Bohat zabardast topic. Hmesha ke trha mufeeed batain.اللہ پاک آپ کے دونوں جہانوں کی خیر فرمائے آمین ثم آمین آپ کو طویل خیر عافیت والی اور صحت والی عمر عطا فرمائے آمین
@TibHijamaOnline3 жыл бұрын
Aameen sum aameen
@goldsecret64753 жыл бұрын
سلام ڈاکٹر صاحب وہ پوچھنا تھا کہ پودینہ کا قہوہ پینے کے بعد کب پانی پی سکتے ہیں ؟رات کو یا دن کو جب بھی پودینہ کا قہوہ پیا جائے
@zainkhanswati28554 ай бұрын
Bohat achi bat ki ap ny
@rashidmehmood49002 ай бұрын
Ap ka passs sa f k magwanie ha kasa mala ge
@nishanisha-it7hg3 жыл бұрын
Ap mayoos logon k liye nayi umeed ly kr aty h Allah ap ko hamesha slamat rakhy 🥰😊
@FoodsecretsByLaiba2 жыл бұрын
Apny use kia
@saimakhan90222 жыл бұрын
True
@ShahnazSheikh-p3o Жыл бұрын
Aameen
@SADAEHARAM3 жыл бұрын
ماشا ء اللہ جناب آپ کا انداز بہت پیارا ہے, ہر بات اچھی طرح سے ذہن ودماغ میں اترتی چلی جاتی, اللہ آپ کی عمر میں خیر کے ساتھ برکتیں عطا فرمائے, تاکہ امت مسلمہ یوں ہی فیضیاب ہوتی رہے.
@TibHijamaOnline3 жыл бұрын
Aameen
@ibrahimIbrahim-hi3qu7 ай бұрын
Apna address btaen
@user-lt4vz2ft9h3 жыл бұрын
Hakeem sahb aap kitny sincere insan hain itnee acchee batain krty hain j insan ko umeed paida hojatee hy or zindagee se pyar hony lagta hy inshAllah aapky mashwaron per amal karoongee wrna aj kal to itny manhos docters hain k choot ty sath he kah dety hain k aapka kuch nahe hosakta Allah aap ky hath may mazeed shifa de or dunya or akhirat ki kamyabee ata kary Ameen
@ukmobile88317 ай бұрын
Aoa Sir jb ap ye bt khty hai yaqeen kry Allah mayus ni kry ga to sun k dil ko bht suqun milta hai apko Allah slamut rukhy Ameen sumameen
@kehkashanali33673 жыл бұрын
Kitne asaan tareeke se itna bada masla hal kar diya aapne....aapka sach main koi nawab nahi
@zebkhushbu63013 жыл бұрын
Dr sahib aap ne bilkul nae aur anokhi baat batae ALLAH TALLA aap ko aafiyat k sath lambi umr ata farmae aameen ya rabbul aalameen
@TibHijamaOnline3 жыл бұрын
Aameen
@saimakhan90222 жыл бұрын
Ameen
@mahjabeensiddiqui2802 Жыл бұрын
Apse ziada Koi mukhlis nhi donia me Ap bhetreen insaniat KO missal hen. Jazaq Allah
@atikanazir78523 жыл бұрын
Great man.Apky ilaj ki power sb se phly Allah pe eman strong krna h fantastic method
@mrsimran58943 жыл бұрын
Allah k taraf say gift hain app Hakeem sahab Allah apko khush rakhay
@DrMuhammadIbrahim3 жыл бұрын
Appreciated the kind words!
@wearemuslims30982 жыл бұрын
@@DrMuhammadIbrahim slm hkeem ge ye dawai ap bhyj sakty hn or katny ki hia
@madanichannelbigfan1992 Жыл бұрын
Salm ap ka edras kiya ha nataden
@asmazahidhussain6500 Жыл бұрын
Hakeem sahib aap se contact kaise ho sakta hai ? AAP se dawa lena chahen tou kaise mil sakti hai ?
@asmazahidhussain6500 Жыл бұрын
@@DrMuhammadIbrahim please reply sir
@xammzain71153 жыл бұрын
allah pak apko is mufed mashwry ko deny k lye boht boht ajar dy ameen
@muskanqureshi31312 жыл бұрын
JazakumAllah ap ki iss video nai meiri umeed ko aur bhara diya!
@AyeshaKhan-ts1yi3 жыл бұрын
Very nice 👌👌👌👌👌👌 Dr sab app ki video hope dayti hai insan ko. I m facing infertility issue. Now I m hopefull now I ll conceive InshahAllah
@rameench62023 жыл бұрын
IN SHA ALLHA sis don’t worry I am same condition
@pinkcherry74173 жыл бұрын
ان شاء الله
@NADEEMALI-ey7xx3 ай бұрын
Jo 2 mdcn end py btai ink name plz likh dain
@barkhakhan3206Күн бұрын
Assalam oalykom bhai aap ki lucetion aap ka mobile number plz 🙏
@tanzeemsultana70653 жыл бұрын
Jazak Allah doctor saheb Allah paak apko sehat r taraqqi de is hosla afzai ka bht bht shukriya
@ubaidtabasum76729 ай бұрын
Allah ka shukar hai k uss ney ap jaise doctor se robaru karwaya ,alhamdulillah sab kuch ussi ka plan hai ,
@tastecornerbyizmii91163 жыл бұрын
aap sb me asanian bantty hn Allah aap k liye b asanian paida kry(ameen)
@assibaig3 жыл бұрын
Yah allha jo beaulad hai use bi naik aulad se nawaze or Asiya ko bi Naik aulad se nawaze ameen summa ameen
@Misali1110 ай бұрын
Ameen 🤲
@Misali1110 ай бұрын
Dr.attaillah Khan ke video deko
@Nadia-k7u5 ай бұрын
Very positive..mashallah....
@seemaraj39172 жыл бұрын
Assalamu alykum wa reh matulahi wa barakatuhu subhanallah alhamdullilah Allah O Akbar.Dr sb maine apni zindagi mein aisa shakhs nahi dekha jis mein itni positivity aur Allah ka qurb hai yeh to Allah ka karishma jis ne aap ko farishta bana kar bheja hai aur hum logo ko guide kar rahe hai. Allah Aap sehat aur lambi umar aafiyat ke saath de sallal lahu ala Muhammad sallal lahu alyhe wa alyhi wa barik wasallam ameen.
@umeedshah44403 жыл бұрын
Aslam o alikum bhai sahib meri umar 47 saal h bht preshn hoon ek.beti h dua kry mjy Allah pak mjy bety ki nemat sy dy amin sum amin
@waseemkhokhar72653 жыл бұрын
Mashallah very inspiration must say alhumdullila
@saimakhan90222 жыл бұрын
MashaAllah Dr sahab jazakAllah apki vdo dekh kr bht hopeful ho gae hn me n mere sath bhi ye issues hyn mayus ho gae thi bht
@erumnaseem30932 жыл бұрын
Jazakallah Dr Saab alfaz nae hain apki neek niati K liye Allah apko khush rakhe Ameen
@Ilovemymother20006 ай бұрын
Assalam alaikum, Please iss topic pr video banaden meherbani hogi. Aaj kal 30,40 ki omr hi me minopose hone laga hai...Menopause ko delay krne k liye Kia karen?
@Invincible10104 ай бұрын
bilkul sahi pehle ki aurtein 55-56 tak maa bn jati thin,,, doctor saheb pls
@sanaKhan-fw1ix3 жыл бұрын
Mastoorien konsi umar se lena hai sir...menopause k bad ya phle..meri umar to 36 ho gyi hi ji....ab shadi hui hi...bara he karam jwab de plz
@faisalmahmood91763 жыл бұрын
بہت شکریہ استاد جی جزاک اللہ
@worldmarket29612 жыл бұрын
Doctor sahab ap bht naiki ka Kam kr rhe hen ALLAH apse Razi ho
@usvadi Жыл бұрын
Wheatgrass juice also helps a lot to first clean and then rejuvenate and then you will
@iqrashawn71593 жыл бұрын
Jazak Allah Inshaa Allah will try this
@KRash19473 жыл бұрын
Allah bless you and your family
@Invincible10107 ай бұрын
loved it wen u said age ka ch masla kuch nhin God bless u
@littletownlady11 ай бұрын
Thankyou sooo much Allah apko khush rakhe abaad rakhe ameen
@mominakhan51483 жыл бұрын
Plz doc sahab twince boy cncive krne k liye koi remedy bta de...
@ghousiajahangir59292 жыл бұрын
spa ya DH5 Dono dawai le dr se es k price kia he mensiz k liye
@DhB-g2i11 ай бұрын
Assalamualaikum sir apki yy video dakhi yaqeen kry mjy lga jesy mjy discuss krahy hy ,,,,,mery doctor NY b mjy yai kha koi umeed nai ,,MRI shdi late hui Hy ,,,,,,, believe kry jb doctor NY asy kha mjy k age zayda Hy na ilaj krwaye ,,to gr akr mny husband Sy kh dia k again shadi kr ly ap ,,,,, wo b bht disheart huy Hy bht ,,,hmari zndgi e khtm hogai Hy asy lgta Hy ,,,plz ap mery lye b Dua krdna 😢😢😢😢😢😢😢😢😢plzzzz Allha hmy b olad ata krdy ,,,,,
@abubakarsiddiq19032 жыл бұрын
Assalamu alaikum doctor sahab ye sba wali dawai hum online se mangwa sakte hain K9
@rabiabaig51698 ай бұрын
Aoa Allah pak apko ajar dy itni achi tips or bato k liye...medicine order krny ka kia trika hy
@khadimhussainahqer94693 жыл бұрын
جزاک اللہ خیرا
@MuhammadAsif-iz4dh3 жыл бұрын
Allah Pak aap ko khush rakhy ....aameen..
@ayeshaali8943 жыл бұрын
ALLAH KAREEM Kush rahin. ALLAH pak App ko dunya akkrat ki sar bulandi ata farmy Ameen
@imranch33553 жыл бұрын
Allah sub ko naik salhy olad aata karin amin
@TibHijamaOnline3 жыл бұрын
Aameen sum aameen
@RETORT_XYZ_1233 жыл бұрын
ALLAH HUMMA AAMEEN BEJAHI AMMAN NABIYIL AMEEN
@iqbalbasit7423 жыл бұрын
Aameen
@safasafa21033 жыл бұрын
Amee
@user-lt4vz2ft9h3 жыл бұрын
Hakeem ye periods ko regulate krny walee ayurvedic dawa may kesy mangwa saktee hoon plz guide me
@arifaahmed39543 жыл бұрын
Aslam o alaikum meri dua hai Allah pak aap ko khus o abaad rakey zindagi salameti k saath ameen sumameen 🤲
@sadafzubair5476 Жыл бұрын
Ma sha Allah Hakeem Sahib.
@mohammedhaneef61903 жыл бұрын
Masha'Allah Bahut khoob 🌹
@user-lt4vz2ft9h2 жыл бұрын
Allah aapko lambee zindagee de Hakeem sahb aap waqae mualij hain umeed diladee hy aapny
@bunnythegamer7007 Жыл бұрын
mashAllah bht achi explanation gud sir ❤
@amnahassan28099 ай бұрын
Speechless 😢you are the best person
@samreennoman90433 жыл бұрын
Byshak Allah k liye kuch bhi na mumkin nahi .
@erumnaseem30932 жыл бұрын
Allah apko lazawal izzat de Ameen
@sadafzubair5476 Жыл бұрын
Janab mujhy menses ka problem hai.aap ne jo 2 seeshiyan TH5 aur dusri dikhai hai.wo kesy mily gi
@javedshadiwan6623 Жыл бұрын
Mashallah bahot sahi Allah aap ko sehat ata Kare...
@asmattanveer11082 жыл бұрын
Dr sb age zaida thyriod issue or menupose be start ho chuka ha ... concive kasay ho ga
@technicalayaaz63533 жыл бұрын
Vericocele (Grade 1,2,3 etc) par Video banaye plz. Myself Ayaaz from India.
@Herbalisttips-Pk8 ай бұрын
S.B.A. and T.H.5 powder form mai ha tu isko ka dose kitna lai, oar kia dono dawai sath lai ya koi aik select kray oar dose shrow kerday tu kub tuk dawa khai ha
@superworld72313 жыл бұрын
Assalamu alaikum Mohtaram bakhir honge .! Kya ap apne pas mojud *M k* wala nuskha desakte hen ? Barae maherbani Allah apko salamat rakhe
@fakhiraaleem35062 жыл бұрын
Aap ne neem k patio Ka past sat per lageney se junja pan Ka elaj bataya tha. Kindly wo wali post send Kar dean
@foziailyas4228 Жыл бұрын
😢😢,Allah Pak apko lambo umer ataa kraen ,apko baton sa mayoosi umeed Mae badal gae, Mja feboroids ka masla h ,rohani musaiel b hn umer 45 h olada b ne😢😢
@shadmanalam36453 жыл бұрын
Asalamalyqum sir a.m.h.label kam ho gay hai to keya ye dawa ley sakte hi
@ADEELKANWALKANWAL3 жыл бұрын
Dr sahib mery hasband ky sperm increase nhi ho rhy 3 sal ho gy han medicine laity hoy ma boht pereshan hun.plz koi ilaj bty.log bay oulad hony ky tany daity han.plz koi hal btay.sperm serf 10 percent han
@nighatsafdarnighatsafdar52862 жыл бұрын
Ma. Inshallah karo gi Allah aap ko salamt rakhay sir❤️❤️❤️❤️❤️
@drqiran752 жыл бұрын
Sir where is your clinic in Pakistan?
@afshadawoodi21742 жыл бұрын
وعلیکم السلام ورحمۃ اللہ وبرکاتہ اللہ آپ کو صحت والی زندگی دے آمین
@shaheenmuhammad8872 жыл бұрын
Hi doctor apka program deakh rahi ti bohat himmat mili he aur aik aur ummeed nazar aie he Allah apko khoush rakhe ameen meri age 43 he ulad nahi he aur muje periods be nahi ho rahe 8th month ho gai hein mayous ho kar husband ki shadi karwa rahi hon plz help me
@Babas7882 жыл бұрын
Assalam o Alaikum doctor mjye thyrod ha kya ma use krskti hon
@erumkhan17553 жыл бұрын
Assalam Apka clinic kaha ha ma karachi se ho Ap bilkul sach batain kerte ha Ma alopathic ki qayal nhi shroo se natural ilaj pe belive ha Allah apko sehat dain zindagi dain ap jaose logo ki humari dunya ko buht zarorat ha
@jamjamshaid8626 Жыл бұрын
Mashallah bht khoob.....
@shaknl72892 жыл бұрын
Very good topic sir thanks
@Catslovers-p9e3 ай бұрын
Sir khatooni serup khane se ply pini h ye khane ke bad ye bata de plz
@shkaz2468 Жыл бұрын
Allah ke sab mehboob bande mere liye dua karen mujhe aulad nahi aur meri age 43 saal hai..
@user-lt4vz2ft9h2 жыл бұрын
Hakeem sahb ye periods ko jaree krny ki ye ayurvedic dwaen may jesy mangwaon zaroor zaroor bateyega
@athargsports3 жыл бұрын
ager rasoli ho or bar bar month m menses hon tou kia ilaj kerna hoga please guide kerdain
@afifamariam96043 ай бұрын
Allah sohn aap ki dunia or akhrt snwar day ameen
@Bushrssadam9470 Жыл бұрын
salm hakeem sahab.mujhy b ya he masla ha period nhe a rhy..30 sal umar ha..4 sal shdi ko ho gya hain uld nhe ha..
@aimanhashmi79612 жыл бұрын
Asslamoaliekum. Allah Aap ko jazzaie khair day. Ameen.
@asmaulhusna22183 жыл бұрын
Assalamualaikum Bhaijaan ye dono dawai rasoli me bhi kam kare gi kya batae
@memonmemon29903 жыл бұрын
Sir ak saal se bleeding horai h rukti nahi plz isk lye kuch btaden emergncy h
@humtum478311 ай бұрын
Main na aj ka dono medicin mugwai hai. Result mala tu zaroor share karo gi
@LeoQueen-dv4lt6 ай бұрын
AP ko result mila
@saimahqureshi18952 жыл бұрын
Allah apko dono Jahan me khush rakhy AP ke bato Sy umed hote hy warna log to impossible hi boty hy Or apky samjhany ka andaZ bhi acha hy Ek or bat ye Jo Apke davaie hy ye Kesy Le hum please Bata de
@abdulrafay97483 жыл бұрын
please guide how to concive with baby boy..!! jazakallah khair
@faizanmd38583 жыл бұрын
Eat banana before ☺ as it contain potassium ..In sha Allah u will get baby boy ..100% effective
@jitandrasowmi7102 Жыл бұрын
Assalam u Alyekum Sir kya aap ke pass ki dawai indiya k nagpur me bhej sakte ho.
@naseemnazar37093 жыл бұрын
Dr sb Allah ap ko bhut khush raky . Ameen .sir mara voice message sun kr rrply krna plz .
@humtum4783 Жыл бұрын
Plz mjh koi pata ga ka kisina ya female wali medica use ki hai
@humazkitchen3574 Жыл бұрын
Assalam o alikum ye dawai Kahn se mill sakti hekarachi se bat kar Rahi heon boht pareshan heon
@Zayanshah.4Ай бұрын
Khany se pehly ya bad me lena hai khatooni?
@Pinky36643 жыл бұрын
Allah apko Khush rakhy bhout Acha laga
@mirshazadgmirshazadg91452 жыл бұрын
Aslam Alikum ....... dr sab mujy fabriod ha iska Koi ilaj ha to please bta dan bht bleeding b hti ha.
@mohammadkamran81872 жыл бұрын
Asalam 0 alikum Dr Sahab apny Jo khatuni batya is Hamal b rah jay ga
@rjkpjaiswal82502 жыл бұрын
Hello sir. My wife 39 yr. pregnency concive 3 month opretion. Or ab koi pregnency concive nhi rahi h. Period circule 28 days. Plz help best medition. Btaao sir
@nataliaprincess63182 жыл бұрын
Main boht shukr guzar hon gi
@khawajanaeemkhan7047 Жыл бұрын
Dr.sab plz muje koye dawyi baty mari andi bari nahe huri
@adibaumme53895 ай бұрын
Agar period nhi ata ho bina mdcn ke 21 days wali reports ke according pre menopause symptoms hai to isko theek krne k liye kya kare ki period regular ho jaye aur menopause delay ho jaisa ki aapne kaha ki allah ka koi nizam band nhi hota ruk jata h menopause kuch nhi h aapke period regular a sakte h to dr. Sahab aisa koi ilaj bata degye ki bina dawa ke period har month regular ho jaye.. har mahine period lane k liye dawa n khani pade jaise 25 30 ki umar me hota h waisa ho jaye abhi family complete nhi h age 38 hai shadi ko 5 saal ho gye opration bhi hua hai uterus per gath thi usi ka.. kya jo dawa aapne batayi h wo mai le sakti hu period start ho jaye uske baad regular ho jaye dawa ke bagair timely a jaye..
@adnansaeed4373 жыл бұрын
JAZAKALLAH KHAIR ❤
@najmali9443 жыл бұрын
aoa sir agr mansis bhi thek hoty hon or olad na ho to kia krna chaia
@hamdarddawakhana17393 жыл бұрын
Assalamu alaikum hakeem sahab mai India uttar se hun ye dono dawa ka nuskha kya hai jo dono dawa ki shishi aap ne dikhai thi
@waqasbaloch65443 жыл бұрын
Dr sahab salam...me bht preshan hu..mera fsh lh harmon haigh hogya h..mencis bilkul nh ate...jb tk medicn n lu...meri age 27 h...mre hsbnd bahor se ane wale hn...bebi b nh hn...bht elj krwya but normal nh hora...plz elaj bta den.. jski wja se eggs b nh bnte....Allah apko khush rakhe mri help kr de...early ege menopause he...
@nadiafurqan65022 ай бұрын
Aslam u alikum Dr sahib ap sy treatment kesay krwa sktey hy medicen kesay mangwa sktey hy
@AsadAwan-g7r9 күн бұрын
Karachi me hy enka clinic
@AsadAwan-g7r9 күн бұрын
Orr online medicine b dty hy
@qasiramin5032 жыл бұрын
Punjab me ye dwai khan se mle ge
@monika-t9i7t Жыл бұрын
Assalam walekum Allah aapko Khush aur aap han dekhe Doctor sahab dawai India mein kya naam se milegi