Yes it can be perfect Many people using this kind of battery for cameras and wifi router
@jaydipbokhariya87806 ай бұрын
Sir apse contact karna hai kese hoga
@voltvigyan6 ай бұрын
voltvigyan@gmail.com
@Black444YTOfficial907 ай бұрын
Bhi 13v adapter kaha milega
@voltvigyan7 ай бұрын
Amazon pe available h
@varadclinic7 ай бұрын
IS BATTERY PAR JALDI SE BACKUP TEST KI VIDEO BANAO
@voltvigyan7 ай бұрын
Aap batao kis cheej se test karu ? Matlab ispe kya chala ke dikhau?
@varadclinic6 ай бұрын
@@voltvigyan battery ke upar ghar ke tubelight kitne ghante chalte hai ye batao our vo battery ups se charge ho jati hai kya ? ya use koi alag charger lena padata hai
@voltvigyan6 ай бұрын
@user-sy7co6oh6j yes bro ups se charge ho jaegi Or ye lagbhag 150 ki hai to agar aap 10w ki tube light jalaenge to lagbhag 15ghante chalega Thoda bohot energy loss bhi hoga fir bhi 10-12 ghante to chalega hi
@leg-error00017 ай бұрын
Bhaiya meko makerbazar sa 5 inche hdmi display ko order kr na h total 3061 ho ra h cash on delivery per order kar na ha trusted h na fraud to nhi ho ga
@voltvigyan7 ай бұрын
Makerbazar ki official site yaa application se khareedna Aikdum trusted hai Maine kayi baar buy kia hai hai
@leg-error00017 ай бұрын
Total kitena time legta h Total
@voltvigyan7 ай бұрын
Mujhe to 3-4 din lagte hai Address ke hisaab se thoda time kam jada lag sakta hai Or same day delivery bhi karte hai delhi m
@monericcha61995 ай бұрын
Bhai, maine 12volt 8ah ka ek battery banaya. 20A ka bms use kiya, lakin maine job load chalata hu to 10 volt tak load chalata hai uska bad load cut off ho jata hai. Kaya a BMS ki problem hai? Kitne volt tak load chalata hai jarur batana sir.
@voltvigyan5 ай бұрын
Check karo ki battery 10v se kam charge to nahi hai Ya fir ho sakta hai apka wo load jada amperes le raha hoga
@voltvigyan5 ай бұрын
Or rahi baat load to aap kitne volt tak chala skte ho to mei apko bata du ki jitni battery apki charger hai aap utne tak use kar sakte ho Agar 12.6v charger hai to poore 12.6v use kar sakte ho
@monericcha61995 ай бұрын
@@voltvigyan nahi sir, har somoy 10 volt taki chalta hai, fir charge 10 volt se suru hota hai. Load maine Jada nahi deta hu, led light jalta hai. Jab light off ho jata hai too, many Malti meter se check korta hu to 0 volt dekhate hai. Koi volt show nhi hota hai. Ek youtuber se pucha to bataya 9 volt tak chalta hai, uske baad cut off ho jata hai, a BMS ka over discharge protection hai. Lakin Mera too 9 volt tak chalta nahi hai. Isliye pucha thaa. Koi Idea hai too batana. Kuch galti hua too batana ?
@voltvigyan5 ай бұрын
Batteries new use ki thi kya? Us youtuber ki baat sahi hai 9-10v pe cutt off hota hai lekin battery voltage agar 0 aa raha hai to matlab batteries kharab hai
@monericcha61995 ай бұрын
@@voltvigyan sir, battery kharab nahi hai, bms output dena bondh kar deta hai.
@R_G_25 ай бұрын
Solar se charge hoga 40 w
@voltvigyan5 ай бұрын
Kisi bhi 12v panel se hoga But don’t forget to use solar charge controller for safe charging
@leg-error00017 ай бұрын
@voltvigyan ma to mp ma rata hu or mera ghr ka location sa haryana faridabad 16 Ghanta ka h or mena 17th may ko order kar th abhi tak nhi yaa ha or dekh ra h ke 27 ko milaa ga Amazon shipping sa
@voltvigyan7 ай бұрын
Haan amazon shipping se hi karte h Location ki wajah se ho sakta h time lag raha ho 27 bol raha h to tab tak wait karo aa jaega Company fraud nhi h
@leg-error00017 ай бұрын
Thanks 😊
@voltvigyan7 ай бұрын
@leg-error0001 you welcome Please subscribe my channel if u like my content 🙂
@leg-error00017 ай бұрын
🎉 kar daya @@voltvigyan
@S.KElectronicsBangla95477 ай бұрын
Ye battery hobgli original 2000 hai
@voltvigyan7 ай бұрын
Ji
@S.KElectronicsBangla95477 ай бұрын
@@voltvigyan mera vi smm hai 12 v 12 amp use 25 amp bms