3:59 Draupadi's tear has made yudhishthir in her control❤
@nikunjlata85114 ай бұрын
Not her tears, but her words
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
आदमी अपनी गलती कभी nhi mante hai. Karte swaum hai dosh Aaurat ko dete hai.
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bakwas dikhaya gaya hai, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Ye aapki murkhta bol rahi hai, Draupadi ko na veshyaa kaha gaya aur na hi cheerharan hua, ha anya apman avashya hua.. Draupadi khud chalke aayi thi sabha me Yudhishthir ke hi bulane pe Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ki dyut me bhi aur sindhu raaj se bhi. Khud Draupadi hi Satyabhama se kahi vanvaas ke dauraan ke unke har ek pati aise pati aur premi hai jisey koi bhi stree paana chaahe aur Yudhishthir pe vishesh garv rakhti thi tabhi Ashwathama ka mani bhi Yudhishthir ko di unke arogya jeevan keliye aur Yudhishthir ko bahot baar nishpaap aur perfect manav kahi purushottam kahi, tum Yudhishthir ko Draupadi se zyada janti ho kya? Jab Draupadi khud Yudhishthir ko perfect premi aur perfect pati kahi to tum kaun hoti hai itna ghatiya tippani maarne wali? Kabhi Mahabharat padhi ho? Ya bas serial se hi jaani Yudhishthir ko? Bas directors ko hi Brahma maan baithi ho ki galat dikha hi nahi sakte? Draupadi Pandav ka prem vivah tha aur Pancho Pandav unhe swayamvar ke pehle se prem karte the kyo nahi dikhaya serial me? Dyut ka virodh Yudhishthir hi sabse zyada kiye kyo nahi dikhaye vo virodh? Kyo na dikhaye vo doot ko bhejke Draupadi ko bulana? Kyo nahi dikhaye vo pahad se girti hui Draupadi ko Nakul ka bachana aur Yudhishthir ke aansuo se Draupadi ka moorcha tootna? Ye sab kyo nahi dikhaye serial wale? Aur tum is serial ke adhaar pe us patni-vrata param-satvik Yudhishthir ka apman kar rahi? Dhikkar hai tum jaisi ke astitva aur tumhare buddhi par dhikkar hai
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@lekhuramyadu638211 ай бұрын
सही मायने मे देखा जाए तो महाभारत युधिष्ठिर के कारण हुआ थ लेकिन एक बात भी सच् हेय होनी तो होके राहत हेय बस दोश किसी के ऊपर लग जाता हेय राधे राधे🙏🙏
@AnjuTiwari-f5r10 ай бұрын
Sahi baat😂
@Mohitsharma-jt9zg5 ай бұрын
yudh to likha hua hi tha
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bilkul nahi, khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Kya bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@PujaPayal-h7i4 ай бұрын
Write Draupadi. Devi❤🙏🙏
@rekhabhardwaj90549 ай бұрын
Ekdam sahi bola draupadi ne ,aisa pati pati kahlane ke layak hi nahi h dhikkar hai is pati par jiski vajah se द्रौपदी का कितना घोर apman hua tha 😢 mujhe bilkul bhi pasand nahi h yudhisthr
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Kya bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Ye aapki murkhta bol rahi hai, Draupadi ko na veshyaa kaha gaya aur na hi cheerharan hua, ha anya apman avashya hua.. Draupadi khud chalke aayi thi sabha me Yudhishthir ke hi bulane pe Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ki dyut me bhi aur sindhu raaj se bhi. Khud Draupadi hi Satyabhama se kahi vanvaas ke dauraan ke unke har ek pati aise pati aur premi hai jisey koi bhi stree paana chaahe aur Yudhishthir pe vishesh garv rakhti thi tabhi Ashwathama ka mani bhi Yudhishthir ko di unke arogya jeevan keliye aur Yudhishthir ko bahot baar nishpaap aur perfect manav kahi purushottam kahi, tum Yudhishthir ko Draupadi se zyada janti ho kya? Jab Draupadi khud Yudhishthir ko perfect premi aur perfect pati kahi to tum kaun hoti hai itna ghatiya tippani maarne wali? Kabhi Mahabharat padhi ho? Ya bas serial se hi jaani Yudhishthir ko? Bas directors ko hi Brahma maan baithi ho ki galat dikha hi nahi sakte? Draupadi Pandav ka prem vivah tha aur Pancho Pandav unhe swayamvar ke pehle se prem karte the kyo nahi dikhaya serial me? Dyut ka virodh Yudhishthir hi sabse zyada kiye kyo nahi dikhaye vo virodh? Kyo na dikhaye vo doot ko bhejke Draupadi ko bulana? Kyo nahi dikhaye vo pahad se girti hui Draupadi ko Nakul ka bachana aur Yudhishthir ke aansuo se Draupadi ka moorcha tootna? Ye sab kyo nahi dikhaye serial wale? Aur tum is serial ke adhaar pe us patni-vrata param-satvik Yudhishthir ka apman kar rahi? Dhikkar hai tum jaisi ke astitva aur tumhare buddhi par dhikkar hai
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@AhirMadhav-vq6vd2 ай бұрын
Sab madhav kee leela hai dropdo aadi shakti hai prabhu ki echha se ho rha hai yamraj dharmraj nar avtar Arjun ashashthama bhole baba ke ansh abhimanyu chandradev ke putra karn sury putra hm log kisi ke galti nhi nikal skte sabhi log script pr kaam kr rhe the sabhi log Prabhu ke parshad hai.
@Shweta-of1yx7 ай бұрын
he played that vicious game and now blaming his wife!! does not make sense and on top of that in the end he gave curse to his own mother but never ever nobody nor he himself agreed his own misdeeds
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Kya bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Ye aapki murkhta bol rahi hai, Draupadi ko na veshyaa kaha gaya aur na hi cheerharan hua, ha anya apman avashya hua.. Draupadi khud chalke aayi thi sabha me Yudhishthir ke hi bulane pe Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ki dyut me bhi aur sindhu raaj se bhi. Khud Draupadi hi Satyabhama se kahi vanvaas ke dauraan ke unke har ek pati aise pati aur premi hai jisey koi bhi stree paana chaahe aur Yudhishthir pe vishesh garv rakhti thi tabhi Ashwathama ka mani bhi Yudhishthir ko di unke arogya jeevan keliye aur Yudhishthir ko bahot baar nishpaap aur perfect manav kahi purushottam kahi, tum Yudhishthir ko Draupadi se zyada janti ho kya? Jab Draupadi khud Yudhishthir ko perfect premi aur perfect pati kahi to tum kaun hoti hai itna ghatiya tippani maarne wali? Kabhi Mahabharat padhi ho? Ya bas serial se hi jaani Yudhishthir ko? Bas directors ko hi Brahma maan baithi ho ki galat dikha hi nahi sakte? Draupadi Pandav ka prem vivah tha aur Pancho Pandav unhe swayamvar ke pehle se prem karte the kyo nahi dikhaya serial me? Dyut ka virodh Yudhishthir hi sabse zyada kiye kyo nahi dikhaye vo virodh? Kyo na dikhaye vo doot ko bhejke Draupadi ko bulana? Kyo nahi dikhaye vo pahad se girti hui Draupadi ko Nakul ka bachana aur Yudhishthir ke aansuo se Draupadi ka moorcha tootna? Ye sab kyo nahi dikhaye serial wale? Aur tum is serial ke adhaar pe us patni-vrata param-satvik Yudhishthir ka apman kar rahi? Dhikkar hai tum jaisi ke astitva aur tumhare buddhi par dhikkar hai
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bilkul nahi, khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@amitkulkarni558410 ай бұрын
Jai Shri Krishna
@44_vyominijoshi805 ай бұрын
@1:22 notice the tone.... amazing 😮
@rampyaridevi23265 ай бұрын
राधे राधे राधे राधे 💜💜
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
हमेशा पत्नी की गलती nhi hoti.
@VarinderJogi5 ай бұрын
Hoti hai hoti hai
@VarinderJogi5 ай бұрын
Koi bhi yudh dekh le jaise ramayan mahabharat sab aurton ke kaaran huye they
@avanisharma31844 ай бұрын
@@VarinderJogi mrdo ki vjh se hua tha dhyan se dubara ramayan mein tere jaisa ravan tha mahabharat mein tere jaise duryodhan ankheaur dimag kholkr dekh
@@avanisharma3184 tu mujhe koi bhi ek yudh btaa jiska Karan mard ho
@anishprajapati94898 ай бұрын
Dropati ne akdam sahi kaha.
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bakwas dikhaya gaya hai, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@AachalkumariAachal-p5i3 ай бұрын
Pagal ho kya pagal tum ... Padho book @@pallavi.bharati
@Bhagawatghyan11 ай бұрын
Jay Shri Krishn 🚩🚩
@umacharanpatra502710 ай бұрын
Jay shri krishna🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 💙💚❤💋🌹👌🏻👌🏻👌🏻👍🏽
@Viral2993 ай бұрын
Mahabharat me sirf draupadi ka character hi दमदार है
@muskanupadhayay78984 ай бұрын
Mata ne bilkul sahi bola 😢😢😢
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Kya bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Ye aapki murkhta bol rahi hai, Draupadi ko na veshyaa kaha gaya aur na hi cheerharan hua, ha anya apman avashya hua.. Draupadi khud chalke aayi thi sabha me Yudhishthir ke hi bulane pe Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ki dyut me bhi aur sindhu raaj se bhi. Khud Draupadi hi Satyabhama se kahi vanvaas ke dauraan ke unke har ek pati aise pati aur premi hai jisey koi bhi stree paana chaahe aur Yudhishthir pe vishesh garv rakhti thi tabhi Ashwathama ka mani bhi Yudhishthir ko di unke arogya jeevan keliye aur Yudhishthir ko bahot baar nishpaap aur perfect manav kahi purushottam kahi, tum Yudhishthir ko Draupadi se zyada janti ho kya? Jab Draupadi khud Yudhishthir ko perfect premi aur perfect pati kahi to tum kaun hoti hai itna ghatiya tippani maarne wali? Kabhi Mahabharat padhi ho? Ya bas serial se hi jaani Yudhishthir ko? Bas directors ko hi Brahma maan baithi ho ki galat dikha hi nahi sakte? Draupadi Pandav ka prem vivah tha aur Pancho Pandav unhe swayamvar ke pehle se prem karte the kyo nahi dikhaya serial me? Dyut ka virodh Yudhishthir hi sabse zyada kiye kyo nahi dikhaye vo virodh? Kyo na dikhaye vo doot ko bhejke Draupadi ko bulana? Kyo nahi dikhaye vo pahad se girti hui Draupadi ko Nakul ka bachana aur Yudhishthir ke aansuo se Draupadi ka moorcha tootna? Ye sab kyo nahi dikhaye serial wale? Aur tum is serial ke adhaar pe us patni-vrata param-satvik Yudhishthir ka apman kar rahi? Dhikkar hai tum jaisi ke astitva aur tumhare buddhi par dhikkar hai
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bilkul nahi, khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@pallavi.bharati4 ай бұрын
@@muskanupadhayay7898 ha bilkul zyada janti hu kyonki Vedvyas Mahabharat padhke aayi hu, tere tarah serial ko Mahabharat aur BR Chopra ko Vedvyas nahi maani hu isliye tu nikal. Asli Yudhishthir ko Mahabharat granth se jaan fir muh khol
@pallavi.bharati4 ай бұрын
@@muskanupadhayay7898 tabhi keh rahi, tum BR Chopra dekhke galat Yudhishthir ko jante ho aur mein Maharishi Vedvyas ke Mahabharat ko padhe patni-vrata sahi Yudhishthir ko janti hu samjhe? BR Chopra tumhare nazar me Maharishi Vedvyas se bade hai kya
@AbhishekSingh-yc6gc11 ай бұрын
JayShriRam
@savitrinair74028 ай бұрын
जय श्री कृष्णा 🎉🎉
@SushmitaKumari-p2z2 ай бұрын
Nari kitne jurm sahne ke bad bhi kitni sabra ke sath rahti hai es dharti me .nari me jitni Shahan Shakti hoti hai utna Purushon me nahi hoti hai 😢😢😢
@Bhumika101510 ай бұрын
Galat kia yudhishthir ne or kauravo ne lekin bhugta sirf stree ne firbhi log mahabharat ka karan draupadi ko hi btate hain. Asli mahabharat me draupadi ne andhe ka putra andha kha nhi tha tv serial ne mirch masala dalne k lie kra wrna draupadi ese stree nahi thi
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Kya bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Ye aapki murkhta bol rahi hai, Draupadi ko na veshyaa kaha gaya aur na hi cheerharan hua, ha anya apman avashya hua.. Draupadi khud chalke aayi thi sabha me Yudhishthir ke hi bulane pe Yudhishthir hi raksha kiye Draupadi ki dyut me bhi aur sindhu raaj se bhi. Khud Draupadi hi Satyabhama se kahi vanvaas ke dauraan ke unke har ek pati aise pati aur premi hai jisey koi bhi stree paana chaahe aur Yudhishthir pe vishesh garv rakhti thi tabhi Ashwathama ka mani bhi Yudhishthir ko di unke arogya jeevan keliye aur Yudhishthir ko bahot baar nishpaap aur perfect manav kahi purushottam kahi, tum Yudhishthir ko Draupadi se zyada janti ho kya? Jab Draupadi khud Yudhishthir ko perfect premi aur perfect pati kahi to tum kaun hoti hai itna ghatiya tippani maarne wali? Kabhi Mahabharat padhi ho? Ya bas serial se hi jaani Yudhishthir ko? Bas directors ko hi Brahma maan baithi ho ki galat dikha hi nahi sakte? Draupadi Pandav ka prem vivah tha aur Pancho Pandav unhe swayamvar ke pehle se prem karte the kyo nahi dikhaya serial me? Dyut ka virodh Yudhishthir hi sabse zyada kiye kyo nahi dikhaye vo virodh? Kyo na dikhaye vo doot ko bhejke Draupadi ko bulana? Kyo nahi dikhaye vo pahad se girti hui Draupadi ko Nakul ka bachana aur Yudhishthir ke aansuo se Draupadi ka moorcha tootna? Ye sab kyo nahi dikhaye serial wale? Aur tum is serial ke adhaar pe us patni-vrata param-satvik Yudhishthir ka apman kar rahi? Dhikkar hai tum jaisi ke astitva aur tumhare buddhi par dhikkar hai
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@raghavendrahollavholla60724 ай бұрын
Draupadi 🙏🙏🙏🙏🙏
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
Aaurto ke Aashu ke Aage gyani Jhukte hai मूर्ख nhi।
@Shreya-dt5ol5 ай бұрын
When were these episodes shot? This wasn't telecasted on DD
@moumitashil10088 ай бұрын
Draupadi is right
@Technologygyan4066 ай бұрын
Droupadi satya hai
@mangalshahi928711 ай бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@divyaudpandya10 ай бұрын
Dharm raj ne sare dharm nibhaye sirf patni ko chhod kr. Ram ne bhi sare dharm nibhaye sitaji ko chhod kr. Aaise putusho ne bhi patni ko sukhi nahi rakha to hamare jaise samany striya kya apeksha rakh sakti hai.
@m.k.s.817410 ай бұрын
लोगों के दोनों साइड मुंह है। श्रीराम के लिए एक तरफ प्रजा की शंका थी, प्रजा का संतोष था। दुसरी तरफ उनका अपना निजी जीवन। अगर वो निजी जीवन को चुनते तब भी लोग उनमें कमियाँ ढुढ़ लेते
@VIRALROMEO75 ай бұрын
युधिष्ठिर सही बोले
@Bhavikchopra23124 ай бұрын
Draupadi ne sahi kaha
@swetazajam965810 ай бұрын
Ya Aaj bhii kon dekha raha
@soniyasharma985810 ай бұрын
Me Jaipur se dekhati hu
@ShivaniPimpalkar10 ай бұрын
Me from Maharashtra
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
आदमी अपनी गलती aurto par dal kar bach jate hai.
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
Patni ka bhi dharm hai pati ko smjhaye।Lekin Ravan nhi Mana tha Mandodari ki bat.
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
Amba ke karan पितामह w Karn ko dropdi ko veshya kahne ke karan sabhi ke apne Neech karm the.
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
Koi Guru tha Rajguru tha koi praja .
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
सब्र w संतोष की कमी आज भी वही करवा रही।
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
युधिष्ठिर ने Glat dosh dia. dropdi dosi nhi Akeli sabhi doshi the
@vihushverma45204 ай бұрын
Hmesha se hi purush naari pr ilzam lga dete h khud apradh kr k
@pratishthasharma19174 ай бұрын
Mahbhart ke vinash ka karn yudhishthir hai na ki dropdi
@Khilee_99 ай бұрын
Dyut nashedi the yudhishthir Edit - yuddhishtir ne hi kaha tha ki Draupadi 5 patiyon ko swikar kar sakti h...
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Yudhishthir kab kahe ye? Jab Arjun chaahe ki saare bhaiyo se vivah ho, Arjun ke ye kehne se pehle tak Yudhishthir keh rahe the sirf Arjun vivah kare aur maa ki baat maanne se saaf mana kiye the Yudhishthir hi.. lekin Draupadi bhi pancho me interest li Arjun ki baat sunke aur Arjun janta tha ki swayamvar ke pehle se unke saare bhai Draupadi se prem karte the tabhi ve ye baat kahe.. isliye iska dosh Yudhishthir pe daalna band kar
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Dyut nashedi the Yudhishthir acha? Fir to dyut Indraprasth me hona chahiye tha na? Aur dyut nashedi the agar to haare kyo har baar? Ab ye na kehna ki paase jadui the, Mahabharat padhle paase normal the aur Yudhishthir isliye har baar haare kyonki unhe dyut khelna aata hi nahi tha jo ve dyut khelne se pehle khud kahe sabke aage.. vaise ye bata agar Dyut nashedi the Yudhishthir to ve Dyut ko Paap Adharm kyo kahe khel prarambh hone se pehle? Kyo Shakuni se shaastrarth kiye? Shakuni ka kya prashn unhe majbur kiya dyut kehlne? Kabhi Mahabharat se asli Yudhishthir ko jaana bhi hai? Koi juwari khudko daav pe nahi lagata kabhi to Yudhishthir aise majbur kyo hue? Kyo Draupadi ko daav lagate samay roye? Kyo behosh hue? Kyo khud Draupadi kabhi Mahabharat granth me Yudhishthir ko juwari nahi kahi? Kyo Yudhishthir ko vo vanvaas me bhi Purushottam aur sabhi Madd Vyasan se door rehne wala kahi? Kyo unhe perfect pati kahi? Kyo Vedvyas ji Yudhishthir ko RaajRishi arthat Rishi padvi diye? Kabhi sahi Mahabharat padhe ho ya bas serialkhor ho? Dyut nashedi aur band buddhi tum jaise moodh ho
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Bilkul nahi, khud Vedvyas ji is yuddh ke zimmedar Duryodhan Dhritrashtra Dushasan Karn aur Shakuni ko kahe lekin tum log ko Yudhishthir hi easy target milte hai maano ve koi juwari ho jo juwa ka aayojan Indraprasth me kare ho.. are Yudhishthir hi the jinhone apni patni Draupadi ko Samraagni banake unhe raajkosh tak pe adhikaar diye jo adhikaar Kunti Gandhari ko bhi kabhi nahi mila, apne bagal singhasan pe bithaye jahan unki khudki maa dadi kabhi nahi baithi, poora swatantrata diye raajkosh ka kabhi hisab tak nahi maange aur sab das dasi aur faislo me Draupadi ka control rakhe, aisa Yudhishthir us Draupadi ko vastu samjhenge jis Draupadi ko swatantra pehchan Yudhishthir diye ho? Jo pehchan padvi adhikaar maa tak ko na mila sab parampara tod apni patni ke pratibha ko pehchaanne wale Yudhishthir unhe vastu samjhenge? Ye serialkhori band karo aur asli Mahabharat padho shuru se
@Khilee_94 ай бұрын
@@pallavi.bharati “अश्वत्थामा हतः इति नरो वा कुंजरो वा”.... पल्लवी किं भवन्तः एतां घटनां स्मर्यन्ते वा विस्मृतवन्तः वा?
@putulkumari85945 ай бұрын
Akhir har samay mahilaon per hi kyu ungli uthti hai
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
गलती की तो उसे upman Mila Lekin jo kah Rhe wah theek nhi tha.
@thenextlevel360610 ай бұрын
नारी के आंसु के आगे सब विवश हो जाते हैं 😂😂😂😂😂
@Dogworld9619 ай бұрын
Naaree k aansu aise hi nahi nikalte...koi thos. Vajah hoti hai unn aansuo k prati lekin ye purush pradhaan samaj ye nahi smjjjhta
@narainsaluja499 ай бұрын
FYI
@sakshitiwari7639 ай бұрын
Jaruri nhi ki wo nari patni hi ho.... Kabhi kabhi kisi bhi nari k ghadiyali aansu dekhne k bad balshali ho ya sadharan purush vivash ho hi jata hai
@jyotilodhi42249 ай бұрын
Murkh puri mahabharat dekh pta chale ye sansar nari se chalta hai
@thenextlevel36069 ай бұрын
@@jyotilodhi4224 मूर्ख मैं यहां तुलसीदास जी के रामायण में आए हुए एक चौपाई में ये कहा गया है की नारी का सबसे बड़ा अस्त्र उसके आंसू हैं मैं वहां से पढ़ के बोल रहा हूं और आप महाभारत सीरियल देख के खुद को ज्ञानी समझ रहे हो द्रौपदी थी कौन पहले ये पता करो फिर कमेंट में लिखने आना आज आप जैसे सनातनियो के कारण ही हिंदू धर्म का अस्तर गिर रहा है पता तो कुछ है नहीं आ के बक देना है
@dharmenderkumaryadav92082 ай бұрын
Aur aap Jo Hain Kisi Ka apman karo to theek hai andhe ka Putra Andha Hota Hai
@KDneupane2 күн бұрын
5 pati ka rona draupadi kyu ro rahi hai??....ye toh vardan mangte hue apni mahtwaknkshao ko dhyan me rakhte hue manga chahiye thha.... Stree hamesha apne he dukh ka rona rehti hai....they always want queen treatment....chahe usske liye puray sansar ko jalana pade. Such a selfish breed
@subhendudutta57205 ай бұрын
That's not Roopa ji ka voice.. 😢
@sujit_sahab_014 ай бұрын
Pura Mahabharat to Giridhar ne racha tha,!!! Krishna ne Arjun ko dikhaya v tha,!!! apne mukh mein, dekho parth yadi tumhe lagta hai, ki tum enn yodhaon ko maroge, to ushe pahle yah dekho ye savi janm ke sath hi mare ja chuke hai,!!! Serial se jyada mja aata hai pathan mein, serial mein to bada-chada ke hi dikhaya jata hai!!! Washtawik mein yh Mahabharat Draupadi ke karan nhi hua tha, Laksha-grah mein to Draupadi nhi thi n??? Ye yudh hua h, Gandhar-naresh; Shakuni ke karn hi!!!
@pallavi.bharati4 ай бұрын
Kya bakwas dikhaya gaya, Draupadi dukhi nahi thi 5 purusho se vivah karke, balki vo prem vivah tha Draupadi ke icha se, Kunti ka koi role nahi tha usme kyonki Yudhishthir Kunti ki baat maanne se mana pehle hi kar diye the. Aur Yudhishthir kabhi nahi kahe ki Draupadi ka mukh dekhne ki icha nahi, aise kabhi nahi daate Draupadi ko, maine poori Mahabharat padhi hai aur aisi baate Yudhishthir Draupadi ki kahin bhi nahi mili to BR Chopra ye sab khudke mann mutabik dikhaye hi kyo? Kya uddeshya tha Draupadi aur Yudhishthir ke is apman ka? Yudhishthir kabhi bhi Draupadi ko doshi nahi maane aur dyut keliye ya daav lagane keliye Draupadi kabhi Yudhishthir ko doshi nahi maani kyonki ve praja raksha keliye daav lagaye, poora dyut BR Chopra ne galat dikhaya hai ye koi bhi Mahabharat padhke hi bata sakta hai, Yudhishthir aur Shakuni ke beech hua shaastrarth dikhaya hi nahi gaya jahan Yudhishthir dyut ko paap adharm keh rahe the khel shuru hone se pehle fir jab poora dyut hi praja raksha keliye thi to Draupadi kahegi hi kyo Yudhishthir ko doshi? Aur Yudhishthir kabhi bhi apne shok me Panchali ko yuddh ka doshi nahi kahe, faltu bakwas dikhaya ye scene poora
@khushiss.97403 ай бұрын
Aap sahi keh rahi hain..is Mahabharat me draupadi dwara bola Gaya ek vakya draupadi ka nhi h..Devi draupadi ka charitra aisa tha hi nhi..wo dharm,Prem dhairya, Shakti,Satya , Gyan ko dharan krne wali yagyaseni thi..isiliye unka janm is mahan karya k liye hi hua tha..wahi thi jo govind naam k sahaare ye sab jhel sakti thi. Log itna bhi nhi samajhte ki parbrahm ki param sakhi..aur unke naam ko dharan krne wali keval draupadi hi Hui..aur kisi bhi aam vyakti ko ye param saubhagya prapt nhi ho skta. Draupadi Devi Mahakali ka ansh thi.
@pallavi.bharati3 ай бұрын
@@khushiss.9740 Govind naam sahare se nahi balki Draupadi khud Indrani ki purn avtar, Mahakaali ki ansh avtaar thi.. vaise hi Pancho Pandav pichle Kalp ke 5 Indra the aur Panch-mukhi Shiv ke ansh avtaar the. Ye 6 bane hi aapas me judne keliye, janmo janam se pati patni the 5 Pandav aur Draupadi. Inhe aam insan jaisa dikhana in 6 ka bahot bada apman hai
@MeeraAhirwar738 ай бұрын
Ha usne दुर्योधन का अपमान किया so use Dand Mila.
@Smile76866 ай бұрын
Haa bohot mahaan insaan tha na duryodhan
@bagad616badmash6 ай бұрын
Hmm 😏 bhoot Dharm Veer tha wo jo usne ek naei ke vastr utare 😡 Sach mein kalyug aa gya hai
@ruchisharma73073 ай бұрын
Hadd h aadmi patni psti k liye marti rhe sb sune aur baad m pati hi usey suna de
@dhwanijoshi88613 ай бұрын
युधिष्ठिर गलत है
@OYSHI-g5j2 ай бұрын
To maharaj apne pasa khele the khud draupodi ko bat main lagaya or blame biwi por kor raha hain. Ha ha the dirty male igo. Khud ki galti na mano. Just blame wife.