Mufti saab ne bahut badi zimmedaari li hai Allah inko kaamyab kare aur hamesha aise hi kaam le
@mussharatnaaz13257 ай бұрын
From my understanding Question 14:38 Ultimate answer 19:26 - 20:54
@allahbakshmujawar72067 ай бұрын
अगर छोटे बच्चे को भी यह बात बता दें तो वह फ़ौरन मान जाएगा , लेकिन यह ऐसे लोग हैं जो मानना ही नहीं चाहते,, लेकीन सुनने वाले बहुत अच्छी तरह समझ रहे हैं और हिदायत भी मील रही है।
@unknownspotter22757 ай бұрын
kyonki yeh log freewill ke ghulam hai, agar inhone ne Allah ko accept kar liya to phir uske hukmon ko bhi accept karna ho ga aur yeh log isi cheezon se bhaagte hain.
@unknownspotter22757 ай бұрын
@@Hitchens-k9s do you know the difference between migration for living & migration for earning? US & European countries have more options for earnings. BTW primitive Islam is way much much better than group of atheists. Just one question , what are the qualities of best manager? Did employees of MNC's interfere with top management?
@gumnamparinda49177 ай бұрын
Yeh Mufti ko aadhi bate pata nahi hai to kah deta hai allah ne bataya nahi hum nahi jante agar tum nahi jante to pucho allah se kaho log sawal kar rahe hai in logon ko apna channel chalana hota hai bas
@MojahidHussainSiddiquee4 ай бұрын
Abe gad he duniyan rah kar koi khoda sawal kar sakta hai .M.H.
@suhail79707 ай бұрын
Very good mufti sahab 🇵🇸🇵🇸🇵🇸
@musabahmad6 ай бұрын
اللہ معاف فرمائے کہ لوگ اسلام کو کیوں چھوڑ دیتے ہیں میری سمجھ سے بالاتر ہے یہ
@mohammadkamran9727Күн бұрын
اس لئے کہ شیطان نے اللہ کو چیلنج کیا ہوا ہے کہ میں انسان کو ضرور بہکاو گا ۔ شیطان نے کہا کہ میں انسان پر ہر طرف سے حملہ کروں گا ۔ آگے سے پیچھے سے اوپر سے نیچے سے دائیں سے بائیں سے۔ حتی کی مرتے دم تک انسان کو نہیں چھوڑں گا اور یہ سب قرآن میں لکھا ہوا موجود ہے ۔ ہمیں قرآن کو سوچ سمجھ کر پڑھنے کی ضرورت ہے
@dubailove22207 ай бұрын
Frist comment & love ❤️ 😍 💖 Ma sha allah So beautiful and Amazing work Jazakallah Mufti yasir nadeem al wajidi sahab Jazakallah
@mdzuber81127 ай бұрын
E bewaqoofon se asal masla hai e khuda ku hum jaisa dekte hai . Mufti saab ❤❤❤
@1sttech3787 ай бұрын
Asim Bhai ka simple and best answer
@dubailove22207 ай бұрын
ماشاء الله تبارك الرحمن
@sahidchodhari62147 ай бұрын
Akal badhi ya bains.❤dekhe agar to bahins badhi hai lekin haqeeqat mein akl Badhi hai kuch chij dekhne mein badi hoti Hai.dimag lagao lekin sochne aor dekhne me fark hai ..mufti sahab aap Ke pure team ko salam ❤
@-wp6oi7 ай бұрын
Excellent mufti yaseer ❤❤❤❤❤
@HAIDERALI-bp7tn7 ай бұрын
❤ ALLAH IS THE GREATEST ALLAH IS SUPRIME ALLAH HU AKBAR ALLAH HU AHAD ☝️❤🇵🇸❤.
@HAIDERALI-bp7tn7 ай бұрын
@@Hitchens-k9s BROCHER GOD IS ONE ALLAH PAK RABBUL ALMIN HAI RABBUL MUSLIMEN NAHI CONSEPT OF GOD IS NOT ONLY OUR CLAM BUT THIS IS REALTY AND MOSTALY PEOPLE BLEAVES IN SUPREME GOD.
@rashidshaikh40587 ай бұрын
Mashallah Mufti sahab
@blackcommando13077 ай бұрын
Masha Allah mufti sahab Behtareen ❤
@alsiddiqnasharyaat43807 ай бұрын
زبردست مفتی صاحب زبردست
@openxspacex26984 ай бұрын
Allah apne bandon se hamkalaam bilkul is tarike se kar sakta jaise ham apne conscience ki baat logon ko batate hain. However possibilities are limitless but explanations can be given within the knowledge given by Allah in all his books
@Arshad-hz9hy7 ай бұрын
Musfti Sahab ❤❤
@zohebrahman33357 ай бұрын
MashaAllah ❤
@mohdaltaf40307 ай бұрын
Mashallah zabardast
@sohelgayen76367 ай бұрын
15:33 Love, consciousness exist and can be expressed even though the dont occupy any physical space. So Allah can talk to us without occupying any space. That's simple
@sohelgayen76367 ай бұрын
@@Hitchens-k9s you are not even the boot carrier of the chairman of the Novel foundation and you are caiming to give me novel 🤣🤣🤣 don't embrace yourself with these types of stupidity
@sohelgayen76367 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ You can't even differentiate between a claim and a logical and meaningful explanation. How stupid you are!! I have describe the reason first then anything else 🤦🤦
@ehteshammalik3537 ай бұрын
Weldon Mashallah❤
@BlueEyedTwins4 ай бұрын
MashaAllah very well explained by Mufti sahab. My question is jab kehty han k khuda ka takht pani par hai iska kya matlab hai? Takht ek chiz hai aur wo kisi space me hi ho sakta hai la makan kese hoga. Aur jab khuda ne apna noor dikhaya tha to pahaar reza reza hogaya tha to kya khuda hamare space me aya tha? Please ye 2 baten explain karden. Thankyou
@Arshad-hz9hy7 ай бұрын
Islam is only one truth.... Islam is first and last ❤❤❤ Islam come from Prophet Adam (A.S) to last prophet Muhammad sallallahu alaihi wasallam ❤️🫀.....
@Arshad-hz9hy7 ай бұрын
@@Hitchens-k9s those 6 billion not come one religion 😂😂 they are come From come 4300 religion 😂😂.... Only 2.47 billion people come from Islam ❤️❤️
@Arshad-hz9hy7 ай бұрын
@@Hitchens-k9s bro According to New study muslim total population 2.47 billion... the Google show sence 2011 .. 1.8 billion which is wrong do you actually think 1.8 billion.. bhai muslim All the world fastest Growing Religion in whole World 🌍💖.....
Athiest is like if consciousness is within the space or outside space 😅. God when formless or timeless, he is eternal & unique.
@HAIDERALI-bp7tn7 ай бұрын
❤ FIRST VIEWER 🥇🏆🥇.
@ImtiyazDar-bo9vc7 ай бұрын
Love from Kashmir ❤❤❤❤❤❤
@gumnamparinda49177 ай бұрын
Aapse baat karne ke liye kya karna hoga
@HAIDERALI-bp7tn7 ай бұрын
FIRST WATCHER ❤.
@mohsinrajput72036 ай бұрын
End jawab sir.... Asalamo alekum
@HAIDERALI-bp7tn7 ай бұрын
FIRST LIKE ❤❤❤.
@RoyalHair-e3u7 ай бұрын
Hi
@shaikhjuned93547 ай бұрын
Ye bhai "USMAN MALIK" naam se aa chuke hai. Mufti sahab,qaisar bhai aur Aamir Bhai ke sath dialogue hua hai in bhai ka😂. Mufti sahab ne video upload Kari hai "Atheist admitted Ke Wo Pankha Hai" is naam se upload hai video 💯😂
@amazon5665Ай бұрын
Ahan yaad aaya hai...😂😂
@lonestarwireless30802 ай бұрын
Assalam O Alikum Meray marhoom dada meray khawab mein aai or unho nay mujh say qalam kiya. To sawal yeah banta hay k meray dada say Mera qalam kon say space mein hoi?
@rasoolbuxlashari47307 ай бұрын
Mujhy herat hy insan ek wahid ashrafal makhlokat Hy khud ko to pora samjh nai saka , na hi us ki banai hui choti chez ko . Itni bari kainaat ko nai samjh saka , aur insan nikla hy khuda ko samjhny .
@leanbo397 ай бұрын
Mufti Yasir Nadeem Al wajadi aap Mera explanation ko smjh kr or reasearch karke aane wali stream me jaroor samjhayega muslim ummah ko ki kuch sawal Krna kyo wrongly hota h 😊😊😊
@iqbalahmed9348Ай бұрын
Excellent
@noushadalam92967 ай бұрын
Aslamalikum
@AbulKalam-no9nu7 ай бұрын
In simple term , when we see, talk and listen in dream. It's seems real in dream. Even we can feel , laugh etc etc all... So the point is what is the dimension of dream.
@inamullahyousuf7 ай бұрын
Surah almominoon mentions that the believers avoid اللغو talks so it is better to focus our energies in mohkamaat and spare our intellect
@SaidSelot6 ай бұрын
भाई में नेट चलाता हूं मगर नेट मुझे दिखाई नहीं देता है
@anishpatel-od9fx3 ай бұрын
very well wajidi saab
@MOWahid_4237 ай бұрын
Allah ka wajood hai kaisa hai jaise uski shaan k layak hai uska wajood lafani hai like Allah ka hath pawon pandlii .....chehra etc jaise uski shaan k layak h
@jahirislam7 ай бұрын
Assalamu alaikum
@naseershah52817 ай бұрын
خدا کے وجود پر ایک دفعہ مولانا منظور مینگل صاحب کا بیان ضرور سنیں ۔۔۔
@zeeshanahmad26317 ай бұрын
Mufti Sahab... aapke channel per add bahut Aate Hain....
@SunniHanfi7 ай бұрын
KZbin ki policy hai ab bhai, aap monetize na karein tab bhi aayegi ads.
@HAIDERALI-bp7tn7 ай бұрын
FIRST COMMENTS ❤❤❤.
@quran4all550Ай бұрын
Allah ka jisam b hy hath b hen cahra b hoga Pr uski kefiyat ka hum idrak nai kar sakty
@shahidskkitchen68737 ай бұрын
Walaikum assalam
@aunsoomro20057 ай бұрын
Yasir bhai sheikh asim al hakeem said in his video which he states that "Prophet Muhammad cannot have intercourse with his wives" what should to do ?
@SaidSelot6 ай бұрын
कयामत के दिन तो आंखें फटी रह जाएगी वो जगह तो कहा है वो अल्लाह को मालूम है
@mdzuber81127 ай бұрын
Asim bhai ❤❤❤❤
@HARUNALRASHID3697 ай бұрын
❤❤❤❤
@asifkhanahmad92737 ай бұрын
Love from Kashmir
@mdwaseekkhan27237 ай бұрын
Zid h aur kuch nhi smjh kr bhi smjhna nhi chahte nastic bhai Allah hidayat de
@TalkTrek-ij5mw7 ай бұрын
Mufti sahab kya garibi muflisi pareshani ki wajah se insaan kufr Tak pahunch jata hai mere saath shayad yahi ho Raha hai 10 saal se lagataar koi na koi pareshani aa Rahi hai aakhir Allah mere saath esa kyu kar Raha hai shayad jab Tak aap ye massage padh rahe hoge me is duniya me na rahu mere Biwi bachcho ke liye dua karna please 😢😢😢 khuda hafiz
@aamimli-r4o7 ай бұрын
Yasir saahab ka fan ho gaya hoon
@iqbalahamad74877 ай бұрын
Jannat me qanun badal jayega vahan sochne par mil jayega khane pene par lektrig nahe hoga aor jahannm me jalayejane par mout nahe ayega
@OneMan-y9u2 ай бұрын
Allah Subhano tala Arsh par mustavi he.. Uski kaifiyat humko nahi Malum ..
@Bb-ux2kgКүн бұрын
yasir sir isme aap madan mehta wali baat keh rahe hai khuda ki jaat ke baare me. kzbin.info/www/bejne/fYiweWNngM1nhKM
@ishfaqallam-ov9pt7 ай бұрын
🌹🌹🌹
@BRMUSLIM7 ай бұрын
😊
@shabeenaqureshi30254 ай бұрын
Bhai galti ye ker rahe hai ke insaan ke laws khuda per laga rahe hai inka kehna ye hai jab hum khuda ke saamne pesh honge to hum space me honge lihaaza khuda ko humse baat kerne ke liye space me aana padega To bhai so simple is that wo Supreme hai haar cheez per qadir hai kya wo bina space occupied kare hum se baat nahi ker sakta?
@StarAsh_77 ай бұрын
The Atheistic morality says, "My body my rules" but my atheist bro said that his body is not his body. 😢
@MohammadTahir7057 ай бұрын
خلوص دل میں.۔۔۔۔۔لبوں پہ مسکراہٹ رہنے دو نہ خود اداس رہو۔۔۔۔۔نہ کسی کو اداس رہنے دو
@nishatenterprises77647 ай бұрын
Ye log khud ko ex muslim bolte hai. Magar inke sawal se lagta hai ki ye kabhi iman laye hi nahi khuda pe. Warna itne jahiliyat bhare sawal kabji na uthate.
@Realtiywithhuman5 ай бұрын
Islam kehta hai ki hamesha rehne wali zaat sirf allah ki hai aur fir ye kehta hai ki jo log achche amal karenge wo jannat me hamesha rahenge aur fur wahan mout nahi aayegi to kya fir insaan allah ki barabari kar lega ? Kyunki fir hamesha rehne wali sifat allah ki hena ?
@ZAPDEE84111 күн бұрын
Ham peda hote hai aur hum marte hai. Allah khudse Zinda hai aur har cheez ko thamne wala hai. Usse moat nahi aati. Aur hame aati hai. Hum us waqt bhi jo Zinda rahenge woh Allah rabbul izzat ke chahne se Zinda honge. Har shaks har zaat Marti hai. Par Allah maut se paak hai. Allah ke saath shareek tab toh hote jab ham peda na hote aur marte nahi.
@Realtiywithhuman11 күн бұрын
@ZAPDEE841 bhai pehle us ko to sabit to kar do jo kayanat ke bahar hai jisko tumne apna rab banaya hua hai aur jiska tumhe bhi sahi me nahi pata ki hai bhi ya nahi zinda marne ki baat to baad me aati hai
@Realtiywithhuman11 күн бұрын
@ZAPDEE841 tum bus apne dimag se jawab dete ho bus explain nahi kar paate jo dimag me aata hai wo jawab chipka dete ho
@Realtiywithhuman11 күн бұрын
@@ZAPDEE841 yaani uske chahne se ( jo kaynat se bahar hai) insaan hamesha zinda rahega to agar wo agr uske baad ye chahne lage ki tum sab fir se mar jao aur tum sab ko wo khatm kar de to fir tum to kuch bhi nahi kar paoge because tumhare haath me to kuch bhi nahi hai ( iska matlab hai ki hum sab katputhli hai bus ) because agar ye sab chahne se hai to wo to kuch bhi chah sakta hai .
@DrSyedTasadduqHussain7 ай бұрын
Nastak 😂😂😂😂 Atheism is dangerous to humanity.....
@Handle_with_cares7 ай бұрын
@@Hitchens-k9s tu har jagah hagta hai pr tere saare research faild hain
@user-AS20037 ай бұрын
@@Hitchens-k9sअपनी पहचान छुपाना पड़ रही हैं हिन्दु को लाचार 😂😂😂😂
@user-AS20037 ай бұрын
@@Hitchens-k9s pahele real id aa gobar bhkt fir bat karenge 😂😂😂
@They6737 ай бұрын
@@Hitchens-k9shey lingta you're high on dung and mutr
@user-AS20037 ай бұрын
@@Hitchens-k9s gobar khane wale nam chupate hai 😂😂😂😂
@mohammadalam44347 ай бұрын
Is Bhai ka sawal achha tha mufti sahb par aplog sahi samjha nahi sake Kya Allah Quran me nahi farmata ke sato asman ko Allah Apne sidhe hath me lapet lega Kya hum Allah ke pindli Mubarak ka youme Akhirat me sajda nahi karenge?
@SaadKhan-ey7vr7 ай бұрын
To bhai aap hi smjha do 🥲 thoda hamare ilm me izafa hoga🤌
@SunniHanfi7 ай бұрын
Kya aap in "Sifaat" se jism ke aaza muraad lete hai? (Nauzubillah) Allah jism se paak hai, In sifaat ke bare me Allah ne kaha, LAA YALAMU TAWEELAHU ILLALLAH aur apne baare me bata diya, LAYSA KA MISLIHI SHAY'UN yani Allah kisi bhi shay(Cheez) ki tarah nahi hai, khususan makhlooq ki tarah mujassam.
@nadimsyed8317 ай бұрын
Bilkul Sahi
@nadimsyed8317 ай бұрын
Bilkul Sahi
@nadimsyed8317 ай бұрын
Bilkul Sahi
@Kya-haal-he-bhai7 ай бұрын
Ibn temiyah r.a ne kaha he ki khuda ka hath he lekin uski shan ke mutabik
@SunniHanfi7 ай бұрын
Ibn taimiyah Reh. Ka rujhaan tajseem ki taraf zyada hai, Allah unke tafareudaat ko maaf farmayein aur khidmaat qabul farmaye, lekin wo Aslaaf me se nahi hai 600 hijri ke baad hai, Ahle sunnat ke aslaaf first 300 saal walo ne jism ki nafi ki hai, tajseem ka aqidah mujassimah firqe ka hai.
@Kya-haal-he-bhai7 ай бұрын
@@SunniHanfi to bhai ek aur sawal he Allah kaha he
@SunniHanfi7 ай бұрын
@@Kya-haal-he-bhai Is sawal se Malum hota hai ke Sawal karne wala Allah ko Mahdud fil Makan (Limited in space) maanta hai, jab ke makan (space) haadis hai yani hamesha se nahi hai baad me banaya Allah ne aur space (makan) makhlooq bhi hai, Ab agar koi Allah Ko space occupying being maane to ek to wo Mahdud fil Makan Maan Raha he, dusra hulool fil makhlooq bhi lazim ayega, teesra ye ke Mahdood hona khud apne aap me Sifaate Ajsaam me se hai Jo ke LAYSA KAMISLIHI SHAY'UN aur Aslaaf ki tasreehat jisme iski nafi hai iske khilaaf hai. Isliye usuli taur pe jawab ye banega Allah Azal se hai yani hamesha se hai, Jism aur makhlook se tashbeeh se paak hai, waajibul wujud hai aur Laamakaan hai, Arbi me kahenge ALLAHU MAUJUDUN BILA MAKAAN.
@Kya-haal-he-bhai7 ай бұрын
@@SunniHanfi क्या उसने खुद कुरान में नही कहा अर्श के बारे में जैसे हमबलियों का मानना हे और नबी ने एक औरत से पूछा अल्लाह कहा हे तो उसने एक अंगुली ऊपर उठाई यानी ऊपर इशारा किया
@SunniHanfi7 ай бұрын
@@Kya-haal-he-bhaiBhai Hindi me kyu likhne lage... Khair --- AAp jin Aayaate Quraanika zikr kar rahe hai Wo Mutashabihaat me se hai jaisa ke aslaaf ne kaha, Allah ne farmaya "WAMAA YALAMU TAWEELAHU ILLALLAH" "Uska Maana Allah ke siva koi nahi jaanta", Aur mazeed farmaya "JINKE DILO ME TEDHA PAN HAI WO USI KI JUSTUJU ME LAGE REHTE HA" mazeed farmaya jo RASIKHEEN FIL ILM hai wo kehte hai ham ispe imaan laye,, Ye sab ek hi ayat me hai Surah AALE IMRAN ayat no: 7 - Yani ye ke Sifaat par iman laana hai - lekin uska agar zehn me koi bhi aisa maana araha hai jisse makhlook se tashbeeh ho rahi hai ya Allah ke liye koi tasawwur zehn me ban raha hai ya ye ki kisi ki Misl hai to wo glat hoga - Kyuke "Laysa kamithlihi shay'" (ash-shuraa/11) jiska matlab hai "There is nothing like Him" So jo kuch bhi tum tasawwur karo waisa Allah nahi hai, Yahi imtihan hai Aql walo ke liye Allah ki taraf se ke Jab keh diya uska Maana Allah ke siva koi nahi jaanta to apne Aql ke ghode daudana band karte hai ya nahi. aur isi ki khod kured aur toh me lage rehne walo ke bare me kaha ye wo honge jinke dilo me tedh hai. Ab Quran keh raha hai sifaate bari ataala ka Maaana Allah ke Siva koi nahi jaanta, aur ye bhi Ijma'ee aqeeda hai ke Tashbeeh Jaiz nahi, iske bawajood Sifaate Baritaala ka agar koi Kuch matlab bayan kare khaas kar ke jisse tashbeeho tajseem lazim aati ho galat hi hoga, kyuke LAYSA KAMITHLIHI SHAY'UN ke khilaf hai. Iske bawajud bhi agar koi bazidd hai apni taraf se sifaat ka maane ka ta'ayyun karne ke liye to fir sawal usse hoga aapka bayan kiya hua maana murad hai to wo LAYSA KAMITHLI SHAY;UN SE mutazaad hai. to ham Ijmaee aqida lenge aap ke maane kekhilaf. Rahi baat Hanbalio ki to Isme Sahih galat dono paye jaate hai, Har matil firqa jaise moatazila, mujassima, mushabbiha, bhi charo mazahib me se hi kisi ek ke manne wale the - Lekin Fiqhi Mazhab saheeh hona Aqide ke saheeh hone ki zamanat nahi hai, Jaise ka Aaj kal boht se Hanafi Gairullah se madad mangte hai. Rahi baat baat Gumraho ki to Allamah Ibnul Jawzi Hanbali ne "Daf'usshubahuttashbeeh" me jam kar radd kar diya hai tashbeeh ka aur jo mushabbiha aur mujassimah Imam ahmad ki taraf apna galat aqida e tajseemo tashbeeh mansoob karte the unhe galat sabit kiya hai, Isi tarah Har zamane me Saheeh Hanabilah ne tardeed ki hai, Khud Allamah ibne taimiyah reh. ke zamane me bi aur unke baad bhi Hanabilah ne unke tafarrudaat se bara'at ka izhar kiya fiqhi muqam ke maanne ke baad bhi. Allamah ibne taimiyah ne to yahaya tak likha hai Bayan Talbeesul Jahmiyah me ke nauzubillah bagair jism ke wujud hi mumkin nahi, yani nauzubillah apne wujud ke liye khuda jism ka mohtaj hogaya. Bahar haal - Isper Moatadil Mauqaf Ahle Sunnat waljmaat ke Fikri mazahib ka ittifaqi mauqaf yahi hai ke Sifaate mutashabihaat ke Qat'ee maana Allah ke siva koi nahi jaanta jaisa ke Allah ne Quran me khud farma dia, aur Rahi baat Zanni ki to sirf Imkaan ke darje me Koi taweel kar sakta hai jisme koi tashbeeh na ho, yani Mumkin hai ke Fula maana ho, taake Awam Zehn me Laysa kamithlihi shay'un ke khilaf Tajseem ka maana aur tasavvur na bane, Albatta ye Zanni taweel sirf jawaz ke hukm me hai, isi nuktah par Saheeh Hanabilah agarche zanni taweel ke bhi qail nahi lekin qaileen par nakeer bhi nahi ki kyu ke wo zanni hai, Haa koi Qat'ee taweel kare to sab ke nazdeen Najaiz hai isme koi ikhtilaf nahi. Sirf Sahee Bukhari me kitabuttafseer me dher sari taweelaat mil jayegi, Sahih hanbali aqidah ke liye ye kitabein dekhein, Daf'u shubahuttashbeeh, Nihayatul mubtadi'een fee usuliddeen, Al Ayn wal athar Fee Aqaidi Ahlil Athar wagerah. Rahi baat aapne Hadithe jariyah ka tazkirah kia, Awwalan Akbaare ahaad ke hkaam se waqifiiyat rakhni chahiye, Saaniyan Khabre wahi bhi Shadeed Muztarib hai aur sirf aur sirf isi hadith par puri kitab likhi jaa chuki hai. Imam Nawawi ne bhi iski sharah likhi hai Mirqaat ul MAfateeh me bhi hai, bahar haal wese hi comment kaffi taweel hogaya. Puri Arabi kitabein hai hadith al jariya ke turooq aur Mutoon par sair hasil kalam hai - Khulasah yahi hai ke jo matlab nikala ja raha hai wo nahi nikalta waha se.
@unknownspotter22757 ай бұрын
2:15 shayad tumhari research adhuri hai ya tumne quran padah hi nahi hai, Allah tala ka deedar logon ko jannat me ho ga , Qayamat ke din nahi. kisi kingdom ke sab se powerfull King hota hai to kya poora kingdom uski physical being ke andar hai ?ya poore kingdom pe uska control hota hai.
@unknownspotter22757 ай бұрын
@@Hitchens-k9s reasons for becoming X are varying. Many don't know anything about religion only for some financial or other benefits they convert or leave , very few are there who left after they didn't find answers as per their convenience. their last resort is we can't see God that's why we not believe Him.
@unknownspotter22757 ай бұрын
@@Hitchens-k9s if u want physical evidence than it's zero in this life because Allah is beyond science/physical world but if you check literature than you'll find many.
@unknownspotter22757 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ that's the beauty of belief, you people can't understand with it.
@rashid28837 ай бұрын
Yeh God Ko Insanu jysa smajtai hn.aur God ki banayi Laws ko God pai Apply krtai hn, Common sense bi nhi hn in main.
@rashid28837 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ Read surah Ikhlas Quran chapter 112 -Say, ˹O Prophet,˺ “He is Allah-One ˹and Indivisible˺; Allah-the Sustainer ˹needed by all˺ He has never had offspring, nor was He born.And there is none comparable to Him.
@ghazalaafroz24597 ай бұрын
Space space space.....😅
@farhanazmi6237 ай бұрын
Atheists itne confused kyun hotey hain!!!!
@farhanazmi6237 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ Sochna vichar kerna is completely different from being confused.. I think you are also a confused person who can't understand the definition of being confuse!!!
@farhanazmi6237 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ A low IQ person is always be a confuse. It doesn't matter if he is thinking or not. He will be confused while walking on the road, while driving a vehicle, while having a sleep... But if you have a stable brain, You won't be confused so easily even if you have been stuck in a big problem. Your brain will focus on the solution of that problem instead of being Yes,No, May be, May not be type confusion...
@farhanazmi6237 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ Aisa tumse kisne boldiya ki jo insan zyada sochega wo confuse zyada hoga??? Zyada sochne se insan ka brain stable hota hai aur wo kisi bhi point per focused way me sochne lagta hai. Confuse wahi hota hai jiska brain ya to naturally low IQ ho ya phir wo jisne apni zindagi me bahot kamm brain use Kiya ho.... Tumharey logic ke hisab se to scientist bahot hi zyada confused personalities honi chahiye kyunki wo to tumse 100 times sochtey rehtay hain, Most of the scientist ke dimagh me sotey waqt bhi theories run kerti rehti hain, Wo confused personality ke kyun nhi hotey??
@farhanazmi6237 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ Aur jaha tak rhi baat Quran aur tumhari dharmik grantho ki to usme farq ye hai ki tumharey tamam dharmik granth scientific theories (hypothesis) ki tarah hain isliye tumhe unko check kerna padta hai ki aaj ke time me tumharey dharmik granth applicable bhi hain ya nhi, Vedanta(sect who assume now veds are not applicable) iska sabse bada example hai While Quran hamarey liye Scientific law (fact) ki tarah hai, Ye jitna 1000 saal pehle practically applicable tha utna hi aaj hai aur utna hi 10000 saal baad bhi rahega.... Tum Aisa objection isliye ker rhi kyunki tum hindu religious group me paida huyi aur tumharey paas koi factual authentic book nhi hai aur tumhari koi bhi book aaj ke time per completely applicable bhi nhi hai. So aisi condition me agar tumlog apna dimagh use kiye Bina directly apne book ko follow kerna start kerdiye to Africa ke jungliyun ko replicate ker jaoge...
@farhanazmi6237 ай бұрын
@_Sunaina_Is_Here_ Aap ko kuch maloom hi nhi bass waise hi khudko aqalmand maney baithi ho... Personality charactereristics hoti hai confuse hone wali. Kabhi psychology padhi hoti to ye sab basics maloom hotey. Kisi KZbin channel se jo rata diya gya hai wahi le aa ker debate start kerdi. Agar soch vichar se logo ke andar confusion paida hoti to tumhe kya lagta hai ki scientists log soch vichar nhi kertey ya scientists duniya ke sabse confuse logo ka group hota hai??? You are now again confusing with terms confuse and analysis. Confuse hone ke liye soch vichar ki zarurat nhi hoti, Wo log jo zindagi me kuch bhi nhi ker rhe hotey wo rasta chalte huye confuse ho rhe hote hain, Iska ye matlab thodi ho jata hai ki wo rasta chakker kuch extraordinary ker rhe. Analysis wo step hota hai jab admi kisi cheez ko dekhker usper apna brain use ker rha hota hai. Aur iss step ko confusion bilkul nhi bola jata.
@Rico-Suave_11 күн бұрын
How can these grown adults with beards have the logic of an elementary school kid you’re grown adults and your logic is so childish. It’s unbelievable.
@rafatanjumkhan87177 ай бұрын
Apni aqal ka istemaal karke ye ex Muslim ban gaya astaghfirullah
@rahnumatv45407 ай бұрын
Allah arsh par mustavi hai. Allah ke haath saabit hain Allah ke pair saabit hain. Allah ka hansna, naraaz hona,saabit hai... In sifaat ki kaifiyat majhool hai Ospar imaan laana waajib hai. Mufti sahab ! aap ka ye kahna bil kul sahi nahi hai ki Allah ki body nahi hai...
@SunniHanfi7 ай бұрын
AAp jin Aayaate Quraanika zikr kar rahe hai Wo Mutashabihaat me se hai jaisa ke aslaaf ne kaha, Allah ne farmaya "WAMAA YALAMU TAWEELAHU ILLALLAH" "Uska Maana Allah ke siva koi nahi jaanta", Aur mazeed farmaya "JINKE DILO ME TEDHA PAN HAI WO USI KI JUSTUJU ME LAGE REHTE HA" mazeed farmaya jo RASIKHEEN FIL ILM hai wo kehte hai ham ispe imaan laye,, Ye sab ek hi ayat me hai Surah AALE IMRAN ayat no: 7
@SunniHanfi7 ай бұрын
Yani ye ke Sifaat par iman laana hai - lekin uska agar zehn me koi bhi aisa maana araha hai jisse makhlook se tashbeeh ho rahi hai ya Allah ke liye koi tasawwur zehn me ban raha hai ya ye ki kisi ki Misl hai to wo glat hoga - Kyuke "Laysa kamithlihi shay'" (ash-shuraa/11) jiska matlab hai "There is nothing like Him" So jo kuch bhi tum tasawwur karo waisa Allah nahi hai, 2 -- Agar Aapke zehn me mujassam maana hai iska to ye Tamseel ha makhlooq se jo ke galat hai.
@SunniHanfi7 ай бұрын
Yahi imtihan hai Aql walo ke liye Allah ki taraf se ke Jab keh diya uska Maana Allah ke siva koi nahi jaanta to apne Aql ke ghode daudana band karte hai ya nahi. aur isi ki khod kured aur toh me lage rehne walo ke bare me kaha ye wo honge jinke dilo me tedh hai.
@SunniHanfi7 ай бұрын
Ab Quran keh raha hai sifaate bari ataala ka Maaana Allah ke Siva koi nahi jaanta, aur ye bhi Ijma'ee aqeeda hai ke Tashbeeh Jaiz nahi, iske bawajood Sifaate Baritaala ka agar koi Kuch matlab bayan kare khaas kar ke jisse tashbeeho tajseem lazim aati ho galat hi hoga, kyuke LAYSA KAMITHLIHI SHAY'UN ke khilaf hai.
@SunniHanfi7 ай бұрын
Iske bawajud bhi agar koi bazidd hai apni taraf se sifaat ka maane ka ta'ayyun karne ke liye to fir sawal usse hoga aapka bayan kiya hua maana murad hai to wo LAYSA KAMITHLI SHAY;UN SE mutazaad hai. to ham Ijmaee aqida lenge aap ke maane kekhilaf.
@mansooralamkhan32117 ай бұрын
Nastik sb Christian hain , to bolo bhai main Christian hoon . Pata hai na k 1 minute main phuss ho Jaayega.
@mujibpsha1565 ай бұрын
Pagal kya khake ayre...😂 A shyad bhooka hy... Isko kuch khiladoooo...
@nageennayak45697 ай бұрын
Kuch bhi mufti bhai😂
@faizuddin71477 ай бұрын
Bhai ke hisaab ager apne aap ko jaan jNe ke baad koi iske saath kuchh bhi ker re isko koi dikkat nhi hogi kiya pagal insaan hai 😂😂😂
@SarajuddinMusalman-j2w6 ай бұрын
Allah Ye kaunse Musalman he Islam se bahar hogaihe Allah aap inko mafinama denge mereliye to Islam se bahar jaise jismse rooh nikalna
@faizuddin71477 ай бұрын
Lagta hai ye coma se baher aya hai😅😅😅
@realindia71067 ай бұрын
Janab isse ye pucho ki allah ka inkar karta h to apne maa bap ka inkar bhi kar kiu ki tujhe pata hi nhi tha ki dunya me tu kese aya ye bat bhi to tere maa bap ne batai h ki tu hamara beta h to tu unko bhi bol ki sabit karo ki tum mere maa bap ho fir iska bap jo iski kutai karega fur isko pata chalega ki peda karne wale se sawal karna kiya hota h ye log jahil h inko samjhna esa hi h jese machli ko bolna sikhana
@Riyaz5566.7 ай бұрын
Mufti jalebi bai
@khan.muslim82246 ай бұрын
Bhagao isko time west kar raha hai
@shafqatrezwan73977 ай бұрын
❤🇧🇩
@majidiqbal89907 ай бұрын
Hamarai haat aur pair gawahi dai gai.
@Zakielectric7 ай бұрын
یہ جہل مطلق ہے 🍼🥳🥳🥳🥳
@MohsinKhan-hn8tt10 күн бұрын
Ye jhooth bol rha hai ye muslim nhi hai ye wahi bate kr rha hai jo sanatani krte hain ke hmsab bhagwan ka ansh hain aur hmsab jab moksh ko prapt krenge to usi bhagwan m leen hojayenge
@Gharwapas7 ай бұрын
🤢🥶🥵😱🤪😭 *Bewakoof sugar bimaari hai kya? Jalebi kha...ya bhag yaha se...10th fail se aisey sawaal karega?*