Sir meri dadi ko cardiology me dikhana hai aur Maine 26th April ka online appointment le rakha hai.Mujhe card banwane ke liye kya karna hoga? Sir please help karo..aur mere ko urgent me doctor se dikhane ke liye kya karna hoga?? Please help me sir 🙏
@oo_gaming27879 ай бұрын
Sir ho sake to aap apna number bataiye Mai apko call karunga plzz sir 🙏
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Agr argent me dikhana hai to aap hospital jayiye sabre sabre, new patient ka line hoga usme lg jayein, fir usi line me hi aapko card banake denge, lekin line ke jitna aage ho ske utna behtar hai
@keshavkumar37089 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir AIIMS me Full body checkup hota hai kya mujhe apni dadi ka full body checkup karwana hai
@keshavkumar37089 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir aap mujhe apna number send kar do Mai aapse baat karna chahta hu
@ShubhSnapper9 ай бұрын
I suggest full body checkup yhan prefer mt kro, bhid bhut hai, bhut bhagna pdta hai idar udhar, so go for another govt or private hospital for full body checkup...aur agr time aur idhar udhar bhag skte ho then go for it.
@PremOfficial1554 күн бұрын
Bhai pahli bar dikhane ke liye sabse pahle cord banwana padta h ya pahle Doctor ke pass jana padta hai...?? Back pain hota h gardan me sarwaikal ki problem hai..
@ShubhSnapper4 күн бұрын
Same day hi phle card bnega fir doctor ko dikha skte ho
@mr.mixture54925 ай бұрын
Bhai majne pehle esi se dikhaya tha to esi walo ne mujhe aims) safdarjung refer kiya tha to phir mai safdarjung dikhya tha but waha treatment ache se nahi kr rahe the isley ab yaha se dikhana chahata hun kya ho payega
@ilmasfatima254910 ай бұрын
Bhaiya neurology old case m online appointment lene ke baad kis time jaye aur kise counter par registration karana hoga ya sidhe doctor ke room mein jana hoga.. Please btaye.
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Kisi counter me jane ki jarurt nhi hai, aap appointment lenge to aapki details unke pas chali jati hai, aap jis doc ko phle dikhate the unke nam se aapke appointment date ke din list rhti hai unki, usi list ke sequence me wo patient dekhte hai, aapko 9 se 10 tak us doc ke cabin ke pas pahunch jana hai, wo aapka green card agr full ho gya hoga to old case wale counter se bat krke bna lijiyega.
@ilmasfatima254910 ай бұрын
@@ShubhSnapper thank you so much 🙏🙏
@Jaishreeradhekrishna016 ай бұрын
Sir neurology ka follow up same day jakar entry karake Dr se meet ho sakti hai ??
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Han ho jayegi, no issue.
@vivekagrawal47297 ай бұрын
Bhai cardiologist m slot open kis time hote h..m kl se dekh rha hu BT koi bhi date m slot show ni ho rhe ....m kese online slot book kru..?.help me
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Night time me check kro, sare slot update hote hain us time
@vivekagrawal47297 ай бұрын
@@ShubhSnapper bhai raat 11 bje se continue check Kia bt na mil rha
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Yhi option hai aur koi shortcut ni hai, try krte rahiye
@Chaudhary_education3 ай бұрын
Bhai mjhe rajkumari opd s neurology ko refer kiya h to mjhe kis tym jana chye ??? Plz reply ??
@ShubhSnapper3 ай бұрын
whan new patient ke line me lgna hoga, jitni subah ho ske chle jao
@Chaudhary_education3 ай бұрын
@@ShubhSnapper 7bje phoch jau ??? Nd bhar gate no 1 p line m to ni lgna hoga na
@ShubhSnapper3 ай бұрын
Aur subah jana pdega, line me lgna pdega, refer tabhi kam krega jab online appointment ho, aur online appointment aage date ka milega agr line na lgna ho aur time ho to le lo online appointment, nhi to line lgna pdta hai
@Chaudhary_education3 ай бұрын
@@ShubhSnapper leliya appointment to abhi 28 sep ka Mila h reporting tym 8:30 dikhra h ab kese krna h plz help???
@ShubhSnapper3 ай бұрын
28 ko isi time me jana fir whan online appointment walo ke liye ek counter hai whan, apna card bnwa lena fir us card me doctor ka name aur room no hoga whan chle jana, then patient name pe announcement hogi tab doc dekh lenge.
@AbhishekSharma-hp8xfАй бұрын
Sir, My father had heart surgery in AIIMS Delhi in Sep 2007. uske baad kuch saal tak to humne routine checkup karaya aiims mein fir nahi karaya. Abhi unko dobara pain hua ek mahine pehle to local Doctor ko dikhaya tha yahan Aligarh mein. Local Doctor ne refer to nahi kia but purana AIIMS ka case hone ke kaaran mein AIIMS mein dikhana chahta tha to maine online appointment book kia ORS portal pe. Case purana hone ke kaaran us card mein CTVS id hai UHID nahi, to mujhe online existing patient wala appointment nahi mila, new patient wale me mila hai 6th November ka Cardiology aiims mein. Ab kya mein seedhe 6th ko jaake wahan dikha sakta hu father ko? Koi referral nahi hai, but case aiims ka hi hai 2007 ka. I have the old cards and discharge summary
@ShubhSnapperАй бұрын
Ye to sure ni hun ke new patient ke appointment me old patient ko dekh lenge, but han, unko batane se wo name old patient me transfer krte hain aur UHID dete hain, Kosis krna aap apne father ko leke jayen to, 2 log ho, taki ek person old line me lg jaye dusra , appointment wale counter me, wo log bat thik se sunte ni hain, isse apka time km waste hoga, ek line se bahr krte hain to fir new line me last se lgna hota h,
@AbhishekSharma-hp8xfАй бұрын
@@ShubhSnapper ok thank you. And appointment morning 11:30 ka message aaya hai, to kitne baje jana chaiye ?
@ShubhSnapperАй бұрын
Cardiology ki opd 2 bje se shuru hoti hai, but card banwane ke liye line lgna hota hai to aap 10 se 11:30 ke bich jayen...pr dhayn rhe ye opd ke liye bhi log sabre se line me lge hote hain aur koi bhi bich me jane ni dete. To jldi hi jayiye behtar hoga
@ashu16088 ай бұрын
Hello sir .. new patient ko(offline )Neurology me dikhane ke liye referral chahiye hota hai kya aapne kaha hai nhi chahiye hota hai but aaj main gya tha aiims waha guards ne bataya ki referral must hai bina usme nhi dekhenge doctor
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Bhai aisa ni hai, agr aap new patient ho, bina online appointment ke to aapko phle 30 patient me pahuch ke token lena hoga aur new card banwa ke doc ko dikhana hoga, isme referral nhi lgta, ab jake fir usi guard se puchna wo ab dusra batayega, ye log thik se bat sunte hi nhi hai kya pucha ja rha hai, ek to shi se behave ni krte.
@xiif_24_prabal848 ай бұрын
Sahi kehre hai main aaj wahi se aarha hu Bina refferal ke new OPD patients ko bhi nahi dekhte
@ellenroy97527 ай бұрын
@@ShubhSnapperBhai jese mene pscyratory department me number lgaya h kyuki mere papa ko anxiety hoti h and full body mein pain hota h agar pscyratory wala doctor physican ko dikhane ko bolega to hme fhir kaafi din rukna padega ya fhir vo hi doctor hme aiims delhi ke physician ke paas bhej dega or ha bhai doctors ko dikhand ki koi fees lgti h kya mera online appointment h 8 ko
@ellenroy97527 ай бұрын
@@xiif_24_prabal84bhai mene 8 ka online appointment liya h kya mujhe refferal ki jarurat padegi first time aiims ja rha hu
@xiif_24_prabal847 ай бұрын
@@ellenroy9752 Haan bhai Bina refferal ke nahi card banega aapka
@rajivranjan96669 ай бұрын
Cardio ke doctor ne nuero wale doctor ko refer kar diya hai to mujhe phir se nuero me line lagana hoga...kaise kare
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Han bhai fir se new patient ke line me lgna hoga, neurology ke liye new card bnega...
@rajivranjan96669 ай бұрын
@@ShubhSnapper धन्यवाद.... मार्गदर्शन के लिए। राजकुमारी ओपीडी के बारे में भी वीडियो आता तो बहुत सहायता होती
@ShubhSnapper9 ай бұрын
आभार🙏, जरूर, प्रयास कर रहा जल्द ही उस विषय में भी वीडियो बनाऊंगा।
@umm-hv5yp9 ай бұрын
Bhai apko kya dikkat thi heart ki jo ki heart ki na hokarke dimag ki nikli?
@rajivranjan96669 ай бұрын
@@umm-hv5yp जरूरी नहीं की न्यूरो में गए हैं तो सिर्फ़ दिमाग का ही कष्ट होगा... तीन चार टेस्ट करवाने को डाक्टर ने बोला है। वैसे मेरा पेशेंट को चलने में तकलीफ है क्योंकि शरीर डिसबैलेंस हो जाता है।
@ProfessordiarybymayankrajАй бұрын
Bhai maine as a new appointment kl 22nov ka online appointment le rakha h to kya mujhe bhi subah 3-4 bje jaake line m lgna pdega
@ShubhSnapperАй бұрын
Ni itni subah ni jana hai, aap 8 se 9 bje chale jayen, appointment dikha kr card bnwa lijiye ho jayega, refer lgega wo rkh lijiye bs
@ProfessordiarybymayankrajАй бұрын
@ bhaii mere pass referral h , aur online appointment neurosurgery m h but mere ko neurology m dikhana h kya karna hoga ???
@keshavkumar37089 ай бұрын
Sir kya Mai e-opd card ORS portal se banwa ke Jaa sakta hu cardiology department me Bina line me lage hue
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Han ja skte ho, but uske liye refer wala card lagega dusre hospital ka
@keshavkumar37088 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir tab fir mere ko line me lagne ki jarurat nhi hogi Mai direct jaake dikha sakta hu
@tarunpathak88268 ай бұрын
Bangladesh ka heart patient treatment hota hai kya ? Agar hota hai to procedure kya hai ?
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Bhai ye to meko nhi pta hai.
@jsingh77395 ай бұрын
Hello bhai, humne apne 4 month ke bache ko cardiology opd mein dikhaya tha monday ko 22.07.24 , doctor ne echo karvane ko bola Wednesday ko, par Wednesday ko hum ja nhi paye bache ki tabiyat theek nhi thi, to kya echo test next Wednesday ko karva sakte hai? Ya dobara green wala card lekar line mein lagna padega.? Doctor ne date nhi likhi echo ke liye, only Wednesday likha hai, pls reply, bahut confusion hai.
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Krwa skte ho, aap eco wale room me jake unse date le lena wo turant ni krte hai,date dete hai, agr eco wale ne apko date nhi di hogi to aap jake date aur krwa lo ho jayega fir aap doctor dikha dena, aur agr eco room se wed ka date mila hoga to unse request krke koi nya date le lena mil jayega
@jsingh77395 ай бұрын
Thanks for replying sir
@jsingh77395 ай бұрын
Doctor ne Wednesday likha hai yellow parche pe, par hum ja nahi paye aaj, to next Wednesday ja sakte hai na
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Aap phle eco wale room me jayiye, whan no. Denge us din jana hoga, sir ne likha hai Wednesday jaruri nhi hai usi din hi ho, eco wale apne hisab se time dete hain.
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
Bhaiya maine Cardiology department mei 5 Aug 2024 ki online appointment book ki hai....Toh mujhe woh online appointment ki photocopy lekr kaha kaha jana hoga taaki doctor jaldi dekh sake???
@vishalkalojiya3422 ай бұрын
Sir patient ventilator par hai to aims me le jayenge agar to kya procedure hai
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Ek option hai emergency me le ja skte ho, but usme bhi patient ko lekar bed me liye liye line lagana hota hai, lamba wait krne ke bad milta hai, ventilator me hai to mai suggest nhi krunga ke aap whan leke jayen.
@ashishkumar81072 ай бұрын
nd sir mujhe neurosurgery ka online appointment lena hai ,pr usme sab full bata to kaise lu
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Jo date available ho whi lo aur koi option ni h
@ashishkumar81072 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir koi bhi date available nahi show ho rhi
@ashishkumar81072 ай бұрын
both in oct nd nov ,should I wait for the slot availablity or I should follow any other process ,please help
@ProfessordiarybymayankrajАй бұрын
Subah 7 bje ke kareeb online appointment lo
@ashishkumar8107Ай бұрын
@Professordiarybymayankraj ok sir
@gurjixt7 ай бұрын
Hello sir Muje meri mummy ko cardiac department mei dikhana hai new patient hain aur koi refferal nhi hai hum Bareilly se hain aur meri mummy ki angioplasty honi hai please help kr dijiye kaise kya hona hai mene online appointment tho book kiya hai 29th may ka
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Aapko new patient ke line me lag kr treatment karwana hoga, aur isme bhut time lgta hai yhan whan bhut ghumate hai, aap ek kam kriye jahan angioplasty ke liye bola hoga whan se kaise bhi referral banwa lijiye, fir appointment ke day ke din sare dacument aur test ke paper leke chale jayiye, agr as a new patient dikhana hoga to bhi refer paper mang rhe hain kuch log bta rhe the, to aap ek bar physically jake pta kr skte hai
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
Aapne dikhaya kya??...Maine bhi 5th aug.2024 ka online appointment liya hai...Kya aap mujhe bta skti hai ki doctor se dikhane k liye aage ki procedure kya hogi??
@parallelworld267910 ай бұрын
Follow up appointment walon ko bhi kya itni subah jana padega? Reporting time 12 baje ka dikha raha hai
@nipunsarkar65910 ай бұрын
Nhi
@suniltata9014Ай бұрын
Bhai mene neurologist me online appointment Li hai or mujhe kisi Dr refar nhi Kiya hai
@ShubhSnapperАй бұрын
Aapko refer lena pdega tabhi aapka online appointment valid hoga
@ashishkumar81072 ай бұрын
sir my sister is referred to neurology department by the central railway hospital , what procedure should I follow ,please help me
@ShubhSnapper2 ай бұрын
First you have to take an online appointment from ors portal, if the nearest date is not available then take whenever available because refer is applicable only in online appointments, and if you have emergency then there will be two options first one if you have emergency then go for emergency admission otherwise you can also consider as a new patient. For emergency there is also a long queue you have to be in, with patients, For a new patient as I said in my video.
@ashishkumar81072 ай бұрын
@@ShubhSnapper thankyou so much sir ,but in neurology dept there is no green slot for both oct and nov
@ashishkumar81072 ай бұрын
can I go for neurosurgery instead of neurology dept
@ShubhSnapper2 ай бұрын
No. Both are different first check in Neurology dept as per your problem, and for appointment check at 12 am( mid night), otherwise these days are time of busy schedule because of the festivals, so check for between 1,2 or three months later. And if you have urgency then go for opd.
@ashishkumar81072 ай бұрын
@@ShubhSnapper OPD means should I go for offline ,but as you said reference is taken in online appointment only
@HelmetGuruOfficial2 ай бұрын
Purana patient ko report dikhane k liye v dubara appointment lena padta h?
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Han, old patient me line lgna hoga
@rju_keshri6 ай бұрын
Bhai mujhe mere mmy ko dekhana hai new appointment (offline) jo subha 30 patients ko dekhte hai wah line kaise aur kaha lgte hai please reply 🥺 bhtt problem m hu bhaiya bihar se hu main delhi mmy ko leke aaya hu bhtt jdaa pareshan hu.. koi guard bol rha ki gate no 1 k pass se no lgta hai koi bol rha yhi se no lgega CNC building se😞 please koi help😕
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Bhai sabre se hi line lgna hoga, gate no 1 se hi, maine video me bataya hai waise hi, thoda idhar udhar jyada ghumna pdta hai, aur bhai guard log ghumate hi hai, tum sabre 3- 4 bje aakr lg jao 1 no gate me, whan se hi hogi
@mohdqasim77772 ай бұрын
Bhai referral kya cardiologist ka hi chahiye hoga cardio mein dikhane ke liye ??? Ya Physian ka chal jayega
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Physian ka chal jaayega
@aaribhasan4 ай бұрын
Bhai meri help krdo,mjhe chest pain h ek saal se ,left side,kaise dikate h cardiology mei dikana h ,pehle refer lena pdega kya Krna hoga agr online appointment liah toh please help krdiiljiye saare paise khtm hogye mere private docs ko dikake
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Bro don't worry, ho jayega sab shi, aap agr online appointment loge to refer wala paper lgega, so agr wo nhi hai to aap ofline line me lg kar jaisa maine bataya hai waisa hi kro tab aapko token milega then treatment start hogi, thoda slow process hai but ek bar card bn jayega fir treatment start ho jayega, panic mt ho
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
Sir meri mummy ko cardiology me dikhana hai aur Maine 5th Aug.2024 ka online appointment le rakha hai. Mujhe card banwane ke liye kya karna hoga?....aur agar CVTS(cardiovascular thoracic surgery) department mein dikhane k liye krna hoga?? Mere paas doctor ka referral bhi hai aiims delhi mein dikhane k liye.
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Same procedure hai, aap ko jis dept me refer kiya gya hai whan ka appointment liye ho to aap 8 se 9 bje ke bich 5 aug ko chale jana, sare appointment walo ka ek alg list hota hai, whan ek alg line me lg ke cars bn jayega bta dena ke appointment hai aur refer paper hai card bnwana hai, ho jayega fir
@Vishalkumar-hv7vs4 ай бұрын
@@ShubhSnapper thanks a lot bhaiya🙏
@kaushalsinghrajpoot30799 ай бұрын
Sir, please help me, 27 ko neuro main apni mummy ko dikhana hai, aiims pta krne gye the, gaurd ne bola 26 ki morning mai aa jana ek parch pr name likh kr chale jana aur phir 9 bje raat ko aa jana, kya kre sir kuch samagh main nhi aa rha hai kya kre
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Don't worry I Will help you. Phle ye batao new patient hai ya old ? Aur new patient hai to refferal hai ke nhi? aur guard ne 26 ko sabre line me lgne ke liye bulaya hai ya sirf name likh kr dene ke liye? aur rat me 9 bje kya bolke bulaya hai?
@Simran19968 ай бұрын
Sir mri online appointment 18 april ki h subh 8.30 bje m new patient hu kya mjhe new rak me opd card k lie jana h ya cnc building me please guide
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Kon se department me jana hai, ya problem kya hai kuch bataoge tab bta paunga
@Simran19968 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir neurology department me appointment h
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Aapko yhi red building me jana hai, aapne online appointment le rkhi hain to uske dusre hospital ka refer ka paper bhi lgega wo hoga to aap yhi 8 se 9 ke bich me jayen aur refer paper nhi hoga to online appointment vaild ni hoga aur aapko as a new patient wali line me subah lagkar card banwana hoga
@parallelworld267910 ай бұрын
Sir maine follow up appointment le liya hai cardiology me. Ab mujhe kitne baje jaa kar aur kis counter pe line lagakar entry karwana padega taki mujhe room number aur token number pata chal sake? Reporting time 12 baje ka diya hai. Please reply 🙏
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Ni itni subah ni jana pdega, doc ke cabin me jana unke pas list rhegi jitne ko appointment mila h unki uske sequence me patient dekhte hain apna card aur file leke jayiye 9 se 10 ke bich me
@ankitamishra17997 ай бұрын
Hlo hlp me mre father aiims refer kiya gya h neuro ke liye apne online appointment kaise li
@parallelworld26797 ай бұрын
@@ankitamishra1799 ors.gov.in pe online appointment lena padta hai. Online videos bhi hai kafi sari youtube pe.
@aaribhasan4 ай бұрын
@@parallelworld2679bhai online appointment ke baad kya Krna hota h please btado,mjhe apna number de dijiye chest pain h mjhe ek saal se please help kr dijiye,bahut grateful rahonga poora process btado bhaiya
@OMPRAKASH-vf2ybАй бұрын
Sir mri brain ka kitna price lgta hai
@ShubhSnapperАй бұрын
Doctor written me denge to ni lgega
@faizanchoudhary42594 ай бұрын
Sir mom ko cardio me refer Kiya h iska card kis din banta h offline
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Mon, wed and Friday tha, aap ek bar confirm kr lena, dophr me dekhte hain cardio patient ko
@mohammadkaish40568 ай бұрын
Sir maine new online appointment le rakhi hai orthopaedic department me to mujhe kaise kya karna hai ab bata dijiye please Pehli baar ja raha hu 9/4/24 ki appointment hai
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Aapke pass referral paper hai? Wo hoga to hi online appointment vaild hoga, aap uska gate no pta kr lijiye kisme se jana hai aur referral hoga to 8-9 bje chale jayiye.
@mohammadkaish40568 ай бұрын
@@ShubhSnapper thank you 🙏
@dksharma61169 ай бұрын
Sir meri mom ko rheumatology m direct dikhana h. Mere pas koi refferal nhi h. 3-4 mahine purana Ganga Ram Hospital ka prescription h muzhe kyese kya krna hoga.
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Same procedure follow kro, line me lgna aur new patient ka new card banwana fir treatment hogi, syd se Tuesday aur Friday 2 bje hota hai OPD ka time, ek bar confirm kr lena time aur day.
@PinkiChhikara-z3b4 ай бұрын
Hlo sir kya aiims m face ki laser hoti h plzzz reply
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Sure nhi hun, but hai
@ankitamishra17997 ай бұрын
Sir mere papa railways me or unhe railways ke taraf se refer kiya gya h aiims me neruo ke liye iske liye kya procedure hogi kya kaise krna hoga unhe v line lgni
@ShubhSnapper7 ай бұрын
1.Agr patient serious na ho to aap online appointment le lo thode dur date pe milega 2. Agr jldi hi dikhana ho to as a new patient wale line me dikha skte ho, patient ke behalf me koi bhi line lg skta hai
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir bina refer ke aur bina online appointment ke dikha sakta hu kya as a new patient
@amankumar53895 ай бұрын
maine online appointment book krli hai cardiologist toh mijhe OPD card bnwane ke liye kitne bje jana hoga subah.
@ShubhSnapper5 ай бұрын
8 se 9 ke bich chale jao
@aaribhasan4 ай бұрын
Bhai ho gya apko appointment,kaise dikana h mjhe btado,meri help krdo
@amankumar53894 ай бұрын
@@aaribhasan bhai online appointment lelo agar milti hai toh kyuki offline me milna bhut muskhil hai
@aaribhasan4 ай бұрын
@@amankumar5389 apse call prbaat krni h mjhe cardiologist ko hi dikaba h mere chest mei pain h ek saal se
@aaribhasan4 ай бұрын
@@amankumar5389 please bhaiya help krdo number dedo apna aap
@sportswale55495 ай бұрын
Sir kya aiims k doctor ne refer kiya huye ho to bhi token lena pdega
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Han agr ek department me se dusre department me refer kiya hai aur treatment jldi krwani hai to lena pdega nhi to, online appointment wale me nhi lena pdega
@OMPRAKASH-vf2yb3 ай бұрын
Same
@indsumitgaming51568 ай бұрын
Sir mujhe dimag wale docter ko dikhana hai toh mujhe neurology department me line lgana hoga ? Or mere pas koi refer card nhi hai me bihar se aaya hu or mera aadhar card bhi bihar ka hai toh kya mera new card bn jayega , or bn jayega toh mujhe kya kya krna hoga , plzz explain me
@indsumitgaming51568 ай бұрын
Or kisi bhi din new card ke liye number lga skte hai ?
@indsumitgaming51568 ай бұрын
New card bnvane ke liye konse documents lgega ?
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Han aapko neurology me hi dikhana hoga, aapka residential kahin ka bhi ho aap treatment karwa skte ho aadhar card zaroori nhi hai, bs card banwate time wo ek chota sa form dete hain usme name pta bharna hota hai fir card bana dete hai, aur kuch dacument nhi lgta, aapko as a new patient ke liye line lgna hoga, koi bhi din ja skte ho week me. Aur baki video ka process follow kro
@mr.mixture54925 ай бұрын
Bhai nerology me refer hona jaruri hai kya kya bina refer me doctor nhi dekhte kya please help me
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Online appointment me Refer must hai, offline me early morning jake krwa skte hain refer ni lgega
@beautyofthenature33337 ай бұрын
Bhai Cardiologist ko dikhana h Koi heart specialist ka reference chalega kya?? Reply pls
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Han online appointment lelo AIIMS ka, aur ye specialist se refer paper bnwa lena fir dikha skte ho
@umeshkumarmajhi593010 ай бұрын
Bhai main pehli bar dikhaunga paediatric cardiology dept. Pe to mujhe opd patient registration centre pe milega ya cardio and neuro centre pe .plese reply
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Cardiology me jana, aur jab line me jaoge to guard se confirm kr lena.
@umeshkumarmajhi593010 ай бұрын
@@ShubhSnapperphele to 4 baje se gate no 1 PE line lagana compulsory hai na ans please
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Ek kam kro, ek din hospital jao normal time pe 6-7 bje phle check kro kya krna pdega utna hi bhid chl rha hai ke nhi kahan kya hoga, then same procedure follow krna
@umeshkumarmajhi593010 ай бұрын
@@ShubhSnapper thanks bhai
@VishnuPatel-p4w28 күн бұрын
Sir hamare ko 9 dismbar ki date mili he cardiology dipartment ki to koi bat nhi ho gi
@VishnuPatel-p4w28 күн бұрын
Or sir OPD ke liye kya kya Lana pdega
@ShubhSnapper28 күн бұрын
Mera yhi wala video dekh lo, sab bataya hai, same hai
@shivambageshwardham67514 ай бұрын
Bhai numerology ke pass dikh aa haa delhi AIIMS me koi information me de sakte ho kya please
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Bhai procedure same hoga, dept pta kr lo, sare department me same rule hai
@modanish84215 ай бұрын
AIIMS me first time kisi patient ko dikhana haito kya refer kervana jaruri hai ki nhi
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Bs agr online appointment liye hoge to hi, ofline me nhi lgega
@modanish84215 ай бұрын
@@ShubhSnapper bhai kuch nhi sab glt hai mai abhee 14 ki raat gya tha AIIMS me jiske pass opd care nhi hai AIIMS ka lauta de rha hai doctor vha ka koi bhee dikhane jaye bhai sabse pahle Rajkumari amrit Kaur opd me jaye pahle vha hi number lgye raat me hi tabbe apko dekha gyega AIIMS me.
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@modanish8421rajkumari amrit kaur mein no. Lagane ke liye kitne baje Jana padega line lagane bhai mujhe neurology department mein dikhana tha mere pass n online appointment n hi refer h please guide me brother main kal hi jaunga AIIMS ?????
@RehanHazarika-ds2mh6 ай бұрын
Bhai maine neurosurgery department ne online appointment le liya hai 09/07/24 tarik ko date diya hai appointment ke liye me new patient hu mujhe Cnc building ground floor 19 mentioned hai appointment slip me time diya hai 8.30 am bhai please help me
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Same time me jao whan, aur refer paper rkh lena, maine video me jo bataya red building whi cnc building hai, phle whan counter me card banwana pdega card bn jayegi fir 19 no. Wale room me jana hai, aapko bahr me line ni lgni pdegi aap sidha ande jake 34 no counter ke bagal me online appointment wali ek line hoti hai whan jake card banwana
@RehanHazarika-ds2mh6 ай бұрын
@@ShubhSnapper bahar me line lgni paregi Kiya please help me bhai
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Agr aapka appointment hai to aapko bahr me line nhi lgni pdegi, andr ek choti line hoti hai, puch lena guard se, aur refer hoga tab hi valid hoga
@RehanHazarika-ds2mh6 ай бұрын
Refer peper likha lunga to hoga na
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Han, doctor se sign aur seal krwa lena ho jayega
@himanichaddha1799 ай бұрын
Bhai meri mummi ki sari body m dard rhta hath peer suun od jate h ...hume kon se department m dikhana chaiye
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Bhai bina patient dekhe kuch nhi bta skta. phle to aap bahr nearby hospital ya clinic me treatment karwao jab actual problem pta chl jaye tab AIIMS jana, whan bhut idhar udhar jana pdta hai
@pankajkumar-ii5zh7 ай бұрын
Bhai me new patient hu or mujhe E.N.T department me dikhana h mene online appointment le h pr koi refer kiya hua nhi h first tym dikhana h so please guide me
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Online appointment me refer must hai otherwise accept ni karenge, ya to fir new patient wali me lg kr card bnwana hoga, old RAK me subah se
@sadikakhan32318 ай бұрын
Mere papa ko neurosurgery ke lia bola kia krna pdega uske lia??
@ShubhSnapper8 ай бұрын
AIIMS me bola hai? Agr AIIMS me bola hoga to aap surgery wali ek line hai usme lag jayen, wo log dacument verify karenge then surgery ka date denge, aapko for usi date pr aana hai, jab wo log date den to confirm kr lena kis building me kon se room me kitna time tak pahuch jana hai.
@sadikakhan32318 ай бұрын
@@ShubhSnapper online appointment lene ke baad kia krna hai?
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Agr aap AIIMS me old patient ho, doc ne card me surgery recommend kra hai, tab aapko line lgna pdega hi, I think surgery ka date lene ka online process nhi hai, kyoki dacument verify krte hai, aur agr hai to meko idea ni hai.
@sadikakhan32318 ай бұрын
@@ShubhSnapper ni mai new patient ho aur neurosurgery ke lia appointment mila gya hai usme yh likha hai without refferal appointment shall be cancelled .
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Dekhiye agr aap new patient hain, online appointment le rkha hai to doc ke through refer kiya huaa paper lgega, refer paper hai agr to 7 8 bje online appointment ke through card bn jayega fir doc dekh lenge aur refer paper ni hai to offline me jake line lg ke card bnawa kr doc ko dikhana hoga
@Raushar.kumar-749205 ай бұрын
Hii sir Sir hm Bihar se hun AIIMS Delhi refered keya gya hai cardiologye department me (hole of heart hai) Ab hme AIIMS me appointment lena hai offline To kya hm present ko le kr aaye ya abhi chhor kr
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Agr offline dikhana hai to patient ko leke jana pdega
@Raushar.kumar-749205 ай бұрын
@@ShubhSnapper Sir abhi sub test paper le kr aate doctor de consult kr lete or phir aane ka date le lete to
@ShubhSnapper5 ай бұрын
Online appointment le lo koi date milega us date tak sare paper and refer kiya huaa paper, patient ke sath me le aana
@yashkansal6488 ай бұрын
Sir reffer kiye hue patient ko kis line ne lagna h
@snehaojha11113 ай бұрын
वहा आप जाओगे तो खुद वहा पर जो गार्ड बता देते है उन्ही से पूछना ap
@ellenroy97527 ай бұрын
Bhai jese mene pscyratory department me number lgaya h kyuki mere papa ko anxiety hoti h and full body mein pain hota h agar pscyratory wala doctor physican ko dikhane ko bolega to hme fhir kaafi din rukna padega ya fhir vo hi doctor hme aiims delhi ke physician ke paas bhej dega or ha bhai doctors ko dikhand ki koi fees lgti h kya mera online appointment h 8 ko
@ShubhSnapper7 ай бұрын
AIIMS me hi wo dusre physician ko refer kr dega, fir whan jake fir se new patient jaisa treatment karana hoga, koi fee ni lgti, online appointment me apko referral lagega hi, likha bhi hoga slip me.
@xiif_24_prabal848 ай бұрын
Sir mere paas koi reference nahi hai doctor ka na hi koi online appointment hai merko first time eikhana hai neuro ke doctor ko toh kya main opd ko new patient ki line mein lag ke dikhwa sakta hu?
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Han dikha skte ho
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@ShubhSnappercounter pe registration ke time refer to nhi mangege n sir agr online appointment na ho n hi refer ????
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
Bhai aap ne dikhaya kya Bina appointment ke aur bina kisi refer ke agar dikhaya to mujhe bhi bataiye kaise kya process tha
@xiif_24_prabal844 ай бұрын
@@AnilKumar-ye4jy agar aapke paas refferal nahi hai toh OPD card nahi banega Main gaya tha aur mera banane se mana kar diya tha
@xiif_24_prabal844 ай бұрын
@@AnilKumar-ye4jy agar aapko AIIMS ke neuro ke doctor ko dikhana hai toh aap Rajkumari amrit kaur OPD ki medicine ki branch ka OPD card banwao uss medicine ki branch mein neuro ka doctor aapko dekhenge
@aryanshrivastavbanaras....24507 ай бұрын
Sir hme neuro me jana hai kaise jaye new patient hai
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Kisi dusre hospital se refer card bnwa kr online appointment lelo ya video wala process follow kro
@talimansari80656 ай бұрын
Sir hm new patient hai first time AIIMS me dikhane ja rhe h online appointment le liye neurology wale doctor ko dikhana hai. (CNC building, ground floor, 8) Yahi address hai online appointment me. Sir ab aage kya karna h card banwane ke liye mujhe kitne bje jana hai? Sir kya mujhe isi line me lgna hai? Bta dijiye sir bilkul nye hai kuch samjh nhi aa rha h 😢
@ShubhSnapper6 ай бұрын
8bje ke aas pas jana, refer paper rkh lena, uske bad guard se puch lena whan ek alg line hoti hai whan card bn jayega, fir 8 no me dikha lena.
@rohitkumar-rc2bk4 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir....kis hospital se referal chahiye hota h....?
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Kisi bhi hospital se banwa skte hain, jahn wo perticular paresani ko dekhte ho
@sheeta16526 ай бұрын
Nephrology appointments ke bare me bata do bhaiya I need it
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Process same hai, department NEW Rajkumari me hai syd se
@Shubhamsinghsbm9 ай бұрын
Bhai online appointment le liye h kitte bje jaye or kon si line me lege please btao
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Agr appointment le liya hai to koi line me nhi lgna hoga, apne sare dacument rkh lijiye, referral wale dacument hona necessary hai wo ni hoga to appointment vaild ni hoga, 7-8 bje chale jao guard se puchna wo smjha dega
@Shubhamsinghsbm9 ай бұрын
Bhaiya wahi na doctor ka referal jisme likha ho patient refer to Department of neurology AIIMS New Delhi for further treatment
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Han whi, hospital ke paper pad me, seal aur sign hona chahiye.
@Shubhamsinghsbm9 ай бұрын
@@ShubhSnapper Thanks bhaiya
@Shubhamsinghsbm9 ай бұрын
@@ShubhSnapperbhaiya ek bar or thanks apki bajah se hmara kam achche se ho gya
@virat.yadav.Ай бұрын
Bhai mera Next date 25, mila hai ab kya karna hoga kys fir se Card banban hogaa
@ShubhSnapperАй бұрын
Old patient line me card bnwana hoga
@nitinyadav-ht6ni6 ай бұрын
Sir direct ICU m lete h mariz ko... Mere papa ki tibiyat bahut kharab h
@ShubhSnapper6 ай бұрын
Opd me direct nhi lete hai, bhut idhar udhar ghumna pdta hai... emergency me le ja skte hai, whan bhi ek lambi line hoti hai, jab no aata hai to andr lekr jate hain, agr patient ICU ke layk hai to to ICU le jate hain ni to normal ward.
@rahul_342m7 ай бұрын
Sir koi vi doctor ka refar chelega?
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Han koi v hospital ka doctor ho
@sakshamdubey48538 ай бұрын
Refferal knha ka valid hoga?
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Koi bhi hospital ka bnwa lo, govt hospital se bne to jyada behtar hai
@ankitamishra17997 ай бұрын
Sir pls help kijiye hum new h delhi me
@ShubhSnapper7 ай бұрын
Don't worry, follow the procedure, text here if you need any help.
@NitishSingh-jl5xl10 ай бұрын
Ctevs center me dhikhan hai refer Kiya hai
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Procedure same hoga, CTEVS ka gate no. Pta kr lo aur kab kab doctors dekhenge unko pta kr lo
@OMPRAKASH-vf2yb2 ай бұрын
Sir mri kaise kraye free me mera ilaj chal rha newrology
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Doctor written me denge tab hi hospital me hi free me hoga
@OMPRAKASH-vf2yb2 ай бұрын
@@ShubhSnapper mri kitne din me ho jayega
@ShubhSnapper2 ай бұрын
Jis din wo date denge same day ho jayega
@OMPRAKASH-vf2ybАй бұрын
date 25 january ko mila but free me ho jayega ausman card hai
@yashkansal6488 ай бұрын
Reffer bhi h aur online appointment bhi li h
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Aapko in line me lagne ki jarurat ni hai, 8 se 9 bje jakr guard se puch lena wo bta denge, whan andr me ek choti line hoti hai whan se card bn jata hai
@yashkansal6488 ай бұрын
Thanks sir
@jeevankhan47968 ай бұрын
Sir , kya Thursday ko morning m 1130 tak bhi jayenge tho number aa jayega kya
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Ni aayega
@NadeemKhan-ql5sh8 ай бұрын
Sir mujhe neurology mai online apotiment nhi mili tw mujhe kitne baje Jana hoga hospital old case hai sir mera
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Aap 6 se 7 bje jayiye ho jayega, late se jayenge to patient list me name thoda dur aayega,
@poojalohiya52609 ай бұрын
Sir help chaiye
@ShubhSnapper9 ай бұрын
Batayiye kya problem hai?
@himanshuhilsha76838 ай бұрын
@@ShubhSnapper sir appointment slip ke note mai likha huya hai ki ''your appointment is only honoured within referal by any primary department of within aims or outside aims" iska matlab
@himanshuhilsha76838 ай бұрын
@@ShubhSnapper kaal uha appointment hai referal ka matalab samjh nhi aa rha ha
@ShubhSnapper8 ай бұрын
Online appointment me dusre hospital se agr patient ko refer kiya jata hai to hi dekhte hai, to uska matlab hai ki aapko dusre hospital ke refer card lagega
@himanshuhilsha76838 ай бұрын
@@ShubhSnapper jante ho bhai hum uha gye the Delhi aims maine kiya kiya nah ki kisi clinic ka referal lekar Delhi aims mai dikha diya ho
@shikhar75475 ай бұрын
Very helpful
@intertenmentwithmanishvima695910 ай бұрын
Bhai hum direct AIIMS neuro ko dikhana chate hai..but humare pass refferal nhi h to kya doctor dekh lega patient ko
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Han bhai, line lgna hoga new patient ke liye, jaise maine bataya hai, aur line me jitna aage ho sko utna jldi tumhara no hoga, but new patient ke liye ek din me lgbhg 30 token dete hai.
@intertenmentwithmanishvima695910 ай бұрын
@@ShubhSnapper but app to bta rahe the ki referral hona chaye vo humare pass h nhi
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Bhai wo online appointment ke liye hai, online appointment loge to referral lagega, offline me nhi lgega.
@lokendrakumarmeena75298 ай бұрын
Hello..sir.. Mera brain se related treatment 13 year se Jaipur ki doctor ka chal rha hai... parmanent ilaaj nahi ho pa rha.. Mai aiims delhi me dikhana chahta hu..kya process rahega...
@ShubhSnapper8 ай бұрын
1. Jahan treatment krwa rhe whan se refer likha lo aur online appointment le lo aiims ka uske bad yhan us date pe aake card bnwa ke dikha skte ho. 2. Refer ni bn rha to aap same video ka process follow kro new patient ke liye line lago aur card banwa ke treatment karwao.
@lokendrakumarmeena75298 ай бұрын
Thanq..sir...
@shyammodanwal486910 ай бұрын
Bhai ye btaiye ki 27 ko heart ka operation ka date btaya hi ,lkn ye nhi pta kha jana hi ar kitne time jana hi pls bhai btaiye kx
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Bhai ye to nhi pta hai kahan hota hai, card me room no likha hoga aur agr nhi h to kl hospital jake confirm kr lo pahle.
@mr.mixture54925 ай бұрын
August 2023 me refer kiya tha esi walo ne
@India000146 күн бұрын
100 va subscriber
@shashijain55856 ай бұрын
🎉❤🎉❤
@ViinsideKas3 ай бұрын
New case
@rajnikumari876710 ай бұрын
Refer ke baare me detail bataiye.
@ShubhSnapper10 ай бұрын
Jis doctor se refferal bnwa rhe hain, wo doctor apne hospital ke nam seal sign ke sath apne paper pad me AIIMS ke doc ka nam mention kren ki kis doc ko dikhane bheje hai, fir online appointment len then jakr wo card bnwa kr dikha skte hain bina line me lage
@girishsemwal59222 ай бұрын
Sir appointment lene ke bad bhi vahan line per Lagna Padega
@avirz33343 ай бұрын
Paise bachane ke liye sarkari hospital ke chakkar lagate ho aur treatment ke nam par aiims sarkari department main ghanta treatment milta hain
@DARKSIDE108154 ай бұрын
Mat aao yaar aiims 4 bje se line lgakr khare rahoge aur baad m bolega ki dr.ka slit pura ho gya h
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
Mujhe new patient ko dikhana h nurology department mein kya Bina kisi refer ke Direct main doctor ko consult kara sakta hu
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Dikha skte ho, sabere jana pdega, kosis krna ke line me shuru me rho, token milega fir tumhari bari aa jayega ofline me hi
@AnilKumar-ye4jy4 ай бұрын
@@ShubhSnapper agar main RAK opd se pahle medicine department mein dikhaun phir waha se doctor khud refer kar dega neurology ko ????????? Q ki mujhe ek bhaiya bata rhe the Direct neurology mein nhi dekhte bina appointment ke aur bina referral ke
@ShubhSnapper4 ай бұрын
Kr skte ho, line dono jagh lagna pdega fir, refer kr dega to bhi numerology me new patient hi bneke line lgna pdega, refer sirf online appointment me chalega, ofline me new patient ke liye refer ka koi mtlb ni h but i think dono jagh new patient dekhte hain,