واول بصمه في قاعه تسلم ايدك يا حبيبتي روعه جميل جدا 👌
@aaishafarheen5088 Жыл бұрын
Mashallah Bahut achi recipe h Hmne aj hi try ki Mere ghr walo ko bahut zada pasand Actually hm iss bar Eid pr pahli bar sewai apne se bana rahe the to Mane apki recipe try ki It was amazing
Thank you for shearing this delicious recipe full watched zabardast 💯👍💕💕
@muneezafoodsecrets38362 жыл бұрын
WaAlkum Asalam Masha Allah Looks very Tasty yummy 😋 Thanks for Sharing 👍👍
@crispycrunchycooking2 жыл бұрын
very very beautiful video dear.........so delicious thanks for sharing this wonderful ulpoad...have a nice weekend dear....super super like dear
@cookingwithseemastyle Жыл бұрын
Mashallah good work 👍 and tasty recipe 😋❤️
@kichenbyhuma78852 жыл бұрын
Mashallah zabardast recipe 👌Thanks for sharing dear friend 👍 full watched 🌹❤️👍
@atiqahshoaib33122 жыл бұрын
Ma sha Allah zabadast❣❤
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Shukriya dear 💕
@delhikitchenbynaaz51432 жыл бұрын
Waleikum asslam mashallah very delecious and yummy😋😋 kimami siwain
@cowandkukdee2 жыл бұрын
MashAllah kai zaberdest recipe hai yeh ..... Deykh ker monh mein panee agya hai ☺️... Allah barket daley aap k khano mein rizq mein.... God bless you 🕋Hajj e Akbar Mubarak hooo ❤️❤️❤️
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Shukriya 🤗♥️ Ameen🤲🏻❤️ Khair Mubarak dear💗
@royalawadhikitchen2 жыл бұрын
Masha Allah zabardast sewai recipe 👌👌👌
@alizia47358 ай бұрын
Recipe measurement ko cup may convert kar dain 1 cup sawainyan 2 and half cupsuger 3cup of milk kum quality ki banai zaberdus bani❤
@ZaikaeLucknow8 ай бұрын
Shukriya dear 💓💓❤️ aaye payare se feedback ke liye 😘
@nidashaikh8390 Жыл бұрын
Authentic perfect
@nikhatparveen9914 Жыл бұрын
mashaalla❤️❤️❤️
@finechefs78852 жыл бұрын
MashaAllah looks very yummy. Well presentation. May Allah bless you.
@rajk83142 жыл бұрын
La jawaab❤️👌👌
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Shukriya ❤️
@lucknowipakwankikhushboo34162 жыл бұрын
Ma Sha Allah. Amazing👍👍. Mouth watering Recipe. Thanks for Sharing. Well done💯💯💯💯👍👏👏 Keep it up.
@TheVideomantra2 жыл бұрын
Really nice recipe!
@cookwithafreen2 жыл бұрын
Wow so yummy delicious😋 recipes really thankx for sharing such an amazing recipes really liked it litts keep growing and stay connected all the 👍💯
@mufikhansvoice2 жыл бұрын
Mashallah bahut testy 😋😋👌👌
@Ayesha-iz6uy Жыл бұрын
Best recipe.
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Thanks a lot
@anamyawar71862 жыл бұрын
Zabardast madam👌
@amaanshaikh73942 жыл бұрын
Mashallah 😘👌
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Shukriya dear💗
@cookingwithabida99502 жыл бұрын
MASAH ALLAH Yami
@momiskitchen8 ай бұрын
Wow super
@ZaikaeLucknow8 ай бұрын
Thank you so much
@menahilcookingworld2 жыл бұрын
Wow so yummy Stay connected my new friend
@cookingwithalnaaz2 жыл бұрын
MashaAllah very tasty
@zafranikitchen6342 жыл бұрын
Aslkm first time visiting on ur channel it's really mouth watering lovely sharing stay connected i m ur new subscriber
@kevinmirza86512 жыл бұрын
ZABARDAST
@Zaiqafoodsecrets2 жыл бұрын
Masha Allah looks laziza yummy 😋
@PRO_GAMING1802 жыл бұрын
Ma Sha Allah
@munasayed96562 жыл бұрын
Kimami sewiyan mujh se kabhi bhi perfect nahi bani Insha allah aap ke method se try kar ke dekhti hoon aap ki sewiyan toh bahut hi delicious😋😋 lag rahi hain
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Zaroor se try kariyega is eid me..meri payari sis Is baar inshallah behtareen banayegi aapse kimami Sewiyan 🥳 Aur feedback bhi Dena mt bhuliyega 😘❤️ Shukriya 💗 JazakAllah ♥️
@munasayed96562 жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow ji zaroor bahut khushi hoti hai dil ko aap ke reply se mai kayi kayi bar padhti hoon my dear💕 sis jazakallakhair
@abidalateef8121 Жыл бұрын
Super madam aapki sari recipe perfect hai Pakistan mein zero no ki seweiyan nahi hoti kia hum normal sewiyon sy yeah recipe bana sakty hen plz reply
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Ji bana sakte hai sab se bareek jo mile us me banaye
@abidalateef8121 Жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow thank you madam
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
@@abidalateef8121 most welcome dear ❤️💕
@kevinmirza86512 жыл бұрын
Keep doing great work🎉
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Thanks for ur appreciation dear❤️
@blingerized2 жыл бұрын
Adab, This was a very balanced sevai but i couldn't get these white sevai so made it with the regular ones but it turned out wonderful. Thankyou
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Adab🤗 Glad to hear that u tried this recipe😃 even you hadn't that white sevai🌸
@qasiraluminumworkshop56542 жыл бұрын
Yummy Yummy 👌👌🌻🌻🌹🌹
@iffatjozef96862 жыл бұрын
Looks good
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Shukriya dear 💖💕
@naziabano71982 жыл бұрын
Nice recepe
@tastyrecipes41982 жыл бұрын
nice video. l have subscribed to your channel 👌💯👌💯😋💐💐
@zaikaejannat2 жыл бұрын
Very nice 👌👌
@sweetjunction.regencykitch941 Жыл бұрын
Plz give measurement in discription list
@naziabano71982 жыл бұрын
Mam aap please mong dal halwa ki recepe dejye
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Inshallah dear❤️
@naziabano71982 жыл бұрын
Mere sasural me ase hi banti h kimami sewai
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
😃❤️👍
@FoodvalleybyHR2 жыл бұрын
looks very delicious
@MohdshamimMohdshamin9 ай бұрын
Nibu ka jus dalne se siwaenya kharab to hoga ya test badlega to nhi
@ZaikaeLucknow9 ай бұрын
Nahi itni zyada sugar me itna nimbu kya pta chalega
@danishhussain2741 Жыл бұрын
Karachi may safaid suyeen nahi milty. Kea normal suwyean lay saktay hayn?
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Ji bilkul bana sakte hai 👍 Bhuni hui sewiyon ko ghee me halka sa taaza yani kuch de dal kar bhun le flavour acha ho jayega
@zebasiddiqui93842 жыл бұрын
Wow mam, aap Lucknow me Kahan se hain?
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
South City But after marriage me ab delhi mae rheti hun❤️
@sushmasingh63104 ай бұрын
केवड़ा / गुलाब जल नहीं डालते हैं इसमें??
@ZaikaeLucknow4 ай бұрын
आप पसंद करते हैं तो डाल दे कुछ लोग नहीं पसंद करते हैं इसके लिए नहीं डाला.. इलयची पावडर के खुशबू में ही बनाया है
@aminakhan1848 Жыл бұрын
Aapne measurements nai batayi sewai sugar or milk ka
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Sab kuch bataya hai dear
@trendfashionworld14172 жыл бұрын
Ap bathaya white sewia frie karahaho wo brun sewia
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Pahle dry roast kar liya hai
@sardarkhan1367 Жыл бұрын
khoya bnany ki recipe hy?
@ZaikaeLucknow7 ай бұрын
Doodh se banega… in sha Allah share karungi
@fatimanaqvi29762 жыл бұрын
Yummy
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Shukriya dear😘
@sarahkhan73308 ай бұрын
Aunty ye banarsi siwai ki recipe hai na
@ZaikaeLucknow8 ай бұрын
Yes dear Banarsi sewai recipe hai
@gazalashaikh3582 жыл бұрын
Kya isse thodi moti sewai use kr sakte hai
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Ji han le sakte hain aap Lekin method thoda change hoga uske liye aap ye video dekh kar as it is bana sakte hain👇🏻 kzbin.info/www/bejne/n6bKhHarh8qCo5o
@farzanakhatoon41972 жыл бұрын
Sewai agr thori moti ho to kya bna skte hai
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Ji, bilkul bana sakte hain👍🏻 But steps thode chnge ho jayenge, iske liye aap is video kzbin.info/www/bejne/n6bKhHarh8qCo5o ke through bana sakte hain as it is😊
@fatimagulshan5350 Жыл бұрын
Mem dudh fat hi nhi rha tha .nibu se bhi .
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Thodi der pakaye medium heat par kuch der me phatane lagega
@cheddar20632 жыл бұрын
Aapne sev dalne k baad bilkul bhi usse gas pe nahi rakha??
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Nahi dear, chashni ki garmi me hi paki hai sewayi...gas per rakhte to sukh jati aur gall jati sewayi
@cheddar20632 жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow JAZAKALLAHU KHAIRAN😘😘😘
@lifeofhinakhan43772 жыл бұрын
Kahan say milay ge ye white seviyan?
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Mujhe to Up side se mil jati hai ya fir purani dilli me jama masjid side bhi mil jati hai.. online available nahi hoti… agar apkp roasted sewaiyan mil jati hai 0 no to wo bhi le sakti hai.. bas usko halka sa roast kar lijiyega ghee me
@lifeofhinakhan43772 жыл бұрын
@@ZaikaeLucknow aap k response ka bht shukriya, may Karachi say hu and hamari side Tau bas normal brown wali he dekhu Hy may NY . Thank you
@arshiparveen18502 жыл бұрын
Kuch khaas recipe nhi lgi mam
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Ap may be dear is recipe se wakif nahi hongi...one of the famous sewayi recipe hai...bohot craze hai is recipe ka...aap mere bolne per is eid me carefully steps follow karke..zaror recipe banaiyega... I'm 100% sure u wouldn't disappoint from this recipe
@zebasdiary2108 Жыл бұрын
Siwai kitni hai
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
1 kg
@sardarkhan1367 Жыл бұрын
agr white swin na mily to kia krin ?😢
@ZaikaeLucknow7 ай бұрын
White sewayi hi important hai dear is recipe ke liye 🙂
@iffatjozef96862 жыл бұрын
This is how I saw Sonia goethe first time
@nazmarazi80742 жыл бұрын
Sivani ka hlva
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Jo log jante nahi...wo log yahi kehte hain🙄
@nazmarazi80742 жыл бұрын
Are medam aao hamaare gahar tumhe khilaale kimaami sivai kayesi hoti hay
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Ghar aane ki kya zarorat...Kimami sewayi alag alag method se banti hai Ye banarsi style hai...0 no sewayi se banti hai...aur ye sewayi Har jagah available bhi nhi hoti hai...joki aisi sewayi koi bana hi nhi sakta
@nazmarazi80742 жыл бұрын
Yahi to ham kahye rahe hay asli banarsi kimaami siyai ham aap ok dikhaanege bhi aou khilaaenge bhi o no se he
@ZaikaeLucknow2 жыл бұрын
Hame aane ki koi zaroorat nahi is sewai ko maine kam meetha banaya hai 2.5 ke ratio se kyo ki ab koi zyada meetha khana nahi pasand nahi karta aur health wise bhi ...aap shayad 4 ya 5 ya 6 ya fir atheist 7 kg sugar ke ratio ke sath banne wali recipe ki bat karrhe ho ..meri mummy banasar ki hai wahi paida hui wahaa ki kimami sewai ka Pura itihas Bataan sakti hu ... Is ki original recipe Iran se aai jo 7 kg sugar aur 1 kg sewai ke sath banai jati thi ab zamane ke hisaab se ise kam sugar ke sath log banane lage ...2.5 ya 3 se kam me banana namumkin hai...ab bhi aap kuch kahege mere channel par aap ko recipe ke nam par Alhamdullilah fraud nahi milega .... JazakAllah Khair
@drsmahmad17302 жыл бұрын
میرا خیال ہے یہ "قوامی سویاں" ہوتی ہیں۔۔۔کمام کبھی نہیں سنا۔
@mohammedfarooqi3953 Жыл бұрын
Please don’t give wrong recipe. Banarsi sevyan is made in qiwam with 8 to 1 ratio that is sugar is eight times to sevyan. Lot of malai is added to eat
@ZaikaeLucknow Жыл бұрын
Ab kaun khata hai right recipe 8 to 1 ko kha kar marna hai kya ab sabh kam meetha banane lage hai aur mujhe pta hai is ki asli recipe meri ammi Banaras se hai aur wo bhi 4 to 1 hi banati thi wo guzre zmane ki bat ho gyi ab mujhe nahi lagta kuch logo ko chod sab ne kam kam meethe me banane lage hai