@@gandharbharti2104 mujhe Ek Saal Ho gya swar Gyan ni howa aapne Kha se kiya Ear Training....
@gandharbharti21044 ай бұрын
Actually main bachpan se classical music main hu kuki meri maa khud ek classical music teacher hai, so uski vajah se mujhe thoda swar gyan hai 😅
@Flute_Melody._234 ай бұрын
@@gandharbharti2104 bakki May Kya Karu Jisse Ho Jai
@gandharbharti21044 ай бұрын
Aap swar gyan ke liye aapko swaro ko samajh na hoga aur vo specific swar kis scale main hai matlab swaro ki chad utar ko samajh na hoga. Yani aapko practice karni padegi swaro ko sunkar