Bhai pahli bar dikhane ke liye sabse pahle cord banwana padta h ya pahle Doctor ke pass jana padta hai...?? Back pain hota h gardan me sarwaikal ki problem hai..
@ShubhSnapper4 күн бұрын
Same day hi phle card bnega fir doctor ko dikha skte ho
@India000146 күн бұрын
100 va subscriber
@VishnuPatel-p4w28 күн бұрын
Sir hamare ko 9 dismbar ki date mili he cardiology dipartment ki to koi bat nhi ho gi
@VishnuPatel-p4w28 күн бұрын
Or sir OPD ke liye kya kya Lana pdega
@ShubhSnapper28 күн бұрын
Mera yhi wala video dekh lo, sab bataya hai, same hai
@ProfessordiarybymayankrajАй бұрын
Bhai maine as a new appointment kl 22nov ka online appointment le rakha h to kya mujhe bhi subah 3-4 bje jaake line m lgna pdega
@ShubhSnapperАй бұрын
Ni itni subah ni jana hai, aap 8 se 9 bje chale jayen, appointment dikha kr card bnwa lijiye ho jayega, refer lgega wo rkh lijiye bs
@ProfessordiarybymayankrajАй бұрын
@ bhaii mere pass referral h , aur online appointment neurosurgery m h but mere ko neurology m dikhana h kya karna hoga ???
@suniltata9014Ай бұрын
Bhai mene neurologist me online appointment Li hai or mujhe kisi Dr refar nhi Kiya hai
@ShubhSnapperАй бұрын
Aapko refer lena pdega tabhi aapka online appointment valid hoga
@AbhishekSharma-hp8xfАй бұрын
Sir, My father had heart surgery in AIIMS Delhi in Sep 2007. uske baad kuch saal tak to humne routine checkup karaya aiims mein fir nahi karaya. Abhi unko dobara pain hua ek mahine pehle to local Doctor ko dikhaya tha yahan Aligarh mein. Local Doctor ne refer to nahi kia but purana AIIMS ka case hone ke kaaran mein AIIMS mein dikhana chahta tha to maine online appointment book kia ORS portal pe. Case purana hone ke kaaran us card mein CTVS id hai UHID nahi, to mujhe online existing patient wala appointment nahi mila, new patient wale me mila hai 6th November ka Cardiology aiims mein. Ab kya mein seedhe 6th ko jaake wahan dikha sakta hu father ko? Koi referral nahi hai, but case aiims ka hi hai 2007 ka. I have the old cards and discharge summary
@ShubhSnapperАй бұрын
Ye to sure ni hun ke new patient ke appointment me old patient ko dekh lenge, but han, unko batane se wo name old patient me transfer krte hain aur UHID dete hain, Kosis krna aap apne father ko leke jayen to, 2 log ho, taki ek person old line me lg jaye dusra , appointment wale counter me, wo log bat thik se sunte ni hain, isse apka time km waste hoga, ek line se bahr krte hain to fir new line me last se lgna hota h,
@AbhishekSharma-hp8xfАй бұрын
@@ShubhSnapper ok thank you. And appointment morning 11:30 ka message aaya hai, to kitne baje jana chaiye ?
@ShubhSnapperАй бұрын
Cardiology ki opd 2 bje se shuru hoti hai, but card banwane ke liye line lgna hota hai to aap 10 se 11:30 ke bich jayen...pr dhayn rhe ye opd ke liye bhi log sabre se line me lge hote hain aur koi bhi bich me jane ni dete. To jldi hi jayiye behtar hoga
@HHHive1683Ай бұрын
mogrt hain ?
@ShubhSnapperАй бұрын
AE file hai, whan se PR me link kr lena ya whin se mogrt bna lena
@HHHive1683Ай бұрын
@@ShubhSnapper yo bro thanks ☺
@OMPRAKASH-vf2ybАй бұрын
Sir mri brain ka kitna price lgta hai
@ShubhSnapperАй бұрын
Doctor written me denge to ni lgega
@virat.yadav.Ай бұрын
Bhai mera Next date 25, mila hai ab kya karna hoga kys fir se Card banban hogaa
@ShubhSnapperАй бұрын
Old patient line me card bnwana hoga
@HelmetGuruOfficial2 ай бұрын
Purana patient ko report dikhane k liye v dubara appointment lena padta h?
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Han, old patient me line lgna hoga
@ashishkumar81072 ай бұрын
nd sir mujhe neurosurgery ka online appointment lena hai ,pr usme sab full bata to kaise lu
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Jo date available ho whi lo aur koi option ni h
@ashishkumar81072 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir koi bhi date available nahi show ho rhi
@ashishkumar81072 ай бұрын
both in oct nd nov ,should I wait for the slot availablity or I should follow any other process ,please help
@ProfessordiarybymayankrajАй бұрын
Subah 7 bje ke kareeb online appointment lo
@ashishkumar8107Ай бұрын
@Professordiarybymayankraj ok sir
@ashishkumar81072 ай бұрын
sir my sister is referred to neurology department by the central railway hospital , what procedure should I follow ,please help me
@ShubhSnapper2 ай бұрын
First you have to take an online appointment from ors portal, if the nearest date is not available then take whenever available because refer is applicable only in online appointments, and if you have emergency then there will be two options first one if you have emergency then go for emergency admission otherwise you can also consider as a new patient. For emergency there is also a long queue you have to be in, with patients, For a new patient as I said in my video.
@ashishkumar81072 ай бұрын
@@ShubhSnapper thankyou so much sir ,but in neurology dept there is no green slot for both oct and nov
@ashishkumar81072 ай бұрын
can I go for neurosurgery instead of neurology dept
@ShubhSnapper2 ай бұрын
No. Both are different first check in Neurology dept as per your problem, and for appointment check at 12 am( mid night), otherwise these days are time of busy schedule because of the festivals, so check for between 1,2 or three months later. And if you have urgency then go for opd.
@ashishkumar81072 ай бұрын
@@ShubhSnapper OPD means should I go for offline ,but as you said reference is taken in online appointment only
@TN_12_abz2 ай бұрын
Jab 40 card hi bnte hai to baki ke log kya chutiya hai jo line me lge hua hai please clear reply kre kitne card bnte hai
@mohdqasim77772 ай бұрын
Bhai referral kya cardiologist ka hi chahiye hoga cardio mein dikhane ke liye ??? Ya Physian ka chal jayega
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Physian ka chal jaayega
@vishalkalojiya3422 ай бұрын
Sir patient ventilator par hai to aims me le jayenge agar to kya procedure hai
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Ek option hai emergency me le ja skte ho, but usme bhi patient ko lekar bed me liye liye line lagana hota hai, lamba wait krne ke bad milta hai, ventilator me hai to mai suggest nhi krunga ke aap whan leke jayen.
@OMPRAKASH-vf2yb2 ай бұрын
Sir mri kaise kraye free me mera ilaj chal rha newrology
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Doctor written me denge tab hi hospital me hi free me hoga
@OMPRAKASH-vf2yb2 ай бұрын
@@ShubhSnapper mri kitne din me ho jayega
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Jis din wo date denge same day ho jayega
@OMPRAKASH-vf2ybАй бұрын
date 25 january ko mila but free me ho jayega ausman card hai
@ViinsideKas3 ай бұрын
New case
@avirz33343 ай бұрын
Paise bachane ke liye sarkari hospital ke chakkar lagate ho aur treatment ke nam par aiims sarkari department main ghanta treatment milta hain
@Chaudhary_education3 ай бұрын
Bhai mjhe rajkumari opd s neurology ko refer kiya h to mjhe kis tym jana chye ??? Plz reply ??
@ShubhSnapper3 ай бұрын
whan new patient ke line me lgna hoga, jitni subah ho ske chle jao
@Chaudhary_education3 ай бұрын
@@ShubhSnapper 7bje phoch jau ??? Nd bhar gate no 1 p line m to ni lgna hoga na
@ShubhSnapper3 ай бұрын
Aur subah jana pdega, line me lgna pdega, refer tabhi kam krega jab online appointment ho, aur online appointment aage date ka milega agr line na lgna ho aur time ho to le lo online appointment, nhi to line lgna pdta hai
@Chaudhary_education3 ай бұрын
@@ShubhSnapper leliya appointment to abhi 28 sep ka Mila h reporting tym 8:30 dikhra h ab kese krna h plz help???
@ShubhSnapper3 ай бұрын
28 ko isi time me jana fir whan online appointment walo ke liye ek counter hai whan, apna card bnwa lena fir us card me doctor ka name aur room no hoga whan chle jana, then patient name pe announcement hogi tab doc dekh lenge.
@PinkiChhikara-z3b4 ай бұрын
Hlo sir kya aiims m face ki laser hoti h plzzz reply
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Sure nhi hun, but hai
@aaribhasan4 ай бұрын
Bhai meri help krdo,mjhe chest pain h ek saal se ,left side,kaise dikate h cardiology mei dikana h ,pehle refer lena pdega kya Krna hoga agr online appointment liah toh please help krdiiljiye saare paise khtm hogye mere private docs ko dikake
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Bro don't worry, ho jayega sab shi, aap agr online appointment loge to refer wala paper lgega, so agr wo nhi hai to aap ofline line me lg kar jaisa maine bataya hai waisa hi kro tab aapko token milega then treatment start hogi, thoda slow process hai but ek bar card bn jayega fir treatment start ho jayega, panic mt ho
@DARKSIDE108154 ай бұрын
Mat aao yaar aiims 4 bje se line lgakr khare rahoge aur baad m bolega ki dr.ka slit pura ho gya h
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
Mujhe new patient ko dikhana h nurology department mein kya Bina kisi refer ke Direct main doctor ko consult kara sakta hu
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Dikha skte ho, sabere jana pdega, kosis krna ke line me shuru me rho, token milega fir tumhari bari aa jayega ofline me hi
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@ShubhSnapper agar main RAK opd se pahle medicine department mein dikhaun phir waha se doctor khud refer kar dega neurology ko ????????? Q ki mujhe ek bhaiya bata rhe the Direct neurology mein nhi dekhte bina appointment ke aur bina referral ke
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Kr skte ho, line dono jagh lagna pdega fir, refer kr dega to bhi numerology me new patient hi bneke line lgna pdega, refer sirf online appointment me chalega, ofline me new patient ke liye refer ka koi mtlb ni h but i think dono jagh new patient dekhte hain,
@faizanchoudhary42594 ай бұрын
Sir mom ko cardio me refer Kiya h iska card kis din banta h offline
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Mon, wed and Friday tha, aap ek bar confirm kr lena, dophr me dekhte hain cardio patient ko
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
Sir meri mummy ko cardiology me dikhana hai aur Maine 5th Aug.2024 ka online appointment le rakha hai. Mujhe card banwane ke liye kya karna hoga?....aur agar CVTS(cardiovascular thoracic surgery) department mein dikhane k liye krna hoga?? Mere paas doctor ka referral bhi hai aiims delhi mein dikhane k liye.
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Same procedure hai, aap ko jis dept me refer kiya gya hai whan ka appointment liye ho to aap 8 se 9 bje ke bich 5 aug ko chale jana, sare appointment walo ka ek alg list hota hai, whan ek alg line me lg ke cars bn jayega bta dena ke appointment hai aur refer paper hai card bnwana hai, ho jayega fir
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
@@ShubhSnapper thanks a lot bhaiya🙏
@shivambageshwardham67514 ай бұрын
Bhai numerology ke pass dikh aa haa delhi AIIMS me koi information me de sakte ho kya please
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Bhai procedure same hoga, dept pta kr lo, sare department me same rule hai
@sportswale55495 ай бұрын
Sir kya aiims k doctor ne refer kiya huye ho to bhi token lena pdega
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Han agr ek department me se dusre department me refer kiya hai aur treatment jldi krwani hai to lena pdega nhi to, online appointment wale me nhi lena pdega
@OMPRAKASH-vf2yb3 ай бұрын
Same
@jsingh77395 ай бұрын
Hello bhai, humne apne 4 month ke bache ko cardiology opd mein dikhaya tha monday ko 22.07.24 , doctor ne echo karvane ko bola Wednesday ko, par Wednesday ko hum ja nhi paye bache ki tabiyat theek nhi thi, to kya echo test next Wednesday ko karva sakte hai? Ya dobara green wala card lekar line mein lagna padega.? Doctor ne date nhi likhi echo ke liye, only Wednesday likha hai, pls reply, bahut confusion hai.
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Krwa skte ho, aap eco wale room me jake unse date le lena wo turant ni krte hai,date dete hai, agr eco wale ne apko date nhi di hogi to aap jake date aur krwa lo ho jayega fir aap doctor dikha dena, aur agr eco room se wed ka date mila hoga to unse request krke koi nya date le lena mil jayega
@jsingh77395 ай бұрын
Thanks for replying sir
@jsingh77395 ай бұрын
Doctor ne Wednesday likha hai yellow parche pe, par hum ja nahi paye aaj, to next Wednesday ja sakte hai na
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Aap phle eco wale room me jayiye, whan no. Denge us din jana hoga, sir ne likha hai Wednesday jaruri nhi hai usi din hi ho, eco wale apne hisab se time dete hain.
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
Bhaiya maine Cardiology department mei 5 Aug 2024 ki online appointment book ki hai....Toh mujhe woh online appointment ki photocopy lekr kaha kaha jana hoga taaki doctor jaldi dekh sake???
@modanish84215 ай бұрын
AIIMS me first time kisi patient ko dikhana haito kya refer kervana jaruri hai ki nhi
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Bs agr online appointment liye hoge to hi, ofline me nhi lgega
@modanish84215 ай бұрын
@@ShubhSnapper bhai kuch nhi sab glt hai mai abhee 14 ki raat gya tha AIIMS me jiske pass opd care nhi hai AIIMS ka lauta de rha hai doctor vha ka koi bhee dikhane jaye bhai sabse pahle Rajkumari amrit Kaur opd me jaye pahle vha hi number lgye raat me hi tabbe apko dekha gyega AIIMS me.
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@modanish8421rajkumari amrit kaur mein no. Lagane ke liye kitne baje Jana padega line lagane bhai mujhe neurology department mein dikhana tha mere pass n online appointment n hi refer h please guide me brother main kal hi jaunga AIIMS ?????
@Hussainoffx5 ай бұрын
Sir sistic fibrosiys bimari ki dwa nahi milti kya aims me.doctor ne mujhe bola tha aapko dawa aims me nahi milegi.
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Nhi hogi bhai, medicine dept se medicine doctor ke written me dene pr hi dete hai
@mr.mixture54925 ай бұрын
August 2023 me refer kiya tha esi walo ne
@mr.mixture54925 ай бұрын
Bhai majne pehle esi se dikhaya tha to esi walo ne mujhe aims) safdarjung refer kiya tha to phir mai safdarjung dikhya tha but waha treatment ache se nahi kr rahe the isley ab yaha se dikhana chahata hun kya ho payega
@mr.mixture54925 ай бұрын
Bhai nerology me refer hona jaruri hai kya kya bina refer me doctor nhi dekhte kya please help me
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Online appointment me Refer must hai, offline me early morning jake krwa skte hain refer ni lgega
@shikhar75475 ай бұрын
Very helpful
@amankumar53895 ай бұрын
maine online appointment book krli hai cardiologist toh mijhe OPD card bnwane ke liye kitne bje jana hoga subah.
@ShubhSnapper5 ай бұрын
8 se 9 ke bich chale jao
@aaribhasan4 ай бұрын
Bhai ho gya apko appointment,kaise dikana h mjhe btado,meri help krdo
@amankumar53894 ай бұрын
@@aaribhasan bhai online appointment lelo agar milti hai toh kyuki offline me milna bhut muskhil hai
@aaribhasan4 ай бұрын
@@amankumar5389 apse call prbaat krni h mjhe cardiologist ko hi dikaba h mere chest mei pain h ek saal se
@aaribhasan4 ай бұрын
@@amankumar5389 please bhaiya help krdo number dedo apna aap
@Raushar.kumar-749205 ай бұрын
Hii sir Sir hm Bihar se hun AIIMS Delhi refered keya gya hai cardiologye department me (hole of heart hai) Ab hme AIIMS me appointment lena hai offline To kya hm present ko le kr aaye ya abhi chhor kr
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Agr offline dikhana hai to patient ko leke jana pdega
@Raushar.kumar-749205 ай бұрын
@@ShubhSnapper Sir abhi sub test paper le kr aate doctor de consult kr lete or phir aane ka date le lete to
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Online appointment le lo koi date milega us date tak sare paper and refer kiya huaa paper, patient ke sath me le aana
@rju_keshri6 ай бұрын
Bhai mujhe mere mmy ko dekhana hai new appointment (offline) jo subha 30 patients ko dekhte hai wah line kaise aur kaha lgte hai please reply 🥺 bhtt problem m hu bhaiya bihar se hu main delhi mmy ko leke aaya hu bhtt jdaa pareshan hu.. koi guard bol rha ki gate no 1 k pass se no lgta hai koi bol rha yhi se no lgega CNC building se😞 please koi help😕
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Bhai sabre se hi line lgna hoga, gate no 1 se hi, maine video me bataya hai waise hi, thoda idhar udhar jyada ghumna pdta hai, aur bhai guard log ghumate hi hai, tum sabre 3- 4 bje aakr lg jao 1 no gate me, whan se hi hogi
@RehanHazarika-ds2mh6 ай бұрын
Bhai maine neurosurgery department ne online appointment le liya hai 09/07/24 tarik ko date diya hai appointment ke liye me new patient hu mujhe Cnc building ground floor 19 mentioned hai appointment slip me time diya hai 8.30 am bhai please help me
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Same time me jao whan, aur refer paper rkh lena, maine video me jo bataya red building whi cnc building hai, phle whan counter me card banwana pdega card bn jayegi fir 19 no. Wale room me jana hai, aapko bahr me line ni lgni pdegi aap sidha ande jake 34 no counter ke bagal me online appointment wali ek line hoti hai whan jake card banwana
@RehanHazarika-ds2mh6 ай бұрын
@@ShubhSnapper bahar me line lgni paregi Kiya please help me bhai
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Agr aapka appointment hai to aapko bahr me line nhi lgni pdegi, andr ek choti line hoti hai, puch lena guard se, aur refer hoga tab hi valid hoga
@RehanHazarika-ds2mh6 ай бұрын
Refer peper likha lunga to hoga na
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Han, doctor se sign aur seal krwa lena ho jayega
@nitinyadav-ht6ni6 ай бұрын
Sir direct ICU m lete h mariz ko... Mere papa ki tibiyat bahut kharab h
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Opd me direct nhi lete hai, bhut idhar udhar ghumna pdta hai... emergency me le ja skte hai, whan bhi ek lambi line hoti hai, jab no aata hai to andr lekr jate hain, agr patient ICU ke layk hai to to ICU le jate hain ni to normal ward.
@shashijain55856 ай бұрын
🎉❤🎉❤
@talimansari80656 ай бұрын
Sir hm new patient hai first time AIIMS me dikhane ja rhe h online appointment le liye neurology wale doctor ko dikhana hai. (CNC building, ground floor, 8) Yahi address hai online appointment me. Sir ab aage kya karna h card banwane ke liye mujhe kitne bje jana hai? Sir kya mujhe isi line me lgna hai? Bta dijiye sir bilkul nye hai kuch samjh nhi aa rha h 😢
@ShubhSnapper6 ай бұрын
8bje ke aas pas jana, refer paper rkh lena, uske bad guard se puch lena whan ek alg line hoti hai whan card bn jayega, fir 8 no me dikha lena.
@rohitkumar-rc2bk4 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir....kis hospital se referal chahiye hota h....?
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Kisi bhi hospital se banwa skte hain, jahn wo perticular paresani ko dekhte ho
@sheeta16526 ай бұрын
Nephrology appointments ke bare me bata do bhaiya I need it
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Process same hai, department NEW Rajkumari me hai syd se
@Jaishreeradhekrishna016 ай бұрын
Sir neurology ka follow up same day jakar entry karake Dr se meet ho sakti hai ??
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Han ho jayegi, no issue.
@ankitamishra17997 ай бұрын
Sir pls help kijiye hum new h delhi me
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Don't worry, follow the procedure, text here if you need any help.
@ankitamishra17997 ай бұрын
Sir mere papa railways me or unhe railways ke taraf se refer kiya gya h aiims me neruo ke liye iske liye kya procedure hogi kya kaise krna hoga unhe v line lgni
@ShubhSnapper7 ай бұрын
1.Agr patient serious na ho to aap online appointment le lo thode dur date pe milega 2. Agr jldi hi dikhana ho to as a new patient wale line me dikha skte ho, patient ke behalf me koi bhi line lg skta hai
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir bina refer ke aur bina online appointment ke dikha sakta hu kya as a new patient
@beautyofthenature33337 ай бұрын
Bhai Cardiologist ko dikhana h Koi heart specialist ka reference chalega kya?? Reply pls
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Han online appointment lelo AIIMS ka, aur ye specialist se refer paper bnwa lena fir dikha skte ho
@pankajkumar-ii5zh7 ай бұрын
Bhai me new patient hu or mujhe E.N.T department me dikhana h mene online appointment le h pr koi refer kiya hua nhi h first tym dikhana h so please guide me
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Online appointment me refer must hai otherwise accept ni karenge, ya to fir new patient wali me lg kr card bnwana hoga, old RAK me subah se
@vivekagrawal47297 ай бұрын
Bhai cardiologist m slot open kis time hote h..m kl se dekh rha hu BT koi bhi date m slot show ni ho rhe ....m kese online slot book kru..?.help me
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Night time me check kro, sare slot update hote hain us time
@vivekagrawal47297 ай бұрын
@@ShubhSnapper bhai raat 11 bje se continue check Kia bt na mil rha
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Yhi option hai aur koi shortcut ni hai, try krte rahiye
@aryanshrivastavbanaras....24507 ай бұрын
Sir hme neuro me jana hai kaise jaye new patient hai
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Kisi dusre hospital se refer card bnwa kr online appointment lelo ya video wala process follow kro
@ellenroy97527 ай бұрын
Bhai jese mene pscyratory department me number lgaya h kyuki mere papa ko anxiety hoti h and full body mein pain hota h agar pscyratory wala doctor physican ko dikhane ko bolega to hme fhir kaafi din rukna padega ya fhir vo hi doctor hme aiims delhi ke physician ke paas bhej dega or ha bhai doctors ko dikhand ki koi fees lgti h kya mera online appointment h 8 ko
@ShubhSnapper7 ай бұрын
AIIMS me hi wo dusre physician ko refer kr dega, fir whan jake fir se new patient jaisa treatment karana hoga, koi fee ni lgti, online appointment me apko referral lagega hi, likha bhi hoga slip me.
@gurjixt7 ай бұрын
Hello sir Muje meri mummy ko cardiac department mei dikhana hai new patient hain aur koi refferal nhi hai hum Bareilly se hain aur meri mummy ki angioplasty honi hai please help kr dijiye kaise kya hona hai mene online appointment tho book kiya hai 29th may ka
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Aapko new patient ke line me lag kr treatment karwana hoga, aur isme bhut time lgta hai yhan whan bhut ghumate hai, aap ek kam kriye jahan angioplasty ke liye bola hoga whan se kaise bhi referral banwa lijiye, fir appointment ke day ke din sare dacument aur test ke paper leke chale jayiye, agr as a new patient dikhana hoga to bhi refer paper mang rhe hain kuch log bta rhe the, to aap ek bar physically jake pta kr skte hai
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
Aapne dikhaya kya??...Maine bhi 5th aug.2024 ka online appointment liya hai...Kya aap mujhe bta skti hai ki doctor se dikhane k liye aage ki procedure kya hogi??