Пікірлер
@DjahanchakmaJahan
@DjahanchakmaJahan 9 күн бұрын
Right hai
@DjahanchakmaJahan
@DjahanchakmaJahan 9 күн бұрын
World best Arjun he hai
@AnkitKhare-ey1ll
@AnkitKhare-ey1ll 15 күн бұрын
अर्जुन सर्वश्रेष्ठ कैसे था कोई बतायेगा 😅😅 खुद भगवान परशुराम जी ने कर्ण को सर्वश्रेष्ठ कहां है और बोला है कि तुमसे बड़ा धनुधर कोई नहीं है मतलब भगवान परशुराम जो कि विष्णु जी के अवतार है वो झूठ बोल रहे है क्या युद्ध भूमि में श्री कृष्ण भगवान ने भी कर्ण की तारीफ की है यह सब झूठ है और यह आधे अधूरे ज्ञान रखने वाले लपोड़ बोल रहे है अर्जुन फिर भी अर्जुन है यह शब्द द्रोणाचार्य ने बोला था तो यह भी बोल रहे है 😅😅😅
@SUDARSHANCHATTERJEE-f7t
@SUDARSHANCHATTERJEE-f7t 16 күн бұрын
Karna was great
@aniruddhkumarjaiswalclass2414
@aniruddhkumarjaiswalclass2414 22 күн бұрын
Bahut sundar prayas hai tumhara sanatan akshar bramh Shakti ko samjhane ke liye Bahut bahut dhanyawad
@AnkitParmar-ei7dx
@AnkitParmar-ei7dx 29 күн бұрын
Karn ko sirf ek hi srap milatha vobhi parsuram se
@Anilfunny9170
@Anilfunny9170 Ай бұрын
Arjun great yutha in Mahabharat
@aniruddhkumarjaiswalclass2414
@aniruddhkumarjaiswalclass2414 Ай бұрын
Aapka Prayas V Soch ko Dhanyawad Bhai lage rahe yaha tak vichar sabaka nahi jata hai Bhagwan ke kripa ke bina ye sab koi soch bhi nahi sakata Ab Tumhe Is Gyan ki practical anubhav ki jarurat hai wo Tumhare under sadhan hai usako yadi jaan kar Abhyas karoge to tumhe Ye Sara Rahasya Ki Mai kaun hu Ishawar Tatva kya hai Maya kya hai Maan kya hai Bramh kya hai wo dark energy Black hole 🕳️ kya hai ye Shabdo se samajh me nahi aayega iska anubhav tumhe sawaym karana hoga
@aniruddhkumarjaiswalclass2414
@aniruddhkumarjaiswalclass2414 Ай бұрын
Conscious Ek Chetna shakti hai jo is aankho se dikhai nahi deti wo Aatma hai usko Maan ki Akhon se Se Anubhav kiya jata hai Raja janak ka sapana chin ke darshnik guru chee ka butterfly wala Sapana ka rahasya hai ki na jagriti awashtha Saty hai na sapana satya hai na susupti yani deep sleep awastha Saty tino awashthaye ek dusare ko kat rahi hai jag rahe hai to sapana jhuta ho raha hai Need me sapana dekh rahe hai to jo jagkar har aadami work kar Raha hai wo jhutha ho raha hai deep sleep me chale jate to jagriti Sapana dono Jhutha lag raha hai jagane par continues dekh kar aisa ehsaas ho raha hai ki yahi saty hai jara Gaharai se Vichar karoge to matha fatane lagega Saty wo hai jisake under koi change nahi ho raha hai Humare maan ke under bhi pal pal Parivartan ho raha hai awashtha ke under hamesha change ho Raha hai Kewal ek Aiasi Shakti hai wo shashwat spandan hai wahi primordial viberetion hai wo tarang hai prakash hai energy hai wo waves hai wahi Bramh Shakti hai wahi ishwar hai usane sare bramhand ko Dharan kiya huwa hai wo aatma darshan anubhav ka vishay hai isliye is maan ko samajhna hoga yadi ye maan us primordial viberetion me attached ho Gaya to Bramhand ka Sara rahasya samajh me ayega Is Para vidya ka gyan Samay ke Sadguru Jo Practical anubhav karate hai aur us Tatv jo har jagah viberetion energy Shakti ramad kar Raha hai usi ko ram kaha gaya usi Tatv ka practical Experience karate hai Us Guru' ko Khojana hoga wo hai ek Tatvadarshi Guru hi is tatv ko samajha sakata hai Katha kahani Sunane wale ki baat mai nahi kar Raha hu jo Practical Janata ho kyoki Ek Baat hamesha Yaad rakhana Sadguru ki pahchan hamesha uanake diya huwa gyan antarik Maan ke dwara kiya huwa Anubhav se hi pahchana ja sakata hai unake gyan ko chhodkar kar jaha sharir me Gaye physical Life me gaye Tab Fas jawoge Us energy Shakti primordial viberetion us Shashwat satya ko nahi jaan Pawoge
@ambaliyavijay9059
@ambaliyavijay9059 Ай бұрын
Kinae se kon Virat yudh kartahe Madhura kiyatha
@prabhatmishracse
@prabhatmishracse Ай бұрын
Bro ur channel deserving lots of subscribers atleast 10 k
@dsngamer8084
@dsngamer8084 Ай бұрын
Rait bro Arjun hi sarva saret hai❤
@SagarRana-ml6me
@SagarRana-ml6me Ай бұрын
कंरणं सेठथा
@SubashBehera-p1n
@SubashBehera-p1n Ай бұрын
Tu kahase aye hai gyani baba 😂
@roshanprozapaty3108
@roshanprozapaty3108 Ай бұрын
Aapke reserch ke liye aapko salute hai sir. Sring theory sunkar mai to shock ho gaya.
@swapnilmishra3537
@swapnilmishra3537 Ай бұрын
Arjun ko keval Mahadev or bhagwan Krishna hara skte the or koi ni
@DjahanchakmaJahan
@DjahanchakmaJahan 9 күн бұрын
Hai sehi hai
@motivationalvideo-d2n
@motivationalvideo-d2n Ай бұрын
कवच का कोई तोड़ नही था सुदर्शन चक्र से नही कटा जा सकता था 😂😂
@manojkumar-ty2hb
@manojkumar-ty2hb Ай бұрын
Chal jhootha😂😂
@JabarSingh-m6x
@JabarSingh-m6x Ай бұрын
सच बात तो यह है कि कवच कुंडल के साथ हराया जा ही नहीं सकता था वह जाकर भी नहीं हरा सकता था कवच कुंडल अर्जुन के सारे दिव्यास्त्र को एक साथ निकलने का दम रखता था भाई तुम्हें पता है यह ऐसे फेंक रहा है
@rahulkumar-fo2cc
@rahulkumar-fo2cc Ай бұрын
Wah bhai wah Arjun ke aage karan kahe nahe tikta
@AmitSingh-cx9ig
@AmitSingh-cx9ig Ай бұрын
Tum😂 Gala bol raha hai
@rahul55938
@rahul55938 Ай бұрын
I m doing research on increasing human life span
@ScienceAndGranths
@ScienceAndGranths Ай бұрын
one video about this will also released...
@rahul55938
@rahul55938 Ай бұрын
Make video on time space relationship
@ScienceAndGranths
@ScienceAndGranths Ай бұрын
upcoming videos may cover this...
@ShubhamKumar-pp7dm
@ShubhamKumar-pp7dm Ай бұрын
Ee bhai kyu dimag hila rhe ho
@AkshayThakur-qp3sx
@AkshayThakur-qp3sx Ай бұрын
Arjun
@AkshayThakur-qp3sx
@AkshayThakur-qp3sx Ай бұрын
Arjun
@AkashBora-vz4qj
@AkashBora-vz4qj Ай бұрын
Fake video 😂😂😂😂😂😂😂😂
@dhermendrachaudhary5325
@dhermendrachaudhary5325 Ай бұрын
करण अर्जुन से बहुत शक्तिशाली योद्धा थे उनको कौशल दिखाने का कभी मौका ही नहीं मिला
@swapnilmishra3537
@swapnilmishra3537 Ай бұрын
Haha tv serial vale gyani Mahabharata pdh jake karn Arjun ke aage kuch ni tha , vo to Arjun ke shishya satyiki or Arjun ke bete abhimanyu se bi har gya tha
@radheshyamsingh864
@radheshyamsingh864 Ай бұрын
Karn is great❤
@sampayanmondal1146
@sampayanmondal1146 Ай бұрын
Karan has lost to Arjun many times. Even when Karan had a constipation coil, Karan has lost to Arjun.
@radheshyamsingh864
@radheshyamsingh864 Ай бұрын
😂😂😂
@ArunkumarVerma-sv6dq
@ArunkumarVerma-sv6dq Ай бұрын
Arjun to arjun hai uske aage bhagwan shanker aur Bhagwan Vishnu hai
@LavkushRawat-rd8tf
@LavkushRawat-rd8tf Ай бұрын
Galat hi ye yutubar
@jaysinghjaysingh-cu2pv
@jaysinghjaysingh-cu2pv Ай бұрын
कर्ण का भागवत शास्त्र संभव है से कौन अस्त्र तकरा कर सकता है और वैष्णव वही गुरु द्रोण की बात करें तो उसके पास भी तो उसके पास हर एक शास्त्र था और वही अर्जुन के पास सिर्फ पशु पास
@sampayanmondal1146
@sampayanmondal1146 Ай бұрын
Abe first on Mahabharata, Arjun had bhajan clothes, Bhagwat scriptures, Narayan weapons, playing clothes, Pashupatastra but Arjun was so great, Arjun knew that he would be destroyed, hence he did not use any weapon, if he had used Pashupatastra then Mahabharata would have ended in one Neemuch.
@jaysinghjaysingh-cu2pv
@jaysinghjaysingh-cu2pv Ай бұрын
पितामय का रूद्र अस्त्र और स्वासन अस्त्र कौन बच सकता है कोई नहीं
@jaysinghjaysingh-cu2pv
@jaysinghjaysingh-cu2pv Ай бұрын
शक्ति और कौशल में कोई किसी को भी हरा सकता है लेकिन कोई किसी को मार सके या किसी की बस की बात नहीं कोई भी धर्म इतना समर्थ है नहीं था
@jaysinghjaysingh-cu2pv
@jaysinghjaysingh-cu2pv Ай бұрын
देखो दोस्तो किसी भी अयोध्या में इतना समर्थ नहीं था कि कोई किसी का भला कर सके, अर्जुन मेरे पास भी इतना समर्थ नहीं था कि कर्ण या भीष्म द्रौदन चार्य को हारा सके।
@kirankshirsagar9350
@kirankshirsagar9350 Ай бұрын
पुरा गलत बताया
@SuneelKumar-tv8ts
@SuneelKumar-tv8ts Ай бұрын
अच्छा फिर क्यों इंद्रदेव कवच कुंडल दान मांगकर ले गए कर्ण इज किंग 👍💪
@RohitKumar-u4o3q
@RohitKumar-u4o3q Ай бұрын
Are bhai sahab karna kavach kundal rehta maara nahi jaa sakta haarana koi bada baat tha hi nahi Usko to satyaki ,Drupad,bheem,Abhimanyu, praduman , Gandarv, arjun sab ne haaraya hai
@sampayanmondal1146
@sampayanmondal1146 Ай бұрын
After 10 days of the war, Arjun broke one of the bows of his danus 11 bar of bhisma
@sampayanmondal1146
@sampayanmondal1146 Ай бұрын
Arjun is the greatest warrior of the Mahabharata
@sampayanmondal1146
@sampayanmondal1146 Ай бұрын
​@@RohitKumar-u4o3qArjun the Greatest Warrior in the Mahabharata I have to say goodbye to Arjun. Even when he was constipated, he lost to Arjun many times.
@AnkitParmar-ei7dx
@AnkitParmar-ei7dx 29 күн бұрын
Bhai devraj endra karna ka kavch or kundal nabhi lete to bhi Arjun Karn ka vadh karle te Bhai karn sirf tv siriyal me mahan or sakti sali bataya jatahe lekin hakikat me Arjun hi mahan the lekin koi visvash nahi karta kyuki ye kalyughe mere bhai yaha dharm ko koi nahi janta kyuki yaha adharm ko hi mahan bata te he
@kunalsingh1824
@kunalsingh1824 2 ай бұрын
Bahut achha
@amanmusicworld9672
@amanmusicworld9672 2 ай бұрын
अर्जुन फिर भी अर्जुन है कर्ण serial Wale मे बने है महान
@deepubhat4477
@deepubhat4477 2 ай бұрын
Vah bai pehli baar kisi banda na sahi gyan banta ha. God bless u bro
@shikhasidney844
@shikhasidney844 2 ай бұрын
1. Karn ko do nahi theen shraap mile the. Ek Guru Parashuram se, dusra ek Brahmin se aur theesra Bhoomi devi se. Parashuram ne apne priya shishya Karn ko shraap tab diya jab vo Karn ke godh me sar rekhkar so rahe the. Tab Devraj Indra ne ek bichhu ka roop lekar Karn aur apna jussa nikalne keliye uske jangha par kaatne lage. Karn ne uss mrityu se bhi bayanak dard ko saha taaki uski guru Parashuram ka nidra na toot sake. Par iss karm keliye danyavaad ya prashansa milne ki bajaye use shraap mila. Gab Parashuram uti tab pehlo toh unko garv hua aur Karn ko Raja Shibhi se tulna karne lage jo apne sharan ne aaye ek kabootar ko garud ke aahaar hone se bachane ke liye apne aap ko gurud ke aahar banne keliye taiyaar ho gaye. Par achanak use kayaal aaya ki ek Brahmin ko itni peeda sahan karna asambav hai. Isliye unhone Karn ko shraap diya ki vo apni vidya bhool jayenge jab usse uss vidya ke sabse bade aavishakta hogi. Shraap dene ke baad jab Parashuram ka krodh shaanth hua tab use iss baat ki pashchataap hui par shraap toh vaapas nehi le ja sakte the. Par phir bhi shraap ke asar ko kam se kam 5% kam karne keliye unhone Karn ko apne guru Bhagwaan Shiv ke Vijay dhanush bent me diya aur use aashirvaad diya ki jab tak Karn ke haaton me ye dhanush hai tab tak koi use parajit nahi kar sakta. Dursraa shraap bhi Karn ko Indra ne hi dilvaaya. Karn jab apni shiksha ko praapt kar rahe the tab Indra ne apne ek mayavi raaksas ko ek Brahmin ke gaayi ko churane ke liye bheja aur jab Karn ne uss rakshas ke garjana suni toh vo bina dekhe uss disha me ek shabdh bhedhi baan chalaya. Par rakshas mayavi hone ke kaaran vaha se gaayab hua aur baan ek gaayi ke bachde ko gaakar laga. Karn chahta toh bina apne bhool swikaar kiye vaha se chale ja sakte the par unhone aapne bhool ko jaakar gaayi ke malik ko jaakar bataya aur shama mangi. Par uss Brahmin ne Karn ko shraap diya ki jaise usne apne nisahaay bachde ko maara usi prakar uske shatru bhi use aise marega. Theesra shraap Indra ne ek apsara ke sahayata se Karn ko dilvaya. Ek din jab Karn apne ghode pe savaar kar rahe the tab ek choti si bachhi ke roop me swarg ke apsara askar Karn ke saamne aakar uske ghode se bhaibheet hokar girne ka naatak kiya aur ron lagi. Karn ne bina uss chaal ko pehchaankar us bachhi ke paas jakar rone ka karan poocha tab usne kaha ki Karn ke ghode se takraakar uske haaton se ghee ki matki toot gayi aur ghee ke bina vaapas gaya toh uski sauteli maa use bohut datengi. Karn ne use apne ghar se dusre ghee ke matke dena chaha toh vo bachhi zidd karne lagi ki use vahi zameen par padi ghee hi chahiye. Karn ne bachhe ke rone ko chup karane keliye dharti par pade mitti ko utakkar use dabakar ghee nikalne ki koshish ki. Tab achanak ek stree ki chillane ki aavaaz ayi. Vo bhoomi devi thi jo dard me cheenk raha tha. Usne Karn ko shraap diya ki haise usne bhoomi ko dabaya usi prakaar uske sabse zaroorat vakht me vo uske rath pe pahiya ko bhoomi niglega. Aur rab Karn jitne bhi praathna kar le vo pahiye ko nahi aazad kar payega.... 2. Karn ko bahubal me takkar dene keliye Arjun toh kya Bheem bhi kaafi nahi hai. Bheem ne Magad raj Jarasand ko marne keliye Bagwan Krishn ki sahayatha lena pada. Aur sahayata lekar bhi use 13 din lage Jarasand ko marne ke liye. Mal yudh toh do logon ke beech la yudh hai lekin Bheem ne toh Krishn ki sahayatha lekar chal kiya.Par Karn ne toh Bhanumati swayamvar me bina kisi ki sahayatha liye Jarasand ko 1 din me hi haraya tha aur maarne hi waala tha par tab Jarasand ne apna haar swikaar kiya. Karn ke veetha aur bahubal se prasann hokar Jarasand ne Karn ko malini pradesh bent me diya.Is se saabit hota hai ki Karn Bheem se bhi sakthishaali the. Aur Bheem me toh sab logon ne uss samay ke sabse shaktishaali manav maana tha. Bheem me toh hazaar hathiyon ka bhal tha. Jab Karn aur Arjun ka antim yudh chal raha yha tab Karn ki baanon se Arjun ka rath 2-3 kadam peeche ho raha tha. Aur Arjun je rath me toh uske athirikt Bagwan Krishn jo theenon logon ke swaami hai, Mahadev ke rudra avatar Mahabhali Hanumaan jo treta yugh ke yodha the baita tha. Ye vahi Hanumaan the jiski poonch ko vaayu putra Bheem hila tak nahi saka. Donon Narayan aur Mahadev ki shakti uss rath pe tha. Toh uss rath me puri brahmand ki baar thi par phir bhi Karn ne uss rath ko peeche dakel diya. Iske alaava Bagwan Shesh nag ne Arjun ke rath ke paiye ko apne bhujayon me lepeet rakha tha. Shesh nag jo poori prithvi ke bhaar apne fun par lete hai. In theen Mahabhali ke hote hua bhi Karn ne vo kar dikaya jo asambav tha. Aur jab Karn ke rath ka paiya bhoomi me fas gaya tha toh unhe utarne mai Karn ne poori pritvi ko chaar ang upar uta liya tha par bhoomi devi ke shraal ke karan pahiya nahi nikla. 3. Yudh kaushal- Karn ne toh poori Prithvi ko jeet liya tha hab usne Vaishnav yagya kiya tha aur vo bhi akele.
@jishnuchowdhury4167
@jishnuchowdhury4167 2 ай бұрын
Karn Purb janam mein ek Rakshas tha jab Arjun hamesha Bhagwan ka nitya Parshad tha.
@AnkitKumar-pt9qk
@AnkitKumar-pt9qk 2 ай бұрын
Tujhe kuch pata nhi hai faltu video na banaya karo jab tak sahi gan na ho ok bro
@AnkitKhare-ey1ll
@AnkitKhare-ey1ll 2 ай бұрын
Arjun ko sarvshreshth manne wala insaan 😅😅😂😂😂😂😂😂😂😂😂
@rahulmajhi5010
@rahulmajhi5010 15 күн бұрын
Kid spotted 🤡
@AmitHembram-yp5lq
@AmitHembram-yp5lq 2 ай бұрын
Are bhai kuch bhi boldite ho
@dineshgurjar5697
@dineshgurjar5697 2 ай бұрын
यह सब बेकार की बात है करण अर्जुन से ज्यादा शक्तिशाली था अगर अर्जुन के पास इतनी शक्ति थी तो फिर बिना कृष्ण के युद्ध लड़ता फिर पता चलता कौन शक्तिशाली था इंद्र तो चोर था उसका कवच और कुंडल ही ले गया
@varnikumari
@varnikumari 2 ай бұрын
कर्ण ने अपने मां कुन्ती दिया गया वचन था
@bittupatel1155
@bittupatel1155 25 күн бұрын
Jitni baar karn ne pandavon ko jeevandaan diya tha, usase jyada Bheem ne arjun ki pratigya ki wajah se karn ko jeevandan diya tha…read Vedvyas mahabharat…
@vijaykumargaur8086
@vijaykumargaur8086 2 ай бұрын
Aaj kitne bhadve hai jo you tube par kitni kahaniya bana kar LA rahe hai karn ke bare me. Kavach aur Kundai aur Vijay dhanush ke hote hue bhi karn kitni baar ladies se bhag gaya tha. Dron parv me Bhim ne ek hi din me 3 baar bhag ne par Mazboor kar diya tha. Tab tak uske pass kavach Kundalini Vijay dhanush sab kuchh tha. Vijay dhanush moorkho Ka naya shosha hai. Karn bahut bhayankar ghamandi, aur aatmviswas vihin yodha tha bakwas karna aur Gaal bajana uski adat thi. Jhooth aur patit charitraheen keeda.
@AnkitGupta-bk2nm
@AnkitGupta-bk2nm 2 ай бұрын
Ek point batata hu aapko arjun se aapna ghnadhiv dhanush kabhi nahi chodta tha aur karn kabhi Vijay dhanush ko hath tak nahi lagata tha