Alhamdullilah, अली भाई. आपके वजह से नौजवानो को समझाणा आसान हो गया | मौलवियो कि जो पोल खोल हुई है इससे वो बौखला गये | लेकिन जो गुमराह थे अल्लाह ने उन्हे हिदायत दि | अल्लाह आपको जजा ए खैर दे, आमीन |🤲🤲
@varismalek70709 ай бұрын
Ye ali Mirza sab bhi molviyo se bhi den shikhe he Bina molviyo ke den aasan nahi he
@Saveara. Жыл бұрын
After listening this, how beautifully Allah has maintained the money cycle. If only people pay actual zakat of the assets they have. The world will be a better place. SubhanAllah
@shafukhandanish Жыл бұрын
Alhumdulillah Allah hum SB ko Sahi raste pe Chala.. ese lider ki SB ko zarurat h
@sirajimam32086 жыл бұрын
Jazak Allah deen ko ap jaise educated logo ki zaroorat hai.
@shiningwizard15 жыл бұрын
wow easy fact 40 per divide, really helpful
@handtv8 Жыл бұрын
Mashallah Dil khush ho gaya 🇮🇳 mufti sahab 💝❤️
@nawabali57314 жыл бұрын
Beshaq,Har muslim,Sahi Zakat nikale.hamari barbadi ki wajah yahi bhai,Gaur kar Len.
@noreenidrees62089 ай бұрын
Haaq goo Aalim e deen Ali bahi....👍🌹❣
@freeindiangameng8513 Жыл бұрын
Jazakallah khair from India
@THMughal4 жыл бұрын
ماشاءاللہ، جزاک اللّہ خیرا
@rajaislam91268 жыл бұрын
ali bi ap ko alla taalla jazay khar da ameen
@shahnazparween9276 жыл бұрын
mai ne aik bar apne shawhar se ghussa me kaha k tumhara paisa mere lie haram hai to shariat k motabiq keya hukam hai
Haram nh hota, es tara ki baato ko avoid kary, agr koe qasm uthaye tou kaffara hoga wo ap kisi alim sy pooch lai @@shahnazparween927
@mdmerajuddinansari52455 жыл бұрын
Jazakallah Allah aap ki hifazat kare aameen 🇮🇳
@shabbukhushi10234 жыл бұрын
jazak allha allha aap ka elm. ma barkat da
@asifshamim30014 жыл бұрын
Love to see mirza ali
@sirfmuslims3 жыл бұрын
Jazak Allahu Khaira
@wakilahmadahmad2750 Жыл бұрын
Mash Allah jazakAllah khaira
@muzafrmuzafr3504 жыл бұрын
Masha allah allah aap ko jzae khair de
@loveislife80025 жыл бұрын
ماشاﷲ ﷲ پاک آپکو سلامت رکھے
@Choudhry-12Ай бұрын
Mashallah 🙏🕋
@ZebaRashid-nm5mc Жыл бұрын
Jzakallah khair 🖤🖤
@Iamaqsashaikh Жыл бұрын
Asalamualikum, kindly please koi guide krde is bat py. Me 20 saal ki hun aur online kaam krti hun aur meri amdani fixed nahi, aik mahine zyada paisa banta hai to aik mahine banta hi nahi but mujhe aik saal hogaya hai kaam krte huwe aur meri kuch savings bhi hain to kya meri un savings py bhi zakat hogi? Savings zyada nahi hain jese apne bola ky jiske pas 7.5 tola sona hoga to 2.5% uspe zakat hogi but mere pas itne sonay jitne paise nahi hain bohat kam hain isse to kya meri uspe zakat farz hai? Aur agar han farz hai to kya meri savings py hi zakat farz hogi ya jo mere pas sab kuch hai 1 rs se leke 10 lakh tak jo use me paise hain woh sab mila ky mujhe uska 2.5% nikal ky zakat deni hogi? Yeh me srif apna pooch rhi hun, mere ami abu alag se zakat nikalte hain, Mujhe aik saal huwa hai kaam krte huwe aur apni kamai horhi hai tou us hawalay se I’m confused ky mujhe alag se zakat nikalni chaiye ya nahi?
@shiningwizard15 жыл бұрын
MashAllah Ali bhai mujhy meray swal ka jawab mil gya, per month zakat.
@expozingpakistanbeauty52383 жыл бұрын
Per month kis tra 03016698500 watsapp
@skarzu84894 жыл бұрын
علی بھائی میرے پاس ایک فوری وہیلر کر ہے جس کو میں چلا کر روجی روٹی کرتا ہوں کیا اسکا بھی جکت بنے گا
@sanach66194 жыл бұрын
Bhai plz btna agr gr ni ho pasiy b na gr banny KY aur gold 6 toly ha kea mujy py zakt frz ha
@1ImknPTI2 жыл бұрын
Kia expensive watches pr zakat hoti hai ?I know it’s silly questions but kia kroon kisi aur se pochna mushkilhai 🇵🇰🇺🇸
@ghostridergaming72943 күн бұрын
If you have bought as investment or for savings then yes u have to pay.
@noreenidrees62089 ай бұрын
Na maien wahbi....🙏 Na maien babbi....🙏 Maien hoon Muslim ilme kitabi...📚🌹❣
@sidhujatt93483 жыл бұрын
Aap nay kaha k ager maal main azafa ho tu aus pay zakat ho ge lakin ager kam ho jay tu aus pay kia farman hai aap nay nahi bataya .. example ager meray pay 1 lack hai lakin saal pura same yan bari nahi bul k 80 yan 70 thousands hotay hain tu aus main kia farmaya gaya..
@alltypeinformation58208 ай бұрын
Mashallah Good Explanation
@drasia6376 Жыл бұрын
Sahib e Nisab mean when we have suppose gold more than 7.5 …. We have to pay zakat …but if new money added just b4 few months then should we pay 2.5% of total ?
@samrafatimaiqbal18 күн бұрын
Ali bi apna bola 7.16 minutes pa jo uski maliyat ban re hy toh gold ki zakaat qeemat khareed pa adaa krne ho ge yaa qeematay farookhat pa plZ reply kar dain mari confusion dur ho jeay
@mohammediqbal1257 Жыл бұрын
Thank you brother
@nasirjavedkhankhan58783 жыл бұрын
sir jaisy k aj k dor mn har chrez pr text ada krhy to kiya phir b zakat ada krna hogi plz is pr roshni dal fn
@muhammadriaz97364 жыл бұрын
Ap ne jo misaal. Di thi us mei apne 4 tolay ko b add krdia tha zakat mei. Uski samajh ni ai
@rayankhan6071 Жыл бұрын
Agar zameen ghr banane ki neat se li ho.lkn kuch salo bad ghr bnane k bjae us zamen ko bech dia jae to kia zakat uspe bhi hogi?
@ishtiaqahmadahmad98134 жыл бұрын
ماشاءالله
@mehwishshakil962 Жыл бұрын
or agar kisi k pass itna sona hai joski amoint sarhay bawan tola chandi ki ben rhi ho to kya us per zakar wajib hai??
@nasirmehmood57352 жыл бұрын
Uosar kaya our kitna no play ga tafseely lecture ka link plz
@AsjiD-Sahab Жыл бұрын
اسلام علیکم جناب کیا نقدی رقم یعنی ساڑھے سات لاکھ کی مالیت پر بھی زکوۃ ادا کرنی ھوگی یا ساڑھے سات تولہ سونا کی نقدی قیمت اگر جمع ہے تو ادا کرنی ہوگی
@ayshcandy71552 жыл бұрын
agr Gold bs 1 2 tola ho or sath jo saving ho wo b 7 toly k barabar na bany or dono ki amount mila kr b sony ka nisab na bany to tb b zakat deni hogi? jesy aj kal kehty hain k 1 tola sona b 52.5 tola chandi se mehnga hai to agr utna ho to us pr b zakat lagy gi. kindly reply de den. Jaza k'Allah
@ukht.013 ай бұрын
Aslamu allaikum • agr mere pass paise (27,481) jama huwe vy hain to mjhy zakat kitni deni hogi
@sgsheikh2866 Жыл бұрын
jaise ek baar jo gold meri wife ko mila hai sasural ki taraf se ek baar jakat nikalne ke baad kya har sal usi gold ka jakat nikalana ya fir ek hi bAr
@nkstech9292 жыл бұрын
Asalam o alikum, please mujhy batayen agr kisi society mai installments py plot book krwaya ho. Or installments complete ho gaye hoo phr possession abhi tuk nhi milli. Or development charges pending hain. Intention investment hai ky jb in future rate acha mily ga to sale kren gay. Question is kiya is property py zakat lagy gi? Agr lagy gi to booking value py yah market value py? Please jald bata dein mai ny zakat pay krni hai
@arzooashfaq71394 жыл бұрын
Jo kewlery use krte hain os pr b zakat hy?may ne kisi se suna hy ke jo zewarat use krte hain os pr zakat nai hy??
@zaneeqahmad39689 ай бұрын
kya koi bta sktaa hai K pura sal paisy save rahy or zakat deny sw 1 mnth phly us mj se adhy khrch hogy ab zakat wo total saving py lgy gi ya bss remaining amount py
@HasanAli-wl8rq2 жыл бұрын
Aik mushkiza shahed ka volume kitna hga? For honey business
@shamimbanokhan32 жыл бұрын
Ali bhai ik sawal hy kya zakat sirf paisy ki shakal may hi nikal na chiye kya ya rashan ki shakal may bhi dyskty hn plz iska jawan dydy
@thetribalchief2klovers552 жыл бұрын
Kia ma ny one year plot buy krny kaliy salary JAMA ki aur abi plot nai Mila TU kia inpaso pr zakat Hy even ma pora sal kud b tangi gozari
@kausharrazakhan974 Жыл бұрын
As-slamu alaikum... Ali bhai.. Jakat pr ache quality me video record kra de...is quality se ankh pr jor pdega..
@shakirafzal792 жыл бұрын
کیا زکات کے پیسے اس نیت سے انویسٹ کرنا جائز ہے کہ یہ ایک مستقل ذریعۂ بن جائے اور اس سے آنے والا منافع حاجت مندوں میں تقسیم ہو۔
@Saveara. Жыл бұрын
you mean profit?
@Phenkoo10 ай бұрын
Ager pesy doob gaye tab kiya karo gy lehaza jo hukum hy usi py ammal karo
@ladiesstitchingcourse60739 ай бұрын
Hamari 6 kily zamen h Jo h. Theky py dety hn har sal . Us py zuqat farz h? Koi plz guide kr dy
@HasanAli-wl8rq2 жыл бұрын
Mere hisab sai yea drust nai kai aik din pehlai agar raqam add hgai to total par 1/40th lagai ga balkai fundamentals kai mutabiq maal ka saal guzarna tai hai to jo raqam par saal guzra sirf uspar hgi aur jo aik din pehlai aya uspar ni hai warna jo sonai ka kaam kartai hain unka to mamla bigar jaiga
@noreenidrees62089 ай бұрын
Firqa wariyat murda baad....🤑🤡🐵 Ilme kitabi Muslim zinda abad...👍📚🌹❣
@malihamazhar2227 Жыл бұрын
Asalamoalikum…meri shadi feb 2020 mai howi ti tb meray pass sona aya… zakat maal py saal bhar guzerny k baad farz hoti to kya 2020 sy 202l k saal ki bhi zakat ho gi? Meray pass pehly itni rakam ti ni k zakat dy sakoun ab sona baicha hy k zakat dy sakoun to please please mujhy guide kr dain k 2023 February tak kitny saloun ki zakat farz hy meray py
@pakistanzendabad15783 жыл бұрын
Bhaie plz koi bta dy k car pr b zokat deni pary gi k ni?
@farhanshaikh77184 жыл бұрын
JazakAllaho khair
@muhammadsajidmalkani73392 жыл бұрын
Sir aik masla pohchna hy. Ager mai kisi ko 15 lakh udhar dy do 3 year ky lia tu ab is 15 lakh ki zakat 3 year mai do ga ya jis ko mai nai pasisa udhar dia wo dy ga.plz ans
@qadooskhan74703 жыл бұрын
Janab may ny apna gaher banay k leay plot kareda hay ab osy wapes bechna chata hoo kaya is per zakat wajib hay.
@HasanAli-wl8rq2 жыл бұрын
Dafeenai par saal guzarna lazim hai ya jis din nikla hai usi din lagai gi zakat?
@sabaunisa75104 жыл бұрын
Ye sab kitab mai padhti ho mai Magar zakat ke maslie mai canfios thi thanks
@advocateomer18625 жыл бұрын
Ali bhai ye jo rents hum log letay properties ka aus pe kia ehkaam hein???
@waqqasasghar4 жыл бұрын
Salam, can you please also inform ke kia agar apney koi car installment par li ha and obviously jo uska remaining balance hota ha that is your liability and apnay har month aik fixed amount pay karna hota ha aglay 3 ya 4 salon tak, to kia un installments jokay car ke value ha jo abhe apnay pay karni hai installment par wo apki liability ya debt ha to kia ap usko apnay assets ya savings main say minus karsaktay hain for zakat calculation?
@nihranibrahim66802 жыл бұрын
NAHI
@mohdalam-jk3vz4 жыл бұрын
Jo rented house me rehta ho kya use bhi zakat deni hogi??? Yani 7.5 tola sona to hai magar zati ghar nai hai. To kya use bhi Sahb e ehsiat kehge???
@MuhammadAli-kh6hi2 жыл бұрын
Bilkul deni paray gi
@amirfahim6702 Жыл бұрын
Chandi ki jga us miqdar k pesy bhi dy sktain ??
@WasimHasan-s3m9 ай бұрын
Aslam.o.Allkum ager ek bewa urat hyn unka beta parta h or wo khud kmati hyn or makan apna or zewar 20 tolly se bhi zada hai.. Lykin wo zakat or kherat khati hyn.. Kia un per apne zewar ki zakat dyna wajib hai? Jb k wo zewar unho ne apne bety yia ek hi beti k futre k liy sambhala ho.. ???
@ishraqahmad2612 жыл бұрын
Mirry pass 5tooly Sona hi 170000 ropia hi muj pr zakwat hi k nhi
@saadamjad12213 жыл бұрын
Agr gr kray pr diey ho to un ki b zkat banti hai???
@shabirbhat1346 Жыл бұрын
Kya hum salery deposit k time salary k 2.5% zakat desakhte hai per month
@raufahmed57373 жыл бұрын
22 k ka sona ager 7.5 tola ho to ic main porey pr zakat ho gi ya puer gold pr.
@syedshahsyedshah81903 жыл бұрын
Salam bhai kia hall hai ap ka .bhai ap say pochna yeh hai k kia zakaat k paso say masjid ma pani nikal sickty hai .jab masjid ma pani ka bohut masla hai .
@parveenbano9824 Жыл бұрын
Mujhe ek baat samajh nahi ati ,jb sona sade7 tola or chandi sade 52 tola ho to zakat farz hai ,to jb isse kam sona chandi ho to fir bhi zakat nakalta ye mujhe wakai nahi samajh a raha hai agar hame sone chandi pe zakat dena hi hai to sade 7 tola sona or sade 52 tola chandi hone ki shart kyu hai koi samjah de mujhe
@ishtiaqahmed72544 жыл бұрын
زکواة فرض ھے سال گزرنا شرط ھے محرم میں مال آیا تو محرم میں ھی فرض ھوگی اگر پہلے دیگا تو صدقہ ھوگا اور لیٹ کرے گا تو اللہ کے حصہ کا مال روک رھا ھے جو جاٸز نہی رمضان میں صدقہ کرنے کا ثواب 700گناہ بڑھ جاتا ھے زکواة فرض
@raufahmed57373 жыл бұрын
Plot abhi aap k naam pr nhi howa instalment dey rhey hai to kya ic pr bhi zakat ho gai.
@mian.umer11874 жыл бұрын
Ali Bhai hamen ksy ny btaya ha ky gold jtna bhy ho uspy zakat lagy Hy Chahy 1 tola bhy ho. Aismy to guide kr den koi. Kuch log khty hn 7.5 toly Wala thk ni ha nasab. Please guide Karen. Unka moqif ye bhy ha ky aj Kal 1 tola Sona ky price 52 toly chandi sy Zaida to 1 toly pr bhy zakat lagy gy.
@abidawan224311 ай бұрын
Kya zakat k paise kesi ki shadi ky jahaiz py lag sakty han? Ya shadi ky khane py?
@kaleemdharala2 жыл бұрын
Jis ghar mein reh rahay hon, us ghar kee bhee zakaat nikaalnii hoo gi?
@akhtarjaved78 Жыл бұрын
Ali Bhai Kia agar Sona aur cash na ho Sirf Ghar ho jis main rahty ho to kitni zakat hogi
@soniaali13204 жыл бұрын
Masha Allah jazakallah plz aj k hisab se apky pas kitni saving per zakat he aur sona sary sat toly nahi he sirf 20 gram he aur ek lahk hain tu kia in sub ko mila kar zakat daingy plz plz batain
@deya56192 жыл бұрын
Please urdu main bataeyn no. Chonsat ki bajaey
@raufahmed57373 жыл бұрын
Kia jo ham monthly salary lety hain ager wo 12 month main 7.5 tola sey zyada ho jaey to zakat dena ho gi. Jab k ye raqam wo hai jo main ney kamai lakin kharcha krney k baad raqam kam bachti 7.5 tola sey.
@awaisshaikh11363 жыл бұрын
Ali bhai aap ek tola kitna gram calculate kr rhe ho. Hamare yahan india me ek tola me 10mg hota hai jiske hisab se 7.5 tola 75mg hota hai bhai but aap kuch 87mg k aas pas bta rhe ho. Meri wife k pas 7 tola sona hai jo 70mg hota hai to kya uspe zakat banega
@hassanmirza664 жыл бұрын
Ali bhai mere dost pochty hain k 52 tola chandi par to zakwat hai lekin agr sona 7.5 tola se kam ho to zakwat nahi hai is ka hal kiya hai plz jwab zror dena
@ajmalmirza85644 жыл бұрын
Agar kheti mein laagat jaise labour cost , fertiliser cost, seeds vagairah ho toh hum kaise calculate karein....otherwise kissano ko bahut nuksaan ho jayega....aaiiinda kheti nahin karr payega......plz elaborate
@expozingpakistanbeauty52383 жыл бұрын
Sir jo logo sai pasy lainy hai us pai zakat farz jo market sai udar laina hai
@zakirkhan-ez2vz5 жыл бұрын
Ham ne ager kisi se paisay lenay ho or WO na dey raha ho ya na dany ke takat rakhta ho to ham us k paisay zakaat mey ke soorat mey usay maF kar saktay hai to kia hamari zakaat adaa ho jai ge plz reply me
@muhammadlatif98275 жыл бұрын
Agar ap maf kr dety ho nhi dy sakta wo to zkawat sy zyada or sadky sy zyada swab hy kisi ko maf kr Dena
@naqashaliabbasi1077 Жыл бұрын
current account ma aik saal se 10 lac ho tu kia zakaat deni ho gi?
@alimajid22632 жыл бұрын
Ali bhai jo jewellery ka kaam karte hain wo kis hisaab se zakat de matlb jinki shop hi jewellery ki ho ki stalk pe deni hai ya profit pe meine kafi loogon se ye sawal kiya koi bi sakoon de jawab nhi mila plzzz wazahat farmaye ...ur student from jammu and kashmir india
@mdarifshaikh18979 ай бұрын
8:35 baat to wahi huwi 52.5 tola silver ,,, 612 gram silver ,,,, to
@ahmedkashmiri22355 жыл бұрын
علمی کتابی مسلمانوں کے فرقے کے یہ مولوی صاحب پنجابی طوطے کی طرح میں میں ٹیں ٹیں کرکے بول رہے ہیں۔ ہاتھوں کی ایکٹنگ سے بھی یہ علمی کتابی لگ رہے ہیں۔ ماشاء اللہ○
@creativehome6220 Жыл бұрын
آج کل رواج ہے کہ ہاؤسنگ سوسائٹیوں میں پلاٹ قسطوں پر لیے جاتے ہیں۔اگر ان پلاٹوں کی کل رقم پوری نا ہوئ ہو اور سال گزر جاۓ تو کیا زکوات لازم ہو جاۓ گی۔
@zohaabzafar6383 жыл бұрын
Or Agr Sona Susral & maika ki taraf sy Diya gya ho? Jab k Dulha Dulhan Mia Bv ki istitat nai to phr kiya kiya jai?
@rafaqatrazaofficial4 жыл бұрын
Ali bhai main factory kaam karta hun kia main bi zakat dun ga
@1ImknPTI2 жыл бұрын
Bhaijaan plz reply 1- USA , Canada, England etc countries hum sab ghar down payment pr letay hein aur mortgage pay krtay hein, iss mein interest bhi pay krtay hein, yeh gunha hai ? 2- ghar pr qarz hai lekin saving $8,000 hai tou zakat hogi? 3- ghar ka loan hai four hundred thousands aur savings hein twenty thousands cash , zakat kia hogi ? 4- gold k total weight ka nahi pata k kitna hai aur ghar ka loan hai kitni zakat hogi, aik hi family k 4 different people k liye information chahye ???thanks 🙏
@Saveara. Жыл бұрын
if you are making the house of intension with making a house as future investment then you have zakat to pay. the loan in terms of business is actually investment and not loan. Please do know the zakat is compulsory on the "rich" ( ghani). If you are living in abroad and maintaining a lifestyle then i think you know that whether zakat is compulsory on you or not.
@sajidabbasi69154 жыл бұрын
Agar zameen rent per li ho to kya ushr rent dany k bad dany k bad dayna ho ga ???
@djrocco97304 жыл бұрын
Ali Bhai hum ne apne ghr ka kch hissa bech kr qarz ada kia bqi pse se plot le lia 10 Marla ka plot. Plot rhene k liye Lia hai. Is pr zakat bne gi please guide me 2.6 lac pr marla 26 lac ka plot hai abi koi 30 lac se 33 lac tk lagata pr hum ne sale Ni krna
@haideriqalandri91482 жыл бұрын
Agar kisi k pas itni raqam he jis pe. Zakat farz he, wo raqam kisi ne udar/loan le rakhi ho wapas nai ki Pura sal to Kiya zakat Deni ho gi?