Gurll,,,, life is really sad these days I m just listening your audiobooks Mera momentum sirf apky sath hi banta hai Kindly lambi lambi episodes share kardiya Karen ❤❤❤
@anjala101Ай бұрын
Your subscribers are increasing at a good speed...stay blessed ❤
@PakNovelsАй бұрын
Alhamdullilah 🥰
@UzmaBhatti-oo1zdАй бұрын
Apki awaz bhot achi ha ☺️✨❤️
@kkSam9Ай бұрын
Today you are in fresh mood..
@mehtabmk6790Ай бұрын
Thanks ma'am 😊
@shahzad3781Ай бұрын
Qudrat aapko wo nahi deti jo aap chaahte hain balke Qudrat aap ke naseeb mein wo likhti hai jo aap ke liye sab sy sahi hai shayad behtareen. So jo qudrat de usy le lo chaahe wo samar de, chaahe azaab aur chaahe toh sawaab. Yera shukriya Pasand ki cheezo aur logon sy accha talluq to aksar log rakh hi lete hain , kamal toh ye hai ke na-pasandeeda ke dukhon ka bhi ehsaas kare. Ek naik mard, jab Allah uss par koi zimmedaari daalta hai toh wo usy ehsaan ke saath poora karta hai chaahi wo usy na-pasandeeda kiyun na jaany. Mard jo khaandaan ka sutoon aur ghar ka sarbaraah hai, Allah aur uske maa-baap aur uska muaashra ussy beshumaar tawaqquaat rakhta hai. Allah taala farmaate hain ke kya ajab ke koi cheez tumhain pasand ho aur wo tumhaare liye shr ho aur kya ajab ke kisi cheez ko tum na-pasand karo aur ALLAH us mein sy khair jaari karde. Zulkifl has stolen my heart by his this act. Apni khuwahish ko chod kar kisi ke gham sametne ka khayal bohat khushnaseebon ko hi aata hai. Aur AMAL KA DAAR O MADAAR TO NIYYATON PAR HI HOTA HAI
@shahzad3781Ай бұрын
Move On Phase, The most deadly one (potentiality)--The turning point Jab insaano ke dil toot te hain toh 1. Woh apni takleef ke sabab kisi ka dil dukhaany se pehle 100 baar soochte hain(you know THE HUMBLE ONE-DOWN TO EARTH) 2. Woh apne dil ki takleef ko daleel bana kar sab ke dilon ka failsa karte hain( again you know THE REVENGE TAKER-THE BLOODSHEDER-THE GAME TWISTER-THE HEARTBREAKER Irfaat ko iss kahani ka twisting point hona chaahiye
@zaibunisa9102Ай бұрын
Next novel Amar Bail plz
@FarzanKhan-p3eАй бұрын
arfat k liye sach m bhut bura lg rha h ab wo jaisa v ho uski muhabbat m milawet nhi lagi😢
@muhammadshahroz2740Ай бұрын
Taiba next novel doshman e nafas by Saira ramzan...... Plz ya novel bht zada reels pa dekh ne ko mil raha hai iska naam ho raha plz ise read kr dein plz plz taiba meri first request hai apse plz 😭😭😭😭🤧
@WazeefanoorАй бұрын
First ❤😊
@IbrahimIbrahim-wc2xmАй бұрын
Agli dafa mai hi first aaungi iss dafa notification dekh kr jaldi jaldi aai toh koi pehle say hi first aaya hua tha 😕lekin iss dafa mai second aai hoon agli dafa mai hi first aoungi 😂❤😂
@PakNovelsАй бұрын
Best of luck 😅❤️
@muhammadshahroz2740Ай бұрын
Plz is novel ko bhi ap apni Methi awaz mai hum tak phucha dein plz yarrr 😔😭😭
@Bushra_Rahman28Ай бұрын
Yaqeen ka safar by aqsa khan
@anjala101Ай бұрын
Lambiii episodessssssssssss
@bintabduljaleel413Ай бұрын
Nice novel. End kab hoga
@Shees-j8tАй бұрын
Bhaiyaaaa,, salman ki entry wapsi hogai story mai 👀
@muskansaifi3882Ай бұрын
❤
@Roll-42BushraАй бұрын
Plz upload namal novel From Bangladesh 🇧🇩🇧🇩🇧🇩
@fizafatima_09Ай бұрын
Plzzz read haalim novel
@pawnisingh1325Ай бұрын
Nice voice❤
@kkSam9Ай бұрын
Yaar aur ek upload karde.. Plz... Plz.. Karde.. Hona hai... Parsu na kare.. 😅
@Zarakhan-w9fАй бұрын
Asslamoalikum Kal apni novel ki epi q nhi upload ki 😢and you have nice voice keep it up
@PakNovelsАй бұрын
Walaikum salam. Sunday tha off hta hai
@KalsoomAshraf-h1pАй бұрын
Assalam o alaikum Kasi hain AP ?? Is ki novel or ketni episode Rehti Hain ??
@YasirSahab-y8kАй бұрын
Is ki total kitni ep aai hoi hai writer ki tarf se
@NadiaAhsan-f8yАй бұрын
Ap k dosry chanal ka kya name ha
@PakNovelsАй бұрын
Pak Novels Forever
@princebandil5304Ай бұрын
Nice name
@shahzad3781Ай бұрын
Aisa aksar kiyun hota hai??? Ke jab hum zindagi ki mahrumiyon aur an-kahi adhuri khuwahishon ko chod kar aage badna chaahte hain (REEM with JUNAID) Toh qudrat hamaare raaste mein aik baar phir sy SALMAAN MURTAZA ko kiyun la khada karti hai( ek an-kahi adhuri shadeed muhabbat)
@PakNovelsАй бұрын
Qudrat ko twists dekhna pasand kiun ke 😅
@shahzad3781Ай бұрын
@PakNovels shayad qudrat janna chaahti hai ki kya Are we really ready and do want move on or we were just accepting the remains of our hearts with us