Jitni khoobsoorat ghazal, utna hi khoobsoorat tarannum hai Jawed Ahmed sahab ka: vahshaton ko liye jaa kahin aur jaa ghar mera chhod de aye shab-e-ru-siyaah mere mahtaab ka raasta chhod de hijr ke saahilon se ye dil ka safeena bandha hai abhi aye hawa baadbaan-e-mohabbat kabhi to khula chhod de chand lahron pa raqsaan sitaare mere dil mein utre huye aaj ki raat mujhko mere haal par aye khuda chhod de mauj-dar-mauj uljha musafir abhi paar utra nahin saahilon ke makeen saahilon par kahin ik diya chhod de saari khushbuyein phool aur bahaarein usi hi ke dam se to thin wo jo aaya nahin to chaman mein bhi jaana saba chhod de
@mohammadfaiz478110 ай бұрын
Jashn-e-jaun elia ❤
@ammarraza683610 ай бұрын
KZbin recommended me to this iconic video ❤
@Positiv4017Ай бұрын
तुम्हारे बारे में सोच बहुत है मोहब्बत के लिए इतना बहुत है रौनत आ गई लहजे़ में उसके सुना है आजकल पैसा बहुत है बुजुर्गों से कहो अब रहम कर दे हमारी नस्ल पर कर्जा बहुत है ❤❤❤❤❤❤❤❤
@MianMuneeb-cp5tg5 ай бұрын
Hina Taimoori❤
@شاہزینسحرАй бұрын
Ye jawad ahmed kon hein kisi ko maloom hy ? Koi jaanta hy inhein ?