Please tell about varieties of safeda in water logging during raining season and procedures?
@iamentrepreneur60602 жыл бұрын
please make a video on geranium farming just like this A To Z Details
@brikeshrao28293 жыл бұрын
Pani me paudhe lga sakte hai safeda ke bataiye
@Gnuste3 жыл бұрын
Sir, paani ka tds 4500 hai. Uske liye aapka Kya vichar hai
@maabaibhavlaxmi87963 жыл бұрын
Shri man ji katai ke bad dusari janareshan ki taiyari kaise kare
@ManjuDevi-vy4qh2 жыл бұрын
Maine 1by1 ped safeda ka pea.lava diya.h,sahi h ya galat,ab.kya.kar sakte h,please bataeye,
@GyaanGalaxy2 жыл бұрын
Vese koi dikkat nahi hai aur ho sake to kich distance aur badwa dijiye
3 жыл бұрын
sir kya isme adrk aur sabji ki kheti kr sakte hai kya
@GyaanGalaxy3 жыл бұрын
Ji bilkul jab paudha thoda uper nikal Jaye to aap sabji paida Kar sakte hai
3 жыл бұрын
@@GyaanGalaxy aur adrak bhi le skte hai kya sir
@GyaanGalaxy3 жыл бұрын
Ji bilkul
@neerajkumar-oy8jy2 жыл бұрын
sir isme khaad kaun sa dalna chahiye aur kab dalna chahiye pls btaye
@prabhatsingh27822 жыл бұрын
Tree to tree distance kaya hai
@VikashKumar-sp5tx Жыл бұрын
Best rate milta hai tree Kisan per
@brikeshrao28293 жыл бұрын
Mere khet me pani lag jata hai July me july me safeda laga sakte hai
@GyaanGalaxy3 жыл бұрын
Yadi Jada pani rukta ho to mat lagwaye Yadi kuch samay ke baad pani nikal jata hai to laga sakte ho
@satyendra18862 жыл бұрын
Mere pass safeda k ped hn bareilly me koi khareedne wala ho to bataye
@navidhillon20162 жыл бұрын
Apne contact no snd ni Kia
@navidhillon20162 жыл бұрын
Satyendra Apke ped bik gye
@navidhillon20162 жыл бұрын
Fb id mention kro bai
@satyendra18862 жыл бұрын
@@navidhillon2016 avi rukenge bhai hm,, sardi ka decide Kiya h, tb Mai contact kr Lunga
@ajabsingh85212 жыл бұрын
Per samperk karen safeda theakedar ajabsingh rajpot etwha up
@affanmema77653 жыл бұрын
Sir safeda P-23 Vatiety kaisi h achchi h ya nhi h
@santkumarsingh3530 Жыл бұрын
पीर
@nabialam87673 жыл бұрын
Sir jab 6 months ka safeda tree hojaaye to usme kon konsa fertiliser daala jaata h ...
@dilipkumarsaah76213 жыл бұрын
DAP
@SalimKhan-pz9xp3 жыл бұрын
Nevi seid medicine Kaha Milega
@nabialam87673 жыл бұрын
Aur jab safeda me daal bahut saare ho jaaye to use kab cut kiya jaye
@thegoldgwalior93343 жыл бұрын
Sir mujhe सपेदा ke पेड़ चाहिए
@navidhillon20162 жыл бұрын
Sale krne k liy smpark kre
@manjeetindliya20872 жыл бұрын
Hlo
@manjeetindliya20872 жыл бұрын
Price
@navidhillon20162 жыл бұрын
@@manjeetindliya2087 kitne ped hai
@pushpenderchoudhary798 Жыл бұрын
1700 eucalyptus hybrid k ped bechne h koi buyer hai???
@GyaanGalaxy Жыл бұрын
Ek baar indiamart par pata kariye waha mil sakte hai buyers
@lekhramsahu98325 ай бұрын
Isme fal kab lagega hai❤
@GyaanGalaxy5 ай бұрын
Ye phal ke ped nahi hai
@aneksinghchouhan61883 жыл бұрын
Main baat karo khareed ko raha h
@anilgodara75292 жыл бұрын
आपने कटाई के बाद खेत खाली करने पर आने वाले खर्च व समस्या के बारे में नहीं बताया।
@SohanLal-xu2gh3 ай бұрын
25000 pacis hjar jbc
@SohanLal-xu2gh3 ай бұрын
Par akr
@shishupalrathore403 Жыл бұрын
Mahoday aapane ya nahin bataya keypad kitne Aandhi Mein tutenge Sukh Ayenge aapane cdcd kar pareshan kar de ya nahin bataya ki damage Kitna hoga Kisan Ko bhramit Na Karen
@GyaanGalaxy Жыл бұрын
Mahoday maine kisi bhi kisan ko bhramit karne ka koi kam nahi kiya bas kuch jankari share ki hai. Aur jo samajdar hote hai wo kewal ek video ko dekh kar hi kheti nahi karne lagte ... Agar yese mahoday aap hai jo ek video dekh kar hi kam start kar dete hai to sabse bade bebkoof hai. Aur yese logo ko har cheej me cdcd hi samaj aati hai.. Thoda samajdari se kam karen... Dhanyawad
@gopalkandakatla75812 жыл бұрын
Mere pass 1000trees hai....khareed kar vale chahiye..... please bolo ji