No video

Zakat ke bare mai Apke sawal ke jawabat | ज़कात के बारे में आपके सवालों के जवाब | Mufti A.M.Qasmi

  Рет қаралды 320,049

A.M.Qasmi Official

A.M.Qasmi Official

3 жыл бұрын

Zakat ke bare mai Apke sawal ke jawabat | ज़कात के बारे में आपके सवालों के जवाब | Mufti A.M.Qasmi

Пікірлер: 416
@syedamumtaz5568
@syedamumtaz5568 3 жыл бұрын
*👇 Pata Hai Mohabbat Kya Hai.? 💛* *1400 Saal Pehle Prophet* *Muhammad ﷺ Ka Har Raat Tahjud* *Main Rote Howe Dua Karna* *"Ya Allah Meri Ummat Ko Bakhsh De " 😟💕*
@sazadkhansazadkhansazadkha1683
@sazadkhansazadkhansazadkha1683 3 жыл бұрын
Mashalla
@raynoryt3491
@raynoryt3491 3 жыл бұрын
Mi
@Tubakhan7372
@Tubakhan7372 4 ай бұрын
Beshak Alhamdulillah zakaat nikalne se Allah paak maal me barkat ata karte hai..maal aur badhta hai mujhe to khushi hoti hai k yeh gareebon ka haq hai Jo un tk pahuchna chahiye.. Alhamdulillah
@mahinoor4662
@mahinoor4662 2 жыл бұрын
हमें यह आपका वीडियो बहुत अच्छा लगा पसंद आया आपने अच्छा किया जो सबको बताया दुनिया गुमराह है उनको मालूम ही नहीं है यह सब
@mahinoor4662
@mahinoor4662 2 жыл бұрын
Mashaallah
@user-sq4di8sx8d
@user-sq4di8sx8d 4 ай бұрын
Masha Allah
@naajnee6994
@naajnee6994 Жыл бұрын
Masha allha ketne ache se samjh te hai allha aap ko isi tarh samjhne ki tofiq ata farmay Amin 🤲🤲
@naziyas.ks.k6159
@naziyas.ks.k6159 2 жыл бұрын
Jazak Allah Mufti Qasmi sahab 😊
@gulabali6724
@gulabali6724 3 жыл бұрын
Masha Allah mufti Sahab aap ne Bahut achhi Tarah se samjhaya he
@naataurbyan
@naataurbyan 3 жыл бұрын
Mashaallah nice information
@multitube5517
@multitube5517 3 жыл бұрын
Rashida baigham ne jo puchha hai usko me bhi puchhna chah rhi but ab Maloom ho gya MashaAllah Jazakllahu khaira bahan..
@multitube5517
@multitube5517 3 жыл бұрын
Jazakllahu khaira bhaijaan shukriya Mera jawab dene k liye Allah zuljalal Aapko Dono jahan ki khair o aafiyat se nawaze or hasidi k hasd Se mahfooz Rakhein Aameen Summa Aameen ya Rabbul izzat Kareem
@MdMunna-su2wq
@MdMunna-su2wq 3 жыл бұрын
Zajakallah khair mufti sahab 👍👍
@roshanshakeel7161
@roshanshakeel7161 Жыл бұрын
Masha Allah nice jankari
@dilshadansari1905
@dilshadansari1905 2 жыл бұрын
Shukriya
@sabirshaikhm.t.j174
@sabirshaikhm.t.j174 Жыл бұрын
Waalaikumus salam warahmatullahi wabarakatuh ustad ji jazakallahu khair duvame yad InshaAllah jarur
@SalimShaik-zq5tg
@SalimShaik-zq5tg 4 ай бұрын
Jazak Allah
@mr.mansuri5550
@mr.mansuri5550 3 жыл бұрын
Shukriya Jazakallah hu khaira
@muskansiddiqui8678
@muskansiddiqui8678 3 жыл бұрын
Tx bhaijaan.... Clear all dought
@alam-e-lslamictalks4492
@alam-e-lslamictalks4492 3 жыл бұрын
Beshaq ❤️
@rashidabegum1218
@rashidabegum1218 3 жыл бұрын
JAZAKALLAH.
@SkSohel-fi2du
@SkSohel-fi2du 2 жыл бұрын
truck pe zakat hoti hai kya
@sarafuddinansari9566
@sarafuddinansari9566 2 жыл бұрын
mashaallah. molana sahab
@manjurshahmadar9441
@manjurshahmadar9441 3 жыл бұрын
MASHA ALLAH
@gulzaralam6990
@gulzaralam6990 2 жыл бұрын
Mashallah Mufti Sahab
@mdshariquekaju300
@mdshariquekaju300 3 жыл бұрын
ماشاء اللہ
@osamazaid5263
@osamazaid5263 2 жыл бұрын
Jazak allah
@iqbalsir1255
@iqbalsir1255 Жыл бұрын
LIC में रु. 1,61,000 मेरे पीएफ से रोक कर पेंशन फंड के रूप में जमा है। रु 2756 क्वार्टरली मेरे अकाउंट में आता है। जकात कितना होगा?
@sadafsiddiqui3564
@sadafsiddiqui3564 3 жыл бұрын
Jazaak Allah
@rehanbabarehanbaba4170
@rehanbabarehanbaba4170 2 жыл бұрын
Sukriya bhai jaan
@saddamsaddamhusen8566
@saddamsaddamhusen8566 3 жыл бұрын
Assalam waalaikum ji alhamdulilh
@amjadkhan-mz5fy
@amjadkhan-mz5fy 3 жыл бұрын
Mashallah smj aaya bahut acche se smjhaya aapne
@HaiderAli-nt5ss
@HaiderAli-nt5ss 3 жыл бұрын
Me makan me ek lakh Diya hai is ka bhe zakat neeklega
@shabirkhan4830
@shabirkhan4830 Жыл бұрын
Masha Allah Suban Allah
@Rahulkumar-gc8oz
@Rahulkumar-gc8oz 3 жыл бұрын
Mashaallah
@husnashamsi8957
@husnashamsi8957 4 ай бұрын
Thaks
@shahedi1407
@shahedi1407 2 жыл бұрын
Assalamualaikum!mera ek sawal hai agar zakat ki tarikh wale din sahabe nisab na ho to kya phir se sahib e nisab hone ki tarikh tay karni hogi ya dusre saal usi tarikh ko zakat ka hisab karna hoga?
@mohdmansabmansab5504
@mohdmansabmansab5504 3 жыл бұрын
Moulana sahab aap Se meri ek request hai plz wo sunlijiye mein bahut pareshan hu mujhe apne face ko accha rakhna Hai plz eisa koi amal batade jisse wo sahi hojaye mein Allah se khoob dua kar raha hu Allah sab jaldi se mere face ko accha karde is ramzan Allah jaroor sunega plz aap kuch batade
@Yawaris.786
@Yawaris.786 3 жыл бұрын
Mufti sahab Jakaat ka paisa jo nikalta hai dene ke baad bach jaye to usko kinare dalde kisi gareeb ki shadi ke liye to ye kar sakte please bataye....
@khushiansari5902
@khushiansari5902 Жыл бұрын
Assalamualaikum mufti sahab. Hmare paas ghr nhi h hm ghr bnane k liye paisa jod rhe hain to jo paisa hmare paas ghr bnane k liye uski zkaat nikalni wajib h ya nhi
@muhdaffan7734
@muhdaffan7734 3 жыл бұрын
Masha allah Allah paak aap logon ko hifazat farmaye aameen ya rabbal aalameen
@aahilmirza3945
@aahilmirza3945 4 ай бұрын
Assalamaulaikum mufti sahab kya zakat unko bi de skte h jo ki pareshan ko waqtitor pr lkn zameen uski hu toh kya de skte h
@cricketislife8521
@cricketislife8521 3 жыл бұрын
Masha Allah bhai Allah apko khero afiyat se rkhe or aap salamt rhe
@heenawaris8963
@heenawaris8963 3 жыл бұрын
Masaallah
@muskanparvin1025
@muskanparvin1025 3 жыл бұрын
Mashallah
@mdazad5426
@mdazad5426 3 жыл бұрын
Aslamalekum Bhai jaan ramzan mubark ho allah aap ko achha rakhe
@noorbeg5031
@noorbeg5031 2 жыл бұрын
Assalamu alaikum Mufti sahab मेरा सवाल यह है कि मेरे घर में मेरी लड़की ,बीबी,बहु का सोने का जेबर साढ़े सात तोले से ज्यादा है मगर उसको गिरमी रखा है और हर साल उस पर ब्याज देता हूं तो जकात है क्या
@muzammil2600
@muzammil2600 3 жыл бұрын
Assalamualaikum mufti sahab
@asbaatshaikh1421
@asbaatshaikh1421 3 жыл бұрын
Jazakallahu Khairah ustad ji
@raziakhan8058
@raziakhan8058 3 жыл бұрын
Wow
@skgamer-rm8pe
@skgamer-rm8pe Жыл бұрын
अस्सलाम वालेकुम मुफ्ती साहब मेरे पास जमीन है और नगद पैसे नहीं है उसका जकात कैसे निकाला जाएगा इसका जवाब जरूर दें
@yashizkrhussain4375
@yashizkrhussain4375 9 ай бұрын
Thnx❤
@hudasaifi5047
@hudasaifi5047 2 жыл бұрын
Walikum assalam
@MuhammadSameer-wi7th
@MuhammadSameer-wi7th 5 ай бұрын
Mere sohr ne bahut sare loan aur krje liye h aur mere pass 70-80 hjar ka jewelry hoga to kya jakat dena hoga
@SanaKhan-zk8jz
@SanaKhan-zk8jz 3 жыл бұрын
Sukhriya
@nadimmev1044
@nadimmev1044 Жыл бұрын
Pls❤
@javedkhan6551
@javedkhan6551 2 жыл бұрын
Assalam alaikum janab बाराए मेहरबानी बताए क्या हम जकात रिश्तेदारी में लड़की की शादी में दे सकते है
@aashukhan9749
@aashukhan9749 3 жыл бұрын
Assalamualekum. Mufti sahab. Zakat k lye aas pas koi na dikhe ..to kya kre.kisko pesa de zakat ka. Plz jwab de.mufti sahab
@rhasidhkhan1537
@rhasidhkhan1537 3 жыл бұрын
Hmko.de.de.bhai
@RashidKhan-hy2tm
@RashidKhan-hy2tm 3 жыл бұрын
Aap ki niyat kharab hai
@aashukhan9749
@aashukhan9749 3 жыл бұрын
@@RashidKhan-hy2tm kya hua bhai. Esa kyu bol rhe ho
@alfazhussain-ug1gy
@alfazhussain-ug1gy Жыл бұрын
​@@rhasidhkhan1537😊😅
@alfazhussain-ug1gy
@alfazhussain-ug1gy Жыл бұрын
​@@RashidKhan-hy2tmbbye boo Islamikbayan until bbye😢❤❤😂🎉😢😮😅😊
@sayyadakhatoon6119
@sayyadakhatoon6119 3 жыл бұрын
Aslam walekum bhai shadi ke pahle sal ramzan me jewar ke zakat dena hota h ya nhi pizzz bataye......
@aizanoor9017
@aizanoor9017 3 жыл бұрын
Mufti sahaab mera ye swal h ke hmare pass jo chandi hoti hai ghr me market me uska rate nayi chandi ka adha hota hai .hame konse rate se jkaat nikalni chahiye
@mr3official...
@mr3official... 4 ай бұрын
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatuhu. Umeed krta hu aap khairiyat se honge... Mera naam mujahid aur Mera sawal hai : humare Ghar me total 7 log hai mummy papa ko Mila kr k, Ghar me sirf do log kamate hai main aur papa. mera sabhi income mere ghr k liye hai yani main apne papa ko deta hu, aur mere pass lagbhag 1 lakhs k jaisa savings v hai, please thoda yeh bata dijiye humare ghr me khali papa ko hi jakat dena hai ya frr mujhe v Dena hai aur humare ghr me Sona aur chandi kuchh v nhi hai bas sabhi paise hai woh v dusro ki jamein lize( bandak ) pe liye huye ab yeh bata dijiye humare ghr PR jakat farz hai kya agar hai to kitno k upar.... Sukriya.
@rashidjamal3785
@rashidjamal3785 4 ай бұрын
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatahu plz mere liye duwa kardijye Sadi ke bad jindagi ekdam buri chal Rahi sasural ke mahol aisi hai bas aap duwa kardijye mere liye v aur abtak olad v nahi huye sir meri shadi ke 8 mahine huye kya mere jebar ka zakaat Dena hoga
@ALI-SK-DASNA
@ALI-SK-DASNA 4 ай бұрын
अगर किसी के पास कर्जा हो और उसपर इतना सोना या चांदी हो या उसपर जाकात फ़र्ज है 🙏
@naziyas.ks.k6159
@naziyas.ks.k6159 2 жыл бұрын
Allah rabbul Izzat Kahne sunne se zyada Amal karne ki Taufiq ata Farmaye Ameen 🤲😢😊🤗
@sabirabibi1217
@sabirabibi1217 2 жыл бұрын
Ameen
@shaguftakhan7699
@shaguftakhan7699 2 жыл бұрын
Llllllllpllllpllllllpllpllplllllllllllllp0llllllpppppppp0ppppppppppppppppppppppppppppppppppppppp
@shaguftakhan7699
@shaguftakhan7699 2 жыл бұрын
Pppppppp
@hypertextboy7865
@hypertextboy7865 3 жыл бұрын
Roze ki haalat me tilawat Karna Jyada sawab hai Ya Roze ke bad raat me Ya inse matlab nhi kabhi bhi Kar sakte
@afiya3137
@afiya3137 4 ай бұрын
Aslamu alykum mufti sahab aap baat sari samjh aati hai par sawal hai mera aaj ka jo time cal rha h kon aaesa banda hai jis ke paas itna peasa na ho jis pe qawat farz na ho to kis ko de zaqat ke pese hum ko kya malum woh zaqat ka haqdar ha ya nahi Matlab mere sawal ye ke zaqat hum ko kese bata ke kon hakdar h ya nahi
@user-xf7is7rw1o
@user-xf7is7rw1o 5 ай бұрын
School fees , bijli ka bill , Aur ghar Kai kuch Kharchai Yai bi Zakat Mai sai Minus krna hai
@saziabano4775
@saziabano4775 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab agar hamaare pass rehne ke alava khali plat ho to unpar jakat wajib hogi. Please jawab jarur dena
@badarmohammadkhan8150
@badarmohammadkhan8150 3 жыл бұрын
Assala mo alaikum,Hazrat home loan ki poori rakam minus karni h ya us mahine ki kist.rehnumai farmaye.
@shaikh2108
@shaikh2108 2 жыл бұрын
Flat(property)ke Jakat nikalte hai kyaa
@raziyasultana4336
@raziyasultana4336 Жыл бұрын
Ek sawal mera ye h Kya zakat ki jo rakam h o ek hi baar me nikalen ya us rakam ko Kai part me nikal sakte h
@hypertextboy7865
@hypertextboy7865 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum mufti shahab ye btaeye ki jo Raman me quran padha jata hai wo murdo ko baksha ja Sakta hai Ya nhi baksha jata hai
@ishanpathan8697
@ishanpathan8697 3 жыл бұрын
Assalamu alaikum mufti sahab kya ramzan me koi marta hai to janat me jata kya
@User-ot9pd
@User-ot9pd 3 жыл бұрын
Masha Allah aap ne zakaat ke baare mein bahut acche se samjhaya. Jazakallah !
@RaziaRa786
@RaziaRa786 5 ай бұрын
Assalamualaikum Mera zakat se related ye sawal mera kuch jewellery muthoot mai hai to kya uska zakat dena hoga Aur kuch ghar mai Zakat kitne gram se start hota.starting gram example 3gram ya 4 ,5 ,7 .
@mahavishkhan1490
@mahavishkhan1490 3 жыл бұрын
👌👌👌
@wariskhan9581
@wariskhan9581 4 ай бұрын
7.50 gram sona hai pass rupay ek bhi nhi hai to jakat kaise de
@KDramaDetector
@KDramaDetector 2 жыл бұрын
Mufti sahab agar zewar gold loan me rakha hua hai...kya us sone ka zakat jodna hoga??
@nuzhatlaiq-yg7ji
@nuzhatlaiq-yg7ji Жыл бұрын
ZAKAT SIRF NAQAD DE SAKTE HAIN YA KAPRE KHANE KA SAMAN BHI DE SAKTE HAIN
@mehboobalam9241
@mehboobalam9241 3 жыл бұрын
52.5 tola chandi ya 7.5 tola sona ke barabar property hai lekin sona aur chhandi nahi zaqat kya banega?
@shahelaarsh886
@shahelaarsh886 2 жыл бұрын
Asslamoalaikum ....abhi abhi zeear bnwaya hai kuch mahine hue to kya uspr bhi zaqat hogi plz bta den
@firasatmansuri5776
@firasatmansuri5776 2 жыл бұрын
Assalam walekum Hazrat yah bataiye jis din hum zakaat nikaalenge use din ka hi hisab lagega ya 1 sal aage piche ka
@hanifsati1878
@hanifsati1878 4 ай бұрын
Mufti sahab mere pas mutual fund me paise pade hai 14 lacs 38 hajar hai market velyu 167000 abhi hai iski zakat kitani nikalu
@rehanasiddiqui5991
@rehanasiddiqui5991 4 ай бұрын
Selry se jo income tex kt jata he kya wo bhi zakat me gina jayega please btaye.
@aktharpasha2461
@aktharpasha2461 3 жыл бұрын
Mufti saab assalamualaikum. Mere teen sawaal hy. (1) jo cheez hum istemaal krte hy uspe zakaat nahi, maslan Ghar, Car etc. Agar aisa hy to jo sona aur chaandi apne khawaateen roz marra zindagi me pehanti hy to ispe zakaat kyun? (2) Agar my ne car loan ki EMI de rahaan hun, I. e 10,000 /- pm) to kya ye ek saal ki jo EMIs ka pysa my total zakaat se minus karun? Aur ek baat.(3) Meri income sirf pension hy. Aur my uspe saalana almost EK LAAKH income tax bhi bharta hu. Kya income tax ke pyse bhi total zakhaat se minus karne padenge? In points pe please aap roshni daale. Shukriya.
@afrozkhan9047
@afrozkhan9047 Жыл бұрын
जनाब मुझे पिछले 5 लाख रुपये का फायदा हुआ और मैने पिछले साल ही जकात निकल दी है और 5लाख मेने अपने पास घर पर ही रख रखे है और इस साल मुझे 2 लाख की बचत हुई है तो मुझे 2 लाख की ही जकात निकालनी है या जो पिछले साल जो 5 लाख की जकात जो मेने पिछले साल निकाल दी थी किया इस साल भी देनी होगी
@sultanking771
@sultanking771 2 ай бұрын
Molana shab mere pass sirf ek ghar hai wo bhi 43gz ka to kya mere upar jqat wajib hai
@nawabjamil178
@nawabjamil178 4 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti shahab jakat ka mal agar ham roj ya mahine ka kamai me se kaise kare
@frahman9510
@frahman9510 3 жыл бұрын
Hajrat jis rakam pe jakat nikali ja chuki ho kya ahle sal us rakam pe dobara jakat nikali jayegi ya nahi
@shaikhafreen3595
@shaikhafreen3595 3 жыл бұрын
Assalamualaikum mera sawal hai ki agar dahez ke liye paise rakhe ho to kya uspe bhi zakat nikalna padega ya nhi please reply
@RashidKhan-hy2tm
@RashidKhan-hy2tm 3 жыл бұрын
Assalam alaikum mufti sahab
@anamnaz2476
@anamnaz2476 Жыл бұрын
Asslamu alaykum mufti sahab mera apse ek sawal hai plz jawab dijiyega mere balid sahab ka inteqal ho chuka hai or mere bhai bhi ni hai hum do bahne hain to hum logo ki shadi ke liye kuch zebar rakkha hai or hum logo pas kuch bhi ni hai rishredaro ki madad lekar hum logo ka kharch chalta hai to kya hum logo ko zakat dena chaiye
@manishrathor4053
@manishrathor4053 Жыл бұрын
mere pass 1 lac rs h. agle sal 1.10 lac h,to jakat kya 1.10 pe lagegi ya 10 thousand per
@mohdaqeel4696
@mohdaqeel4696 3 жыл бұрын
Janab agar koi lone liya ho to kya uspar bhi zakat wazib hai
@manadim7059
@manadim7059 4 ай бұрын
Agar hamara paisa kisi k pass hai aur Zakat niklne k date tk usne mujhe nhi diya to uska Zakat niklega ya nhi .?
@shahnazbano7473
@shahnazbano7473 5 ай бұрын
Zakat ke hawale se Bhaijaan Maine masjid ki zameen ki kharid ke liye kuch rupeey A/c me rakhe hue h kya mujhe un rupayon pe zakat wajib h ya nhi ..
@RajaKhan-sd8tc
@RajaKhan-sd8tc Жыл бұрын
Muftee sahab mai india se hu aur mera sawal hai agar sirf 5 tola sona hia cash kuch bhi nhi hai to bataiye dena lazmi hai ya nhi ??
@sanayakhan4021
@sanayakhan4021 3 жыл бұрын
Assalamualikum .agar hum fitre kiniyat krke wo pese eid ki namaz,se pehle nikal kar alag rakh dein or kisi wajase wo de nhi payein uske agle din dena chahe to deskte hein ya nahi
@crazyboyFFgaming392
@crazyboyFFgaming392 3 жыл бұрын
Assalamualaikum wa Rahmatullah WA barakatuhu Mera sawal hai mera chota bhai hai jo ki nase ka aahdi hai kya me usko jakat de sakta hu
@Nancylaskar
@Nancylaskar 3 жыл бұрын
Mere pass jo gold h wo sb mere meher pr h to jakat dena padega kya?
@sadafsiddiqui3564
@sadafsiddiqui3564 3 жыл бұрын
Assalamoalaikum mufti sahb
@amazingworld9109
@amazingworld9109 2 жыл бұрын
Asslam walikum mufti sahab.agar sona gerbi rkha hai to aus ka bhi jakat dena huga kya ya nhi.
@MuhammadSameer-wi7th
@MuhammadSameer-wi7th 5 ай бұрын
Asslamwalekum
@sadikkhan9600
@sadikkhan9600 7 ай бұрын
Or kheriyat ho
SPILLED CHOCKY MILK PRANK ON BROTHER 😂 #shorts
00:12
Savage Vlogs
Рет қаралды 41 МЛН
Survive 100 Days In Nuclear Bunker, Win $500,000
32:21
MrBeast
Рет қаралды 143 МЛН
Surah Alam Nashrah ki tafseer by Hazrat mufti Mubeen sb Turk
17:00
Mufti Mubeen Turk Qasmi
Рет қаралды 16 М.
Maa Baap Ke Inteqal Ke Baad Har Aulad Par Ye 12 Haq Hote Hai Maulana Shakir Noori
19:46
Saddam Islamic Channel
Рет қаралды 3,5 МЛН