very good and detailed review bhai... best of luck
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Thanks bhai
@montejurrahaman0727Ай бұрын
Nice review
@VISHANTCHOUDHARY_YT23 күн бұрын
Thanks 🙏
@Arpanmukherjee164 Жыл бұрын
Mujhe v3 ka headlamp zyada pasand hai as compare to v4. 2024 e agar fzs v3 me led tail lamp ajaye to bohot badiya hoga. Or fz me chrome finish nahi ata jo ki fzs me ata h
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
sabki apni apni choice hai mujhe V4 achi lagri hai uska instrument cluster achha hai. v3 se
@Arpanmukherjee164 Жыл бұрын
@@VISHANTCHOUDHARY_YT ha instrument cluster mujhe bhi v4 ka zyada pasand hai. Lekin head lamp thoda dabba jesa lagta hai ek acha design dena tha
@vedsagar3477 Жыл бұрын
Metallic black or matt blue?
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Matte blue
@MrZT-rz8oo Жыл бұрын
V4 main tank issue ka problem hae kiya
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Nahi
@kratos6492 ай бұрын
Ye btao fz series engine same hota hai kyoki mujhe fz x ka look bahot pasand hai
@VISHANTCHOUDHARY_YT2 ай бұрын
Yesss
@kratos6492 ай бұрын
@@VISHANTCHOUDHARY_YT or same performance and mileage rhega na fz x mee
@SS5851 Жыл бұрын
Good Review Brother
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Thanks bro.
@teachersantosh8 ай бұрын
Good review bhai ji
@VISHANTCHOUDHARY_YT7 ай бұрын
Thanks bhai jii
@mahmudulhasan16024 ай бұрын
Kya is bike mai power ka update ayega
@VISHANTCHOUDHARY_YT4 ай бұрын
Nahi , FZ25 ati thi ab vo discontinue hogyi
@mrnikisharma9577 Жыл бұрын
Bhai 💕Happy Durga💞💖❤
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Same to you bhai happy dashera
@gagandeepsingh-wg2dn5 ай бұрын
Bhai bike lena hai fzs 4.0 ya pulsar 150 twin disk kon sa le? Please reply
@VISHANTCHOUDHARY_YT5 ай бұрын
FZ hi lelo bhai
@binod6111 Жыл бұрын
Arey bhai ye yamha fz v4 ka din ka headlight band kaise hota hai
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Bhai vo bandi ni hoti hai islie to vo DRL hai
@binod6111 Жыл бұрын
@@VISHANTCHOUDHARY_YT aise me dinme toh battery me consumption bahut jayda hoga bhai din me bi Bina faltu ke
@VISHANTCHOUDHARY_YT Жыл бұрын
Bhai bina faltu ke nahi hai bs4 ke time se niyam hai ye ki day time me two wheeler me koi na koi light jarur jalegi
@binod6111 Жыл бұрын
@@VISHANTCHOUDHARY_YT iska kya solution hai Kia low beam me gadi chalawo din me