Рет қаралды 43,733
Rasool Akram (s) aur Imam Ali (as) ke sath bagh mein tahal rahe the, ek shahad ki makkhi bhin bhinate huwe apne lazeez shahad ka raaz batati hai.
Aaiye seekhte hain kis trah Salawat bhejna shahed ki tarah! humari zindagi mein mithas gholta hai
Comment Here: / @sabeeltoonsofficial
Lyrics:
Ek roz jo Paighambar, Hamrahe Ali Maula
Ek Bagh Se Jo Guzre, Mausam bhi Tha Garmi Ka
Ek roz jo Paighambar, Hamrahe Ali Maula
Ek Bagh Se Jo Guzre, Mausam bhi Tha Garmi Ka
Dekha jo Payambar ko Khushbu ki Chali Aayi
Makkhi Wo Shahad Ki Thi Daman Mein Jagah Payi
Chume wo Reda Unki, Atrafe Nabi Ghume
Qadmo Mein Bichhi Jaye, Pairon Ko Kabhi Chume
Pairon Ko Kabhi Chume
Puchha Jo Payambar Ne, Ek baat to Batlana
Meetha Hai Shahad Kaise, Yeh Raaz To Samjhna
Yeh Raaz To Samjhna
Goya Hui wo Makkhi, jab Naam Tumhara Lun
Us Naam Ki Barkat Se, 100 Phool Khilen Har Su
100 Phool Khilen Har Su
Ras Phoolon Ka Peeti Hun, Salawat Padhun Har Dum
Salwat Ki Barkat Se, Banta Hai Shahad Khatm
Banta Hai Shahad Khatm
Behtar Hai Yeh Shakar se Aur Qand se Aala Hai
Yeh Zayeqa Shahad Mein, Salwat Ne Daala Hai

Do not forget to SUBSCRIBE and click the BELL ((A)) for the notification.
--------------------------------------------------
Follow SabeelToons on social media platforms!
Facebook: / sabeelkids
Instagram: / sabeelkids
X(Twitter): / sabeelkids
Whatsapp: chat.whatsapp....
Sabeel Toons ko film making ke liye financially support karne ke liye abhi hamse WhatsApp (only message) se rabta karen..
+918928514110