Пікірлер
@sudhirverma2303
@sudhirverma2303 5 күн бұрын
Aapke sajhane ka tarika sayad utna acha na ho but apki baat dil tak pahochi. Mere 2.5 saal ka bhi beta autistic hai. Eye contact banata hai but understanding and speech nahi hai abhi. Bilkul.
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 2 күн бұрын
Thankyou
@Nidhitripath-tc2qz
@Nidhitripath-tc2qz 9 күн бұрын
Didi Mera beta 3.6 toilet training h baki school ki sari chiza yaad h jase ato z chota a bada a pura yaad h ka se kabootar pura yaad h point kare pura bta dega colour yaad h pure shape yaad h month name weeks name introduction yaad h baki 1 to 20 yaad baki nani nanu dadi dadu chacha chachi didi papa mummy bua kaka kaki saab bulna pe bolta h mummy papa kabhi mna hoga bole ga baki school mam ki joa chiza ati h woa kare ga kabhi nhi karta koi bhi ho jase woa one world bolta h sentence me nhi baki abhi baat nhi karte h aur school ki baat nhi bata h
@Nidhitripath-tc2qz
@Nidhitripath-tc2qz 9 күн бұрын
Vegetables english learn h all aur baki fruits name learn koi. One world pucho saab jaldi yaad kar leta buss school ki baat aur hum logo se baat nhi karte h
@Nidhitripath-tc2qz
@Nidhitripath-tc2qz 9 күн бұрын
Plzz didi reply kya mera baacha baat nhi kare ga ya btanhi paya ga
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 2 күн бұрын
Sabse pahle to sorry main Thodi Si Biji thi isliye reply nahin kar Pai aur dusri baat ki aapke bacche mein bahut hi jyada improvement Hai yah Kam Nahin hota hai 3 sal ki age mein agar aapka baccha autistic Hai To aur Jaise Jaise understanding Aaegi aap Chhoti Chhoti chijen puchna shuru karo Jaise abhi khana khaya thodi der 5 minut ke bad hi Poochho ki aapane kya khaya to aapse vah baten bhi karne lagega aur Agar vah Nahin batata Hai To Samne se aap batao ki aapane yah chij khaya aur FIR usse Poochho ki aapane kya khaya FIR vah bataega Dhire Dhire hi aur Chhoti Chhoti chijen jo aap Uske school mein Dekhte Ho Agar vah Nahin Bata Pata Hai Samne se aap Poochho aur vah Nahin reply Karta Hai To Khud batao ki aapane yah Kiya cal aise hi Karte Karte aap ek din dekhna aapka baccha jo hai sari baten bhi batana Shuru Karega aur aapse baten bhi karna Shuru kar dega
@amitsharma5990
@amitsharma5990 9 күн бұрын
Mam Very informative video
@SurendraKushwha-d3x
@SurendraKushwha-d3x 10 күн бұрын
Babu ka susu open kise kare
@bismaabdulbari3971
@bismaabdulbari3971 10 күн бұрын
Ap ka bachy ny kitny sal m bolna start kia tha?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 9 күн бұрын
Hamara baccha completely 4 to 5 years old Mein bola
@gdch2835
@gdch2835 11 күн бұрын
1word bol rhi h to kyese kya kre
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 9 күн бұрын
Autistic hai
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 9 күн бұрын
Aaj Maine video Dali speech therapy ke liye aap Jarur Dekhe
@SwatisGoodLife
@SwatisGoodLife 11 күн бұрын
Mera batcha kuch v khana nhi chahta hai kya karu?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 10 күн бұрын
Aap Koi medicine de rahe ho kya?
@jyotivaish4868
@jyotivaish4868 12 күн бұрын
Mam aapne tactile ke liye aata dal chawal geela or dry texture ke saat hi activity karayi
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 10 күн бұрын
Han ji aur yah occupational therapy wala video mein hoga jo maine bataya hua hai ghar per Kaise occupational therapy De usmein Maine Sare tectiles Bataye hue hain
@artirana188
@artirana188 14 күн бұрын
Mem apne kya koi medicine bhi di thi apne bete ko
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 14 күн бұрын
Nhi
@sonykand6753
@sonykand6753 14 күн бұрын
Hello Mam...Mera beta 4 years moderate autism hai ...do(2) shabdh ko jod nahi pa raha ... he says 'ka' and 'va'.. lekin kiwi ke liye sirf 'ka' boltha hai.. baarakhadi nahi a raha...understanding hai par bolne me dikkat hai.. please give suggestions.. agar ye speech apraxia hai tho speech kaise develop Kare? thank you.
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 14 күн бұрын
Aap apne aap kaise man Loge Ki isko speech apraxia hai iski Speech To Hai Na kam se kam Ek Do alphabet to bol raha hai isko bolane mein dikkat hai iski speech Thodi Si alag Hai iske liye main aaj ek video banaungi aap usko Jarur dekhiaega
@sonykand6753
@sonykand6753 14 күн бұрын
@@AutismaurAshmit okay mam thank you
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 15 күн бұрын
Ashmit yak dam sai bolnai lag gaya tha ya aik aik bat sekhta tha
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 14 күн бұрын
Ekdum se koi nahin bolate Har chij sikhana padta hai abhi bhi Main Sikha rahi hun Bahut Si chijen
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 14 күн бұрын
Sekhati to mai b hoon laiken bolta nahi halan k har aik bat k pahchan hai samajta b hai bs sirf bolna abhi baqi hai to mai nai is liye pucha
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 15 күн бұрын
Matlab mera baita aik word bar bar repeat karta hai to yai to yai yak dam sai khatam ho jata hai aur bat start kar daitai hai
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 14 күн бұрын
Nahin Aise Nahin hoga Har chij aapko identify Karke Samne se bulvana Padega
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 14 күн бұрын
Mam bachai dortai rahtai hai to yai khud hi yai behavior ahista ahista khatam ho jati hai ya ap nai baitai ko koi special traning d thi
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 13 күн бұрын
Mam ap.nai ghar mai therapy k thi
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 15 күн бұрын
Mam bat yak dam sai choro kar laita hai bachaaa
@mformotherhood7014
@mformotherhood7014 15 күн бұрын
Mera beta 3.5 sal ka tha tb hme pata chala ki use autism h, 18 - 20 months tk wo normal tha bs dusre bachho se thoda jada active tha bat krna bhi sikh gaya tha, bu5 uske bad bat krna band kr diya dr ko dikhaya screen dena band kr diya . Uska eye contact and response to name tha isliye dr ko bui laga ki isko autism nahi h, 1 sal aise hi gaya uske bad alag alag dr ko dikhaya fir pata chala use m8ld autism h. Wo therapy centre me nai baithta tha isliye main ghar pe therapy start kiya. Ab wo thoda thoda bolane laga h aur behaviour problems kafi kam ho gaye h, logo ke sath interact krta h, school me baithta h, hmari bate samzta h. Sleeping bhi achi ho gai h. Hand flapping, verbal stimming , speech thik se develop nahi h. To ye problems ko thik kaise kru aur kya mera beta kab tak thik se bat karenga, plz guide me mam.
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 14 күн бұрын
Hand flapping Kai Prakar ke Hote Hain bacche Jab Jyada excited hote hain tab hand flapping Karte Hain hand flapping ko rokane ke liye aapko jo hai thoda sa Uske Hath se Kuchh activity karvani padegi Jaise aap bacche se Aata gutwa sakte ho bacche Apne Hath se Jitna kam Karenge utani jaldi unke Hath ki hand flapping kam ho jayegi mujhe nahin pata ki vah kis tarike ka hand flipping karta hai to aap Uske Hath se Kai tarike ke kam hote hain jaise aap mirror saaf Karva sakte ho pochha lagva sakte ho Jo bacche ki fine motor per Jo work hota hai vah karvao jaldi work Karega hand flapping kam ho jaega aur verbal steaming ke liye aap Jaise Jaise uski speech Aaegi uski verbal steaming kam Hote Jayegi to aap uski speech per kam Karoge bacche Kuchh bolna Chahte Hain tabhi unko verbal streaming hota hai to bacche Jab normal batchit karne Lagte Hain To yah apne aap hi Chala Jata Hai aur Kai bar season change hone ke Karan bhi behaviour Mein change hota hai bacche hyper hote hain tab bhi verbal steaming Karte Hain aur bacche ko mouth ki sensory problem bhi Hoti Hai Iske Karan bhi hota hai to aap ka baccha khana chabakar acche se khata hai ya nahin is per bhi aap Dhyan Dena Agar chabakar Nahin khata hai to usko jo hai masaj dene ki bhi jarurat hai masaj se bhi verbal steaming kam hoti hai massage Joy speech mein bhi fayda karta hai aur bacche ke sensory bhi reduced hoti hai Baki Kuchh hard chijen Hoti Hai badam aur salad vagaira daily usko khane ke liye dijiye aur crunchy chijen Jaise murmura
@mformotherhood7014
@mformotherhood7014 13 күн бұрын
​@@AutismaurAshmitthank you mam😊.
@rzahteri1492
@rzahteri1492 16 күн бұрын
Very nice
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 16 күн бұрын
Thankyou
@amna9311
@amna9311 17 күн бұрын
Kon sy tested sy pta chlta ha Autism ha
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 17 күн бұрын
Autism Ke Liye Koi test Nahin Hota Hai Bus Iske symptom ke Aadhar per Isko diagnose Kiya jata hai Autism bacchon ka symptom alag hota hai vah bahut jyada hyper hote hain Ek Jagah nahin dikhte hain Logon ki Baton Ko vah Nahin sunte Hain Apne Naam per response Nahin Karte Hain vah Kuchh bolate bhi hai to Samajh Ke Nahin bolate Hain unnecessary bolate Hain Agar vah mamma Papa bhi bolate hain to mamma Ko Dekhkar mamma Nahin bolate Hain apne aap hi bolate rahte hain
@amna9311
@amna9311 17 күн бұрын
Sis mara bat 2 year's ka wo mama papa bolta haor kuch ni or jb bolyy tb bat ni sonta awazy b niklata ha mujy copy b krta ha kia usy otism ha
@jyotivaish4868
@jyotivaish4868 19 күн бұрын
Ashmit visual stimming krta tha
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 19 күн бұрын
Han ji visual steaming tha usmein
@pritykumari1283
@pritykumari1283 19 күн бұрын
Kya kre please btaiye
@pritykumari1283
@pritykumari1283 19 күн бұрын
3year4 mont ka hai mera beta wo khana chbakr nhi khata hai shidhe nigl jata hai
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 19 күн бұрын
Aap Shayad Meri diet wali video Nahin Dekhe Hain Autism mein jo diet follow karna hota hai usmein maine sensory se related mouth ke sensory se related Kuchh chijen jisse ki bacche chabakar khayen vah Maine bataya hai Fir Bhi Main aapko Bata Dun ki usko daily aap do teen badam chabane ke liye de aur carrot radish aap de sakte usko chabane ke liye Baki Jo hard fruits hote hain vah bhi aap de sakte ho daily aapko mis nahin karna hai aur aapko sensory masaj bhi Dena hoga Honey se ya FIR chocolate liquid se bhi de sakte ho mouth ke sensory ke liye masaj video mein abhi Dali Nahin hun dalungi
@harshblog007
@harshblog007 20 күн бұрын
Aap mobile deti thi
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 19 күн бұрын
Is Autism ka mobile se koi connection Nahin Hai mobile se jo Autism hota hai vah virtual Autism hota hai Jisko jaldi recover Bhi Kiya Ja sakta hai
@priyankabangaon7769
@priyankabangaon7769 21 күн бұрын
Aapne kitne saal oy liya mam therepy center se
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 20 күн бұрын
Lagbhag Dhai Sal liya lockdown ke pahle 1 Sal lockdown ke bad Dedh Sal Ashmit ki therapy Hui
@priyankabangaon7769
@priyankabangaon7769 21 күн бұрын
🎉🎉🎉🎉❤❤
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 20 күн бұрын
Thankyou
@MohdUsama-sz9lg
@MohdUsama-sz9lg 21 күн бұрын
Mera beta bhi hai 4 saal ka ...badhta sab hai yaad sab hai ...par bolta nahi hai
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 20 күн бұрын
Uski Awaaz to hai na Agar uski Awaaz hai to use repeat karna copy karna sikhaye jaldi Sikh Jaega bolna
@rubyshaikh2331
@rubyshaikh2331 2 күн бұрын
Mera b beta 4 .6 ka ho gaya h kuch n bolta kuch sikhao to sikhta n h ot start Kiya h 4 month se I hope mera beta b zarur bole ga may b bohot mehnat kar ri hu
@MohdUsama-sz9lg
@MohdUsama-sz9lg 21 күн бұрын
School mai kab gye the ..kitne saal ke the .. please
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 20 күн бұрын
School abhi 1 Sal Se ja raha hai Jab yah 6 Sal Ka Tha Abhi yah 7 Sal Ka Hai
@Lovebirds-ye4rw
@Lovebirds-ye4rw 22 күн бұрын
🎉🎉🎉
@harshblog007
@harshblog007 23 күн бұрын
Aap ka beta bachoo me khelta tha
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 22 күн бұрын
Nahin problem to yahi hai jab tak bacchon Mein understanding Nahin Aaegi speech acche se nahin Hogi tab tak bacche bacchon ke sath Kabhi khelte Nahin Hai
@nibhasrivastava6965
@nibhasrivastava6965 24 күн бұрын
Kitni baar krwana h ek din me ye activitie
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 24 күн бұрын
2 se 3 bar 1 Din Mein aap Karva sakte ho Aur Subah ke time mein Jarur karvaega bacche Jab so kar uthate hain to bilkul fresh mind Hota Hai Aur Ek Bar Mein 45 minut Se Jyada Nahin karvaega
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 24 күн бұрын
Phir b nahi bolta hai apni marze sai bolta hai
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 24 күн бұрын
4 year ka hai therapy kar rahai hai buhoot achai sai activity kar laita hai jitni b time k liye baita do karta hai kam attension pore daita hai
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 24 күн бұрын
Mam mera baita har aik bat ko samajta hai undenstanding pore hai eye contact thek hai kabi kabar bhol laita hai kush word wesai bolta nahi
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 24 күн бұрын
Thoda sa time lagta hai bacche ekadam se koi chij nahin sikhate hain aap bus Vishwas ke sath kam karte raho Thode Dinon Mein Hi result A Jaega aapke Samne Agar aapka baccha Agar poem Mein interest le raha hai to aap use poem ke through hi speech repeat karvana Sikha sakte ho aap koi bhi poem pahle gungunao FIR bacche Ke Samne Gungunate Raho Agar baccha interest le raha hai to Jarur Gungun aaega Dhire Dhire aap poem ko language mein convert Karoge FIR baccha apne aap hi bolna Shuru Karega
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 24 күн бұрын
Ok thanks
@avinavsharma5605
@avinavsharma5605 24 күн бұрын
Hello mam mera beta 2.10 years ka ha usa mild autism ha maina 2.5 years ka jab vo tha tab mujha Pata chala.Then maina uski therapy start karwa di uska eye contact good,name respond krta ha ,fine motor skill and gross motor skill are very good but vo only 3 ,4 word like mumma,papa,eye,up ,hi,bye Please 🙏 mam btana ma uski speech par kaisa Kam kro vo therapist ka sath bahut accha sa krta ha but vo mera sath nahi krta kyuki vo morning around 10,o'clock udta ha 11 t0 12.30 aba therapy lata ha then take a bath eat food and go to center around 1.30 and come back home 4.30 then eat food and sleep vo around 2hrs ka baad udta ha then hum walk par jata ha 30 to 40 minutes phir mam ma ghar ka Kam finish krti hu vo toys ka sath play krta ha then 9,o'clock t0 10 ma usa activity krwati hu par mera sath nahi krta then vo dinner krta ha uska father 11.45 pm Ata ha vo unka sath time spend krta ha phir vo so jata ha yeh uski routine ha. Please mam btana es age ma yeh routine enough ha 2 day vo 30 minutes speech therapy lata ha around 8.month sa uska koi fayadi nahi Hua .Please mam aap btana speech ka lya ghar par starting kya kro.
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 23 күн бұрын
@@avinavsharma5605 aapane bahut Achcha kiya uska time per therapy Shuru Karva Diya Hai aur is age mein bacche ko kam se kam aap 3 ghante Dena bahut Jaruri Hota Hai therapy ke alava alag alag time per Ek Bar Main aapko 45 minut Se Jyada time nahin dena hai aapke bacche ka jo sone ka time table vah thoda sa aapko change karna padega Kyunki abhi jo habit daloge Vahi Aage Tak jaega aur bad Mein use School bhi bhejna hai bacche 7:00 Tak Subah uth Jaaye to Achcha Hota Hai aur bacche ko Nind bhi bahut jaruri hai isliye aap use jaldi sulav Ge tabhi jaldi uthenge aur aapka baccha aapke sath bhi activity Karega pahle aapko Uske interest ki jo uska favourite toys hai uske sath aap activity Shuru Karoge to bacche interest bhi Lenge aur aapke sath activity bhi Karenge aur kuchh poem learning poem Hote Hain yah speech ke liye bahut helpful Hote Hain to aap phone mein use poem ko lagakar aur bacche ko dikhana nahin hai sirf usko listening karna hai aur use per aap aap bacche ko learn kara sakte ho Jaise Ek teddy bear teddy bear turn around Karke poem hai use per aap karvao usmein point your nose point your toes jump up high yah Sare chij aap usko Karva sakte ho aap bolane ke sath sath usko jump karvao point karvao bacche ke sath friendly behave Karoge bacche apne aap aapke sath activity karna Shuru kar denge aap bubble Le sakte ho bubble flow Karke bacche Ko Dikha sakte ho bacche bahut interest Lenge aur uske sath sath vah sound bhi nikaalenge bacche ko pahle aap copy karna sikhao speech iske sath hi Aati Hai aur aapka baccha lagbhag 3:30 ghante ke liye Bahar rahata hai aur yah Aba therapy bhi le raha hai to aap is per 2 ghante bhi de rahe ho to Kafi Hai Baki ka jo daily ka routine Hai vah bhi to aap follow kar rahe hain uske sath to aap Uske hisab se bhi uske sath batchit kar sakte ho Jaise aap khana de rahe ho to usmein kya hai vah chij aap use bata sakte ho aur Baki glass spoon yah sab identify karvao bacche ko kaun si chij Jyada pasand hai vah option Rakho baccha kis per Jyada focus kar raha hai vah dekho iske sath aap jo uska daily ka routine Karva rahe hain uske sath bhi aap bol sakte ho khana hi Kha Raha Hai To usmein Kya kya hai vah chijen aap bata sakte ho aur sath mein Uske Samne Hamesha aapko bolate Rahana hai vah Har chij aapko dikhana hai agar aap Park Bhi Ja Rahe Ho To Raste Mein Jo jo chijen aap Dekh Rahe Hain usko batate jaaoge
@selfcook-hy2iq
@selfcook-hy2iq 23 күн бұрын
Aoa mam isi tarah mera baita b tha mai us ko 45 minutes therapy k liye lai k ja rahi thi par us sai koi farak nahi parah tha phir us k bad mai nai us k therapy change karwai ab 2.5 hours us k therapy ho rahi hai pahlai wo b kam nahi karta tha laiken mai nai buhoot mahnat k zor sai baitathi thi ab shukur hai activity buhoot achai sai karta hai jitna b time baita lo buhoot timr lagta hai taqrebn merai 5 month lagai hai therapy sai zyada ot k class zarori hai mai nai ot pai kam kar k buhoot achai sai result melai hai
@neelushukla6327
@neelushukla6327 24 күн бұрын
Mam autistic baby😢 pr apke methods baut km work krenge. Unki speech delay baut complicated hoti h😢😢😢😢
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 24 күн бұрын
Ashmit moderate level ka autistic tha yah chij 1 Din Mein Dikhane ke liye Aasan hai yah karne jao to bahut Mushkil Hai Fir Bhi karna padta hai
@chaudharyjyotsana2251
@chaudharyjyotsana2251 24 күн бұрын
Mera beta words to mere sath ripit karata he ...5 bar bolne se bad aek to kya karu.....education dot joint kar leta he iske bar kya sikhau
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 24 күн бұрын
Prewriting skills per kam Kiya aapane
@avinavsharma5605
@avinavsharma5605 25 күн бұрын
Aap na ashmit ko kis age ma shikya mam.
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 24 күн бұрын
Asmit 4 Sal Tak acche se thukana aur Kulla karna Sikh gaya tha
@user-vz4qs4ws8p
@user-vz4qs4ws8p 25 күн бұрын
Mam yea kitna saal ka hai?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 25 күн бұрын
7 Sal Ka Hai
@aaradhyarawat8724
@aaradhyarawat8724 27 күн бұрын
koi dava bhi doctor ne di thi aapko dene ke liye
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 27 күн бұрын
Aap child psychiatrist ke pass jaaoge to vah medicine bolate hyper bacchon ke liye lekin mujhe uska side effect Jyada Laga isliye maine kabhi usko Diya Nahin medicine
@aaradhyarawat8724
@aaradhyarawat8724 24 күн бұрын
@@AutismaurAshmit thank you mam
@SwatisGoodLife
@SwatisGoodLife 10 күн бұрын
@@aaradhyarawat8724 Haan ji brain ka 2 medicine hai .2time deti hu.
@SwatisGoodLife
@SwatisGoodLife 10 күн бұрын
@@aaradhyarawat8724 or hyper to itna hai ki kuch v baitha kar nhi kar sakti.
@vilasjadhav9630
@vilasjadhav9630 27 күн бұрын
Very good try
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 27 күн бұрын
Thankyou
@bismaabdulbari3971
@bismaabdulbari3971 27 күн бұрын
Kitny sal m asmit ny samjna or bolna shuru kia tha?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 27 күн бұрын
Asmit Mein 4 se 5 sal ke bich Mein bolna Shuru kar diya tha aur apne net aur apni sari jarurat ki chijen bolate Hain
@vilasjadhav9630
@vilasjadhav9630 27 күн бұрын
Very useful informative tricks Hope in future your new video on another theorpies may be available
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 27 күн бұрын
Thankyou
@ayanshmomcomindia8600
@ayanshmomcomindia8600 28 күн бұрын
Ab apka beta acche se bolta h vo kb bolna start kiya tha
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 28 күн бұрын
Han ji bolata hai apni need ki sari baten batata hai aur vah 4 se 5 sal ke bich Mein bolna Shuru kar diya tha
@prasantakumarbiswal3927
@prasantakumarbiswal3927 29 күн бұрын
Aapke ek beti v he kya...
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 29 күн бұрын
Han ji 2 sal ki hai
@prasantakumarbiswal3927
@prasantakumarbiswal3927 29 күн бұрын
Second baby planning keliye kuch test kiye the kya.kyunki second baby ke liye dar lagta he.
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 29 күн бұрын
Han ji Genetic test quadruple test bahut se test karvaye the
@prasantakumarbiswal3927
@prasantakumarbiswal3927 29 күн бұрын
Ok
@atulchauhan9152
@atulchauhan9152 Ай бұрын
Aap ka video use ful h
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Thankyou
@Nidhitripath-tc2qz
@Nidhitripath-tc2qz Ай бұрын
Mam echlolia kise age me chal jate h
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Jab bacche ki speech A Jaati Hai Jab bacche bolna Sikh Jaate Hain To apne aap hi Chala Jata Hai Jab bacche bol nahin paate hain to vah Sune Hue Baton ko repeat karte hain ya FIR pahle Jo Sune Hue rahte hain Usi Baat Ko repeat Karte Hain To Jab speech A Jaati Hai To yah sab sari problem khatm Ho Jaati Hai
@Nidhitripath-tc2qz
@Nidhitripath-tc2qz Ай бұрын
Ohk aap ka beta sentence me kaab bolnaa start Kiya baki speech kaab ayi aur mam school ki baat kaab batna laga teh
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
@@Nidhitripath-tc2qz Ashmit ki speech 5 sal ke andar a chuki thi aur vah apni jarurat Ki Har chij vah batata hai
@amitsharma5990
@amitsharma5990 Ай бұрын
Very informative video👍
@minatiranimishra1819
@minatiranimishra1819 Ай бұрын
Age of your child?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
7 years old
@deepapaul8030
@deepapaul8030 Ай бұрын
Mam Mera beta 6 saal ka hai pr voh Jo apne activity btyai hai woh kr leta pr bolta nhi
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Bilkul Nahin bolata Hai?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Repeat bhi nahin karta hai repeat karvane ki koshish Nahin Ki uski favourite chijen dikha kar Bulane ki koshish kar sakte hain aap Jaise do mujhe de do
@prasantakumarbiswal3927
@prasantakumarbiswal3927 Ай бұрын
Asmit sab samjhta he baat karta he kya....aur kapde pehnna khana khana toilet jana khud karta he kya
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Ashmit Apna Jo daily ka kam hai vah Khud Se Kar leta hai Kyunki yah sab Main Usko bahut Pahle Se Sikha rahi hun aur yah sab sikhane bahut time lagta hai to maine isko bahut Pahle Se Sikha rahi hun isliye Apna jo hai daily routine follow kar leta hai aur baat understanding Ki Hai To Jo Main ise bolati hun yah sab baten samajhta hai aur Iske understanding badh rahi hai aur Dheere Dheere badhegi Kyunki Uske understanding per kam abhi bhi main kar rahi hun Aage Bhi karungi aur school mein abhi vah Puri Tarah Se stable Nahin Hai isliye Mujhe uske sath Jana padta hai yah understanding abhi a rahi hai ismein abhi Puri Tarah Se I Nahin Hai
@prasantakumarbiswal3927
@prasantakumarbiswal3927 Ай бұрын
Ok.Thank you
@priyankapawar9747
@priyankapawar9747 Ай бұрын
Apka beta pencile sahi treeke se pkd leta h na Kese seekhya apne Cycile aa jati h?
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 29 күн бұрын
@@priyankapawar9747 han ji pakad leta hai aur cycle yah Sikh chuka hai lekin abhi isko main Park mein hi Lekar jaati hun
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit 29 күн бұрын
@@priyankapawar9747 is per Bhi Main Ek Bar video Jarur banaungi pencil holding bhi sikhane padati hai
@sonamkawalkar1072
@sonamkawalkar1072 Ай бұрын
Bahot accha hai school kaha hai ye school
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Chandigarh me
@user-rz7pl3ij3e
@user-rz7pl3ij3e Ай бұрын
Kitane sal ka hai Asmit
@AutismaurAshmit
@AutismaurAshmit Ай бұрын
Asmit abhi 7.5 sal Ka Hai
@opnoobda95
@opnoobda95 Ай бұрын
Bhot accha