😂😂😂😂
@jeetuniehadjeetuniehad6404
@jeetuniehadjeetuniehad6404 2 ай бұрын
Logon ka faltu kahe bhaiya bhav bhajan sab dikhava
Вопрос Ребром - Джиган
43:52
Gazgolder
Рет қаралды 3,8 МЛН
Sigma girl VS Sigma Error girl 2  #shorts #sigma
0:27
Jin and Hattie
Рет қаралды 124 МЛН
Вопрос Ребром - Джиган
43:52
Gazgolder
Рет қаралды 3,8 МЛН