Private me 10-15k pr G mrwane se acha hi hai....km se km jitni maari jayegi salary to achi khasi milegi😂😂
@arkadipganguly287116 күн бұрын
U know u deserve this .....
@AmitPandey-be9jf14 күн бұрын
Puchh rha hai ki bta rha hai....
@shriya109918 күн бұрын
Same situation in my branch 😭 Govt itne schemes launch krti hai ek baar sochti nahi ki itne kam staff hai . Ek scheme k peeche account jinka band hai use chalu kro, kyc kro, uske baad fir cash counter me bheed. Ek baar sachhai kya boldo bank ka log troll Krna chalu krdete hain Srf bank me kaam krne wale hi ye smjh skte hain
@nitinkanirkshan184718 күн бұрын
Exactly
@pankmayikavita247820 күн бұрын
Guys seriously listen to this before preparing for Hyped exams like SBI PO please consider that these jobs will treat u like slaves and this is just a call center job. Ps- i am a sbi po
@srbhsngh79620 күн бұрын
Kha p posted ho bhai I'm also sbi po in Uttrakhand
@AmitKumar-fg9qr20 күн бұрын
Railway je is much more tougher than this.. 24*7 even in holidays you will have to be in headquarter and be ready to attend failure
@srbhsngh79620 күн бұрын
@@AmitKumar-fg9qr tell me u never been into target based jobs without telling me. 😄
@AmitKumar-fg9qr20 күн бұрын
@@srbhsngh796 target based is better..at least there is a limit.. in railways, failure may come anytime and you will have to attend even if it is midnight you will have to go to railway tracks on foot
@pankmayikavita247820 күн бұрын
@@AmitKumar-fg9qr are bhai koi limit nhi h customer s review lene tak k targets h roz k
@devsaha371120 күн бұрын
Mere dost ne isi bar central bank of India join kiya hai, joining k 15 din bad jab wo mere se bat kar rha tha to indirectly usne kaha tha ki agr time hai to kuch aur chijo ka preparation kariye sath he uske manager ne v yahi bola...aisa kyu usne bola pata nahi par ek bat maine keh sakta hu ki ye reels jo bana kar social media pe post karte hai unke chakkar me mat pado...
@pitambardewangan554120 күн бұрын
Bhut sahi bhaiya we must know negative part of the job then only we can choose the job wisely. Appreciate you 👍👍
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
Thanku
@ashnasingh511220 күн бұрын
Truly!! I had my SBI JA pre exam on 5 Jan and jab maine apna exam submit kiya tabhi peeche se SBI se ek employee waha aate h and he asked kaisa hua paper! I said It was good...Aur baad me unhone bataya ki time hai toh CGL ke liye prepare karo kyoki banks me koii aapke work ko appreciate nahi karta! Sheeshe ke aage aur peeche ki reality different h😅
@blackpantherpal141420 күн бұрын
To phir yeh log regin kyu nhi karte hai ....aise bahut sare log hai jo jinko bahut need hai ..yhi job m..😢
@grrrr496419 күн бұрын
They can't, they've already crossed their age limit for any other exams. And most likely only graduates so noone will be giving them a job at the same pay.@@blackpantherpal1414
@bharatjii16 күн бұрын
Kyunki age nikal gyi hai they don't have option@@blackpantherpal1414
@TheDark_Knight_rises20 күн бұрын
This is the harsh reality that most of the people don't talk about. Only a banker can understand. Ab to RRB me bhi targets a rahe hai. Pehle aisa nahi tha. Ab rrbs bhi corporate style mein kam karna cha rahe hai. Though the situation is better than the PSBs, I am afraid it will get worse day by day. I am a rrb po from west bengal and I don't recommend anyone with good quality education to join banks. There is no place for creativity and you are a slave to the management. The union is getting weaker day by day. Previously,the management used to be afraid of the union,now the reverse is true. And remember one thing, the management is never employee friendly, they only understand numbers and profits.
@missp221518 күн бұрын
Rrb teo baje abosta??
@Sabri896418 күн бұрын
@@missp2215 Hyn ami bgvb te achi sudhu pnb MetLife,care loan recovery jibon Kali + customer chutiyappa
@missp221518 күн бұрын
@@Sabri8964 kothay posted tumi??
@TheDark_Knight_rises18 күн бұрын
@@missp2215 ha,third party insurance and products er target thake, echara pmjby,sby,apy to achei, tar sathe casa, hbl , car loan. Sobetei target. Achieve na hole management er kache humiliation.
@mumukshii18 күн бұрын
Sir pr zonal office jo hote h usme kam km hota h comparatively branches se
@AmanSingh_IBPS_PO_202419 күн бұрын
Same yr Central Bank me bhi aysa he haal hai I m also posted in Jalgaon Maharashtra 😢
@nitinkanirkshan184719 күн бұрын
Ok
@sumitmazumder515520 күн бұрын
Guys this is the ground reality he is telling please prepare for ssc or state gov much better than this 😢
@BUTTERSSCOTCH-e2w20 күн бұрын
State govt exam m bhi same haal h bhai...ssc ka pata ni
@abhishekdas920320 күн бұрын
no state jobs in our state. no option,
@Reehaaann19 күн бұрын
Bhai ghar pe beekar baithne se acha hai 9 to 9 job he kr lo
@rushabhvaghela137518 күн бұрын
Exactly realistic
@kamini66620 күн бұрын
Government ne schemes ki process easy kr deni chahiye thi.. females me awareness nhi he ladki bahin ki scheme ko leke 3..4 accounts hote he fir mere paise kisme gaye hoge puchte firte he.. aadhar card jis bank se link hoga woh udhar he jayege.. Jo uneducated he unka thik he bank jana but educated ladies ko awar krvana chahiye ki online bhi samjhta he yeh sab..& bas banks ka nhi he yeh haal jo Asha workers he unka sabka haal yahi chalu he.
@vineetsingh234120 күн бұрын
Bhai tumhara bank union kuch krta ku nhi Bina union k kuch nhi hoga jbtk ekta nhi hogi to soshn hota rhega 😢 Kindly is chiz ka koi to mudda banao union me ekta lao 😢
@rahularya160220 күн бұрын
Ye sb ladli behna yojna ka kamal hai maharastalra me
@shubhamrawat165420 күн бұрын
Yes I m posted in Maharashtra cbi
@eveningatfourfortyfive20 күн бұрын
Employees and branches increase Krna chaiye banks ko
@Hushna530120 күн бұрын
Govt. Ko vacancies increase krke dena chahiy ..... govt. 10 logo ka kam ek bande se krwana chahti h.....taki salary ka burden na aaye....mental peace or personal life ki aisi ki taisi....😡😡😡😡 aur fir kahte h sb changa si 😂😂😂😂
@agnihotri1129720 күн бұрын
Aap VN se video edit kr skte ho, usmein watermark nhi aata.
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
VN kya hai...
@narayansrivastava265719 күн бұрын
Bhai ye sb rozka h sbi me roz ye kyc wale bhr bhrke aate h aur ye 0 balance wale 10-10 sal account kholkr bhool jate h
@nitinkanirkshan184719 күн бұрын
Acha🤣
@SONUKUMAR-n2h1s20 күн бұрын
Rrb po result kb
@kdnagar493620 күн бұрын
sorry bhai,,,,, aapki bhut respect krta ho, aap sahe ho m he khe n khe glat ho skta ho, bhai aapne private sector ya private bank m job ni ki hogi,, asli target kya hota, security kya hoti, policy kya hoti, socho bhai aap job krke ghar pauche or mummy s baat krte huye aapke muha s ye nikle ki" sorry ma,am" ya papa ko soory sir nikle ,,,socho kya situation rhe hogi uski mind ki, target ko pura krne k liye customer ko call kre toh vo g##### marta h or agr target pura ni hota toh manager, aap ekbaar 15day ka off leke kisi call center ko join krke dekho,,,, target/policy/security/salary perks holiday? personal ya professional life sb samjh aajaega, jo video clip m dekha vo kuch bhe ni h ye physically krna system m,or pta s kase krna h,socho agr ye he ni pta ki kase krna h or ek time limit k under krna h, soch k dekho sorry agr kuch bura lga toh
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
Jisdin bank mai aoge mai yehi apse puchunga ki private yha public
@kdnagar493620 күн бұрын
@@nitinkanirkshan1847 bhai m 3 saal private m krke aaya ho or degree bhe bhut h,mujhe pta h kya hota h target , bhai kuch he mark s piche rhe jata ho 0.25/0.65/1.25 ase ,,,, bt ye decide h ki fir s private m ni jaata vaapis m mummy ki sorry ma'am ni bolna chahta ek gilass haths s chuthkr girne pr,
@rajatthakur312920 күн бұрын
@@kdnagar4936 abhi app private mai ho ya Puri tarah se bank exam ki tayari kr rahe ho. Agar experience hai to rrb po scale 2 mai apply kro
@karankansal665620 күн бұрын
Right brother kykrrhe union bank mein marketing officer ko durga puja mein duty lga di hei mtlb vo tyohar na maneyan
@preetpalsingh29920 күн бұрын
Bhaiya pls reply Dena agar aap ko aaj bank and rrb ntpc mei choose krna ho to kya karoge?soch ke batana Bhaiya acche se analyse krke😊
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
Rrb ntpc
@preetpalsingh29920 күн бұрын
@@nitinkanirkshan1847 thank u Bhaiya😊
@Hustler002720 күн бұрын
Is chakkar me mere se bank ki tayari nhi ho rhi soch rha hu ki quit kar du😭
@harshumusic2420 күн бұрын
Bhai RRB ki teyari kro usme itna kaam nhi h me khud Clerk hu MP GRAMIN BANK me
@bankerlife36520 күн бұрын
Kis branch me ho?@@harshumusic24
@harshumusic2420 күн бұрын
@@bankerlife365 DHAR Region BRANCH NISARPUR
@You1278319 күн бұрын
Bhai think about the salary, corporate m rhoge toh half salary m bhi you'll experience hectic working hours yha km s km you will be compensated well for handling pressure. PS: Not talking about the top level corporate jobs which u usually get after studying from tier-1, tier-2 B-schools and engineering colleges.
@rabindrakmr808720 күн бұрын
Sach main Bhaiya worst condition, ek din kyun na ho, mahina bhar ke liye kaam de ke chale jayenge...Aisa crowd agar District HQ main hota to, ek platoon police aur 10 supporting staff manga leta, District collector. Really, a big reform is required for the smooth functioning of Bank work...
@swapnilpohane346020 күн бұрын
Bhai..abhi bhi time hai..SSC CGL & Maharashtra govt ki direct recruitment ki taayri kr skte ho tum... banking se toh level bhi bahot easy.. rehta h ...
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
Maharashtra state ko kaunsi hai
@annonymousboy_kabir20 күн бұрын
Ssc kar ke jab kisi politician ke sath posting mili to raat ko kahi jana ho to 2 bje utha ke le jayega parishram saare field me hai😢
@@annonymousboy_kabir aur wo complain bhi nhi kar sakte😅
@annonymousboy_kabir20 күн бұрын
@@arpandas8296 ha bhai ab bhale hi govt job ho par at the end saare servant hi to hai kaam to krna padega maine isse ganda field work kiya hai hdfc me 12000 in hand ki salary me
@SG1840120 күн бұрын
Bank ki jobs sirf pahadi ilake mein badhiya rehta hai😅, koi pressure nahi
@arpandas829620 күн бұрын
Ye sab ladli behna, laxmir bhandar jaisi scheme state govt late hain, aur bankers pareshan...
@vineetsingh234120 күн бұрын
Shi kha free wale he ye sb 😢 Ye sb srkaar ki glti he
@xyz56xy19 күн бұрын
Bank ki job me ladko ka bura haal hai
@ravinamalhan856420 күн бұрын
Sir i got selected in bank of India as po... sir jo mail aaya tha uske niche jo line hoti hai ki if u dont want any further communication then click here . My cousin clicked there.. sir pls tell mere DV me problem to nhi hogi na .. Mail aa jayega na DV k liye... sir pls reply 🙏 😢 bhaut tension ho rhi hai
@tusharsdancestuff44420 күн бұрын
No kuch nhi hoga jo important message apko Anna tha woh aa gya Dv ka bs 😊 tension na lo
@amolpatil445820 күн бұрын
Aise click karane se naukari nahi jaati .naukari Jane ke liye court me case chalate hai .don't worry
@ravinamalhan856420 күн бұрын
Abhi DV ka nhi aaya h abhi tak yahi to tension Hai.. vo mail reserve list allotment ka tha 😰
@amolpatil445820 күн бұрын
Mera bhai kabhi kabhi bohat load me aa jata hai .chood de bhai buiseness kar.
@Raun9720 күн бұрын
Aj world mental peace day bhi hai .. aur Desh ka ye haal hai 🙂
@Udaay45520 күн бұрын
In coaching walo ko sirf paise se mtlb hai ground reality bohot alag hai bank job ki i know that.. My cousin comes daily after 9 pm from branch.
@bankerlife36520 күн бұрын
Bhai abhi suru hua hai ab ye chalta rahega Ladli bahna ke chakkar me Mera bhi yahi haal hua tha Ab aapka bari hai
@arshpreetsingh506220 күн бұрын
Bhai private me job nhi Kiya nah aap waha isse ten times jada pressure hai
@Anilrajput-bf2gf20 күн бұрын
Lol ghanta
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
Bhai atleast private yeh faltu scheme lafda nai hai or plus customer base kam hai ...
@himesh568220 күн бұрын
Pvt banks vale kachre customer ko entertain nahi karte jo ye faltu govt schemes ke paison ke liye chakkar lagate hai aur vahan infrastructure better hai public sector banks se.Jis din sare psb pvt ho jayenge tab fir se desh ki garib aur illiterate population hai vo 1969 ke samay se jo pehle chalta tha us daur me apne aap ko payenge jahan aam janta jinke paas bahut kam paise hai vo bank ke andar shayd enter bhi nahi ho payenge bcs banks ke nationalisation ka main aim he desh ke garib aur illiterate logon ko banking se jodna tha jo aaj bhi work in progress he hai.Basically nationalisation ka aim sirf profit kamana nahi tha balki aam janta ko banking se jodna tha unlike pvt banks jinka sole aim profit hota hai aur kuch bhi nahi shayd he aaj ke time me koi aisa person hoga jo govt Bank ko baad me preference dekar pvt Bank me apna saving ac open karne ka sochega expect big corporates and firms.Magar aaj ke samay me govt ne aur unke sath top management bhi ye basic aim ko bhul kar baki sab kaam kar rahe hai targets targets.Slowly and gradually banks cost cutting ka har way try karti Jaa Rahi uska latest example apprentice ka recruitment ko consider kar sakte hai jo indirect agniveer he hai.Ek saal bharpur use karenge apprentice ko aur agle saal pichvade par laat marke bahar nikal denge aisa karke banks clerk ke comparison me salary aur perks bhi kafi bachayenge aur apprentice ke koi duty hours fix nahi hai to business lane ke bahane se 5 baje ke baad bhi ghar nahi jaa payega aur is tarah shoshan karenge agar calculation lagaya jaye to approx sare Psbs milkar minimjm 10k jitne to apprentice le he rahe hai per year aur govt apni advt karegi ki dekho hum govt sector me kitna recruitment karte hai aur bichari aam janta us jhanse me aa jati hai aisa he hai to loksabha aur rajyasabha me kaha ministers ki need hai vahan par bhi lagu karo ye agniveer ka concept present day me Jo bevkoof vaha baithe hai usse acche qualified log desh me hai jo desh ko inse accha chala sakte hai jab tak desh ka yuva raam mandir ke jhande aur caste aur aise faltu muddon me uljha rahega tab tak political parties ki dukan aram se chalti rahegi kyu nahi unemployment ka subject uthaya jata tha kyu na mehengai ka mudda jata hai kyu corruption ka mudda nahi uthaya jata hai.Agar desh ka yuva jaag jaye aur ek jut ho jaye to kisi bhi ruling party ko farsh par laa sakti hai recently Bangladesh me Jo hua hai usse bhi ye sikha ja sakta hai ki aam janta hai jinki vajah se govt hai govt ki vajah se janta nahi.Rahi banks ki baat to agar officer aur clerk dono unite nahi huye to vo din bhi dur nahi hai jahan banks ko 2nd aur 4th Saturday bhi bandh nahi rakha jayega officer ke liye to ye rule change he raha hai kafi sare branches me jahan business ke bahane holiday ke din bhi bank open karva kar torture Kiya ja raha hai kuch samay me lack of unity ki vajah se management clerks ko bhi bulayenge aur unke bhi targets fix karenge.12th bps uska ka he ek indication hai jahan clerk ki salary jitni nahi badhi hai usse kahi jyada uske posting powers badhaye gaye hai indirectly mgmt ye chahti hai ki pvt banks ki tarah pabs me bhi officer aur clerk subh me aye branch open kare aur 2 clerk he milkar branch operations dekhe bakk officer bahar bank ka product ya koi ghatiya si insurance scheme ya koi faltu ya sip plan beche aur ya to fir koi govt ka faltu sa schemes jisse sirf govt ki vote bank par accha effect aye unki popularity badhe jiska best example pm kisan le lijiye ye sab lagu karane jaye aur in sab ke liye murghe dhundne jaye.Jab tak bankers community resist nahi karegi ye sab jhelna padega hum bankers ko
@bankexamspecial472720 күн бұрын
Roz ke 100 afsm lgana hi h🤣🤣
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
Totally agree with you
@aloneboy.7882620 күн бұрын
This is totally govt and bank fault they soulf provide staff and police for excess costumer
@abhishekayubankingaspirant240920 күн бұрын
Shi bol rhe bhai bdha Chadha ke sb btate hain or dikhate hain lekin reality check koi ni btate Or ajkl insta pe reel bnake glorify v aise kr rhe jaise pta ni kya hi kr liya ho
@manishathewarrior989820 күн бұрын
My friend is in posted bank of india head office as a officer f uh need help plz contact him
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
@@manishathewarrior9898 how I know and how I contact him
@nitinkanirkshan184720 күн бұрын
You contact me on Instagram so that I can get his number